SING A SONG ACCORDING 2 UR MOOD..

by urooj_love on June 14, 2006, 11:16:34 AM
Pages: 1 ... 66 67 68 69 [70] 71 72 73 74 ... 108
Print
Author  (Read 58976 times)
Talat
Guest
«Reply #1035 on: February 22, 2008, 08:38:10 PM »
Na jaane kyun
hota hai ye zindagi ke saath
achanak ye mann
kisi ke jaane ke bada
kare phir uski yaad
choti choti si baat...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #1036 on: February 22, 2008, 10:19:54 PM »
Ruthe ruthe piya
manau kaise
ajj na jaane baat hui kaya kyun ruthe mujhse
wo jab tak bole main mujhse
mai samjhu kaise
Logged
Talat
Guest
«Reply #1037 on: February 23, 2008, 12:02:47 PM »
Ae Khuda har faisla tera mujhe manzoor hai
Saamne tere tera banda bohot majboor hai
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #1038 on: February 23, 2008, 12:10:56 PM »
Dard se mera daaman bhar de Ya Allah,
Phir chahe diwaana kar de.. Ya Allah..

Main ne tujhse chaand sitaare kab maange,
Raushan dil, Be-daar nazar de.. Ya Allah..

Logged
Talat
Guest
«Reply #1039 on: February 23, 2008, 12:15:37 PM »
Mera to jo bhi qadam hai
Wo teri raah main hai
Ki tu kahin bhi rahe
Tu meri nigah main hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #1040 on: February 25, 2008, 05:29:09 PM »
Samaa hai suhaana suhaana
Nashe main jahaan hai
Kisi ko kisi ki, khabar hi kahaan hai
Har dil mein dekho, mohabbat jawaan hai
Hm mm mm, hmm mm mm
Samaa hai suhaana suhaana

Hm mm mm, hmm mm, hm mm mm, hm mm mm
Keh rahi hai nazar nazar se afsaane
Hm mm mm
Keh rahi hai nazar nazar se afsaane
Ho raha hai asar ke jisko dil jaane
Dekho yeh dil ki ajab dastaan hai
Nazar bolti hai, dil bezubaan hai
Hm mm mm, hmm mm mm
Samaa hai suhaana suhaana

Ho gaya milan dilon ka mastaana
Hm mm mm
Ho gaya milan dilon ka mastaana
Ho gaya hai koi kisi ka deewana
Jahaan dilruba hai, dil bhi wahaan hai
Jise pyaar kahiye, wahi darmiyaan hai
Hm mm mm, hmm mm mm
Samaa hai suhaana suhaana
Nashe main jahaan hai
Kisi ko kisi ki, khabar hi kahaan hai
Har dil mein dekho, mohabbat jawaan hai
Hm mm mm..
Logged
khushi4all
Guest
«Reply #1041 on: February 26, 2008, 07:15:44 AM »
tum muje yu..bhula na paaoge..
jab kabhi bhi sunoge geet mere....
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 10 hours and 36 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #1042 on: February 26, 2008, 08:09:16 AM »
musafir hu yaro
na gher hai na thikana
mujhe chalte jana hai
bus chalte jana


din ne ishare se idher bula liya
raat ne hath tham ker udher bitha diya
subah se shaam se mera dostana
mujhe chalte jana hai
bus chalte jana

ek raah ruk gayi to aur jud gayi
main mura to sath sath raah mur gayi
hawa ke paro per mera aashiyana
mujhe chalte jana hai
bus chalte jana
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #1043 on: February 26, 2008, 12:08:20 PM »
Hamein aur jeene ki chaahat na hoti
Agar tum na hote agar tum na hote
Tumhen dekhke to lagta hai aise

Bahaaron ka mausam aaya ho jaise
Dikhaayi na deti andheron mein jyoti
Agar tum na hote, agar tum na hote
Hamein aur jeene ki..

Hamein jo tumhaara sahaara na miltaa
Bhanvar mein hi rehte kinaara na miltaa
Kinaare pe bhi to leher aa duboti
Agar tum na hote, agar tum na hote
Hamein aur jeene ki..
Logged
khushi4all
Guest
«Reply #1044 on: February 26, 2008, 01:59:52 PM »
Tere bina zindagi se koi shikwa....to nahi..shikwa nahi...
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 10 hours and 36 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #1045 on: February 26, 2008, 02:02:08 PM »
chanda re chanda re kabhi to zameen per aa
baithege bate karege
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #1046 on: February 26, 2008, 02:06:29 PM »
Mujhe khabar thi, wo mera nahin, parayaa tha,
Par dhadkanon ne usi ko Khuda banaaya tha...

Main Khwaab Khwaab jise dhoondhti phiri barso,
Wo Ashk Ashk meri aankh main samaaya tha...

Tera kasoor nahin Meri Jaan, Meri Tanhaayi,
Ye Rog Khud Maine, meri Jaan ko Lagaaya tha...

Tamaam Shehar Main Ek Woh Hai Ajnabi Mujhse,
Ke Jisne Geet Mera, Shehar Ko Sunaaya tha...
Logged
punam
Guest
«Reply #1047 on: February 26, 2008, 02:32:39 PM »
main tujhase pyaar karoon main shaayari na karoon
main shaayari na karoon main tujhase pyaar karoon
main shaayari na karoon ...

meri vafaayen mahaka karengi banake koi khushbu
mujhako rahegi aur rahegi teri hamesha justaju
main shaayari na karoon ..
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #1048 on: February 28, 2008, 06:08:43 AM »
Humne dekhi hai, Un aankhon ki mahakti khushboo,
Haath se chhuke isey, Rishton ka iljaam naa do..
Sirf ehsaas hai yeh, Rooh se mehsoos karo,
Pyaar ko pyaar hi rehne do – koi naam naa do...

Pyaar koi bol nahi, Pyaar aawaaz nahi,
Ek khamoshi hai, Sunti hai, Kaha karti hai..
Naa ye bujhti hai, Na rukti hai, Na theherti hai kahin,
Noor ki boond hai, Sadiyon se baha karti hai...

Sirf ehsaas hai yeh, Rooh se mehsoos karo,
Pyaar ko pyaar hi rehne do – Koi naam naa do...

Muskurahat si khili rehti hai aankhon mein kahin,
Aur palkon pe ujale se jhuke rehte hai..
Honth kuch kehte nahin, Kaanpte honthon pe magar,
Kitne khaamosh se, Afsaane ruke rahte hai...

Sirf ehsaas hai yeh, Rooh se mehsoos karo,
Pyaar ko pyaar hi rehne do – Koi naam naa do...
Logged
baadal102
Guest
«Reply #1049 on: February 28, 2008, 06:17:10 AM »
mai sayar to nahi
magar e hansi
jab se dekha maine tujhko
shayri aa gaye
Logged
Pages: 1 ... 66 67 68 69 [70] 71 72 73 74 ... 108
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 05:07:42 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.205 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer