SING A SONG ACCORDING 2 UR MOOD..

by urooj_love on June 14, 2006, 11:16:34 AM
Pages: 1 ... 71 72 73 74 [75] 76 77 78 79 ... 108
Print
Author  (Read 58966 times)
Pooja
Guest
«Reply #1110 on: March 12, 2008, 05:13:41 PM »
Hindi Song Title: Bole re Papeehara
Hindi Movie/Album Name: GUDDI
Singer(s): VANI JAYRAM 


bole re papeeharaa, papeeharaa
neet ghan barase, neet man pyaasaa
neet man pyaasaa, neet man tarase

palakon par yek boond sajaaye
baithhee hoo saawan le jaaye
jaaye pee ke des mein barase
neet man pyaasaa, neet man tarase

saawan jo sandesaa laaye
meree aankh se motee paaye
jaan mile baabool ke ghar se
neet man pyaasaa, neet man tarase

Logged
Pooja
Guest
«Reply #1111 on: March 14, 2008, 05:06:32 PM »
Phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main
Phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main
Ye cheez lajwaab hai, ye cheez lajwaab hai, sach bolta hoon main
Phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main

Gin kar piyoon main jaam to hota nahin nasha
Gin kar piyoon main jaam to hota nahin nasha
Mera alag hisaab hai, mera alag hisaab hai, sach bolta hoon main
Phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main
Hun hun hun hun....
Saqi yakeen na aaye to, gardan jhuka ke dekh
Saqi yakeen na aaye to, gardan jhuka ke dekh
Sheeshe mein maahtaab hai, sheeshe mein maahtaab hai, sach bolta hoon main
Phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main

Haathon mein ek jaam hai, honthon pe ek ghazal
Haathon mein ek jaam hai, honthon pe ek ghazal
Baaki khayal-o-khwab hai, baaki khayal-o-khwab hai, sach bolta hoon main
Phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main
Phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #1112 on: March 17, 2008, 12:07:08 PM »
kyun hai sehra si koi pyaas liye tu ai mere humdum
meri aaghosh mein aa doon main tujhe bhiga sa ik mausam

apani julfein mere sine pe bikhar jaane de
aaj mera mukkadar sawar jaane de

tej hoti hai toh ho jaane de ,aaj tere mere dil ki dhadkan
kyun hai sehra si koi pyaas liye tu ai mere humdum
meri aaghosh mein aa doon main tujhe bhiga sa ik mausam
Logged
Pooja
Guest
«Reply #1113 on: March 17, 2008, 07:58:12 PM »
Do pal ka khwaabon ka kaarwan,
Aur fir chal diye tum kahan hum kahan....

do pal ki thhi ye dilon ki daastan
aur fir chal diye hum kahan tum kahan....

Tum thhey ke thhi koyi ujli kiran,
Tum thhey ya koyi kali muskaayi thhi....

Tum thhey ke ya thha sapno ka saawan,
tum thhey ke khushiton ki ghata chhayi thhi....
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #1114 on: March 18, 2008, 10:04:49 AM »
Tumse Kahein Ya Hum Na Kahein,
Kiske Liye Yeh Aansu Bahein..
Kyon Hum Aise Pachhtaye,
Kaise Gham Hai Chupaein..
Tumse Kahein Ya Hum Na Kahein...
Tumse Kahein Ya Hum Na Kahein...

Kisko Fursat, Koi Kab Sunta Hai,
Kyon Humse Har Khushi Kho Gayi..
Kis Se Kahein, Kya Hai Ab Kami,
Armaan Jaage, To Kya Jaane..
Kyon So Gaye Naseeb...
Tumse Kahein Ya Hum Na Kahein...

Tumse Kahein Ya Hum Na Kahein,
Kiske Liye Yeh Aansu Bahein..
Roshni To Kho Gayi Hai,
Reh Gaye Ab Sirf Saaye..
Tumse Kahein Ya Hum Na Kahein...

Logged
Pooja
Guest
«Reply #1115 on: March 18, 2008, 02:28:31 PM »
Dikhayi diye yun ke bekhud kiya -2
Hamein aap se bhi juda kar chale
Dikhayi diye yun ke bekhud kiya
Dikhayi diye yun

Jabheen sajda karte hi karte gayi -2
Haq-e-bandagi ham adaa kar chale
Dikhayi diye yun ke bekhud kiya
Hamein aap se bhi juda kar chale
Dikhayi diye yun

Parasthish kiya tak ke aye but tujhe -2
Nazar mein sabhon ki khuda kar chale
Dikhayi diye yun ke bekhud kiya
Hamein aap se bhi juda kar chale
Dikhayi diye yun

Bahut aarzoo thi gali ki teri -2
So yaas-e-lahoo mein naha kar chale
Dikhayi diye yun ke bekhud kiya
Hamein aap se bhi juda kar chale
Dikhayi diye yun ke bekhud kiya
Dikhayi diye yun
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1116 on: March 21, 2008, 01:46:42 PM »
Tanhaai,.
Tanhaai,.
Dil Ke Raaste mein Kaisi Thokar Maine Khaai,.
Toote KHwaab Saare,.
Ek Mayoosi Hai Chaai,.

Har Khushi So Gayi,.
Zindagi Kho Gayi,.

Kya Maine Chaha Tha Aur Kyun Kismat Mein Aaai,.
Tanhaai,.
Tanhaai,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #1117 on: March 26, 2008, 08:46:53 PM »
is reshami paazeb ki jhankaar ke sadake
jis ne ye pahanaai hai us diladaar ke sadake

us zulf ke qurabaan lab-o-ruqasaar ke sadake
har jalava tha ik shola husn-e-yaar ke sadake

javaani maangati ye haseen jhankaar barason se
tamanna bun rahi thi dhadakanon ke taar barason se
chhup-chhup ke aane vaale tere pyaar ke sadake
is reshami paazeb ki ...

javaani so rahi thi husn ki rangeen panaahon mein
chura laaye ham un ke naazaneen jalave nigaahon mein
qisamat se jo hua hai us deedaar ke sadake
us zulf ke qurabaan ...

nazar lahara rahi thi zeest pe masti si chhaai hai
dubaara dekhane ki shauq ne halchal machaai hai
dil ko jo lag gaya hai us azaar ke sadake
is reshami paazeb ki ...
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #1118 on: March 27, 2008, 05:21:46 AM »
Dil ko tumse pyaar hua, pehli baar hua
Tumse pyaar hua

Main bhi aashiq yaar hua, pehli baar hua
Tumse pyaar hua(Chhaayi hai betaabi
Meri jaan, kaho main kya karoon)

Dil ko tumse pyaar hua, pehli baar hua
Tumse pyaar hua
Main bhi aashiq yaar hua, pehli baar hua

Tumse pyaar hua
Oh, kho gaya main khayaalon mein
Ab neend bhi nahin aankhon mein
Karvatein bas badalta hoon

Ab jaagta hoon main raaton mein
Ab doori na sehni, har lamha kehta hai

Na jaane haal mera aisa kyoon rehta hai
Main deewana tera ban gaya jaane jaana
Main fasaana tera ban gaya jaane jaana

 
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #1119 on: March 27, 2008, 11:27:58 AM »
Aa bhi jaa, Aa bhi jaa, Ae Subah, Aa bhi jaa...
Raat ko kar vidaa, Dilrubaa Aa bhi jaa...

Dekhu chahe jisko, Kuch Kuch tujhsa dikhta kyon hai?
Jaanu, Jaanu naa main, Tera Mera Rishta kyon hai...
Kaise kahun kitna bechain hai dil mera tere bina...

Raat ko kar vidaa, Dilrubaa Aa bhi jaa...
Aa bhi jaa, Aa bhi jaa, Ae Subah, Aa bhi jaa...
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #1120 on: March 28, 2008, 02:24:35 PM »
Kuch To Log Kahenge

Logon Ka Kaam Hai Kehna

Chhodo Bekaar Ki Baaton Mein

Kahin Beet Na Jaaye Raina

Kuch To Log Kahenge

Logon Ka Kaam Hai Kehna
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1121 on: March 29, 2008, 05:07:28 PM »
Tumko Bhi Hai Khabar,.
Mujhko Bhi Hai pataa,.
Ho Raha hai Judaa Dono Ka raastaa,.

Door jaake Bhi Mujhse,.
Tum Meri Yaadon Mein rehna,.
Kabhi Alvida Na Kehna,.

Kabhi Alvida Na kehna,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #1122 on: March 31, 2008, 04:57:36 PM »
Mera dil yah pukare ajja
mere gum ke sahare ajja
bheega bheega hai sama
aise main hai tu kaha...
Mera dil yah pukare ajja
mere gum ke sahare ajja...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1123 on: April 04, 2008, 07:03:39 AM »
Khoya Hai Paake Jisne Pyaar Main Hoon Na,.
Bechain Main Hoon Bekaraar Main Hoon Na,.
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #1124 on: April 05, 2008, 07:50:59 AM »
"Dhanak ka rang hai bikhra mere duppate pe...
Saari khushbu meri baahon mein simat aayi hai....
Paanv padte nahi zameen pe mere,
Mujhpe ajeeb si masti yeh umadd aayi hai"

Aaj lagta hai main hawaaon mein hoon...
Aaj Itni Khushi mili hai...
Aaj Bas Mein nahin hai mann.. mera...
Aaj Itni Khushi mili hai....

Haya Ki shokhiya lipti hai mere aanchal se.....
Aisa Lagta hai ki mein Dulhan hoon Bani....
Aaj itni khushi mili hai.

Woh Ek Pal ki Mulaakaat Rang Laayi hai...
Umar Bhar ke liye mehmaan hai Bani....
Aaj itni khushi mili hai...
Logged
Pages: 1 ... 71 72 73 74 [75] 76 77 78 79 ... 108
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 12:02:10 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.202 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer