SING A SONG ACCORDING 2 UR MOOD..

by urooj_love on June 14, 2006, 11:16:34 AM
Pages: 1 ... 73 74 75 76 [77] 78 79 80 81 ... 108
Print
Author  (Read 58963 times)
punam
Guest
«Reply #1140 on: April 29, 2008, 05:45:00 PM »
Sapna mera sach ho gaya
Kabhi main kahoon, kabhi tum kaho
Ke maine tumhe yeh dil de diya

Kabhi main sunoon, kabhi tum suno
Ke maine tumhe yeh dil de diya

Kabhi main kahoon, kabhi tum kaho
Ke maine tumhe yeh dil de diya

Paas paas hum saath saath yun baithe rahe
Ek dusre se yehi kehte rahe

Paas paas hum saath saath yun baithe rahe
Ek dusre se yehi kehte rahe

Kabhi main kahoon, kabhi tum kaho
Ke maine tumhe yeh dil de diya

Kabhi main sunoon, kabhi tum suno
Ke maine tumhe yeh dil de diya

Chalte rahe, udte rahe, hum behte rahe - 2

Ek dusre se yehi kehte rahe

Kabhi main kahoon, kabhi tum kaho
Ke maine tumhe yeh dil de diya

Kabhi main sunoon, kabhi tum suno
Ke maine tumhe yeh dil de diya

Dard-e-dil, dard-e-jigar hum sehte rahe
Ek dusre se yehi kehte rahe

Dard-e-dil, dard-e-jigar hum sehte rahe
Ek dusre se yehi kehte rahe

Kabhi main kahoon, kabhi tum kaho
Ke maine tumhe yeh dil de diya

Kabhi main sunoon, kabhi tum suno
Ke maine tumhe yeh dil de diya....

Logged
Pooja
Guest
«Reply #1141 on: April 29, 2008, 06:01:34 PM »
Hindi Song Title: Aaa Chal Ke Tujhe Mein
Hindi Movie/Album Name: DOOR GAGAN KI CHHAON MEIN
Singer(s): KISHORE KUMAR 


Hindi Lyrics:
Aa chal ke tujhe, main le ke chaluun
ik aise gagan ke tale
jahan gam bhii na ho, aansoo bhi na ho
bas pyaar hii pyaar pale

Aa chal ke tujeh main le ke chaluun
ik aise gagan ke tale
jahan gam bhi na ho, aansoo bhi na ho
bas pyaar hi pyaar pale
ik aise gagan ke tale

Suraj ki pahali kiran se, aashaa kaa savera jaage (2)
chandaa kii kiraN se dhul kar, ghanaghor andhera bhaage (2)
kabhi dhuup khile kabhi chhaav mile
lambii sii Dagar na khale
jahan gam bhi na ho, aansoo bhi na ho
bas pyaar hi pyaar pale
ik aise gagan ke tale

Jahan door nazar daud aae, aazaad gagan laharaae laharaee (2)
jahan rang birange panchhi, aashaa kaa sandesaa laayen (2)
sapano me pali hansati ho kali
jahan shaam suhaani dhale
jahan gam bhi na ho, aansoo bhi na ho
bas pyaar hi pyaar pale
ik aise gagan ke tale

Sapano Ke aise jahan mein jahan pyaar hi pyaar khila ho
hum jaa ke vahan kho jaaye shikuva na koyi ghila ho
kahin bhair na ho koyi ghair na ho
sab milke chalte chale
jahan gam bhi na ho aansoo bhi na ho
bas pyaar hi pyaar pale
ik aise gagan ke tale
aa chal ke tujeh mein leke chaluun
ik aise gagan ke tale
jahan gam bhi na ho aansoo bhi na ho
bas pyaar hi pyaar pale
ik aise gagan ke tale
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1142 on: April 30, 2008, 11:09:56 AM »
Hume tumse pyaar kitna, Ye hum nahin jaante,
Magar jee nahin sakte, Tumhaare binaa..

Suna gam judai ka, utthaate hai log,
Jaane jindagi kaise, Bitaate hai log,
Din bhi yahan to lage, Baras ke samaan...
Hume intzaar kitna, Ye hum nahin jaante,
Magar jee nahin sakte, Tumhaare binaa..

Tumhe koi aur dekhe, To jalta hai dil,
Badi mushkilon se phir, Sambhalta hai dil,
Kya kya jatan karte hai, Tumhe Kya Pata
Ye dil bekaraar kitna, Ye hum nahin jaante,
Magar jee nahin sakte, Tumhaare binaa..
 
Logged
natural
Guest
«Reply #1143 on: April 30, 2008, 11:19:33 AM »

Eik din bik jayega, maati ke mol,
Jag mein reh jaayengey pyaare terey bol......
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1144 on: April 30, 2008, 12:00:24 PM »
Tu Mere Rubaroo,.
Hai,.
Tu Mere Aaankhon Ki Ibaadat Hai,.
Logged
punam
Guest
«Reply #1145 on: April 30, 2008, 12:12:07 PM »
bhooli bisri ek kahani phir ayi ek yaad purani
bhooli bisri ek kahani ....

ane ka vada kiya vada tod diya nahi aye piya
bhool gaye tum prem kahani phir aayi ek yaad purani
bhooli bisri ek kahani phir ayi ek yaad purani
bhooli bisri....

maine to pyar kiya aitabar kiya isapar kiya intazar kiya
tumane kiya kya dilbar jani phir aayi ek yaad purani
bhooli bisri ek kahani phir aayi ek yaad purani
bhooli bisri....

hari main karake jatan mere bichade sajan kab hoga milan
lambi judai rut mastani phir aayi ek yaad purani
bhooli bisri ek kahani phir aayi ek yaad purani
bhooli bisri....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #1146 on: April 30, 2008, 04:04:19 PM »
mere dost kissaa ye kyaa ho gayaa
sunaa hain ke too bewafaa ho gayaa

duwaan badduwaan de, ye mumakeen nahee
muze too dalaa de, ye mumakeen nahee
khudaa jaane kyaa, maajaraa ho gayaa

agar maang le too, o jaana-ye-jigar
tuze jaan de doo, main ye jaanakar
ke hak dosatee kaa adaa ho gayaa

kayaamat se kam yaar ye gam nahee
ke too aaur mai, rah gaye hum nahee
meraa yaar muz se judaa ho gayaa

Logged
Pooja
Guest
«Reply #1147 on: May 05, 2008, 06:03:49 PM »
Tum aaye to aaya mujhe yaad, gali mein aa chaand nikla
Jaane kitne dinon ke baad gali mein aa chaand nikla - 2
Gali mein aa chaand nikla - 2
Tum aaye to aaya mujhe yaad, gali mein aa chaand nikla
Jaane kitne dinon ke baad gali mein aa chaand nikla - 2
Gali mein aa chaand nikla - 2
Tum aaye to aaya mujhe yaad, gali mein aa chaand nikla
Yeh naina bin kaajal tarse
Baara mahine baadal barse
Suni rab ne meri fariyaad
Suni rab ne meri fariyaad, gali mein aa chaand nikla
Gali mein aa chaand nikla - 2
Tum aaye to aaya mujhe yaad, gali mein aa chaand nikla
Aaj ki raat jo main so jaati
Khulti aankh subah ho jaati
Main to ho jaati bas barbaad
Main to ho jaati bas barbaad, gali mein aa chaand nikla
Gali mein aa chaand nikla - 2
Jaane kitne dinon ke baad gali mein aa chaand nikla
Maine tumko aate dekha
Apni jaan ko jaate dekha
Jaane phir kya hua nahin yaar
Jaane phir kya hua nahin yaar, gali mein aa chaand nikla
Gali mein aa chaand nikla - 2
Jaane kitne dinon ke baad gali mein aa chaand nikla
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1148 on: May 06, 2008, 12:46:19 PM »
Dost Dost Naa Raha,.
Pyaar Pyaar Na Raha,.
Zindagi Hume Tera Aitbaar Na Raha,.
 sad5
Logged
punam
Guest
«Reply #1149 on: May 06, 2008, 04:36:22 PM »
Hindi Song Title: Aai Khuda Har Faisala
Hindi Movie/Album Name: ABDULLAH
Singer(s): KISHORE KUMAR

Aye Khuda Har Faisla Tera Mujhe Manzoor Hai
Saamne Tere Tera Banda Bahut Majboor Hai
Aye Khuda Har Faisla Tera Mujhe Manzoor Hai
Saamne Tere Tera Banda Bahut Majboor Hai

Har Duaa Meri Kisi Deewar Se Takra Gayee
Beasar Hokar Meri Fariyaad Vaapas Aa Gayee

Is Zameen Se Aasmaa Shaayad Bahut Hi Door Hai
Saamne Tere Tera Banda Bahut Majboor Hai

Ek Gul Se To Ujad Jaate Nahin Phoolon Ke Baag
Kya Huaa Toone Bujha Daala Mere Ghar Ka Charaag

Kam Nahin Hai Roshni Har Shay Mein Tera Noor Hain
Saamne Tere Tera Banda Bahut Majboor Hai
Aye Khuda Har Faisla Tera Mujhe Manzoor Hai
Saamne Tere Tera Banda Bahut Majboor Hai...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1150 on: May 08, 2008, 08:46:12 AM »
ye hawaa, ye nadee kaa kinaaraa
chaand taaron kaa rangeen ishaaraa
kah rahaa hain bekhabar, ho sake to pyaar kar
ye samaa milegaa fir naa dobaaraa

ye raat dhalane naa paaye, aane naa paaye saweraa
too bhee uthhaa lanbee palaken, julfon ko maine bikheraa
yoonhee chandaa tale meree naiyyaa chale, teree baahon kaa leke sahaaraa

ayese mile aaj saiyyaa, teree najar meree aankhen
dhadakan meree teraa dil ho, lab ho mere teree baaten
dare kaahe ko dil  sajanaa khul ke mil  kyaa karegaa jamaanaa humaaraa
dare kaahe ko dil  goree aa khul ke mil  kyaa karegaa jamaanaa humaaraa
 
 
Logged
Pooja
Guest
«Reply #1151 on: May 09, 2008, 09:15:44 PM »
Surmayee ankhiyon main nanha munna ek sapana de jaa re
nindiya ke udate paakhi re, ankhiyon maon aaja saathi re

raa rii raa ram o raaree ram

sachcha koi sapanaa dejaa
mujhako ko apana dejaa
anajaana sa magar kuchh pahachaana sa
halka phulka shabanami
resham se bhi reshami
suramai ...

raat ke rath par jaane vaale
neend ka ras barasaane vaale
itana kar de ko meri ankhain bhar de
ankhon main basata rahe, sapana ye hansata rahe
sapana yoonN chalata rahe
ankhiyon main basata rahe
suramai ...
Logged
punam
Guest
«Reply #1152 on: May 10, 2008, 03:23:25 PM »
ye dil tum been kahee lagataa naheen, hum kyaa kare
tasawwoor mein koee basataa nahee, hum kyaa kare
tum hee kah do ab aye jaana-ye-wafaa hum kyaa kare

loote dil mein diyaa jalataa nahee, hum kyaa kare
tum hee kah do ab aye jaana-ye-wafaa hum kyaa kare

kisee ke dil mein bas ke dil ko tadapaanaa naheen achchhaa
nigaahon ko zalak de de kar chhoop jaanaa naheen achchhaa
ummeedon ke khile gulashan ko zulasaanaa naheen achchhaa
humei tum been koee jachantaa nahee, hum kyaa kare

mohabbat kar to lekin  mohabbat raas aaye bhee
dilon ko boz lagate hain kabhee julfon ke saaye bhee
hajaaro gam hain is duniyaan mein apane bhee paraaye bhee
mohabbat hee kaa gam tanahaa nahee, hum kyaa kare

buzaa do aag dil kee yaa ise khulakar hawaa de do
jo is kaa mol de paaye, use apanee wafaa de do
tumhaare dil mein kyaa hain bas humei itanaa pataa de do
ke abh tanahaa safar katataa nahee, hum kyaa kare...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1153 on: May 14, 2008, 01:21:42 PM »
Is mod se jaate hain
Kuchh sust qadam raste kuchh tez qadam raahe
Patthar ki haveli ko shishe ke gharaundo mein
Tinko ke nasheman tak is mod se jaate hain
Aa…Is mod se jaate hain

Aandhi ki tarha ud kar ik raah guzarti hai
Sharmaati huwi koyi qadmo se utarti hai
In reshmi raaho mein ik raah to woh hogi
Tum tak jo pahonchti hai is mod se jaati hai
Is mod se jaate hain
Logged
Pooja
Guest
«Reply #1154 on: May 14, 2008, 10:01:10 PM »
Tum bhi pyaase main bhi pyaasi
Yug se lambi pal ki udasi
Aa hi gaye naino mein saawan
Aa hi gaye naino mein saawan
Phir bhi hain barsaat adhuri
Din hain adhure raat adhuri
Tum bin man ki baat adhuri
Logged
Pages: 1 ... 73 74 75 76 [77] 78 79 80 81 ... 108
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 09:45:35 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.201 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer