SING A SONG ACCORDING 2 UR MOOD..

by urooj_love on June 14, 2006, 11:16:34 AM
Pages: 1 ... 74 75 76 77 [78] 79 80 81 82 ... 108
Print
Author  (Read 58959 times)
natural
Guest
«Reply #1155 on: May 16, 2008, 07:49:54 AM »
mujhse naaraaz ho to ho jaao, Khud se lekin Khafaa-Khafaa no raho
mujhse tum door jaao to jaao, aap apane se tum judaa na raho
mujhse naaraaz ho to ho jaao, Khud se lekin Khafa-Khafa no raho

mujhpe chaahe yakeen karo na karo, tumko Khud par magar yakeen rahe
sar pe ho aasmaan yaa ke naho, pair ke neeche ye zameen rahe
mujhako tum bewafaa kaho to kaho ...
mujhako tum bewafaa kaho to kaho, tum magar Khud se bewafaa na raho
mujhse naaraaz ho to ho jaao

aao ik baat main kahoon tumse, jaane phir koi ye kahe na kahe
tumko apni talaash karani hai, hamasafar koi bhi rahe na rahe
tumko apne sahaare jeenaa hai ...
tumko apne sahaare jeenaa hai, Dhoondhati koi aasraa no raho

mujhse naaraaz ho to ho jaao, Khud se lekin Khafaa-Khafaa no raho
..
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #1156 on: May 16, 2008, 10:34:04 AM »
Itni shakti humein dena daataa,
Mann ka vishwaas kamzor ho naa..
Hum chale nek raste pe humse,
Bhool kar bhi koi bhool ho naa..

Hum andhere mein hai roshni de,
Kho naa de khud ko hi dushmani se,
Hum saza paaye apne kiye ki,
Maut bhi ho to seh le khushi se..
Kal jo guzraa hai phir se naa guzre,
Aane waala wo kal aisaa ho naa..

Hum chale nek raste pe humse,
Bhool kar bhi koi bhool ho naa..

Logged
syednaami
Guest
«Reply #1157 on: May 16, 2008, 10:51:21 AM »
Tere Bin Main Yun Kaise Jiya
Kaise Jiya Tere Bin
Tere Bin Main Yun Kaise Jiya
Kaise Jiya Tere Bin
Lekar Yaad Teri Raaten Meri Kati
Mujhse Baaten Teri Karti Hai Chaandani
Tanha Hai Tujh Bin Raaten Meri
Din Mere Din Ke Jaise Nahi
Tanha Badan Tanha Hai Ruh Nam Meri Aankhen Rahe
Aaja Mere Ab Rubaru
Jeena Nahi Bin Tere
Tere Bin Main Yun Kaise Jiya
Kaise Jiya Tere Bin
Tere Bin Main Yun Kaise Jiya
Kaise Jiya Tere Bin
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #1158 on: May 16, 2008, 11:05:12 AM »
Nainon ki mat maaniyo re...
Nainon ki mat suniyo...
Nainon ki mat maaniyo re...
Nainon ki mat suniyo...
Nainon ki mat suniyo re...
Naina thag lenge.. Naina thag lenge...
Thag lenge.. Naina thag lenge...

Jaagte jaadu phoonkeinge re..
Jaagte jaagte jaadu..
Jaagte jaadu phoonkeinge re..
Neendein banjar kar deinge...

Naina thag lenge.. Naina thag lenge...
Thag lenge.. Naina thag lenge...

Logged
syednaami
Guest
«Reply #1159 on: May 16, 2008, 11:12:21 AM »
Aaj jaane ki zid na karo
Yunhi pehloo mein baithe raho
Aaj jaane ki zid na karo
Haay mar jaayenge, hum to lut jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Haay mar jaayenge, hum to lut jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo

Tum hi socho zara, kyun na roke tumhe
Jaan jaati hai jab uth ke jaate ho tum
Tumko apni qasam jaan-e-jaan
Baat itni meri maan lo
Aaj jaane ki zid na karo
Yunhi pehloo mein baithe raho
Aaj jaane ki zid na karo
Haay mar jaayenge, hum to lut jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #1160 on: May 16, 2008, 11:24:51 AM »
Ajeeb daastaan hai yeh, Kahan shuru kahan khatam,
Yeh manzilein hai kaun si, Naa wo samajh sakey naa hum...

Yeh roshni ke saath kyon, Dhuaan uttha chiraag se,
Yeh khawaab dekhti hoon main, Ki jag padii hoon khwaab se...

Mubaarakein tumhe ki tum, Kisi ke noor ho gaye,
Kisi ke itne paas ho, Ki sabse duur ho gaye...

Kisi ka pyaar le ke tum, Naya jahaan basaaoge,
Yeh shaam jab bhi aayegi, Tum humko yaad aaoge...
Logged
syednaami
Guest
«Reply #1161 on: May 16, 2008, 11:27:20 AM »
Channa ve ghar aa ja ve
Dhola ve ghar aa ja ve

Teriyan udigaan bich muk challe saal
Takdi de rog muka ja ve
Channa ve ghar aa ja ve
Dhola ve ghar aa ja ve

Aavega jad soniyan mahiyaan
Mereya sajna tol sipahiya
Rakh laangi tennu seene la ke
Tere bojon jind kamlaiyan

Channa ve ghar
Dhola ve ghar
Channa ve ghar aa ja ve
Dhola ve ghar aa ja ve
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #1162 on: May 17, 2008, 04:17:21 PM »
Safar meinn dhoop to hogi, Jo chal sako to chalo,
Sabhi hai bheed mein, Tum bhi nikal sako to chalo...

Kisi ke waaste raahein kahan badalti hai,
Tum apne aap ko khud hi badal sako to chalo...

Yahan kisi ko koi raastaa nahin deta,
Mujhe giraa ke agar tum sambhal sako to chalo...

Yahi hai zindagi, Kuch khaak, chand umeedein,
Inhi khilouno se tum bhi bahal sako to chalo...
Logged
punam
Guest
«Reply #1163 on: May 17, 2008, 04:24:15 PM »
ek baar rakh de kadam zara jhoom ke
ek baar chal de tu dharati ko choom ke
rasta tera hai manzil teri hai

sooraj kitana javaan kitana haseen hai ye ujaala
galiyaan kab se pukaaren aaye koi dilavaala
raahi ye din kaisa matavaala

himmat vaale chala chal neele ambar ke saaye-saa_e
kabase tujhako nihaare dharati chunariya bichhaaye
yoon chal ke duniya tere peechhe-piichhe aaye

jeena chaahe jo jag mein jeevan mila use kaise
aise aanchal udaao naache saavan rut jaise
sun lo ghungharu bolen kaise-kaise
ek baar rakh de ...
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #1164 on: May 20, 2008, 01:36:39 PM »
Sheeshe se bani ek ladki,
Patthar ke nagar mein aayi,
Woh dhoondh rahi thi moti,
Aur patthar se takraai...
Sheeshe se bani ek ladki...

Sheeshe se bani ye ladki,
Is baat se hai anjaani,
Jab reit chamakti hai toh,
Lagti hai barse paani..
Yeh phool hai sab kaagaz ke,
Lekin wo samajh naa paayi...

Sheeshe se bani ladki se keh do
Ki na baad mein phir rona,
Kuch log jo hai peetal ke,
Kehte hai wo khud ko sona..
Ye jhooth ka pul tootega,
Aur gehri hai gum ki khaai...
Logged
Talat
Guest
«Reply #1165 on: May 20, 2008, 07:24:42 PM »
Yeh aarzoo thi ke haskar koi mila hota
Kahin to humse kisi ka dil aashna hota

Kisi ne bhi to na dekha nigaah bharke mujhe
Gaya phir aaj ka din bhi udaas karke mujhe
Kisi ne bhi to na dekha nigaah bharke mujhe
Gaya phir aaj ka din bhi udaas karke mujhe
Kisi ne bhi to na dekha nigaah bharke mujhe

Hawa bhi laayi na koi payaam apno ka
Suna rahi hai fasaane idhar udhar ke mujhe
Gaya phir aaj ka din bhi udaas karke mujhe
Kisi ne bhi to na dekha nigaah bharke mujhe

Moaaf kijiye, jo main ajnabi hoon mehfil mein
Ke raaste nahin maaloom is nagar ke mujhe
Gaya phir aaj ka din bhi udaas karke mujhe
Kisi ne bhi to na dekha nigaah bharke mujhe

Voh dard hai ke jisse seh sakoon na keh paaoon
Milega chain to ab jaan se guzarke mujhe
Gaya phir aaj ka din bhi udaas karke mujhe
Kisi ne bhi to na dekha nigaah bharke mujhe
Gaya phir aaj ka din bhi udaas karke mujhe
Kisi ne bhi to na dekha nigaah bharke mujhe
Nigaah bharke mujhe, nigaah bharke mujhe
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #1166 on: May 20, 2008, 11:42:40 PM »
Bohot sahi gam-e-duniya'n magar, udaas naho
Qareeb he shab-e-gam ki sahar, udaas naho
Bohot sahi gam-e-duniyan.......

Sitam ke haath ki talwaar toot jaayegi
Ye unch neech ki deewaar toot jaayegi

Tujhe qasam he meri jaan-e-jigar, udaas naho
Qareeb he shab-e-gam ki sahar, udaas naho
Bohot sahi gam-e-duniyan.......
Logged
natural
Guest
«Reply #1167 on: May 21, 2008, 01:35:31 PM »
aae tum yaad mujhe, gaane lagii har dha.Dakan
Kushabuu laaI pavan, mahakaa cha.ndan
aae tum yaad mujhe ...

jis pal naino.n me.n sapanaa teraa aae
us pal mausam pe me.nha.ndii rach jaae   (2)
aur tuu ban jaaye jaise dulhan
aae tum yaad mujhe ...

jab mai.n raato.n me.n taare ginataa huu.N
aur tere kadamo.n kii aahaT sunataa huu.N  (2)
lage mujhe har taaraa teraa darapan
aae tum yaad mujhe ...

har pal man meraa mujhase kahataa hai
jisakii dhun me.n tuu khoyaa rahataa hai   (2)
bhar de phuulo.n se usakaa daaman
aae tum yaad mujhe ...
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #1168 on: May 21, 2008, 03:01:36 PM »
Tootke dil ke tukde tukde ho gaye mere seene mein,
Aa gale laga ke marr jaaye, Kya rakha hai jeene mein...


Ankhiyon ko rehne de.. Ankhiyon ke aas paas,
Duur se dil ki bujhti rahe pyaas...

Dard zamaane mein kam nahin milte,
Sab ko muhabbat ke gum nahin milte,
Tootne waale dil hote hai kuch khaas..
Duur se dil ki bujhti rahe pyaas...
Ankhiyon ko rehne de..

Reh gayi duniya mein naam ki khushiyaan,
Tere mere kis kaam ki khushiyaan,
Saari umar humko rehna hai yun udaas..
Duur se dil ki bujhti rahe pyaas...
Ankhiyon ko rehne de..
Logged
Talat
Guest
«Reply #1169 on: May 21, 2008, 04:00:25 PM »
Saab kuch seekha hamne na seekhi hoshiyari
Sach hai duniyawaalon ki hum hain anaadi

Duniya ne kitna samajhaya
Kaun hai apna kaun paraaya
Phir bhi dil ki chot chupa kar
Hamne aapka dil bahalaaya
Khud pe mar mitne ki ye zid thi hamari

Sach hai duniyawaalon ki hum hain anaadi

Asli nakli chehre dekhe
Dil pe sau sau pahre dekhe
Mere dukhte dil se poochho
Kya kya khwaab sunahare dekhe
Toota jis taare pe nazar thi hamari

Dil ka chaman ujadte dekha
Pyaar ka rang utarte dekha
Hamne har jeene waale ko
Dhan daulat pe marte dekha
Dil pe marne waale marenge bhikhari

Sach hai duniyawaalon ki hum hain anaadi
Logged
Pages: 1 ... 74 75 76 77 [78] 79 80 81 82 ... 108
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 08:53:27 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.189 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer