SING A SONG ACCORDING 2 UR MOOD..

by urooj_love on June 14, 2006, 11:16:34 AM
Pages: 1 ... 84 85 86 87 [88] 89 90 91 92 ... 108
Print
Author  (Read 58940 times)
sarthika
Guest
«Reply #1305 on: July 19, 2008, 11:29:44 PM »
Eh dil mujhe bata de, tu kis pe aa gaya hai
Woh kaun hai jo aakar, khwaabo pe chha gaya hai

(Masti bhara taraana, kyu raat gaa rahi hai
Aankho mein neend aakar, kyu door jaa rahi hai) 2
Dil mein koyi sitamgar, armaan jaga gaya hai
Woh kaun hai jo aakar, khwaabo pe chha gaya hai
Eh dil mujhe bata de, tu kis pe aa gaya hai
Woh kaun hai jo aakar, khwaabo pe chha gaya hai

Betaab ho raha hai, ye dil machal machal ke
Shaayad ye raat beete, karvat badal badal ke
Lala laa lala laa...
Betaab ho raha hai, ye dil machal machal ke
Shaayad ye raat beete, karvat badal badal ke
Eh dil zara sambhal jaa, shaayad woh aa gaya hai
Woh kaun hai jo aakar, khwaabo pe chha gaya hai
Eh dil mujhe bata de, tu kis pe aa gaya hai
Woh kaun hai jo aakar, khwaabo pe chha gaya hai

(Bheegi huwi hawaaye, mausam bhi hai gulaabi
Kya chaand kya sitaare, har cheez hai sharaabi) 2
Dheere se ek naghma, koyi suna gaya hai
Woh kaun hai jo aakar, khwaabo pe chha gaya hai
Eh dil mujhe bata de, tu kis pe aa gaya hai
Woh kaun hai jo aakar, khwaabo pe chha gaya hai
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #1306 on: July 20, 2008, 05:30:39 PM »
Naa milta gham to barbaadi ke afsaane kahan jaate
Agar duniya chaman hoti to veerane kahan jaate

Tum hi ne gham ki dolat di badaa aehsaan farmaya
Zamaane bhar ke aage haath phelaane kahaan jaate
Agar duniya chaman hoti.....

Chalo achha huwaa apnoN mein koi gayr to niklaa
Agar hote sabhi apne to begaane kahaan jaate
Agar duniya chaman hoti.....

DuaaeN do muhabbat ham ne mitkar tumko sikhlaadi
Naa jalti shamma mehfil nein to parwaane kahaan jaate
Agar duniya chaman hoti.....

Naa milta gham to barbaadi ke afsaane kahan jaate
Agar duniya chaman hoti to veerane kahan jaate
Logged
sarthika
Guest
«Reply #1307 on: July 20, 2008, 05:35:41 PM »
wah kaya pasand hai...
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #1308 on: July 20, 2008, 06:08:11 PM »
wah kaya pasand hai...

Shukriya meherbaan aap se behtar to nahi...
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #1309 on: July 21, 2008, 09:18:32 AM »
Betaab dil ki, Tamannaa yehi hai,
Tumhe chaahenge, Tumhe poojeinge,
Tumhe apna khuda banayeinge...

Soone soone khwaabo mein, Jab tak tum naa aaye thhe,
Khushiyaan thi sab aauron ki, Gam bhi saare paraaye thhe,
Apne se bhi chhupaayi thi, Dhadakan apne seene ki,
Hum ko jeena padta tha, Khwaaish kab thi jeene ki,
Ab jo aa ke tum ne, Humein jeena seekhaa diya hain,
Chalo duniyaa nayi basaayeinge...
Betaab dil ki.. Tamannaa yehi hai...

Bheegi bheegi palkon par, Sapane kitane sajaaye hai,
Dil mein jitnaa andhera tha, Utne ujaale aaye hai,
Tum bhi hum ko jagaanaa naa, Baahon mein jo so jaaye,
Jaise khushboo phulon mein, Tum mein yun hi kho jaaye,
Pal bhar kisi janam mein, Kabhi chhuute naa saath apna,
Tumhe aaise gale lagaayeinge...
Betaab dil ki.. Tamannaa yehi hai...

Waade bhi hai Kasme bhi, Beetaa waqt ishaaron ka,
Kaise Kaise armaan hai, Mela jaise bahaaron ka,
Saaraa gulshan de daala, Kaliyaan aur khilaao naa,
Hanste hanste ro de hum, Itna bhi to hansaao naa,
Dil mein tum hi basey ho, Saara aanchal bhar chuka hai,
Kahan itni khushi chhupaayeinge...
Betaab dil ki.. Tamannaa yehi hai...

Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #1310 on: July 21, 2008, 10:04:41 AM »
dekha idhar udhar to ye thokar lagi mujhe
apani hi chaap raah ka patthar lagi mujhe

bhadaka hua tha sholaa-e-ehasaas is qadar
sahara ki dhuup saaye se behatar lagi mujhe

taqasim ho gaya huun main kairaat ki tarah
duniya kisi faqir ki chaadar lagi mujhe

yuun dil bujha ke kuun se uthane laga dhuvaan
uthate dhuvein ki lau tera paikar lagi mujhe

pathara chala hai jism bhi aankhon ke saath saath
wo zalb-e-intazaar ' muzaffar'  lagi mujhe

Logged
Pooja
Guest
«Reply #1311 on: July 21, 2008, 07:02:42 PM »
I love this Song:

(Dil mein jaagi dhadkan aise, pehla pehla paani jaise
Aisa chhaaya mujhpe jaadu, haa haa hee hee hey hey ho ho
Bhooli main sab aana jaana, gaana vaana, khona paana
Kiski nigaahon se) - 2
Badli zameen aasmaan
Yeh jahan mujh mein naache gaaye, ghoome jhoome
Dil mein jaagi dhadkan aise, pehla pehla paani jaise
Aisa chhaaya mujhpe jaadu, haa haa hee hee hey hey ho ho
Bhooli main sab aana jaana, gaana vaana, khona paana
Kiski nigaahon se
Koi sapna chhup chhupke saanson mein meri chalta hai
Koi apna
Koi apna deepak sa raahon mein meri jalta hai
Dekhoon sapna
Thodi main soun, thodi main jaagoon
Jaagoon na soun, lagta hai saara ulta pulta
Dil mein jaagi dhadkan aise, pehla pehla paani jaise
Aisa chhaaya mujhpe jaadu, haa haa hee hee hey hey ho ho
Bhooli main sab aana jaana, gaana vaana, khona paana
Kiski nigaahon se
Baatein dil ki anjaane honton se koi padhta hai
Baatein dil ki
Seedha sab kuch dekhoon to nazron ko teda lagta hai
Seedha sab kuch
Chanda dharti par, dharti ambar mein
Ambar pairon mein, lagta hai saara ulta pulta
Dil mein jaagi dhadkan aise, pehla pehla paani jaise
Aisa chhaaya mujhpe jaadu, haa haa hee hee hey hey ho ho
Bhooli main sab aana jaana, gaana vaana, khona paana
Kiski nigaahon se
Badli zameen aasmaan
Yeh jahan mujh mein naache gaaye, ghoome jhoome
La la la la la la la la, la la la la la la la la - 3
Kiski nigaahon se
Logged
natural
Guest
«Reply #1312 on: July 24, 2008, 09:44:48 AM »

Ye sama, sama hai ye pyaar ka,
kisi ke intzaar ka,
dil na chura le kahin mera,
mausam bahaar ka....
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #1313 on: August 11, 2008, 01:58:12 PM »
I love this song which touches my heart always....

Hum Tere Pyaar Mein Saaraa Aalam Kho Baithhe Hai, Kho Baithhe
Tum Kahate Ho Ke Ayese Pyaar Ko Bhool Jaao, Bhool Jaao

Panchhee Se Chhudaakar Us Kaa Ghar, Tum Apane Ghar Par Le Aaye
Ye Pyaar Kaa Pinjaraa Man Bhaayaa, Hum Jee Bhar Bhar Kar Musakaye
Jab Pyaar Huaa Is Pinjade Se, Tum Kahane Lage Aazaad Raho
Hum Kaise Bhulaaye Pyaar Teraa, Tum Apanee Jubaan Se Ye Naa Kaho
Ab Tum Saa Jahaan Mein Koee Naheen Hai, Hum To Tumhaare Ho Baithhe
Tum Kahate Ho Ke Ayese Pyaar Ko Bhool Jaao, Bhool Jaao

Is Teree Charan Kee Dhool Se Hum Ne Apanee Jeewan Maang Bharee
Jab Hee To Suhaagan Kahalaayee, Duniyaan Kee Najar Mein Pyaar Banee
Tum Pyaar Kee Sundar Moorat Ho, Aaur Pyaar Humaaree Poojaa Hai
Ab In Charanon Mein Dam Nikale, Bas Itanee Aaur Tamannaa Hai
Hum Pyaar Ke Gangaajal Se Balam Jee Tanaman Apanaa Dho Baithhe
Tum Kahate Ho Ke Ayese Pyaar Ko Bhool Jaao, Bhool Jaao

Sapanon Kaa Darpan Dekhaa Thaa, Sapanon Kaa Darpan Tod Diyaa
Ye Pyaar Kaa Aanchal Humane To Daaman Se Tumhaare Baandh Liyaa
Ye Ayesee Gaanthh Hain Ulafata Kee, Jis Ko Naa Koee Bhee Khol Sakaa
Tum Aan Base Jab Is Dil Me, Dil Fir To Kahee Naa Dol Sakaa
O Pyaar Ke Saagar Hum Teree Laharon Mein Naaw Doobo Baithhe
Tum Kahate Ho Ke Ayese Pyaar Ko Bhool Jaao, Bhool Jaao.. crybaby2
Logged
Roja
Guest
«Reply #1314 on: August 11, 2008, 02:03:23 PM »
Saagar Roye, Laharein Shor Machaayein
Yaad Piya Ki Aaye Naina Bhar Aaein

Lipat Lipat Ke Laharein Jhuumein
Badh Badh Ke Saahil Ko Chuumein
Ham Dukhiyaare Thaam Ke Dil Rah Jaaein
Yaad Piya Ki Aae

Jab Harajaai Bhanvare Aa Ke
Kali Kali Ko Pyaar Jata Ke
Mast Bana Ke Duur Kahin Ud Jaaein
Yaad Piya Ki Aae
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #1315 on: August 11, 2008, 02:06:31 PM »
Saagar kinaare dil yeh pukaare
Tu jo nahin to mera koi nahin hai, ho
Saagar kinaare

Jaage nazaare, jaagi hawaaein 
Jab pyaar jaaga jaagi fizaaein

O, pal bhar ko dil ki duniya soyi nahin hai
Saagar kinaare dil yeh pukaare
Tu jo nahin to mera koi nahin hai, ho
Saagar kinaare

Laheron pe naache kirnon ki pariya 
Main koi jaise saagar mein nadiya
Logged
Roja
Guest
«Reply #1316 on: August 11, 2008, 02:36:17 PM »
pag ghungaroo baandh pag ghungaroo baandh
pag ghungaroo baandh pag ghungaroo baandh
meera nachi re nachi re meera nachi re nachi re
pag ghungaroo baandh pag ghungaroo baandh
pag ghungaroo baandh pag ghungaroo baandh
meera nachi re nachi re meera nachi re nachi re
main toh mere narayan ki aap hi hogayi daasi
log kahein meera bhai baavari-2 naat kahe gulnaasi
pag ghungaroo baandh pag ghungaroo baandh
pag ghungaroo baandh pag ghungaroo baandh
meera nachi re nachi re meera nachi re nachi re
vish ka pyaala rana ji bheja peevat meera haansi re
meera ke prabhu ghirdhar naagar
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #1317 on: September 03, 2008, 01:31:31 PM »
Toote hue khwaabon ne, Humko ye sikhaaya hai,
Dil ne, Dil ne jise paaya tha,
Aankhon ne ganwaaya hai...

Hum dhoondhte hai unko, Jo milke nahin milte,
Roothe hai naa jaane kyon, Mehmaan mere dil ke..
Kya apni tamanna thi, Kya saamne aaya hai...
Dil ne, Dil ne jise paaya tha,
Aankhon ne ganwaaya hai...

Laut aayi sadaa meri, Takra ke sitaaron se,
Ujadi hui duniya ke, Sunsaan kinaaron se..
Par ab ye tadapna bhi, Kuch kaam naa aaya hai...
Dil ne, Dil ne jise paaya tha,
Aankhon ne ganwaaya hai...

Logged
Rajbir
Guest
«Reply #1318 on: September 07, 2008, 12:32:32 AM »
Movie: Bachna ae Haseeno

Sajde Mein Yun Hi Jhukta Hoon
Tum Pe Hi Aa Ke Rukhta Hoon
Kya Yeh Sab Ko Hota Hai

Hum Ko Kya Lena Hai Sab Se
Tum Se Hi Sab Baatein Ab Se
Ban Gaye Ho Tum Meri Dua
Khuda Jaane Ke Main Fida Hoon
Khuda Jaane Main Mitt Gaya
Khuda Jaane Yeh Kyun Hua Hai
Ke Ban Gaye Ho Tum Mere Khuda

Tu Kahe To Tere Hi Kadam Ke
Main Nishanon Pe
Chalun Rukun Ishaare Pe
Tu Kahe To Khwabon Ka Bana Ke
Main Bahana Sa
Mila Karun Sirhaane Pe
Ho Tum se Dil Ki Baatein Seekhi
Tum Se Hi Yeh Raahein Seekhi
Tum Pe Mar Ke Main To Jee Gaaya

Khuda Jaane Ke Main Fida Hoon
Khuda Jaane Mein Mitt Gaya
Khuda Jaane Yeh Kyun Hua Hai
Ke Ban Gaye Ho Tum Mere Khuda

Dil Kahe Ke Aaj To Chupa Lo Tum
Panahon Mein
Ke Dar Hai Tum Ko Kho Doonga
Dil Kahe Sambhal Zara Khushi Ko
Na Nazar Laga
Ke Darr Hai Mein To Ro Doonga

O Karti Hoon Sau Vaade Tum Se
Baandhe Dil Ke Dhaage Tum Se
Yeh Tumhe Na Jaane Kya Hua

Khuda Jaane Ke Mein Fida Hoon
Khuda Jaane Mein Mitt Gaya
Khuda Jaane Yeh Kyun Hua Hai
Ke Ban Gaye Ho Tum Mere Khuda

Sajde Mein Yun Hi Jhukta Hoon
Tum Pe Hi Aa Ke Rukhta Hoon
Kya Yeh Sab Ko Hota Hai

Hum Ko Kya Lena Hai Sab Se
Tum Se Hi Sab Baatein Ab Se
Ban Gaye Ho Tum Meri Dua

Khuda Jaane Ke Mein Fida Hoon
Khuda Jaane Mein Mitt Gaya
Khuda Jaane Yeh Kyun Hua Hai
Ke Ban Gaye Ho Tum Mere Khuda
Ke Ban Gaye Ho Tum Mere Khuda Winking Usual Smile
Logged
Kanta
Guest
«Reply #1319 on: September 07, 2008, 01:18:46 AM »
Mera naam chin-chin-chu
Chin-chin-chu baaba chin-chin-chu
Raat chaandni main aur tu
Hello, mister, how do you do?
Baaba..baaba

Baabuji main chin se aayi chini jaisa dil laayi
Singaapur ka yauvan mera shanghaai ki angdaayi
Dil par rakh le haath zara, ho jaaye na paagal tu
Mera naam chin-chin-chu

Oh baabuji main aur aap, kitna achchha huwa milaap
Tujhko dekh tabeeyat bhadki, alaadin ki main hu ladki
Phunk du mantar chhu chu chu, sindbaad the sailor tu
Mera naam chin-chin-chu
Logged
Pages: 1 ... 84 85 86 87 [88] 89 90 91 92 ... 108
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 08:05:54 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.178 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer