SING A SONG ACCORDING 2 UR MOOD..

by urooj_love on June 14, 2006, 11:16:34 AM
Pages: 1 ... 91 92 93 94 [95] 96 97 98 99 ... 108
Print
Author  (Read 58815 times)
baadal102
Guest
«Reply #1410 on: September 20, 2008, 02:18:25 PM »
bach ke rehna re baba
bach ke rehna re

tongue3
Logged
Kanta
Guest
«Reply #1411 on: September 20, 2008, 02:48:10 PM »
i m kinda gal who likes little fun
and likes game wana play
i think naught as nice n shivers n spices
i listen to one n say
kisi na ka dar, na koi fikar
to aajaa baby get down
bas charo aur ho bas yehi shor, i' ll tell what all this abt
ae paaji comeon comeon lets get down get down get do it
yeh paaji have a little fun, its really really nuthing to it
ye paaji why u force to go, get move on boy n u see
ye paaji on ur mark be steady, r u ready to play with me
all my ladies goin crazy with rythm let them
music spining hiting up them tonite
lifes a party to jee lee tu khul ke jee lee
kal kya hoga jo hona hai ho jayeeee
jee karda bai jee karda, tennu kor bithama jee karda
Logged
baadal102
Guest
«Reply #1412 on: September 20, 2008, 02:50:00 PM »
maar diya jaaye ya chor diya jaaye
bol tere saath kya salook kiya jaaye tongue3
Logged
Kanta
Guest
«Reply #1413 on: September 21, 2008, 01:24:57 PM »
Saab kuch seekha hamne na seekhi hoshiyari
Sach hai duniyawaalon ki hum hain anaadi

Duniya ne kitna samajhaya
Kaun hai apna kaun paraaya
Phir bhi dil ki chot chupa kar
Hamne aapka dil bahalaaya
Khud pe mar mitne ki ye zid thi hamari

Sach hai duniyawaalon ki hum hain anaadi

Asli nakli chehre dekhe
Dil pe sau sau pahre dekhe
Mere dukhte dil se poochho
Kya kya khwaab sunahare dekhe
Toota jis taare pe nazar thi hamari

Dil ka chaman ujadte dekha
Pyaar ka rang utarte dekha
Hamne har jeene waale ko
Dhan daulat pe marte dekha
Dil pe marne waale marenge bhikhari

Sach hai duniyawaalon ki hum hain anaadi
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #1414 on: September 21, 2008, 01:36:04 PM »
Waadiyaan Meraa Daaman  Raasten Meree Baahen
Jaao Mere Siwaa Tum Kahaa Jaaoge

Jab Churaaoge Tan Tum Kisee Baat Se
Shaakha-Ye-Gul Chhed Degee Mere Haath Se
Apanee Hee Zulf Ko Aaur Ulajhaaoge

Jab Se Milane Lagee Tum Se Raahen Meree
Chaand Sooraj Banee, Do Nigaahe Meree
Tum Kahee Bhee Raho Tum Najar Aaoge
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #1415 on: September 21, 2008, 01:58:34 PM »
Bahut Shukriya Badi Meherbaani,
Meri Zindagi Mein Huzur Aap Aaye,
Kadam Chumlun Yaa Ke Aankhen Bichadun
Karun Kya Yeh Meri Samaj Mein Na Aaye
Bahut Shukriya...

Karun Pesh Tum Ko Nazarana Dil Kaa
Nazarana Dil Kaa..
Ke Ban Jaaye Koyi.. Afasana Dil Kaa
Khuda Jaane Aisi Suhani Ghadi phir
Khuda Jaane Aisi Suhani Ghadi Phir
Meri Zindagi Mein Palat Ke Na Aaye
Bahut Shukriya...

Mujeh Dar Hai Mujh Mein Gurur Aana Jaaye
Lagun Jhoomne Mein Surur Aa Na Jaaye
Surur Aa Na Jaaye
Kahin Dil Na Mera Yeh Taarif Sun Kar
Kahin Dil Na Mera Yeh Taarif Sun Kar
Tumhare Bane Aur Mujeh Bhool Jaaye
Bahut Shukriya..
Logged
Kanta
Guest
«Reply #1416 on: September 21, 2008, 02:31:06 PM »
Main Kabhi Batlata Nahin
Par Andhere Se Darta Hoon Main Maa
Yun To Main,Dikhlata Nahin
Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa
Tujhe Sab Hain Pata, Hain Na Maa
Tujhe Sab Hain Pata,,Meri Maa

Bheed Mein Yun Na Chodo Mujhe
Ghar Laut Ke Bhi Aa Naa Paoon Maa
Bhej Na Itna Door Mujkko Tu
Yaad Bhi Tujhko Aa Naa Paoon Maa
Kya Itna Bura Hoon Main Maa
Kya Itna Bura Meri Maa
Logged
natural
Guest
«Reply #1417 on: September 22, 2008, 08:36:27 AM »
dil dhoondhataa hai, fir wahee furasat ke raat din
baithhe rahe tasawwoor-ye-jaanaa kiye huye

jaadon kee narma dhoop aaur aangan mein let kar
aankhon pe khinch kar tere daaman ke saaye ko
aaundhe pade rahe kabhee karawat liye huye
Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #1418 on: September 23, 2008, 01:13:10 AM »
Tumhare siva kuch naa chahat karege
ke jab tak jeeyege mohabbat karege

Hume apne dil me basaya tumne
mohabbat ke kabeeeel banaya hai tumne
agar tum naa milte to hum jee naa paate
kisi apna kehte kahan dil lagate

saza rab jo dega wo manzoor hum ko
ke ab hum tumari ibaadat karege
tumare siva kuch na chahat karege
ke jab tak jeeyege mohabbat karege....
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #1419 on: September 23, 2008, 11:41:48 AM »
chain se hum ko kabhee aap ne jeene naa diyaa
jahar bhee chaahaa agar peenaa to peene naa diyaa

chaand ke rath mein raat kee dulhan  jab jab aayegee
yaad humaaree aap ke dil ko tadapaa jaayegee
aap ne jo hain diyaa wo to kisee ne naa diyaa

aap kaa gam jo is dil mein dinaraat agar hogaa
soch ke ye dam ghootataa hai fir kaise gujar hogaa
kaash n aatee apanee judaee maut hee aa jaatee
koee bahaane chain humaaree ruh to paa jaatee
yek pal hasanaa kabhee dil kee lagee ne naa diyaa
Logged
Talat
Guest
«Reply #1420 on: September 23, 2008, 11:59:32 AM »
Akele mein wo ghabaraate to honge
bita ke mujh ko pachhataate to honge

Humaari yaad aa jaati to hogi
achaanak wo tadap jaate to honge

Wo din, haaye, wo din haaye wo din!
wo din un ko bhi yaad aate to honge

Patange apne donon par jala kar
hamaari yaad dilawaate to honge
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #1421 on: September 23, 2008, 12:13:18 PM »
Aisa koi zindagi se waada toh nahin tha,
Tere bina jeene ka.. iraada toh nahin tha..
Aisa koi zindagi se waada toh nahin tha...
Logged
Talat
Guest
«Reply #1422 on: September 23, 2008, 12:34:54 PM »
Saahil jo dubo de kashti ko, Saahil ki tamanna kaun kare
Aaraam na ho jis manzil par, Manzil ki tamanna kaun kare

Jab dukh hi dukh ho duniya main, Roton pe hanse de mehfil main
Duniya se mohabbat kisko ho, Mehfil ki tamanna kaun kare

Jab jaal bicha ho gulshan main, aur kaantain uljhen daaman main
Us baagh ki khwahish kaun kare, Us gul ki tamanna kaun kare

Ummeed miti, dil toot gaya, wo shama bujhi, wo dil na raha
Toote hue dil se hansti hui mehfil ki tamanna kaun kare

Saahil jo dubo de kashti ko, Saahil ki tamanna kaun kare
Aaraam na ho jis manzil par, Manzil ki tamanna kaun kare
Logged
Kanta
Guest
«Reply #1423 on: September 23, 2008, 06:43:22 PM »
main chali main chali, dekho pyaar ki gali
koi roke na mujhe, main chali main chali
na na na meri jaan, dekho jaana na vahaan
koi pyaar ka luteraa, loote na meri jaan
main chali main chali

ye fiza ye havaa, ye nazaare ye sama
ab pyaar na hua to phir kab hoga
koi khel to naheen, ye hai pyaar meri jaan
tujhe pata bhi na chalega ye jab hoga
main chali main chali

kaheen aankh na mili, kaheen dil na laga
to pyaar ka zamaana kis kaam aaya
to ye rut ye ghata bolo sochegi kya
main chali main chali
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #1424 on: September 23, 2008, 08:45:48 PM »
kahan chal diye
idhar to aao
mere dil ko na thukrao
bholi sitam kar
maan bhi jao(3)
kahan chal diye
idhar to aao
mere dil ko na thukrao
bholi sitam kar
maan bhi jao(3)
khilona jaan kar humdum(2)
mere dil ko na todo tum(2)
main rahi hoon mohabbat ka(2)
akela ab na chhodo tum(2)
kahan chal diye
idhar to aao
mere dil ko na thukrao
bholi sitam kar
maan bhi jao(3)
mere dil mein chale aao(2)
ke yeh dil bhi tumhara hai(2)
tumhara pyar hi ab mere jeene ka sahara hai(2)
kahan chal diye
idhar to aao
mere dil ko na thukrao
bholi sitam kar
maan bhi jao(3)
kahan chal diye
idhar to aao
mere dil ko na thukrao
bholi sitam kar
maan bhi jao(3) tongue3
Logged
Pages: 1 ... 91 92 93 94 [95] 96 97 98 99 ... 108
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 10:34:30 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer