SING A SONG ACCORDING 2 UR MOOD..

by urooj_love on June 14, 2006, 11:16:34 AM
Pages: 1 ... 98 99 100 101 [102] 103 104 105 106 ... 108
Print
Author  (Read 58799 times)
Pooja
Guest
«Reply #1515 on: December 09, 2008, 08:15:34 PM »
ye bataa de muze jindagee
pyaar kee raah ke humasafar, kis tarah ban gaye ajanabee
ye bataa de muze jindagee
fool kyo saare murazaa gaye, kis liye buz gayee roshanee

kal jo baahon mein thee, aaur nigaahon mein thee
ab wo gamree kahaa kho gayee
naa wo andaaj hai, naa wo aawaaj hai
ab wo namree kahaa kho gayee

bewafaa tum nahee, bewafaa hum nahee
fir wo jajabaat kyo so gaye
pyaar tum ko bhee hai, pyaar hum ko bhee hai
faasale fir ye kyo ho gaye
Logged
Pooja
Guest
«Reply #1516 on: December 09, 2008, 10:07:51 PM »
Hari Om Hari Om Hari Om Hari Om
Man Tarpat Hari Darshan Ko Aaj (2)

More Tum Bin Bigade Sagare Kaaj
Ho Binti Karat Hoon Rakhiyo Laaj
Man Tarpat Hari Darshan Ko Aaj

Tumare Dwaar Ka Main Hoon Jogi
Aaa Aaa Aaa Aaa
Tumare Dwaar Ka Main Hoon Jogi
Humari Aor Najar Kab Hogi
Suno More Vyaakul Man Ka Baaj
Man Tarpat Hari Darshan Ko Aaj (2)

Bin Guru Gyaan Kahaan Se Paau
Aaa Aaa Aaa Aaa
Bin Guru Gyaan Kahaan Se Paau
Deejo Daan Hari Gun Gaau
Sab Guni Jan Pe Tumara Raaj
Man Tarpat Hari Darshan Ko Aaj (2)

Murli Manohar Aas Na Todo
Dukh Bhanjan Mora Saath Na Chhodo
Mohe Darshan Bhiksha De Do Aaj
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #1517 on: December 10, 2008, 11:36:54 AM »
ek ajanabii, hasiinaa se, yuun mulaakaat, ho gaii
phir kyaa huaa, ye naa puuchho, kuchh aisii baat, ho gaii
ek ajanabii ...

vo achaanak aa gaii, yuun nazar ke saamane
jaise nikal aayaa ghataa se chaand
chehare pe zulfen, bikharii huii thiin
din mein raat ho gaii
ek ajanabii ...

jaan-e-man jaan-e-jigar, hotaa main shaayar agar
kahataa gazal terii adaaon par
main ne ye kahaa to, mujhase kafaa vo
jaan-e-hayaat ho gaii
ek ajanabii ...

khuubasuurat baat ye, chaar pal kaa saath ye
saarii umar mujhako rahegaa yaad
main akelaa thaa magar, ban gaii vo hamasafar
vo mere saath ho gaii
ek ajanabii ...
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #1518 on: December 11, 2008, 07:14:28 AM »
Kuch khona hai kuch paana hai,
Jeevan ka khel puraana hai..

Kuch khona hai kuch paana hai,
Jeevan ka khel puraana hai..
Jab takk ye saans chalegi,
Yaara yeh toh chalte jaana hai..
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #1519 on: December 11, 2008, 10:08:11 AM »
HUM BEWAFA, HARGIZ NA THEY
PAR HUM WAFA, KAR NA SAKEY

HUM KOH MILI, ISS KI SAJA
PAR HUM GILA, KAR NA SAKEY



TUMNEY JOH DEKHA SUNA
SACH THA MAGAR
TUM FAISLA KAR NA SAKEY
HUM KOH MILI ISKI SAJA
PAR HUM GILA KAR NA SAKEY


Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #1520 on: December 11, 2008, 12:15:40 PM »
bhor bhaye panghat pe
mohe natkhat shaam sataye
mori chunariya lipti jaye
main ka karoo hai raam hai haaii
bhor bhaye panghat pe
mohe natkhat shaam sataye
mori chunariya lipti jaye
main ka karoo hai raam hai haaii hai
bhor bhaye panghat pe

koi sakhi.. saheli.. nahi
sang main akeli
koi dekhe toh yeh jaane
paniya bharne ke bahane ghagri uthaye
radha shaam se milne jaaye.. hai
bhor bhaye panghat pe
mohe natkhat shaam sataye
mori chunariya lipti jaye
main ka karoo hai raam hai haaii hai
bhor bhaye panghat pe
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #1521 on: December 11, 2008, 05:15:02 PM »
mahafil mein baar baar kisi par nazar gayi
hamane bachaayi laakh magar phir udhar gayi

unaki nazar mein koyi jaaduu zuruur hai
jis par padi usi ke jigar tak utar gayi

us bewafa ki aankh se aansuu chhalak pade
hasarat bhari nigaah bada kaam kar gayi

unake jamaal-e-ruk pe unhin ka jamaal tha
wo chal diye to raunak-e-shaam-o-sahar gayi

unako kabar karo ke hai ' bismil'  qarib-e-marg
wo aayenge zuruur jo un tak kabar gayi

Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #1522 on: December 11, 2008, 05:24:29 PM »
Nain milakar chain churana
kiska hai yeh kaam
arre humse poocho
humko pata hai
us zaalim ka naam

Woh aaya to kho gayi
yeh saari mehfil
dekha is andaz se
sabko baithe dil
thoda sa woh maherbaan
thoda sa qaatil
thoda sa woh maherbaan
thoda sa qaatil

woh jiski har ek ada par
laakhon hain ilzaam

humse poocho humko pata hai
us zaalim ka naam
Nain milakar chain churana...

Kiska gussa hai bhala
jispe aaye pyar
Kiska gussa hai bhala
jispe aaye pyar
aisa dushman haaye re
jisko samjhe yaar

socho to woh kaun hai
sharmeela dildar
socho to woh kaun hai
sharmeela dildar

jiski mast nasheeli nazarein
aisi jaise jaam

humse poocho humko pata hai
us zaalim ka naam
Nain milakar chain churana..

Jaagi jaagi si zara
kuch soyi soyi
aankhen bhi us shokh ki
hain khoyi khoyi
shola hai woh phool hai
ya sapna koyi
shola hai woh phool hai
ya sapna koyi

jiski khaatir koyi bhi
ho sakta hai badnaam

arre humse poocho humko pata hai
us zaalim ka naam
Nain milakar chain churana
kiska hai yeh kaam
humse poocho humko pata hai
uz zaalim ka naam.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #1523 on: December 11, 2008, 05:31:18 PM »
haye haye haye haye haye chikni chikni

koi maal se gaya koi taal se gaya
koi jaan se gaya koi jahaan se gaya
koi maal se gaya koi taal se gaya
koi jaan se gaya koi jahaan se gaya
lut gayi lut gayi sari country
ishq di galli vich no entry
ishq di galli vich no entry
no no no no no no no no no no no no no no
no no no entry
no no no no no no no no no no no no no no
no no no entry

saare nazarein yahaan dekhe aye joh meri galiyon mein
deewana dooba dooba jaye khwabon ki rangraliyon mein
meri ankhon mein nasha nasha nasha
badi mastani ada ada ada
meri ankhon mein nasha nasha nasha
badi mastani ada ada ada
joh bhi dekhe mujhe ho jaye fida
hoo ishq di galli vich no entry
ishq di galli vich no entry
no no no no no no no no no no no no no no
no no no entry
no no no no no no no no no no no no no no
no no no entry

meri jaan dilruba kehna maan mehbooba
is bahaar ka maaza lele pyar ka maaza
meri jaan dilruba kehna maan mehbooba
is bahaar ka maaza lele pyar ka maaza
phas jaye phas jaye sari country
ishq di galli vich kar entry
hoo ishq di galli vich kar entry
no no no no no no no no no no no no no no
no no no entry
no no no no no no no no no no no no no no
no no no entry

kehtein hai yaara dildara dil ka lagana hai zarori
janeja ishq bina toh sabki kahani hai adhoori
chori chori mulakatein mulakatein mulakatein
yeh mohabbaton ki baatein haan baatein haan baatein
chori chori mulakatein yeh mohabbaton ki baatein
kabhi karke toh dekh zara
ishq di galli vich kar entry
hoo ishq di galli vich kar entry
no no no no no no no no no no no no no no
no no no entry
no no no no no no no no no no no no no no
no no no entry

koi maal se gaya koi taal se gaya
koi jaan se gaya koi jahaan se gaya
lut gayi lut gayi sari country
ishq di galli vich no entry
ishq di galli vich no entry
no no no no no no no no no no no no no no
no no no entry
no no no no no no no no no no no no no no
no no no entry


Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #1524 on: December 11, 2008, 05:59:27 PM »
Hone Do Dil Ko Fana
Hone Do Dil Ko Tabah
Udne Do Har Ek Wo Tamanna
Udne Do Har Ek Wo Tamanna
Aao Na Aao Na Aao Na
Hona Hai Fana

Ulfat Ka Hai Dariya
Ye Jaa Ek Qatra
Dariya Mein Hai Qatra
Ya Katra Mein Hai Dariya

Saaya Hai Badan Ka
Ya Tan Me Chhupa Saaya

Dono Mil Gaye To
Kya Tan Kya Kya Saaya
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #1525 on: December 13, 2008, 07:35:48 PM »
Tuhi to jannat meri
Tu hi mera junoon

Tu hi to Mannat meri
Tu hi Rooh ka sukoon

Tu hi ankhiyon ki thandak
tu hi dil ki hai dastak

Aur kuch na jaanu main
bas itna hi jaanu,

TUJHME RAB DIKHTA HAI, YAARA MANIN KAROON
SAJDE MEIN SAR JHUKTA HAI, YAARAN MAIN KAROON...




Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #1526 on: December 13, 2008, 08:00:01 PM »
Tum Se Seekhe Koyi Pyaar Hota Hai
Kya Rasme Hoti Hai Kya Rishte Hote Hai Kya
Hum Ko Bhi Aye Sanam Hai Tumhari Kasam
Chaahe Jo Ho Saja Hum Nibhaayenge Wafa
Ehsaas Yun Dilake Ehsaas Yun Dilake Zindagi Ho
Zindagi Badal Di
Tune Zindagi Mein Aake Zindagi Ho Zindagi Badal Di
Zindagi Badal Di Zindagi Badal Di Zindagi Badal Di
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #1527 on: December 15, 2008, 10:45:51 AM »
Na Kuch Poocha, Na Kuch Maanga,
Tuney Dil Se Diya.. Jo Diya..
Na Kuch Bola,  Na Kuch Tola,
Muskura Ke Diya.. Jo Diya..
Tu Hi Dhoop, Tu Hi Chaav,
Tu Hi Apna Paraya,
Aur Kuch Na Janu, Bas Itna Hi Janu
Tujh Mein Rabb Dikhta Hai, Yaara Main Kya Karun..
Sajde Sar Jhukta Hai, Yaara Main Kya Karun..
Tujh Mein Rabb Dikhta Hai.. Yaara Main Kya Karun..
Logged
diya786
Guest
«Reply #1528 on: December 15, 2008, 10:53:12 AM »
Tujhse naaraz nahin zindagi
hairaan hoon main
hoo... hairaan hoon main
tere masoom sawaalon se pareshaan hoon main
haan hairaan hoon main...

Jeene ke liye socha hi nahin
lamhe guzarne honge
muskuraye to muskurane ke karz utarne honge
muskuraao kabhi to lagta hai
jaise hothon pe karz rakha hai

tujhse naraaz nahin zindagi
hairaan hoon main....

Aaj agar bahr aayi hai
bondein baras jaayeingi
kal kya pata inke liye aankhein taras jaayeingi
jaane kab gum hua kahan khoya
ek aansu chupa ke rakha tha

tujhse naraaz nahin zindagi hairaan hoon main
tere masoon sawaalon se pareshaan hoon main
haan hairaan hoon main...
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #1529 on: December 15, 2008, 01:17:31 PM »
Tune saath jo mera choda..
deewana tera mar jayega..
Logged
Pages: 1 ... 98 99 100 101 [102] 103 104 105 106 ... 108
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 01:45:41 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer