SING A SONG ACCORDING 2 UR MOOD..

by urooj_love on June 14, 2006, 11:16:34 AM
Pages: 1 ... 16 17 18 19 [20] 21 22 23 24 ... 108
Print
Author  (Read 58936 times)
Rishi Soumya
Guest
«Reply #285 on: November 01, 2006, 02:03:00 PM »
Chupke se sun
is pal ki dhun
is pal main jivan saara
Sapno ki hai duniya yehi..
Logged
natural
Guest
«Reply #286 on: November 01, 2006, 02:05:31 PM »
Saare Sapney kahin kho gaye,
Haaye hum kya se kya ho gaye....
Logged
bhambra
Guest
«Reply #287 on: November 02, 2006, 05:33:24 AM »
:evil:

Accha silha diya tuney mere pyaar ka,
Yaar ne hi lut liya ghar yaar ka...  sad5 sad5 sad5 sad5 sad5
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #288 on: November 02, 2006, 06:28:30 AM »
Jab dard nahin tha seene mey..
Kya khaak maza the jeene mey...
Ab ke shaayad hum bhii royein,
Saavan ke mahiney mey...
Logged
bhambra
Guest
«Reply #289 on: November 02, 2006, 06:30:33 AM »
Mere mann yeh bata de tu,
Kis odh chala hai tu,
Kya payaa nahi tuney......
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #290 on: November 02, 2006, 06:49:02 AM »
Naa de ilzaam dil un ko,
Naa kar shikwaa zamaney sey,
Muhabbat kum nahin hoti,
Kabhii aazmaaney sey...
Logged
bhambra
Guest
«Reply #291 on: November 02, 2006, 06:53:21 AM »
kisee najar ko teraa, intajaar aaj bhee hain
kahaa ho tum ke ye  dil bekaraar aaj bhee hain

wo waadiyaa, wo fijaayen ke hum mile the jahaan
meree wafaa kaa wahee par majaar aaj bhee hain

n jaane dekh ke kyoo un ko ye huaa yehasaas
ke mere dil pe unhe ikhtiyaar aaj bhee hain

wo pyaar jis ke liye humane chhod dee duniyaan
wafaa kee raah mein ghaayal wo pyaar aaj bhee hain

yakeen naheen hain magar aaj bhee ye lagataa hain
meree talaash mein shaayad bahaar aaj bhee hain
Logged
bhambra
Guest
«Reply #292 on: November 03, 2006, 06:28:50 AM »
Roz Roz Aankhon Tale Ek Hi Sapna Chale
Raat Bhar Kaajal Jale, Aankh Mein Jis Tarah
Khwaab Ka Diya Jaale

Jabse Tumhari Naam Ki Misri Honth Lagayi Hai
Meetha Sa Gham Hai Aur Meethi Si Tanhaai Hai
Roz Roz Aankhon Tale ...

Chhotisi Dil Ki Uljhan Hai Yeh Suljhaa Do Tum
Jeena To Seekha Hai Marke, Marna Sikha Do Tum
Roz Roz Aankhon Tale...
Logged
natural
Guest
«Reply #293 on: November 03, 2006, 06:45:14 AM »
aaye bahaar ban ke lubhaakar chale gaye
kya raaz tha jo dil mein chhupakar chale gaye (2)

kehne ko woh haseen the aankhen thi bewafa ho
aankhen thi bewafa
kehne ko woh haseen the aankhen thi bewafa haaye
daaman meri nazar se bachaakar chale gaye
aaye bahaar ban ke lubhaakar chale gaye

itna mujhe bataao mere dil ki dhadkanon haaye
dil ki dhadkanon
itna mujhe bataao mere dil ki dhadkanon haaye
woh kaun the jo khwaab dikhaakar chale gaye
aaye bahaar ban ke lubhaakar chale gaye
Logged
natural
Guest
«Reply #294 on: November 03, 2006, 06:47:30 AM »
Aaye Tum Yaad Mujhe Gaane Lagi Har Dhadkan
Khushboo Laayi Pawan, Mehka Chandan

Jis Pal Naino Mein Sapna Tera Aaye
Us Pal Mausam Par Mehndi Rach Jaaye
Aur Tu Ban Jaaye, Jaise Dulhan
Aaye Tum Yaad Mujhe...

Jab Maein Raaton Ko Taare Ginta Hoon
Aur Tere Kadmon Ki Aahat Sunta Hoon
Lage Mujhe Har Tara, Tera Darpan
Aaye Tum Yaad Mujhe...

Har Pal Man Mera Mujhse Kehta Hai
Jiski Dhun Mein Tu Khoya Rehta Hai
Bhar De Phoolon Se, Uska Daaman
Aaye Tum Yaad Mujhe...
Logged
natural
Guest
«Reply #295 on: November 03, 2006, 06:51:06 AM »
Hamein aur jeene ki chaahat na hoti -2
Agar tum na hote, agar tum na hote

(Tumhen dekhke to lagta hai aise
Bahaaron ka mausam aaya ho jaise) -2
Dikhaayi na deti andheron mein jyoti
Agar tum na hote, agar tum na hote
Hamein aur jeene ki..

(Hamein jo tumhaara sahaara na miltaa
Bhanvar mein hi rehte kinaara na miltaa) -2
Kinaare pe bhi to leher aa duboti
Agar tum na hote, agar tum na hote
Hamein aur jeene ki..

Hamein aur jeene ki chaahat na hoti -2
Agar tum na hote, agar tum na hote

(Tumhen kyaa bataaoon ke tum mere kyaa ho
Meri zindagi ka tum hi aasra ho) -2
Main aasha ki ladiyaan, na rah rah piroti
Agar tum na hote, agar tum na hote
Hamein aur jeene ki..

(Har ik gham tumhaara sahenge khushi se
Karenge na shikwaa kabhi bhi kisi se) -2
Jahaan mujh pe hastaa, khushi mujhpe roti
Agar tum na hote, agar tum na hote
Hamein aur jeene ki..

Na jaane kyoon dil se ye aawaz aayi
Milan se hai badhke tumhaari judaai
In aankhon ke aansoo, na kehlaate moti.
Agar tum na hote, agar tum na hote -2
Logged
bhambra
Guest
«Reply #296 on: November 03, 2006, 07:21:01 PM »

Bula do bhula do wo baaten puraani,
Jo dil ko sataane lagi...
Logged
natural
Guest
«Reply #297 on: November 03, 2006, 07:23:55 PM »
roz shaam aati thi magar aise na thi
roz roz ghata chaati thi magar aisi na thi....
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #298 on: November 04, 2006, 01:01:42 AM »
Badii Sooni Sooni hai...
Zindagi yeh zindagi...
Main khud sey hoon yahan...
Ajnabii Ajnabii....
Badii Sooni Sooni hai....
Logged
Rishi Soumya
Guest
«Reply #299 on: November 04, 2006, 02:04:01 AM »
Mera dil kehne laga
Dil main koi rehne laga
Raat din yaad sataye
Sapna tera aaye jaaye
Main bana jabse tera deewana
Pyar kya hai yeh amine jaana
Nind gayi
Hosh gavaya
Aisa nasha mujhpe chahya...
Logged
Pages: 1 ... 16 17 18 19 [20] 21 22 23 24 ... 108
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 07:19:09 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.095 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer