SING A SONG ACCORDING 2 UR MOOD..

by urooj_love on June 14, 2006, 11:16:34 AM
Pages: 1 ... 25 26 27 28 [29] 30 31 32 33 ... 108
Print
Author  (Read 58955 times)
Rishi Soumya
Guest
«Reply #420 on: November 22, 2006, 02:14:11 PM »
Jeeta tah jsike liye
jiske liye marta tha
Woh ladki aisi thi
Jise main pyar karta tha...
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #421 on: November 22, 2006, 02:20:50 PM »
Ghairo pe karam apno pe sitam, eh jaan-e-wafa ye zulm na kar
Rehne de abhi thoda sa bharam,
Eh jaan-e-wafa ye zulm na kar ye zulm na kar
Ghairo pe karam ...
Logged
bhambra
Guest
«Reply #422 on: November 23, 2006, 04:23:09 AM »

Ae meri umar ke naujawaanon
Dil na lagaana o deewanon
Maine pyaar karke
Chain khoya, neend khoyi
Arre jhooth to kehte nahin hai
Kehte nahin hai log koi
Ae, pyaar se badhkar nahin hai
Badhkar nahin hai rog koi
(Chalta nahin hai dil deke yaaron
Is dil pe zor koi) - 2
Is rog ka nahin hai ilaaj
Duniya mein aur koi
To gaao om shaanti om
Shaanti shaanti om
Om shaanti om, shaanti shaanti om
Om shaanti om
Shaanti shaanti om
Om shaanti om, shaanti shaanti om
Hey, maine kisi ko dil deke kar li
Raatein kharaab dekho
Maine kisi ko dil deke kar li
Raatein kharaab dekho
Aaya nahin abhi tak udhar se - 2
Koi jawaab dekho
(Woh na kahenge to khudkashi
Bhi kar jaaoonga main yaaron) - 2
Woh haan kahenge to bhi khushi se
Mar jaaonga main yaaron
To gaao om shaanti om
Shaanti shaanti om
Om shaanti om, shaanti shaanti om
(Jo chhup gaya hai pehli nazar ka
Pehla salaam lekar) - 2
Har ek saans leta hoon ab main
Uska hi naam lekar - 2
(Mere hazaaron deewane
Ab main khud ban gaya deewana) - 2
Yeh waqt tumpe aa jaaye pyaar mein
To yeh geet gaana
Sing om shaanti om
Shaanti shaanti om
Om shaanti om, shaanti shaanti om
Meri umar ke naujawaanon
Dil na lagaana o deewanon
Maine pyaar karke
Chain khoya, neend khoyi
Arre jhooth to kehte nahin hai
Kehte nahin hai log koi
Ae, pyaar se badhkar nahin hai
Badhkar nahin hai rog koi
Chalta nahin hai dil deke yaaron
Is dil pe zor koi
Is rog ka nahin hai ilaaj
Duniya mein aur koi
To gaao om shaanti om
Shaanti shaanti om
Om shaanti om, shaanti shaanti om

Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #423 on: November 23, 2006, 04:53:34 AM »
jaane kyun log mohabbat kiya karte hai
dil ke badle dar-de-dil liya karte hai
tanhaai milti hai mahfhil nahi milti
raahe mohabbat mein kabhi manzil nahi milti
Logged
bhambra
Guest
«Reply #424 on: November 23, 2006, 05:15:41 AM »


Ishq bina kya marna yaara
Ishq bina kya jeena
Ishq bina kya marna yaara
Ishq bina kya jeena
Gud se meetha ishq ishq
Imli se khatta ishq ishq
Vaada ya pakka ishq ishq
Dhaaga ye kachcha ishq ishq
O...
Ishq bina kya marna yaara
Ishq bina kya jeena

Ishq hai kya ye kisko pata
Ye ishq hai kya sabko pata
Ye prem nagar anjaan dagar
Saajan ka ghar ka kisko khabar
Chhoti si umar ye lamba safar
Ye ishq hai kya ye kisko pata
Ye dard hai ya dardon ki dava
Ye koi sanam ya aap khuda
Ye koi sanam ya aap khuda
aap khuda

Ishq bina kya marna yaara
Ishq bina kya jeena
Tumne ishq ka naam suna hai
Humne ishq kiya hai
Phoolon ka gulshan ishq ishq
Kaaton ka daaman ishq ishq
Phoolon ka gulshan ishq ishq
Kaaton ka daaman ishq ishq
O....


Logged
bhambra
Guest
«Reply #425 on: November 23, 2006, 05:17:15 AM »


(Pyaar bin jeene mein rakha kya hai
Pyaar jisko nahin voh tanhaa hai) - 2
Pyaar sau rang leke aata hai
Pyaar hi zindagi sajaata hai
Log chhup chhupke pyaar karte hain
Jaane kyoon saaf kehte darrte hain
Jaane kyoon, jaane kyoon
Ho jaane kyoon, jaane kyoon, jaane kyoon



Logged
mili_genie
Guest
«Reply #426 on: November 23, 2006, 06:31:49 AM »
hume aur jeene ki chahat na hoti
ager tum na hote,
ager tum na hote
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #427 on: November 23, 2006, 07:24:52 AM »
Jhootha kahi ka
mujhe aisa milaaa
Logged
bhambra
Guest
«Reply #428 on: November 23, 2006, 10:20:08 AM »
Hum bewafa hargiz na the,
Par hum wafaa kar na sake,
Hum ko mili uski sazaa,
Hum jo gila khata na sake...
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #429 on: November 23, 2006, 10:24:17 AM »
karti hun jab usse baatein
lagta hai sone waala hai
sokar jab jab bhi woh jaage
lagta hai rone waala hai
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #430 on: November 23, 2006, 10:27:16 AM »
Aankhon sey jo utarii hai dil mey,
Tasveer hai ek anjaane ki,
Khud dhoondh rahii hai shamaa jisey,
Kya baat hai uss parwaane ki....
Aankhon sey jo utarii hai dil mey....


Woh uske labon par shokh hansii,
Rangii sharaarat aankhon mey,
Saanson mey muhhabat ki khushboo,
Woh pyaar ki dhadkan baaton mey...
Duniyaa merii... Badal gayii....
Banke ghataa nikal gayii....
Tauba woh nazar mastaane ki....

Khud dhoondh rahii hai shamaa jisey,
Kya baat hai uss parwaane ki....
Aankhon sey jo utarii hai dil mey....


Andaaz woh uske aane ka,
Chupke se bahaaye aaye jaise,
Kehne ko ghadii bhar saath rahaa,
Par umar guzaar aaye jaise...
Unke binaa... Rahungii nahin....
Kismat se ab jo kahin...
Mil jaaye Khabar deewaane ki...

Khud dhoondh rahii hai shamaa jisey,
Kya baat hai uss parwaane ki....
Aankhon sey jo utarii hai dil mey....
Logged
Rishi Soumya
Guest
«Reply #431 on: November 23, 2006, 01:34:34 PM »
Yaad aa rahi hai
teri yaad aa rahi hai
Yaad aane se tere jaane se
Jaan ja rahi hai
Logged
D K
Guest
«Reply #432 on: November 23, 2006, 10:22:58 PM »
pal pal pal pal pal
kaise katega pal har pal har pal
Logged
bhambra
Guest
«Reply #433 on: November 24, 2006, 05:21:33 AM »

Kal dil dukhaya tha meine tumhara,
Is baat ka aaj tak mujhko hai gham,
yeh sochkar maaf kar dena mujhko,
meri yeh pehli mohabbat hai janam, mohabbat hai janam,

Keh do ki tum ho meri warna, Jina nahi mujhe hai marna
Logged
kaiynath
Guest
«Reply #434 on: November 24, 2006, 05:23:53 AM »
pyar humko bhi hai
pyar tum ko bhi hai
phir ye kya siisille ho gaye
bewaafa hum nahi
bewaafa tum nahi
kyun itne gile ho gaye
chalte chalte
Logged
Pages: 1 ... 25 26 27 28 [29] 30 31 32 33 ... 108
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 05:37:35 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer