SING A SONG ACCORDING 2 UR MOOD..

by urooj_love on June 14, 2006, 11:16:34 AM
Pages: 1 ... 33 34 35 36 [37] 38 39 40 41 ... 108
Print
Author  (Read 58970 times)
bhambra
Guest
«Reply #540 on: December 13, 2006, 10:13:02 AM »


Tumse mujhe pyaar kyoon ho gaya
Tum na mile aur main kho gaya
Tum mere khwaabon se jaa na sake
Tum meri baahon mein aa na sake
Ho ho ho
Tumse mujhe pyaar kyoon ho gaya
Tum na mile aur main kho gaya
Tum mere khwaabon se jaa na sake
Tum meri baahon mein aa na sake
Tumse gila nahin mujhe kismat se hai gile
Karta hai aasmaan kyoon yeh dil ke faisle
Tum mere khwaabon se jaa na sake
Tum meri baahon mein aa na sake
Oh ho ho ho
Tumse mujhe pyaar kyoon ho gaya
Tum na mile aur main kho gaya
Barbaad ho gaya main kyoon yeh bhi na keh saka
Roya main yun ke ek bhi aansu na beh saka
Aansu na beh saka, aansu na beh saka
Tum mere khwaabon se jaa na sake
Tum meri baahon mein aa na sake
Aa ha ha
Tumse mujhe pyaar kyoon ho gaya
Tum na mile aur main kho gaya
Tum mere khwaabon se jaa na sake
Tum meri baahon mein aa na sake


Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #541 on: December 14, 2006, 04:34:10 AM »
naam ghum jaayega
chehra ye badal jaayega
meri aawaz hi pachaan hai
gar yaad rahe
jo gujar gayi kal ki baat thi
umar to nahi ek raat ki
raat ka sira agar
fhir mile kahi
meri aawaz hi pachaan hai
gar yaad rahe
Logged
bhambra
Guest
«Reply #542 on: December 14, 2006, 04:51:25 AM »


Dil deke darde mohabbat liya hai
Soch samajh ke ye sauda kiya hai
Maine O maine ki maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
O..

Dil deke darde mohabbat liya hai
Soch samajh ke ye sauda kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
O..

Pehle pahal jab usay maine dekha
Vo ban gayi meri kismat ki rekha
Khabar kya thi ye baat itni badhegi
Mohaabat mein mahnat bhi karni padegi
Dilwaale mahnat se darte nahin hai
Darte hain vo pyaar karte nahin hai
Maine O maine ki maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
O..

Duniya ki daulat thukra chuka hoon
Zulfon ki chhaaon mein aakar ruka hoon
Ye chhaaon meri hai meri rahegi
Jo main kahoonga vo duniya kahegi
Ye chaand sooraj bhi chhodein chamakna
Mushkil hain mere iraade badalna

Maine O maine ki maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
O..

Main teri dil tera ye jaan teri
Tera mohabbat hai pehchaan meri
Main aaj kehti hoon ye sabke aage
Ek din main keh doongi ye rab ke aage
Tujhko hi bigde banana padega
Bichhde huey dil milana padega
Maine O maine ki maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
O ..
Dil deke darde mohabbat liya hai
Soch samajh ke ye sauda kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai


Logged
natural
Guest
«Reply #543 on: December 14, 2006, 09:42:53 AM »

Oho ho ... - 2
Oh nadiya chale chale re dhaara
Ohoho ...
Oh nadiya chale chale re dhaara
Chanda chale chale re taara
Tujhko chalna hoga, tujhko chalna hoga
Tujhko chalna hoga, tujhko chalna hoga
Ohoho ... - 2
Jeewan kahi bhi thhaherta nahi hai - 2
Aandhi se toofaan se dartaa nahi hai
Tu na chalega to chal dengi raahe
Hai re hai re hai re hai re
Oh... tu na chalega to chal dengi raahe
Manzil ko tarsengi teri nigaahein

Tujhko chalna hoga, tujhko chalna hoga
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #544 on: December 14, 2006, 11:03:32 AM »
kuch bol ke khaamoshiyaan tadpaane lagi hai
chup rahne pe majboriyaan yaad aane lagi hai
tu bhi  meri tarah hans le
aansu palko pe thaam kar
jitni hai khushi ye bhi
ashko mein na bah jaaye
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #545 on: December 14, 2006, 01:21:06 PM »
Saans aati hai, Saans jaati hai...
Sirf mujhko hai Intezaar Tera...
Aansuon ki ghatayein pii pii ke,
Ab toh kehta hai yehii Pyaar Mera....
Zinda rehne ke liye Teri Kasam....
Ek Mulakaat Zaruurii hai Sanam....
Logged
bhambra
Guest
«Reply #546 on: December 15, 2006, 05:03:15 AM »


hai duniyaan useekee jamaanaa useekaa
mohabbat mein jo ho gayaa ho kisee kaa

lootaa jo musaafir, dil ke safar mein
hai jannat ye duniyaan usakee najar mein
usee ne hain lootaa majaa jindagee kaa

hai sajade ke kabil har wo deewaanaa
ke jo ban gayaa hain tasaweer-ye-jaanaa
karo yehataraam usakee diwaanagee kaa

barabaad honaa jisakee adaa ho
dard-ye-mohabbat jisakee dawaan ho
sataayegaa kyaa gam use jindagee kaa


Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #547 on: December 15, 2006, 05:11:18 AM »
Kaanton mein main khadi, naino ke dwaar pe
Nis din bahaar ke dekhu sapne…….
Chehre ki dhool kya chanda ki chaandni
Utri to reh gayi mukh pe apne
Kya jaanu sajan hoti hai kya gham ki shaam
[/b]
Logged
natural
Guest
«Reply #548 on: December 15, 2006, 10:54:34 AM »
Tuz Se Naaraaj Naheen Jindagee
Hairaan Hoo Main
Tere Maasoom Sawaalon Se
Pareshaan Hoo Main

Jeene Ke Liye Sochaa Hee Nahee
Dard Sanbhaalane Honge
Muskuraye To, Muskuraane Ke
Karja Utaarane Honge
Muskuraoo Kabhee To Lagataa Hai
Jaise Hothhon Pe, Karja Rakhaa Hai


Jindagee Tere Gam Ne
Humei Rishte Naye Samazaaye
Mile Jo Hume, Dhoop Mein Mile
Chhaanw Ke Thhande Saaye

Aaj Agar Bhar Aayee Hai
Boonde Baras Jaayegee
Kal Kyaa Pataa In Ke Liye
Aankhe Taras Jaayegee
Jaane Kab Gam Huaa, Kahaa Khoyaa
Yek Aansoo, Chhupaa Ke Rakhaa Tha
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #549 on: December 15, 2006, 03:59:26 PM »
tose naina lage piyaa savare...
nahi bas me koi jeeya savare...
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #550 on: December 16, 2006, 03:03:16 PM »
hum  the jinke  sahare
woh  hue na  humare
doobi  dil  ki  nayya
saamne  the woh kinare..............
Logged
Talat
Guest
«Reply #551 on: December 16, 2006, 10:20:15 PM »
Tujhse naaraaz nahin zindagi hairaan hoon main
Tere maasoom sawalon se pareshaan hoon main
Logged
bhambra
Guest
«Reply #552 on: December 18, 2006, 04:23:49 AM »


Kya khabar kya pataa,
Kya khushi hai gum hai kya....

Logged
Tosha
Guest
«Reply #553 on: December 18, 2006, 05:03:53 AM »
tere bin main yuh kaise jiya
kaise jiya tere bin

leke yaaden teri raaten meri kaarti
mujhse baaten teri kerti hai chandni
tanda hai tujh bin raaten meri
din mere din ke jaise nahi
Logged
natural
Guest
«Reply #554 on: December 18, 2006, 12:34:23 PM »
Woh bhooli dastaan lo phir yaad aa gayi -2
Nazar ke saamne ghata si chhaa gayi -2
Woh bhooli dastaan lo phir yaad aa gayi

Kahan se phir chale aaye, yeh kuchh bhatke hue saaye
Yeh kuchh bhoole hue nagme, jo mere pyaar ne gaye
Yeh kuchh bhichhdi hui yaadein, yeh kuchh toote hue sapne
Paraaye ho gaye to kya, kabhi yeh bhi to the apne
Na jaane inse kyun milkar, nazar sharma gayi
Woh bhooli dastaan lo phir yaad aa gayi

Ummeedon ke haseen mele, tamannaaon ke woh rele
Nigaahon ne nigaahon se, ajab kuchh khel the khele
Hawa mein zulf lehrayi, nazar pe bekhudi chhaai
Khule the dil ke darwaaze, mohabbat bhi chali aayi
Tamannaaon ki duniya par, jawaani chhaa gayi
Woh bhooli dastaan lo phir yaad aa gayi

Bade rangeen zamaane the, taraane hi taraane the
Magar ab poochhta hai dil, woh din the yaa fasaane the
Faqat ik yaad hai baaki, bas ik fariyaad hai baaki
Woh khusiyan loot gayi lekin, dil-ye-barbaad hai baaki
Kahan the zindagi meri, kahan par aa gayi
Woh bhooli dastaan lo phir yaad aa gayi
Nazar ke saamne ghata si chhaa gayi -2
Woh bhooli dastaan lo phir yaad aa gayi..
Logged
Pages: 1 ... 33 34 35 36 [37] 38 39 40 41 ... 108
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:05:33 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer