SING A SONG ACCORDING 2 UR MOOD..

by urooj_love on June 14, 2006, 11:16:34 AM
Pages: 1 ... 41 42 43 44 [45] 46 47 48 49 ... 108
Print
Author  (Read 58987 times)
khushiiiii
Guest
«Reply #660 on: March 14, 2007, 06:23:49 AM »
Zindagi kuch to bata
Kya tujhe ye ho gaya
Aaina dhundhla gaya ya
Mera chehra kho gaya…………..
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #661 on: March 14, 2007, 10:17:12 AM »
Aawaaz do humko, Hum kho gaye....
Kab neend se jaage, Kab so gaye...
Marr jaayeinge, hum agar,
Duur tumse ho gaye......
Aawaaz do humko, Hum kho gaye...
Logged
natural
Guest
«Reply #662 on: March 20, 2007, 12:49:25 AM »
Rooth na jaana tumse kahoon to
Main in aankhon mein jo rahoon to
Rooth na jaana tumse kahoon to
Main in aankhon mein jo rahoon to
Tum ye jaano ya na jaano
Tum ye maano ya na maano
Mere jaisa deewana tum paaoge nahin
Yaad karoge main jo na hoon to
Rooth na jaana tumse kahoon to

Meri ye deewangi kabhi na hogi kam
Jitne bhi chaahe tum karlo sitamb
Meri ye deewangi kabhi na hogi kam
Jitne bhi chaahe tum karlo sitamb
Mujhse bolo ya na bolo
Mujhko dekho ya na dekho
Ye bhi maana mujhse milne aaoge nahin
Saare sitamb hanske main sahoon to
Rooth na jaana tumse kahoon to

Prem ki dariya mein lehrein hazaar
Lehron mein jo bhi dooba hua vohi paar
Prem ki dariya mein lehrein hazaar
Lehron mein jo bhi dooba hua vohi paar
Oonchi neechi neechi oonchi
Neechi oonchi oonchi neechi
Lehron mein tum dekho kaise aaoge nahin
Main in lehron mein jo bahoon to
Rooth na jaana tumse kahoon to

Tum ye jaano ya na jaano
Tum ye maano ya na maano
Mere jaisa deewana tum paaoge nahin
Rooth na jaana tumse kahoon to
Main in aankhon mein jo rahoon to

Rooth na jaana tumse kahoon to
Main in aankhon mein jo rahoon to....
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #663 on: March 20, 2007, 09:25:15 AM »
Betaab dil ki, Tamannaa yehii hai,
Tumhe chaahenge, Tumhe Poojenge,
Tumhe apnaa khudaa banaayenge.....
Betaab dil ki..... Tamannaa yehii hai....

Soone Soone khwaabon mey,
Jab takk tum naa aaye the...
Khushiaan thi sab auron ki,
Gum bhi saare paraaye the...
Apne se bhi chhupaaye thi,
Dhadkan apne seene ki...
Hum ko jeena padtaa tha,
Khwaaish kab thi jeene ki...
Ab jo aake tumne, Hume jeena sikha diya hai,
Chalo duniyaa nayii basaayenge....
Betaab dil ki..... Tamannaa yehii hai....

Bheegi Bheegi palko par,
Sapne kitne sajaaye hai...
Dil mey jitnaa andheraa tha,
Utne ujaale aaye hai...
tum bhi hum ko jagaana naa,
Baahon mey jo so jaaye...
Jaise khushboo phoolon mey,
Tum mey yun hi kho jaaye...
Pal bhar kisi janam mey,
Kabhi chhute naa saath apnaa...
Tumhe aaise gale lagaayenge...
Betaab dil ki..... Tamannaa yehii hai....

Vaade bhi hai, kasme bhi,
Beeta waqt ishaaron ka...
Kaise Kaise armaan hai,
Melaa jaise bahaaron ka...
Saara gulshan de daalaa,
Kaliyaan aur khilaao naa...
Haste Haste ro de hum,
Itnaa bhi to hasaao naa...
Dil mey tum hi basey ho,
Saara aanchal wo bhar chukaa hai...
Kahan itnii khushiii chhupaayenge....
Betaab dil ki..... Tamannaa yehii hai....
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #664 on: March 22, 2007, 06:56:03 AM »
Aaj sochaa to aansu bhar aaye,
Muddatein ho gayii muskuraaye...

Harr kadam par udhar mudd ke dekhaa,
Unkii mehfil se hum uthh to aaye...

Dil ki naazuk ragein toot.tii hai,
Yaad itnaa bhi koii naa aaye...

Reh gayii zindagii dard bann ke,
Dard dil mey Chhupaaye Chhupaaye....
Logged
natural
Guest
«Reply #665 on: March 22, 2007, 09:03:47 PM »
Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise
Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise
Tune Aankhon Se Koyi Baat Kahi Ho Jaise
Jaagte Jaagte Ek Umr Kati Ho Jaise
Jaagte Jaagte Ek Umr Kati Ho Jaise
Jaan Baaki Baaki Hai Magar Saas Ruki Ho Jaise

Jaanta Hoon Aapko Sahare Ki Zarurat Nahin
Main Sirf Saath Dene Aaya Hoon

Har Mulaakat Pe Mehsoos Yehi Hota Hai
Har Mulaakat Pe Mehsoos Yehi Hota Hai
Mujhse Kuch Teri Nazar Pooch Rahi Ho Jaise

Raah Chalte Huve Aksar Yeh Ghumaan Hota Hai
Raah Chalte Huve Aksar Yeh Ghumaan Hota Hai
Woh Nazar Chupke Mujhe Dekh Rahi Ho Jaise
Woh Nazar Chupke Mujhe Dekh Rahi Ho Jaise

Ek Lamhe Mein Simat Aaya Hai Sadiyon Ka Safar
Ek Lamhe Mein Simat Aaya Hai Sadiyon Ka Safar
Zindagi Tej Bahut Tej Chali Ho Jaise
Zindagi Tej Bahut Tej Chali Ho Jaise

Is Tarah Pehron Tujhe Sochta Rehta Hoon Main
Is Tarah Pehron Tujhe Sochta Rahta Hoon Main
Meri Har Saas Tere Naam Likhi Ho Jaise
Meri Har Saas Tere Naam Likhi Ho Jaise

Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise
Tune Aankhon Se Koyi Baat Kahi Ho Jaise
Jaagte Jaagte Ek Umr Kati Ho Jaise
Jaan Baaki Baaki Hai Magar Saas Ruki Ho Jaise
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #666 on: March 23, 2007, 03:54:18 PM »
Main ek sadii se baithii hoon,
Iss raah se koii guzraa nahin...
Kuch chaand ke rath to guzre thhe,
Par chaand se koii utraa nahin...

Main ek sadii se baithii hoon,
Dinn raat ke dono pahiye bhi,
Kuch dhool udaa kar beet gaye...
Main mann aangan mey baithii rahi,
Chaukhat se koii guzraa nahin...

Kuch chaand ke rath to guzre thhe,
Par chaand se koii utraa nahin...

Main ek sadii se baithii hoon,
Aakaash bada buddha baba,
Sab ko kuch baant.te jaata hai...
Aankhon ko nichoda maine bahut,
Par koii aansu utraa nahin...

Kuch chaand ke rath to guzre thhe,
Par chaand se koii utraa nahin...
Logged
*~*Pakeezah Aanchal*~*
Guest
«Reply #667 on: March 24, 2007, 10:07:51 AM »
doorie - 3
sahi jaye na - 4

(khomshiya yeh seh na saku
aawaaz deke mujhe tu de ja sukun) - 2
doorie - 3
sahi jaye na - 4

(adhora hooon mein abb tere bina
adhoori meri zindagani reh jayegi) - 2
doorie - 3
sahi jaye na - 4

(har rah mein tu aaye nazar
katta nahi abb akele tanha safar) - 2
doorie - 3
sahi jaye na - 4
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #668 on: March 25, 2007, 01:51:55 PM »
Dil Mera Pooch Raha Hai Tujhse,
Kya Pyaar Karoge Mujhse...
Dil Mera Pooch Raha Hai Tujhse,
Kya Pyaar Karoge Mujhse...

Ek Pal Mein Na Jaane Na Jaane,
Barson Ka Afsana Kaise Bana...
Anjana Kal Tha Jo Anjana..
Aashiq Mera Bann Gaya...
Saanson Ke Ghar Mein Basaoongi
Khushboon Bana Ke Main Tujh Ko Sanam...
Chaahoongi Tujhko Hi Chahoongi,
Main Ne To Lee Hai Kasam...
Chaahat Pooch Rahi Hai Tujhse,
Kya Pyaar Karoge Mujhse ....
Dil Mera Pooch Raha Hai Tujhse,
Kya Pyaar Karoge Mujhse ....
Logged
*~*Pakeezah Aanchal*~*
Guest
«Reply #669 on: March 25, 2007, 02:22:05 PM »
chal chalein apne ghar aye mere humsafar..
band darwaze kar
sabse ho bekhabar
pyaar toh hum karein raatbhar toot kar
chal chalein apne ghar humsafar
chal chalein apne ghar humsafar......
Logged
natural
Guest
«Reply #670 on: March 25, 2007, 04:24:30 PM »
Har raat main kitna tanha hota hoon
Teri yaad bichake sota hoon
Teri yaad bichake sota hoon
Furqat ki furqat ki
Furqat ki behki chaadar se sapnon ki sej sanjota hoon
Teri yaad bichake sota hoon
Logged
Talat
Guest
«Reply #671 on: March 25, 2007, 04:31:10 PM »
Chalo ek baar phir se, ajnabi ban jaye ham dono -2

Na main tumse koi ummeed rakhoon dilnavaazi ki
Na tum meri taraf dekho galat andaaz nazaron se
Na mere dil ki dhadkan ladkhadaaye meri baaton mein
Na zaahir ho tumhaari kashm-kash ka raaz nazaron se
Chalo ek baar phir se..

Tumhen bhi koi uljhan rokti hai peshkadmi se
Mujhe bhi log kehte hain, ki yeh jalve paraaye hain
Mere hamraah bhi rusvaaiyaan hain mere maajhi ki -2
Tumhaare saath bhi guzri hui raaton ke saaye hain
Chalo ek baar phir se..

Taarruf rog ho jaaye to usko bhoolnaa behtar
Taalluk bojh ban jaaye to usko todnaa achchha
Voh afsaana jise anjaam tak laana na ho mumkin -2
Use ek khoobsoorat mod dekar chhodna achchha
Chalo ek baar phir se..
Logged
natural
Guest
«Reply #672 on: March 25, 2007, 04:37:11 PM »
Hasrat Hi Rahi, Humse Bhi Kabhi Koi Pyaar Karta, Koi Pyaar Karta
Koi Dil Pe Hamaare Bhi Meethi Nazar, Ek Baar Karta, Koi Pyaar Karta

Nikle The Hum Dil Ki Jholi Liye, Duniya Ne Kante Hi Kaante Diye
Itne To Bure Na The, Humse Nazar Koi Chaar Karta, Koi Pyaar Karta...
Logged
Talat
Guest
«Reply #673 on: March 25, 2007, 04:48:02 PM »
Bhool ja jo hua use bhool ja
Yoon na de khud ko saza
bhool ja
Logged
natural
Guest
«Reply #674 on: March 25, 2007, 04:55:29 PM »
Hmmmm Mmmm Aha Ha Ha Hey Hey Hey
Hmmmm Hmmmm

Aanewala Pal Jaanewala Hai (2)
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai Ho Ho

Aanewala Pal Jaanewala Hai
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai

Ek Baar Yoon Mili Maasoom Si Kali (2)
Ho Khilte Hue Kahaan Pushpaash Mein Chali
Dekha To Yahin Hai Dhundha To Nahin Hai Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai Ho Ho

Aanewala Pal Jaanewala Hai
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai

Ek Baar Waqt Se Lamha Gira Kahin (2)
Wahaan Dastan Mili Lamha Kahin Nahin
Thoda Sa Hasaake Thoda Sa Rulaake Pal Ye Bhi Jaanewala
Hai Ho Ho

Aanewala Pal Jaanewala Hai
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai Ho Ho
Aanewala Pal Jaanewala Hai (2)
Logged
Pages: 1 ... 41 42 43 44 [45] 46 47 48 49 ... 108
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 24, 2024, 01:08:11 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer