SING A SONG ACCORDING 2 UR MOOD..

by urooj_love on June 14, 2006, 11:16:34 AM
Pages: 1 ... 53 54 55 56 [57] 58 59 60 61 ... 108
Print
Author  (Read 59044 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #840 on: January 18, 2008, 08:04:48 PM »
AB AGAR MEL NAHI HAI TO JUDAI BHI NAHI
BAAT THODI BHI NAHI AUR TUMNE BANAYI BHI NAHI
YEH SAHARA BHI BAHUT HAI MERE JEENE KE LIYE
TUM AGAR MERI BI NA HO TO PARAI BHI NAHI
Logged
Pooja
Guest
«Reply #841 on: January 18, 2008, 08:15:01 PM »
Na koi dharti hai teri, na koi gagan
Shaakh se patte ko jaise le chale pawan
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #842 on: January 18, 2008, 08:20:52 PM »
roz aati ho tum khayalo mein
zindagi mein meri bhi  aa jaya karo
beet jaye na yeh sawalo mein
is jawani mein kuch taras khao

yuhi tum mujhse baat karti ho....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #843 on: January 18, 2008, 08:22:07 PM »
ye kyaa jagah hain dosato, ye kaun saa dayaar hain
had-ye-nigaah tak jahaa, gubaar hee gubaar hai

ye kis makaam par hayaat muz ko leke aa gaee
naa bas khushee pe hain jahaa, naa gam pe ikhtaiyaar hai

tamaam umar kaa hisaab maangatee hain jindagee
ye meraa dil kahe to kyaa, ye khud se sharmasaar hai

bulaa rahaa hain kaun muz ko, chilamanon ke us taraf
mere liye bhee kyaa koee, udaas bekaraar hai
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #844 on: January 18, 2008, 08:27:40 PM »
KAISE DEEDAR AASHIQ TUMHARA KARE
RUKH-E-ROSHAN KA KAISE NAZAARA KARE
KAISE ISHAARA KARE, HAAN PUKAARA KARE
HAAN ISHAARA KARE....

YEH JO KAISU HAI BAADAL HAI KASAM SE
KAISE BIKHRE HAI GAALON PE SANAM KE

YEH JO CHILMAN HAI,DUSHMAN HAI HAMARE

Logged
Pooja
Guest
«Reply #845 on: January 18, 2008, 08:29:38 PM »
jab bhi milti hai mujhe ajnabi lagti kyon hai
zindagi roz naye rang badalti kyon hai

tum se bichhade hain to ab kis se milati hai hamein
zindagi dekhiye kya rang dikhati hai hamein

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #846 on: January 18, 2008, 08:35:29 PM »
TANHAI MILTI HAI
MEHFIL NAHI MILTI
RAAHE MOHABBAT MEIN
KABI MANZIIL NAHI MILTI
DIL TOOT JAATA HAI
NAKAAM HOTA HAI
ULFAT MEIN LOGON KA
YEHI ANJAAM HOTA HAI
KOI YEH KYA JAANE
KYON YEH PARWAANE
KYON MACHALTE HAI
GHAM MEIN JALTE HAI
AAHE BAR-BAR KE DEEWANE JIYA KARTE HAI
JAANE KYON LOG MOHABBAT KIYA KARTE HAI
DIL KE BADLE MEIN DARD-E-DIL LIYA KARTE HAI
Logged
Pooja
Guest
«Reply #847 on: January 18, 2008, 08:39:30 PM »
Ek armaan is paar hai
Ek armaan us paar hai
Humne khud hi banayi thi jo
Raaste mein woh deewar hai
Ek khushi dil ne kya maang li
Har khushi ko nazar lag gayi
Zindagi jab kareeb aayi to
Zindagi ko nazar lag gayi

Ab tamanna ho dil main koi
Ab tamanna ho dil main koi
Main tamanna bhi karti nahin
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #848 on: January 18, 2008, 08:56:31 PM »
Ek armaan is paar hai
Ek armaan us paar hai
Humne khud hi banayi thi jo
Raaste mein woh deewar hai
Ek khushi dil ne kya maang li
Har khushi ko nazar lag gayi
Zindagi jab kareeb aayi to
Zindagi ko nazar lag gayi

Ab tamanna ho dil main koi
Ab tamanna ho dil main koi
Main tamanna bhi karti nahin


ONE OF MY FAVORITE TRACK...CONTINUATION....

MAIN AKELA NA REH PAUNGA
DOOR TAK RAAT HI RAAT HAI
ZINDAGI EK ALAG CHEEZ HAI
ZINDA REHNA ALAG BAAT HAI
UMAR KAISE GUZAR PAAYEGI
EK PAL JAB GUZARTA NAHI

GHAM KA MAUSAM GUZARTA NAHI
ZAKHM YAADON KA BHARTA NAHI
RAAT PARBAT HAI KAT THI NAHI
DIN HAI DARIYA UTARTA NAHI
MERI NEENDON MEIN AA JAYEGI
DHOOP SURAJ KA KHANJAR LIYE
TODNE MERA DIL AAYEGA CHAND HAATHON MEIN PATHAR LIYE
DIL DARATA HAI MUJHKO MAGAR
MAIN YAKEEN DIL PE KARTA NAHI

HAAN JUDAI SEW DARTA HAI DIL
MAUT SE TO MAIN DARTA NAHI
AUR DARTA TO SUNLE SANAM PYAAR TUJHSE MAIN KARTA NAHI..







Logged
Pooja
Guest
«Reply #849 on: January 18, 2008, 09:10:59 PM »
apke is reply ne kuch waqat ke liye meri soch, kalam aor waqat rok diya!!!

any way...
Kabhi aansoo kabhi khusboo kabhi nagma bankar
Kabhi aansoo kabhi khusboo kabhi nagma bankar
Hum se har shaam mili hai tera chehra bankar
Kabhi aansoo kabhi khusboo kabhi nagma bankar
Hum se har shaam mili hai tera chehra bankar
Kabhi aansoo kabhi khusboo kabhi nagma bankar

Chand nikla hai teri aankh ke aansoo ki tarah
Chand nikla hai teri aankh ke aansoo ki tarah
Phool mehken hain teri julf ka saaya bankar
Phool mehken hain teri julf ka saaya bankar
Hum se har shaam mili hai tera chehra bankar
Kabhi aansoo kabhi khusboo kabhi nagma bankar

Dil ke kaagaz pe utarta hai tu sheron ki tarah
Dil ke kaagaz pe utarta hai tu sheron ki tarah
Mere hothon pe chamkta hai tu nagma bankar
Mere hothon pe chamkta hai tu nagma bankar
Hum se har shaam mili hai tera chehra bankar
Kabhi aansoo kabhi khusboo kabhi nagma bankar
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #850 on: January 18, 2008, 09:44:44 PM »
MAIN TERE SAPNE KO SAJA DUNGI
DIL TERE KADMO MEIN BICHA DUNGI

MAIN KYA BATAU TUJHKO KAISE HAI MERE HALAAT
MAJBOORIYON KE HAATH BIKH GAYE MERE JAZBAAT

TUMHE DEKHE MERI AANKHEIN
ISME KYA MERI KHATA HAI
HAAL KYA HAI MERE DIL KA
YEH TO BAS MUJHKO PATA HAI
Logged
Pooja
Guest
«Reply #851 on: January 18, 2008, 09:46:08 PM »
Kahin kahin se har chehra
Tum jaisa lagta hai
Tumko bhool na paayenge hum
Aisa lagta hai, aisa lagta hai
Aisa bhi ek rang hai
Jo karta hai baatein bhi
Jo bhi isko pehn le
Voh apna sa lagta hai
Tumko bhool na paayenge hum
Aisa lagta hai
Kahin kahin se har chehra
Tum jaisa lagta hai
Tumko bhool na paayenge hum
Aisa lagta hai, aisa lagta hai
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #852 on: January 18, 2008, 10:05:16 PM »
YEH GHAM KABHI KHUSHI KA ARMAAN BAN KE AAYA
HASTE HUE YEH DIL MEIN MEHMAAN BAN KE AAYA
GHAR SE ISSE NIKALO,ISS GHAM KO MAAR DAALO
HUMKO GHAM NE MAARA,TUM KO BHI GHAM NE MAARA
IS GHAM KO MAAR DAALO....

DIN KO TADAPTE HAI WOH RAATON KO JAAGTE HAI
NADAAN HAI BADE WOH JO GHAM SE BHAAGTE HAI
HAS KAR GALE LAGA LO,ISS GHAM KO MAAR DAALO

Logged
Pooja
Guest
«Reply #853 on: January 18, 2008, 10:13:00 PM »
yah sach hai ai jahaan vaalon hamein jina nahin aaya
mare ham sau baar jite ji magar marana nahin aaya
yah sach hai ai jahaan vaalon

badi aasaan thin raahein na manzil koyi mushkil
magar aasaan raahon par hamein chalana nahin aaya
yah sach hai ai jahaan vaalon
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #854 on: January 18, 2008, 10:17:01 PM »
HAR ZAKHM DIL KA TUJHE DIL SE DUA DE
KHUSHIYAN TUJHE GHAM SAARE MUJHKO KHUDA DE
TUJHKO BHULA NA PAAYA
MERI BEBASI HAI

TU MERI ZINDAGI HAI
TU HI PYAAR,TU HI CHAAHAT
TU HI AASHIQUI HAI
Logged
Pages: 1 ... 53 54 55 56 [57] 58 59 60 61 ... 108
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 06:19:23 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer