Sing a Song!

by Meena on May 04, 2005, 08:11:16 PM
Pages: 1 ... 91 92 93 94 [95] 96 97 98 99 ... 175
Print
Author  (Read 96253 times)
fakharenaveed
Guest
«Reply #1410 on: June 12, 2005, 08:56:36 AM »
Aab so jaoo Aarzuu...........................raat kafi beeth gayi
!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
aaj phir... a song u can sing... by sushiljain in Shayri for Khumar -e- Ishq
They can not sing a freedom's song,-1997- Saurabh Saraswat by Ram Saraswat in English
Aarzuu
Guest
«Reply #1411 on: June 12, 2005, 08:58:10 AM »
surmayee aankhiyon mein,
nanha munaa ek sapna de ja re..........
nindiya ke udate paakhi re,
akhiyon mein aa ja saathi re..........
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #1412 on: June 12, 2005, 09:00:06 AM »
Tu KhuSh Rahe Ke TuJhe KhuWahiSheiN Ho SaB HaaSiL

HaR Aik SaanS Dua KaR RaHa GhaReeB Ka Dil

MaiN ApNi MuFaLiSi MaiN KaiSe TuJh Ko Le AaTa

Tu KoHeNooR Thi ShaHaoN Ke TaJ Ke KaaBil

KiSi Ko PYaaR KaRooN To JaHaaNe JanNat DooN

KYuN ApNi BeBaSi MaiN Us Ko Bhi KaRooN ShaaMiL


HaR Aik ShaaKh HaR Aik SheH TuJhi Se PYaaR KaRe

Ke NaaM Bhi Na MeRa YaaD KaRe TeRa Dil


TeRe NaSeeB Ke KaanNTe KhuDa MuJhe De De

TeRi FaTeh Ho MiLe KhuD Ba KhuD TuJhe ManZiL


Ho TeRi PaaK NiGaHoN MaiN DhooP Si TeZi

NazaR Mile To KaRe AfaTaB Bhi JhiLMiL


Na TeRi Aankh MaiN AanSu KaBhi Bhi ChaLaKe

Na TeRi Rah MaiN AaYe KaBhi Koi MuShKil


ChuYe Na DhooL Ka ZaRa Bhi TeRe DaMaN Ko

TeRe QaDaM Se PiGhaiL JaYe HaR PaHaaD Ka Dil


MaiN SaanS LooN To KhooN SuRkh Ho TeRa

TeRa Hai TeRa Hi RaHeGa AiS HaBeeB Ka Dil..............
Logged
Aarzuu
Guest
«Reply #1413 on: June 12, 2005, 09:05:30 AM »
musafir jaane waale, nahi fir aane waale......
chalo ek doosre ko, karein rab de hawaale...........
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #1414 on: June 12, 2005, 09:06:24 AM »
Socha na tha is kadar tarpayegi yaad teri,
Ki jindagi nasoor ban jayegi meri,
Kuchh lamhe jo saath gujare the hamane,
Umar tamam usmain hi gujar jayegi meri,
Un lamho ki khatir jiye jaa rahe hain,
inhi lamho main jindaagi thahar gayi hai meri
Tum na aaoge kabhi, is baat ka ahsaas hai mujhe,
Ek tere intezaar main jindagi kat jayegi meri
Logged
Aarzuu
Guest
«Reply #1415 on: June 12, 2005, 09:10:00 AM »
na jaane kya chooth raha hai,
dil mein bas kuch tuut raha hai..........
hothon per nahi koii kahaani,
fir bhi aankh mein aa gaya paani...
nahi hum bhoolne waale
nahi tum bhoolne waale
chalo ek doosre ko karein rab de hawaale..........
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #1416 on: June 12, 2005, 09:11:39 AM »
TeRi Bekhdi HoYi ZulFooN Ko HaM SaWaN Ki GhaTa SamJhe

HuM ApNe DiL Ki DhaDkaN Ko TeRi AaWaZe Pa SamJhe

TeRe ChehRe Pe ChaYi UlFat Ko HuM TeRi ADa SamJhe

MiT JaYeiN Ge HuM TuM PaR JaiSe ShaMa Pe JaLte HaiN PaRWaNe

PhiR Ho Ga KauN AiSa Jo HuM Ko TuM Se JuDa SaMjhe

AaYe KaSh Keh Ho AiSa Tu Dil Ki MeRe SaDa SamJhe

Tu Hi To MeRa QaTiL Hai KiS Ko BaTaooN MaiN Ja KaR

DuNiYa WaLe To LaaHu MeRa TeRe HaThooN PaR HiNa SamJhe

ChubNe LaGe HaiN Dil PaR PhiR TooTe HoYe Dil Ke TuKRe

DiLoN Pe LaGi HaR ThoKaR Ko HuM TeRi WaFa SamJhe

Yeh IshQ Ke QiSe To HoTe HaiN SaDa UlTe "NaZ"

TeRe SaR Se SaRaKte AanChaL Ko HuM TeRi HaYa SamJhe...........................
Logged
Aarzuu
Guest
«Reply #1417 on: June 12, 2005, 09:15:13 AM »
parbat kitne oonche kitne gehre hote hain
kuch mat poocho pyaar pe kitne pehre hote hain
ishq mein jaane kya ho jaata hai yeh rab hi jaane
tod ke saari deewaarein, mil jaate hain deewane......
ghar aaja pardesi, teri meri ek jindadi.......
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #1418 on: June 12, 2005, 09:16:41 AM »
Shayar bana chaha to shairi na ai
ashiq bane chala to ashiqui na bhayi
khushi mangi to gham ka selab mila
maut mangi tab ja ke koi dildar mila
Logged
Aarzuu
Guest
«Reply #1419 on: June 12, 2005, 04:32:05 PM »
har subah...........bahut yaad aata hai...
har shaam...........bahut yaad aata hai...
koi naam, koii naam, koii naam.............
bahut yaad aata hai................
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #1420 on: June 12, 2005, 05:48:45 PM »
humne  sanam ko khat  likha
khat  mein  likha
ai  dilruba  ...........baaki koi aur  likh de....main  bhool  gaya.....
Logged
~PRINCE~
Guest
«Reply #1421 on: June 12, 2005, 06:09:51 PM »
humne sanam ko khat likha
humne sanam ko khat likha

likha aur fir post kar diya
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #1422 on: June 12, 2005, 06:25:57 PM »
Kismat ko humne kuchh un Aazmya hai

katon se uljhe, kuhd ko phoolo se bachya hai.

har bar zism pe kuckk kharoche aai thi,

dil phir bhi khush tha ye katon ki wafai thi.


Tauba hai un phoolo se jo kabhi kabhi aate hai,

diwana bana hazaron ko phir juda ho zate hai.

inhe fareb kahoon ya aur koi naam doon,

chalo ai diwano tumhe aaz ye paigam doon.

Rang roop ke pichhe hum zaye na zaye,

dost wahi chune jo saat nibhaye.

aisi mohabbat kis kam ki ,chot bhi khaye

aur zudai dard ban jaye.
Logged
Aarzuu
Guest
«Reply #1423 on: June 13, 2005, 04:21:49 AM »
Dil Hai Mera Deewana Kya
Kehta Hai Ab Ghabrana Kya
Taal Pe Jab Jhoome Badan
Hichkichana Sharmana Kya
Khul Ke Jhoomon Khul Ke Gaao
Aaoo Aaoo Yeh Khul Ke Kaho
It's The Time To Disco...............
Logged
desikuri
Guest
«Reply #1424 on: June 13, 2005, 07:34:18 AM »
aane wali saari khushiyan
hongi kitni suhaani

chamkenge aise ke saari duniya
hongi apni diwaani
Logged
Pages: 1 ... 91 92 93 94 [95] 96 97 98 99 ... 175
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
October 07, 2024, 07:26:42 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[October 04, 2024, 08:02:47 AM]

[September 29, 2024, 02:17:44 PM]

[September 29, 2024, 02:15:31 PM]

[September 29, 2024, 02:13:54 PM]

[September 29, 2024, 02:12:46 PM]

by ASIF
[September 06, 2024, 07:19:37 PM]

[September 05, 2024, 02:50:37 AM]

[August 23, 2024, 06:35:34 AM]

[August 22, 2024, 06:28:13 AM]

[August 22, 2024, 06:27:09 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8504 Real Poets and poetry admirer