Sing a Song!

by Meena on May 04, 2005, 08:11:16 PM
Pages: 1 ... 102 103 104 105 [106] 107 108 109 110 ... 175
Print
Author  (Read 96265 times)
sunny_bunny
Guest
«Reply #1575 on: June 15, 2005, 08:06:44 AM »
tere husn kee kyaa taareef karu, kuchh kahate huye bhee darataa hoo
kahee bhool se too naa samaz baithhe, ke main tuz se mohabbat karataa hoo

mere dil mein kasak see hotee hai, teree raah se jab main gujaratee hoo
is baat se ye naa samaz lenaa, ke main tuz se mohabbat karatee hoo

teree baat mein geeton kee saragam  teree chaal mein paayal kee chhamachham
koee dekh le tuz ko yek najar, mar jaaye teree aankhon kee kasam
mai bhee hoo ajab yek diwaanaa, marataa hoo naa aahe bharataa hoo
kahee bhool se too naa samaz baithhe, ke main tuz se mohabbat karataa hoo

mere saamane jab too aataa hai, jee dhak se meraa ho jaataa hai
letee hain tamannaa angadaee, dil jaane kahaa kho jaataa hai
mahasoos ye hotaa hain muz ko, jaise main teraa dam bharatee hoo
is baat se ye naa samaz lenaa, ke main tuz se mohabbat karatee hoo
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
aaj phir... a song u can sing... by sushiljain in Shayri for Khumar -e- Ishq
They can not sing a freedom's song,-1997- Saurabh Saraswat by Ram Saraswat in English
pyarikudi1983
Guest
«Reply #1576 on: June 15, 2005, 08:08:52 AM »
doondte reh jaoge yaar hamare jesaaaaaaaaaaaaaaaaa :lol:
Logged
sunny_bunny
Guest
«Reply #1577 on: June 15, 2005, 08:11:16 AM »
Ek Banjaara Gaae, Jeevan Ke Geet Sunaae
Hum Sab Jeene Vaalon Ko Jeene Ki Raah Bataae

Zamaane Vaalon Kitaab-E-Gham Mein
Khushi Ka Koi Fasaana Dhoondho
Agar Jeena Hai Zamaane Mein To
Hansi Ka Koi Bahaana Dhoondo
Ho Oh Oh Oh Aankhon Mein Aansoon Bhi Aaen
To Aakar Muskaaen
Ek Banjaara Gaae ...

Sabhi Ka Dekho Nahin Hota Hai
Naseeba Raushan Sitaaron Jaisa
Sayaana Vo Hai Jo Patjhad Mein Bhi
Sajaa Le Gulshan Bahaaron Jaisa
Ho Oh Oh Oh Kaagaz Ke Phoolon Ko Bhi
Jo Mehka Kar Dikhlaae
Ek Banjaara Gaae ...
Logged
sunny_bunny
Guest
«Reply #1578 on: June 15, 2005, 08:13:30 AM »
khud ko maar dala re khud ko maar dala - 2
deemag tha mere paas phir bhi na chala saala
khud ko maar dala re khud ko maar dala - 2
deemag tha mere paas phir bhi na chala saala
khud ko maar dala re khud ko maar dala

(bhid baad main kati patang ho gaya
jeene ka dhang bedhang ho gaya) - 2
samundar main aake mil gaya gali ka nala re
khud ko maar dala re khud ko maar dala - 3 saala

(kal chala gaya kal ka kya pata
aaine main bhi arey tu hain lapata) - 2
ban gaya tu ban gaya tu bina chavi ka taala re
khud ko maar dala re khud ko maar dala - 3 saala

noch noch ke dost chal diye
kutch nahi bachaya sab nigal gaye
haath phas gaya haath peetche kab daala re
khud ko maar dala re khud ko maar dala - 3
deemag tha mere paas phir bhi na chala saala
khud ko khud ko
khud ko maar dala re saala..............
Logged
pyarikudi1983
Guest
«Reply #1579 on: June 15, 2005, 08:14:38 AM »
jatiiiiiiiiiiiiiiiii hun mein...............mumma ne bulaya :wink: lolzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz

oye sunny yaar itna time lega ek gaana ganne ke liye.....to mein wait kar kar ke soo jati hun..table par.....lolzzzzzzzz{kiddin yaar 2 kwel songs}
Logged
sunny_bunny
Guest
«Reply #1580 on: June 15, 2005, 08:17:46 AM »
chal soory age sai nahin likhonga khush .......byeeee...............
Logged
pyarikudi1983
Guest
«Reply #1581 on: June 15, 2005, 08:20:42 AM »
ruk jaa ooooooooooo dil deewane...puchu tho mein zara........ :wink:

hey naazar hogaya kya????mazak tha buddy...sorry :cry:  :cry: bohat ache songs hain..kiu nahi likhega..???jarur likh... :wink:

gungunaaaati hui ek naadee mil gayii....
shayero ke liye shayeri mil gayiiiiiiiiiiiiiiiiiii :wink:

bye..
Logged
sunny_bunny
Guest
«Reply #1582 on: June 15, 2005, 08:24:05 AM »
Do din hundi yaari magroo hasa hoonda hai
Kudia de layi pyar to khel tamasha hoonda hai
Duja mil jaye yaar to phir ae nahi puchh de
Bik jaye gharbar to phir ae nahi puchh de
Jaandi bari ke jaande ne oke sajna challe challe
Oke sajna challe challe
Ho gayi tu balle balle
Ho jayegi to balle balle
Ahha chiknak chiknak
Ahha chiknak chiknak
Logged
sunny_bunny
Guest
«Reply #1583 on: June 15, 2005, 08:27:00 AM »
Soch Thi Hai Zyada
Kham Woh Samajh Thi Hai
Dil Kuch Kehta Hai
Kuch Aur Hi Karti Hai
Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti
Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti

Pyaar Usse Bhi Hai Magar Shuruaat Tumhi Se Chahe
Khudh Mein Ulji Ulji Hai Par Bhaalo Ko Suljaayein
Logged
sunny_bunny
Guest
«Reply #1584 on: June 15, 2005, 08:27:22 AM »
I Mean You're All The Same Yaar
Hum Achche Dost Hai Par Uss Nazar Se Tumko Dekha Nahin
Woh Sab To Teek Hai Par Uss Barein Mein Maine Socha Nahin

Sab Se Alag Hai Tum Yeh Keh Ke Paas Tumhaare Aaye
Aur Kuch Din Mein Tum Mein Alag Sa Kuch Bhi Na Usko Paiye
Logged
sunny_bunny
Guest
«Reply #1585 on: June 15, 2005, 08:27:43 AM »
Uff Yeh Kaisi Shirt Pehnthe Ho
Yeh Kaise Bhaal Khatathe Ho
Ghaadi Tehz Chalathe Ho
Tum Jaldi Mein Kyo Khaathe Ho
Gimme A Break
Logged
sunny_bunny
Guest
«Reply #1586 on: June 15, 2005, 08:28:05 AM »
Tumhe Badalne Ko Paas Woh Aati Hai
Tumhe Mitaane Ko Chaal Bichati Hai
Baaton Baaton Mein Tumhe Pasathi Hai
Pehle Hasathi Hai… Phir Bada Rulaati Hai
Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #1587 on: June 15, 2005, 08:28:57 AM »
jeene ka tumko dhang sikhlaati hai tumhe jaanwar se insaan banati hai.......................
Logged
sunny_bunny
Guest
«Reply #1588 on: June 15, 2005, 08:28:59 AM »
Jaane Kaun Kaun Se Din Woh TumkoYaad Dilaayein
Pyaar Ko Chahe Bhool Bhi Jaayein
Taareeqein Na Bhoolayein
First March Ko Nazar Milaayee
Chaar April Ko Main Milne Aayee
Ikees May Ko Tumne Chuwa Tha
Che June Mujhe Kuch Hua Tha
Logged
sunny_bunny
Guest
«Reply #1589 on: June 15, 2005, 08:32:28 AM »
beetey lamhon ke saaye toh bas yahi tham gaye hai
yaad mujhe aaye teri baatein
palkon ki surkh chadar pe ask bhi jam gaye hai
teri ankhon se na hatti aankhein
bebasi ka hai aalam kya karoo main bata
dhadkanein hai deewani dil bhi kutch keh raha hai
Logged
Pages: 1 ... 102 103 104 105 [106] 107 108 109 110 ... 175
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
October 07, 2024, 01:40:40 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[October 04, 2024, 08:02:47 AM]

[September 29, 2024, 02:17:44 PM]

[September 29, 2024, 02:15:31 PM]

[September 29, 2024, 02:13:54 PM]

[September 29, 2024, 02:12:46 PM]

by ASIF
[September 06, 2024, 07:19:37 PM]

[September 05, 2024, 02:50:37 AM]

[August 23, 2024, 06:35:34 AM]

[August 22, 2024, 06:28:13 AM]

[August 22, 2024, 06:27:09 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8504 Real Poets and poetry admirer