Sing a Song!

by Meena on May 04, 2005, 08:11:16 PM
Pages: 1 ... 139 140 141 142 [143] 144 145 146 147 ... 175
Print
Author  (Read 96302 times)
Suhas
Guest
«Reply #2130 on: June 23, 2005, 06:22:38 AM »
Tera Ishq Hai Meri Aarzoo, Tera Ishq Hai Meri Aabroo
Dil Ishq Jism Ishq Hai Aur Jaan Ishq Hai
Imaan Ki Jo Poochho To Imaan Ishq Hai
Tera Ishq Hai Meri Aarzoo, Tera Ishq Hai Meri Aabroo,
Tera Ishq Maein Kaise Chhod Doon, Meri Umra Bhar Ki Talaash Hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
aaj phir... a song u can sing... by sushiljain in Shayri for Khumar -e- Ishq
They can not sing a freedom's song,-1997- Saurabh Saraswat by Ram Saraswat in English
Aarzuu
Guest
«Reply #2131 on: June 23, 2005, 06:24:34 AM »
i love this song.......................

Aapko pyaar jataane ki burii aadat hai......................
Logged
Suhas
Guest
«Reply #2132 on: June 23, 2005, 06:27:48 AM »
Mausam-e-ishq mein machale huwe armaan hain hum
Dil ko lagta hai ke do jism ek jaan hai hum
Aisa lagta hai to lagne mein kuchh buraayi nahin
Dil yeh kehta hai aap apni hain paraayi nahin
Sange marmar ki hai, koi moorat ho tum
Badhi dilkash badhi, khubsoorat ho tum
Logged
Aarzuu
Guest
«Reply #2133 on: June 23, 2005, 06:31:00 AM »
Ishq jaise hai ik aandhi, ishq hai ik toofaan
Ishq ke aage bebas hai, duniya mein har ilzaam
Ishq mein sab diwaane hain, ishq mein sab hairaan
Ishq mein sab kuch mushkil hai, ishq mein sab aasaan
Dekho pyaare, ye nazaare, ye diwaane, ye parwaane
Ye ishq mein kaise gum
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #2134 on: June 23, 2005, 06:36:34 AM »
mere dil ko ye kya ho gaya mein na jaanu kaha kho gaya...................................
Logged
Suhas
Guest
«Reply #2135 on: June 23, 2005, 06:36:45 AM »
Tum husn ho ham ishq hain
Gar tum tum nahi to ham nahi
Hai baat sachchi bas yahi ,
Koyi kisi se kam nahi
Ek naghma hai ek raag hai
Dono taraf ek aag hai
Tum se hame shikwa bhi hai ,
Phir bhi tumhise pyaar hai
Logged
Aarzuu
Guest
«Reply #2136 on: June 23, 2005, 06:39:06 AM »
tum kaho to ruke tum kaho to chale
yeh junoon hain agar toh junoon soch le
tum kaho to ruke tum kaho to chale
mujhko pehchaanti hai kaha manzilein
dekhna mere sar se aasman ud gaya hain
dekh na asmaan ke sire khul gaye hain zameen se
dekh na kya hua hain yeh zameen beh rahi hain
dekh na paniyon main zameen ghul rahi hain kahi se
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #2137 on: June 23, 2005, 06:39:08 AM »
tera mera dil dono gaye mil to kahne laga dil............................
Logged
Suhas
Guest
«Reply #2138 on: June 23, 2005, 07:17:34 AM »
Jahan Ruke Hum, Jahan Bhi Jaayein
Jo Hum Chaahein, Voh Hum Paayein
Masti Mein Rahe Dooba Dooba Hameshaa Samaa
Humko Raahon Mein Yoonhi Milti Rahein Khushiyaan
Dil Chahta Hai, Dil Chahta Hai
Logged
Aarzuu
Guest
«Reply #2139 on: June 23, 2005, 07:25:57 AM »
Haath mera thaam lo saath jab tak ho
Baat kuchh hoti rahe baat jab tak ho
Saamne baithe rahe tum raat jab tak ho
Arre re arre ye kya hua maine na ye jaana
Logged
Suhas
Guest
«Reply #2140 on: June 23, 2005, 07:30:32 AM »
Pyaar tune kya kiya, mm hmm mm mm kya kiya
Ek hi pal mein achaanak
Pyaar tune kya kiya, ae pyaar tune kya kiya
Ek hi pal mein achaanak di hai nayi duniya
Di hai nayi khushiyaa
Logged
Aarzuu
Guest
«Reply #2141 on: June 23, 2005, 07:32:48 AM »
Kaise Jeete Hein Bhala, Ham Se Seekho Yeh Ada...
Aise Kyon Zinda Hein Log, Jaise Sharminda Hein Log,
Dil Pe Sehekar Sitam Ke Teer Bhi,
Pehenkar Paaon Mein Zanjeer Bhi,
Raks Kiya Jaatha Hai,
Aa Batadenge Tujeh Kaise Jiya Jaatha Hai.........
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #2142 on: June 23, 2005, 07:56:52 AM »
badi naazuk hai ye manzil mohabbat ka safar hai..................................
Logged
Aarzuu
Guest
«Reply #2143 on: June 23, 2005, 07:58:02 AM »
aa kahi duur chale jaaye ham
duur itnaa ki hamein chhuu na sake koi Gham..............
Logged
Suhas
Guest
«Reply #2144 on: June 23, 2005, 07:58:52 AM »
Milegi milegi manzil
Chalke kahin door
Aaye hain chale jaane ko
Aaye hain chale jaayenge
Door majboor
Milegi milegi
Logged
Pages: 1 ... 139 140 141 142 [143] 144 145 146 147 ... 175
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
October 08, 2024, 11:43:31 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[October 04, 2024, 08:02:47 AM]

[September 29, 2024, 02:17:44 PM]

[September 29, 2024, 02:15:31 PM]

[September 29, 2024, 02:13:54 PM]

[September 29, 2024, 02:12:46 PM]

by ASIF
[September 06, 2024, 07:19:37 PM]

[September 05, 2024, 02:50:37 AM]

[August 23, 2024, 06:35:34 AM]

[August 22, 2024, 06:28:13 AM]

[August 22, 2024, 06:27:09 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8504 Real Poets and poetry admirer