Sing a Song!

by Meena on May 04, 2005, 08:11:16 PM
Pages: 1 ... 170 171 172 173 [174] 175
Print
Author  (Read 98250 times)
Pooja
Guest
«Reply #2595 on: February 22, 2008, 07:03:00 PM »
1,2,3
4,5,6,7,8,9,10,11,12,13
13 karu din gin gin intzaar.. ajja piya aai bahar
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
aaj phir... a song u can sing... by sushiljain in Shayri for Khumar -e- Ishq
They can not sing a freedom's song,-1997- Saurabh Saraswat by Ram Saraswat in English
Talat
Guest
«Reply #2596 on: February 22, 2008, 07:06:27 PM »
Dil to pagal hai
Dil deewana hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #2597 on: February 22, 2008, 07:13:24 PM »
o mere dil ke chain
chain ayye is dil ko dua kijiye
Logged
Talat
Guest
«Reply #2598 on: February 22, 2008, 07:15:16 PM »
waadiyaan mera daaman
raaste meri baahain
Jaao mere siwa
tum kahan jaaoge...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #2599 on: February 22, 2008, 07:16:30 PM »
gaata rahe mera dil
tu hi meri manjil
Logged
Talat
Guest
«Reply #2600 on: February 22, 2008, 07:21:36 PM »
Sajna hai mujhe
sajna ke liye..
sajna hai mujhe...
Logged
khushi4all
Guest
«Reply #2601 on: February 26, 2008, 02:16:35 PM »
tu shayar hai....mai teri shayri.....
Logged
punam
Guest
«Reply #2602 on: February 26, 2008, 02:27:36 PM »
kaise ye rishte anajaane
dil ki dhadakan dil pahachaane lekin aankh na jaane
kaise ye rishte

duur kidhar vo paas bhi hai vo suunepan ki aas bhi hai vo
main huun usamein vah hai mujhamein phir bhi donon begaane
kaise ye rishte

har darpan mein chehara usaka meri aankhein sapana usaka
har mausam mein har aalam mein shaamil hain usake fasaane
kaise ye rishte...
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #2603 on: February 26, 2008, 02:32:35 PM »
Phoolon ka taaron ka, Sabka kehna hai...
Ek Hazaaron mein meri behna hai..
Saari.. Umar.. humein sang rehna hai... Usual Smile
Logged
punam
Guest
«Reply #2604 on: February 26, 2008, 02:35:55 PM »
o piayaa, piayaa, kyon bhoolaa diyaa
bewafaa yaa berahum  kyaa kahoo tuze sanam
toone dil todaa hai, bhool kyaa huyee ye bataa jaa

o piyaa, piyaa, main teree piayaa
aasooon ko pee gayee, jaane kaise jee gayee
kyaa hain meree majabooree, kaise main bataaoo huaa kya...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #2605 on: February 26, 2008, 05:56:17 PM »
dil dhadak dhadak ke kah raha hai aa bhi ja
tu humse ankh na chura
tujhe kasam hai aa bhi ja
tu nahi to yah bahar kaya bahar hai
gul nahi khile ki tera intzaar hai ki tera intzaar hai ki tera intzaar hai
Logged
aankhain
Guest
«Reply #2606 on: February 27, 2008, 05:48:56 PM »
kesy tumhy betlao mera dil ha beqrar
kis trha smjhao mjh ko tm sy bra ha pyar
tum ko betlana ha dil ye dewana ha
kesy tumhy betlao mera dil ha beqrar

Logged
Talat
Guest
«Reply #2607 on: February 29, 2008, 03:38:10 PM »
Ye kya jagah hai doston
Ye kaun sa dyaar hai
Ye kaun sa dyaar hai
Had-e-nigah tak jahan
Ghubaar hi ghubaar hai..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #2608 on: March 04, 2008, 05:23:14 PM »
jab bhi jee chaha nai dunia basa lete hai log
ek chehre per kai chahre saja lete hai log
Logged
Talat
Guest
«Reply #2609 on: March 04, 2008, 08:56:42 PM »
Tanhaayi...tanhayi....
Dil ke aaeene main maine thokar aisi khaayi
Tanhaayi...tanhaayi....
Logged
Pages: 1 ... 170 171 172 173 [174] 175
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 27, 2025, 04:33:40 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.118 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer