SONG DEDICATION....!!!!

by sunny_bunny on June 29, 2005, 07:19:52 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6
Print
Author  (Read 11356 times)
bhambra
Guest
«Reply #45 on: October 01, 2005, 09:54:51 AM »
I dedicated this Song.....Ishi, Khushi n Salma.....

Tum ladki ho main ladka hoon
Tum aayi to sach kehta hoon
Aaya mausam dosti ka
Ki aaya mausam dosti ka

Main ladki hoon tum ladke ho
Yoon lagta hai jab milte ho
Aaya mausam dosti ka
Ki aaya mausam dosti ka

lalala... lala
lalala... lala
Jaane kyon lagta hai meri tumhari pehle se pehchaan hai
Jaane kyon lagta hai meri tumhari pehle se pehchaan hai
Tum maan itna jo de rahe ho mujhpe ye ehsaan hai
Ehsaanon ki baatein chhodo
Aao humse naata jodo
Aaya mausam dosti ka
Ki aaya mausam dosti ka

Main ka jaanu ka cheez hove hai pyaar
Karajva pe lagi najar ki kataar
Main ka jaanu ka cheez hove hai pyaar
Karajva pe lagi najar ki kataar
Arri deewani na kar naadani(hay daiya)
Teri baatein hai(achchha)badi toofani
Nahin ye mausam dillagi ka(arre re re re)
Nahin ye mausam khudkhushi ka

Tara ruru..ruru
Hey hey.. hoho
Rishta nahin hai dono ko phir bhi baandhe koi dor hai
Rishta nahin hai dono ko phir bhi baandhe koi dor hai
Is dosti ko kya naam dein hum ye baat kuchh aur hai
Deewanapan keh sakte ho
Dil ki dhadkan keh sakte ho
Aaya mausam dosti ka
Ki aaya mausam dosti ka .
Logged
bhambra
Guest
«Reply #46 on: October 01, 2005, 09:55:26 AM »
I dedicated this songs to all yoindians whom i know and whom i dont know.....(this is among my fav. songs)

Ae jindgi gale laga le
Ae jindgi gale laga le
Hum ne bhi tere har ik gam ko
gale se lagaya hai
Hai na ?
Ae jindgi gale laga le
Ae jindgi

Hum ne bahane se, chhup ke jamane se
palkon ke parde main ghar bhar liya
Hum ne bahane se, chhup ke jamane se
palkon ke parde main ghar bhar liya
tera sahara mil gaya hai jindgi
la la lala la la lala la la la
tera sahara mil gaya hai jindgi

Ae jindgi gale laga le
Ae jindgi gale laga le
Hum ne bhi tere har ik gam ko
gale se lagaya hai
Hai na ?
Ae jindgi gale laga le
Ae jindgi

Chhota sa saya tha, aakhon main aaya tha,
Humne do boondon se mann bhar liye
Chhota sa saya tha, aakhon main aaya tha,
Humne do boondon se mann bhar liye
Humko kinaara mil gaya hai jindgi
la la lala la la lala la la la
Humko kinaara mil gaya hai jindgi

Ae jindgi gale laga le
Ae jindgi gale laga le
la la lala la la lala la la la
Hain na?
Ae jindgi gale laga le
gale laga le
gale laga le
gale laga le
Ho, gale laga le
Logged
bhambra
Guest
«Reply #47 on: October 01, 2005, 09:55:48 AM »
This song is dedicated to my Sweet Friend Salma...... :wink:

hujoor is kadar bhee naa itaraake chaliye
khule aam aanchal naa laharaa ke chaliye

koee manachalaa agar pakad legaa aanchal
jaraa sochiye aap kyaa kijeeyegaa
lagaa de agar, badh ke julfon mein kaliyaan
to kyaa apanee julfe zatak dijeeyegaa

badee dilanashee hain haseen kee ye ladeeyaan
ye motee magar yoo naa bikharaayaa kije
udaa ke naa le jaaye zonkaa hawaa kaa
lachakataa badan yoo naa laharaayaa kije

bahot khubasoorat hain, har baat lekin
agar dil bhee hotaa, to kyaa baat hotee
likhee jaatee fir daastaan-ye-mohabbat
yek afasaane jaisee mulaakaat hotee
Logged
bhambra
Guest
«Reply #48 on: October 01, 2005, 09:56:09 AM »
Dedicated To Someone who changed my life...MY LOVE

Sach Mere Yaar Hai, Bas Wohi Pyaar Hai
Jiske Badle Mein Koi To Pyaar De
Baaqi Bekaar Hai, Yaar Mere....

Jis Haath Mein Ik Haath Hai
Us Haath Ki Kya Baat Hai
Kya Manzilein Kya Faasle
Ik Humsafar Gar Saath Hai
Jiski Qismat Koi Yoon Sanvaar De
Vo Hi Dildaar Hai, Yaar Mere....

Jhoome Zameen Jhoome Gagan
Tere Liye Hoke Magan
Khilti Rahein Khushiyaan Teri
Mehka Rahe Dil Ka Chaman
Zindagi Tujhko Aisi Bahaar De
Dilki Pukaar Hai, Yaar Mere....

Sunte The Hum Yeh Zindagi
Gham Aur Khushi Ka Mel Hai
Humko Magar Aaya Nazar
Yeh Zindagi Voh Khel Hai
Koi Sab Jeete Sab Koi Haar De
Apni To Haar Hai, Yaar Mere....
Logged
bhambra
Guest
«Reply #49 on: October 01, 2005, 09:56:56 AM »
Dedicated to Khushi, Ishi, Nattu, Jyoti,Saba, Tolat, Salma, Prateek & his all GFs( :wink: ), Milind, Sunny, Suhas and all my yoindia frnds.... Usual Smile

(Dont mind if i forget to mention any of my frnd's name sad5 )

Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana

Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana

Meri zindagi sawaari
Mujhko gale lagake
Baitha diya falak pe
Mujhe khaat se oothake

Meri zindagi sawaari
Mujhko gale lagake
Baitha diya falak pe
Mujhe khaat se oothake
Yaara teri yaari ko
Maine to khuda mana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana

Mere dil ki yeh dua hai
Kabhi door tu na jaaye
Tere bina ho jeena
Woh din kabhi na aaye

Mere dil ki yeh dua hai
Kabhi door tu na jaaye
Tere bina ho jeena
Woh din kabhi na aaye
Tere sung jeena yahan
Tere sung mar jaana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana

Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana
Logged
Barsaath_Warshi
Guest
«Reply #50 on: October 01, 2005, 10:09:25 AM »
Quote from: "isha_verma7"
Quote from: "Barsaath_Warshi"
this song dedicated to salma and isha ji  glasses2

ajanabee see ho magar gair naheen lagatee ho
wahum se bhee jo ho naajook wo yakeen lagatee ho
haay ye fool saa cheharaa ye ghaneree julfen
mere sheron se bhee tum  muj ko haseen lagatee ho


wah wah wah kya song hai..........so thanks for dedicating to me.....from which movie it is........nice!!!!!!!

yeh on our dosti


yeh dosti hum nahi chodengee
chodangaa dum magar tera saath na chodengaa


kya baath hai. this is from the movie barsaat ki raat and singer is mohd. rafi.

maine shayad tumhe pahale kahi dekha hai  glasses2




song start hota hai aise   :wink:

thanks for dedicating the beautiful song for me.

dekhakar tum ko kisee raat kee yaad aatee hai
yek khaamosh mulaakaat kee yaad aatee hai
jahan mein husn kee thhandak kaa asar jaagataa hai
aanch detee huyee barasaat kee yaad aatee hai  :wink:
Logged
Barsaath_Warshi
Guest
«Reply #51 on: October 01, 2005, 10:13:50 AM »
Quote from: "bhambra"
Dedicated to Prateek & his all GFs( :wink: )

(Dont mind if i forget to mention any of my frnd's name sad5 )



kya baath hai bhambra ji. you can't miss any other name if you have already mentioned  all my girl friends  glasses2

thanks for dedicating the song yaar. so sweet of you  glasses2
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #52 on: October 03, 2005, 12:51:55 PM »
Quote from: "Barsaath_Warshi"
this song dedicated to salma and isha ji  glasses2

ajanabee see ho magar gair naheen lagatee ho
wahum se bhee jo ho naajook wo yakeen lagatee ho
haay ye fool saa cheharaa ye ghaneree julfen
mere sheron se bhee tum  muj ko haseen lagatee ho



Thanks ejaktly i mean pratheek lol  glasses2  glasses2  glasses2  glasses2  glasses2  lol
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #53 on: October 03, 2005, 12:56:46 PM »
Quote from: "bhambra"
I dedicated this Song.....Ishi, Khushi n Salma.....

Tum ladki ho main ladka hoon
Tum aayi to sach kehta hoon
Aaya mausam dosti ka
Ki aaya mausam dosti ka

Main ladki hoon tum ladke ho
Yoon lagta hai jab milte ho
Aaya mausam dosti ka
Ki aaya mausam dosti ka

lalala... lala
lalala... lala
Jaane kyon lagta hai meri tumhari pehle se pehchaan hai
Jaane kyon lagta hai meri tumhari pehle se pehchaan hai
Tum maan itna jo de rahe ho mujhpe ye ehsaan hai
Ehsaanon ki baatein chhodo
Aao humse naata jodo
Aaya mausam dosti ka
Ki aaya mausam dosti ka

Main ka jaanu ka cheez hove hai pyaar
Karajva pe lagi najar ki kataar
Main ka jaanu ka cheez hove hai pyaar
Karajva pe lagi najar ki kataar
Arri deewani na kar naadani(hay daiya)
Teri baatein hai(achchha)badi toofani
Nahin ye mausam dillagi ka(arre re re re)
Nahin ye mausam khudkhushi ka

Tara ruru..ruru
Hey hey.. hoho
Rishta nahin hai dono ko phir bhi baandhe koi dor hai
Rishta nahin hai dono ko phir bhi baandhe koi dor hai
Is dosti ko kya naam dein hum ye baat kuchh aur hai
Deewanapan keh sakte ho
Dil ki dhadkan keh sakte ho
Aaya mausam dosti ka
Ki aaya mausam dosti ka .



wow meri fav movie MAINE PYAAR KIYA

thanks souvanik Usual SmileUsual SmileUsual SmileUsual Smile
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #54 on: October 03, 2005, 01:03:06 PM »
Quote from: "bhambra"
This song is dedicated to my Sweet Friend Salma...... :wink:

hujoor is kadar bhee naa itaraake chaliye
khule aam aanchal naa laharaa ke chaliye

koee manachalaa agar pakad legaa aanchal
jaraa sochiye aap kyaa kijeeyegaa
lagaa de agar, badh ke julfon mein kaliyaan
to kyaa apanee julfe zatak dijeeyegaa

badee dilanashee hain haseen kee ye ladeeyaan
ye motee magar yoo naa bikharaayaa kije
udaa ke naa le jaaye zonkaa hawaa kaa
lachakataa badan yoo naa laharaayaa kije

bahot khubasoorat hain, har baat lekin
agar dil bhee hotaa, to kyaa baat hotee
likhee jaatee fir daastaan-ye-mohabbat
yek afasaane jaisee mulaakaat hotee



ooooooooooo souvanik thanku thanku  Usual Smile  Usual Smile  Usual Smile  Usual Smile  Usual Smile

lekin ye kounsi film se hai lol
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #55 on: October 03, 2005, 01:15:11 PM »
Quote from: "bhambra"
Dedicated to Khushi, Ishi, Nattu, Jyoti,Saba, Tolat, Salma, Prateek & his all GFs( :wink: ), Milind, Sunny, Suhas and all my yoindia frnds.... Usual Smile

(Dont mind if i forget to mention any of my frnd's name sad5 )

Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana

Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana

Meri zindagi sawaari
Mujhko gale lagake
Baitha diya falak pe
Mujhe khaat se oothake

Meri zindagi sawaari
Mujhko gale lagake
Baitha diya falak pe
Mujhe khaat se oothake
Yaara teri yaari ko
Maine to khuda mana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana

Mere dil ki yeh dua hai
Kabhi door tu na jaaye
Tere bina ho jeena
Woh din kabhi na aaye

Mere dil ki yeh dua hai
Kabhi door tu na jaaye
Tere bina ho jeena
Woh din kabhi na aaye
Tere sung jeena yahan
Tere sung mar jaana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana

Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana


again thanks ok

ab saare thanks mujko wapas kar do lolz
Logged
bhambra
Guest
«Reply #56 on: October 07, 2005, 05:52:31 AM »
Lolzz Salma.......n Prateek.... Usual Smile

Chalo kisi ne to reply diya....warna mai socha tha koi reply nahi dega.... sad5

Now i am dedicating this song to my love..... Usual Smile


Sultan:
Piya basanti re kaahe sataaye aaja -2
Jaane kya jaadoo kiya
Pyaar ki dhun chhede jiya
Chitra:
O kaahe sataaye aaja
Piya basanti re kaahe sataaye aaja

Sultan:
(O baadal ne angdayi li jo kabhi
Lehraya dharti ka aanchal) -2
Yeh patta pata yeh boota boota
Chhede hai kaisi yeh halchal
Manwa yeh dole jaane kya bole -2
Chitra:
Maanega na mera jiya
Tere hain ham tere piya
O kaahe sataaye aaja
Piya basanti re kaahe sataaye aaja

Chitra:
Palkon ke sirhaane baithe khwaab wahi jo aane wale
Dil ki giraha giraha khole man mein pyaar jagaane wale
Haan palkon ke sirhaane baithe khwaab wahi jo aane wale
Dil ki giraha giraha khole man mein pyaar jagaane wale
Satrangi sapne bole re
Kaahe sataaye aaja
Sultan:
O piya basanti re kaahe sataaye aaja
Chitra:
Piya basanti re kaahe sataaye aaja
Sultan:
Jaane kya jaadoo kiya
Pyaar ki dhun chhede jiya
Chitra:
O kaahe sataaye aaja
Piya basanti re kaahe sataaye aaja
Logged
bhambra
Guest
«Reply #57 on: October 07, 2005, 05:56:42 AM »
And this song is dedicated to my frnds.....Khushi, Salma, Nattuuuu n Ishiiiiiii, Sunny, Suhas, Milind, Shaiz, Prateek, Talat, Sandhya, Waheed, Jyoti, Saba & all yoindians..... Usual Smile


Rafi:
Bane chaahe dushman zamaana humaara -2
Salaamat rahe dostaana humaara
Kishore:
Bane chaahe dushman zamaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara
Rafi:
Salaamat rahe dostaana humaara
Both:
Bane chaahe dushman zamaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara

Rafi:
Woh khwaabon ke din woh kitaabon ke din -2
Sawaalon ki raaten jawaabon ke din
Kayi saal humne guzaare yahaan
Yahin saath khele hue hum jawaan, hue hum jawaan
Tha bachpan bada aashiqaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara
Both:
Bane chaahe dushman zamaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara

Kishore:
Na bichhdenge mar ke bhi hum doston -2
Humein dosti ki qasam doston
Pata koyi poochhe to kehte hain hum
Ke ek duje ke dil me rehte hain hum, rehte hain hum
Nahin aur koyi thikaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara
Both:
Bane chaahe dushman zamaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara
Kishore:
Salaamat rahe dostaana humaara
Both:
Bane chaahe dushman zamaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara

Reply?Huh? :wink:
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #58 on: October 07, 2005, 07:29:52 AM »
Quote from: "bhambra"
And this song is dedicated to my frnds.....Khushi, Salma, Nattuuuu n Ishiiiiiii, Sunny, Suhas, Milind, Shaiz, Prateek, Talat, Sandhya, Waheed, Jyoti, Saba & all yoindians..... Usual Smile


Rafi:
Bane chaahe dushman zamaana humaara -2
Salaamat rahe dostaana humaara
Kishore:
Bane chaahe dushman zamaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara
Rafi:
Salaamat rahe dostaana humaara
Both:
Bane chaahe dushman zamaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara

Rafi:
Woh khwaabon ke din woh kitaabon ke din -2
Sawaalon ki raaten jawaabon ke din
Kayi saal humne guzaare yahaan
Yahin saath khele hue hum jawaan, hue hum jawaan
Tha bachpan bada aashiqaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara
Both:
Bane chaahe dushman zamaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara

Kishore:
Na bichhdenge mar ke bhi hum doston -2
Humein dosti ki qasam doston
Pata koyi poochhe to kehte hain hum
Ke ek duje ke dil me rehte hain hum, rehte hain hum
Nahin aur koyi thikaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara
Both:
Bane chaahe dushman zamaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara
Kishore:
Salaamat rahe dostaana humaara
Both:
Bane chaahe dushman zamaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara

Reply?Huh? :wink:


ahem ahem sure haan lol  salaamat rahe ye pagal dost mere lolzzz
Logged
bhambra
Guest
«Reply #59 on: October 07, 2005, 07:54:56 AM »
Thanx salma...u r really a nice frnd.....bakiko dekho...kisi ne dekha bhi nahi sad5
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 01:07:40 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer