SONG DEDICATION....!!!!

by sunny_bunny on June 29, 2005, 07:19:52 AM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6
Print
Author  (Read 11440 times)
isha_verma7
Guest
«Reply #60 on: October 10, 2005, 06:22:49 AM »
Quote from: "bhambra"
And this song is dedicated to my frnds.....Khushi, Salma, Nattuuuu n Ishiiiiiii, Sunny, Suhas, Milind, Shaiz, Prateek, Talat, Sandhya, Waheed, Jyoti, Saba & all yoindians..... Usual Smile


Rafi:
Bane chaahe dushman zamaana humaara -2
Salaamat rahe dostaana humaara
Kishore:
Bane chaahe dushman zamaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara
Rafi:
Salaamat rahe dostaana humaara
Both:
Bane chaahe dushman zamaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara

Rafi:
Woh khwaabon ke din woh kitaabon ke din -2
Sawaalon ki raaten jawaabon ke din
Kayi saal humne guzaare yahaan
Yahin saath khele hue hum jawaan, hue hum jawaan
Tha bachpan bada aashiqaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara
Both:
Bane chaahe dushman zamaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara

Kishore:
Na bichhdenge mar ke bhi hum doston -2
Humein dosti ki qasam doston
Pata koyi poochhe to kehte hain hum
Ke ek duje ke dil me rehte hain hum, rehte hain hum
Nahin aur koyi thikaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara
Both:
Bane chaahe dushman zamaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara
Kishore:
Salaamat rahe dostaana humaara
Both:
Bane chaahe dushman zamaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara

Reply?Huh? :wink:


hmmm..........nice songs Bhav........

well i dedicate this song to all my friends

"Tamam umar tujha zindagi ka pyaar mila-2
  khuda kara ke yeh din tujhko baar baar mila
  Tamam umar tujha zindagi ka pyaar mila-2
  meri dua hai khila phool teri raho main-2
  kata bayahaat teri rahatoo ka sayaa main
  kadam kadam par tujha mausama bahaar mila-2
  khuda kara ke yeh din tujhko baar baar mila
  Tamam umar tujha zindagi ka pyaar mila-2
  khili ho teri tamanaa kiisi kamal ki tarah-2
  sajaya tuj par koi gazhal ki tarah
  tuja kissi ki wafao ka aitabaar mila-2
  khuda kara ke yeh din tujhko baar baar mila
  Tamam umar tujha zindagi ka pyaar mila-2"
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #61 on: October 10, 2005, 09:26:17 AM »
nice both of u.... hyee isha & souvnik....
how r u??...Usual Smile

ye dosti hum nahi chodenge, todenge dum magar tera saath na chodenge.....
teri jeet meri jeet, teri haar meri sun le mere yaar
Tera gham mera gham, meri jaan teri jaan
Aisa apna pyaar
Jaan pe bhi khelenge, tere liye le lenge
Jaan pe bhi khelenge, tere liye le lenge
Sab se dushmani....:lol:
Logged
bhambra
Guest
«Reply #62 on: October 17, 2005, 06:31:39 AM »
Thanx Ishi n Milind........and nice songs by both of u....
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #63 on: November 05, 2005, 06:09:58 AM »
oye thanx wanx chodo yaar aur souvnik bhai chalo gana gaate hai....

Tere jaisa yaar kaha...
kaha aisa yaarana..
yaad karegi duniya
tera mera afsana.....:wink:
Logged
sunny_bunny
Guest
«Reply #64 on: November 07, 2005, 01:58:16 PM »
this song dedicate this song to our dear meena......................


main tere pyaar main kya-kya na bana meena kabhi bana kutta kabhi kamina........................................... ............!!!!!!
Logged
natural
Guest
«Reply #65 on: December 27, 2005, 12:54:04 PM »
Quote from: "bhambra"
And this song is dedicated to my frnds.....Khushi, Salma, Nattuuuu n Ishiiiiiii, Sunny, Suhas, Milind, Shaiz, Prateek, Talat, Sandhya, Waheed, Jyoti, Saba & all yoindians..... Usual Smile


Rafi:
Bane chaahe dushman zamaana humaara -2
Salaamat rahe dostaana humaara
Kishore:
Bane chaahe dushman zamaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara
Rafi:
Salaamat rahe dostaana humaara
Both:
Bane chaahe dushman zamaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara

Rafi:
Woh khwaabon ke din woh kitaabon ke din -2
Sawaalon ki raaten jawaabon ke din
Kayi saal humne guzaare yahaan
Yahin saath khele hue hum jawaan, hue hum jawaan
Tha bachpan bada aashiqaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara
Both:
Bane chaahe dushman zamaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara

Kishore:
Na bichhdenge mar ke bhi hum doston -2
Humein dosti ki qasam doston
Pata koyi poochhe to kehte hain hum
Ke ek duje ke dil me rehte hain hum, rehte hain hum
Nahin aur koyi thikaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara
Both:
Bane chaahe dushman zamaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara
Kishore:
Salaamat rahe dostaana humaara
Both:
Bane chaahe dushman zamaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara

Reply?Huh? :wink:

Thanks bhambra for dedicating me such nice songs....... Sorry for replying too late...... Actually I just saw this thread now.......... :wink:
This song is dedicated to Bhambra, Isha, Rishi, Salma, Suhas & Milind

O yara rab rus jaane de
Deewana jag choot jaane de
Main tera dil ban ke rahoon
Begaane dil toot jaane de
Ab saathiya nayi manzilein
Naya raasta hai tumhaara humaara

O yara rab rus jaane de
Deewana jag choot jaane de
Main tera dil ban ke rahoon
Begaane dil toot jaane de
Ab saathiya nayi manzilein
Naya raasta hai tumhaara humaara
O yara rab rus jaane de

Hai, deewana jag choot jaane de

Zamaane ko chod dein
Riwajon tod dein
Toote na sapnein kabhi
Hai nazuk yeh sapnein sabhi

Behti hawaon kabhi
Aa mil ke mod dein

Aisa iraada karein
Aa dono wada karein
 
Ab saathiya iraada yehi
Hai wada yehi tumhaara humaara
O yara rab rus jaane de

Deewana jag choot jaane de

Aisa koyi ho jahaan
Ho apne zameen aasmaan

Ab saathiya aisa jahaan
Banega yahaan tumhaara humaara
O yara rab rus jaane de
Deewana jag choot jaane de
Logged
sunny_bunny
Guest
«Reply #66 on: December 29, 2005, 10:10:24 AM »
Quote from: "natural"
Quote from: "bhambra"
And this song is dedicated to my frnds.....Khushi, Salma, Nattuuuu n Ishiiiiiii, Sunny, Suhas, Milind, Shaiz, Prateek, Talat, Sandhya, Waheed, Jyoti, Saba & all yoindians..... Usual Smile


Rafi:
Bane chaahe dushman zamaana humaara -2
Salaamat rahe dostaana humaara
Kishore:
Bane chaahe dushman zamaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara
Rafi:
Salaamat rahe dostaana humaara
Both:
Bane chaahe dushman zamaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara

Rafi:
Woh khwaabon ke din woh kitaabon ke din -2
Sawaalon ki raaten jawaabon ke din
Kayi saal humne guzaare yahaan
Yahin saath khele hue hum jawaan, hue hum jawaan
Tha bachpan bada aashiqaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara
Both:
Bane chaahe dushman zamaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara

Kishore:
Na bichhdenge mar ke bhi hum doston -2
Humein dosti ki qasam doston
Pata koyi poochhe to kehte hain hum
Ke ek duje ke dil me rehte hain hum, rehte hain hum
Nahin aur koyi thikaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara
Both:
Bane chaahe dushman zamaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara
Kishore:
Salaamat rahe dostaana humaara
Both:
Bane chaahe dushman zamaana humaara
Salaamat rahe dostaana humaara

Reply?Huh? :wink:

Thanks bhambra for dedicating me such nice songs....... Sorry for replying too late...... Actually I just saw this thread now.......... :wink:

jabb jagoo tabhi savera.....!!
Logged
bhambra
Guest
«Reply #67 on: January 23, 2006, 11:16:57 AM »
Chal Nattu koi nahi, atleast tuney reply to kiya...aur yeh kya tuney bhi dedicate kar diya...wow...so sweet.. :wink:

Now i am dedicating a song to All the YOINDIANS... Usual Smile

zindagi zindagi kya tera roop hai - 2
tu kabhi chaanv hain aur kabhi dhoop hain
zindagi zindagi kya tera roop hai - 2
tu kabhi chaanv hain aur kabhi dhoop hain
zindagi zindagi

(kabhi lagti hain tu meri saheli
kabhi lagti hain tu mujhko paheli) - 2
kabhi lagti hain bheed mein gungunati
kabhi lagti hain gum sum akeli
zindagi zindagi kya tera roop hai - 2
tu kabhi chaanv hain aur kabhi dhoop hain
zindagi zindagi

(tu hi meri dhadkan tu hi saansein
tu hi mere din hain tu hi meri raatein) - 2
tujhe dekhne ko tarasti hain aankein
tujhe dekhana ab meri bebasi hain
zindagi zindagi kya tera roop hai - 2
tu kabhi chaanv hain aur kabhi dhoop hain
zindagi zindagi

Sung By Ganesh Heghde
Logged
sunny_bunny
Guest
«Reply #68 on: February 18, 2006, 04:02:10 PM »
song for my sweetheart minu...............................

tere liye meri saansen mujhe tujhse pyar hai
tujhpe hi ai zindagi jaan nisaar hai,
mere do jahaan tu hain
meri khwaahishen tu hain
meri dhadkanein tu hain
tu hain tu hain tu hain


aasman ki hoor hai tu toh rab ka noor hai
tujhsa na koi yahaan jaane na tu
jaane na tu - jaane na tu
tere liye meri saansen mujhe tujhse pyar hain
tujhpe hi ai zindagi jaan nisaar hai
mere do jahaan tu hain
meri khwaahishen tu hain
meri dhadkanein tu hain
tu hain tu hain tu hain
Logged
urs4evasomdev
Guest
«Reply #69 on: March 04, 2006, 01:09:23 PM »
Ahhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh!

shooooooooooooooo shweetttttttttttttt!
thanx mere sunny!
tussi kithey,,,,,,,,,,,
tujhe bada miss kar rahi hu!

chalo ek song apun bhi dedicate karti hu tere liyeeeeeee

Tujhe chaand chahiye tho chaand dunga
Jaan chahiye tho jaan bhi dunga
Pyaar chahiye tho pyaar dungi main,

Dil ka kara tujhko main hi dungi
tere saath saath main rahungi
Pyaar chahiye tho pyaar dungi main

Meri dhadkanon mein
saason mein
In thandi thandi aahon mein
Main rahungiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii!
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #70 on: March 08, 2006, 08:50:09 AM »
this song is dedicated to my love.....

Har saans mein ghulti khushboo hai tu
Hota hai mehsoos mujhko
Us pal meri jaan nikalne lagi
Jis pal mein dekhoon na tujhko
Khwaabon mein tu yaadon mein tu
Aankhon mein tu tu hi tu
Tu har pal aane lagi hain nazar
Deewanapan is kadar
Mein aksar darta hoon yeh sochkar
Deewanapan is kadar
Yeh kaisa tera pyaar hain

Tu har pal aane lagi hain nazar
Deewanapan is kadar
Mein aksar darta hoon yeh sochkar
Deewanapan is kadar

from : jaan(sonu nigam)
Logged
sunny_bunny
Guest
«Reply #71 on: March 15, 2006, 04:34:00 PM »
song for my chulbuli minu..............
way that ur groovin
way that ur movin
girl u gonna make me lose my mind
things that ur doin
luv everything about u
dont wanna b without u
i see u standin there... u look so fine
my dil goes mmm mmm mmm
Logged
urs4evasomdev
Guest
«Reply #72 on: March 17, 2006, 10:47:06 AM »
ahhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh!

how sweet!
chulbuli myself :lol: :lol:
love u honey!
thanx for the song.........

my dil goes mmmmmmmmm mmmmmmmm toooo
:lol:
Logged
Aarzuu
Guest
«Reply #73 on: October 27, 2006, 05:50:45 PM »
Dedicated to all Yoindians....

Hanste hanste kat jaayein raste
zindagi yuun hi chalti rahe
khushi miley ya gham
badlenge na hum
duniya chaahe badalti rahe
Logged
bhambra
Guest
«Reply #74 on: November 13, 2006, 05:27:13 AM »
Dedicated to my LOVE.....  


Ab Kyon Milna Chaahte Ho Mujhse Bolo
Chup Kyon Ho Bolo
Maine Tumhare Bagair Itni Khaamoshi Mehsus Ki Hai
Ki Main Bolna Bhool Gaya Hoon
Main Tumse Itni Door Chali Jaaongi
Ke Dekhna Hamesha Ke Liye Khamosh Ho Jaaoge Tum

Chaaro Taraf Tanhayi Hai
Chaaro Taraf Tanhayi Hai
Ek Udaasi Chaayi Hai
Soch Ke Uski Baaton Ko Aankh Meri Bhar Aayi Hai
Bechaini Hain Saason Mein
Dard Utha Hai Seene Mein
Bichad Ke Apne Dilbar Se
Aaye Maza Na Jeene Mein
Kitna Mujhe Tadpati Hai
Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai
Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai
Kabhi Mujhko Hasaye
Kabhi Mujhko Rulaye
Mujhe Kitna Satati Hai
Kabhi Mujhko Hasaye
Kabhi Mujhko Rulaye
Mujhe Kitna Satati Hai
Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai
Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai
Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai
Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai

Miss u dear always....   sad5
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 07:47:44 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.147 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer