Songs close to my heart..

by brokenbyluv on August 14, 2009, 06:36:29 PM
Pages: 1 ... 11 12 13 14 [15] 16 17 18 19 ... 58
Print
Author  (Read 44299 times)
brokenbyluv
Guest
«Reply #210 on: September 15, 2009, 08:01:50 PM »


thnk u sweets...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Song lyRiCs cLoSe 2 our heaRT.... by sanju in Songs & Lyrics « 1 2 ... 6 7 »
My fav lyrics N songs which touches my heart ! by Delicate_Doll in Songs & Lyrics « 1 2 ... 6 7 »
ghazals.........close to my heart by aaina in Ghazals « 1 2 ... 9 10 »
Touching heart all Songs..............Rishi by Rishi Agarwal in Songs & Lyrics « 1 2 ... 9 10 »
poetry on current scenerio:close to my heart by rahul sengar in Shairi - E - Zindagi
khushi4pari
Guest
«Reply #211 on: September 16, 2009, 01:02:24 AM »
Humko humise churalo dil me kahin tum chupalo
hum akele kho naa jaaye dur tumse ho naa jaaye
paas aao gale se lagalo

Ye dil dhadka do zulfe bikhraa do
sharma ke apna aanchal lehra do
hum zulfe to bikhra de par din me raat naa ho jaaye
hum aanchal to lehraa de par barsaat naa ho jaaye

Hone do barsaate karni hai kuch baate
paas aao gale se lagalo
humko humise churalo dil me kahin tum chupalo

Tum pe marte hai hum mar jayege
ye sab kehte hai hum kar jayege
chutki bhar sindur se tum ab ye maang zara bhardo
kal kya ho kisne dekha sab kuch aaj abhi kardo

Ho naa ho sab raazi dil raazi rab raazi
paas aao gale se lagalo

Humko humise churalo dil me kahin tum chupalo
hum akele kho naa jaye dur tumse ho naa jaaye
paas aao gale se lagalo..paas aao gale se lagalo.....

From: Mohabbate
Logged
Roja
Guest
«Reply #212 on: September 16, 2009, 06:24:38 PM »
Ye samaa
samaa hai ye pyaar kaa
kisii ke i.ntazaar kaa
dil naa churaale kahii.n meraa
mausam bahaar kaa
ye samaa...

basane lage aa.Nkho.n me.n
kuchh aise sapane
koii bulaae jaise
naino.n se apane
ye samaa...

milake khayaalo.n me.n hii
apane balam se
nii.nd ga.nvaa.Nii apanii
mai.nne qasam se
ye samaa...
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #213 on: September 18, 2009, 12:15:22 AM »

thnx for sharing roja ji n pari ji..
n verry nice songs...
Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #214 on: September 18, 2009, 01:08:32 AM »
my pleasure dear and thxx happy3
Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #215 on: September 18, 2009, 01:15:42 AM »
Mujhe khabar thi wo mera nahi paraya tha
par dhadkano ne ussi ko khuda banaya tha

Main khuwaab-khuwaab jisse dhoondta phira barso
wo ashk-ashk meri aankh me samaaya tha
par dhadkano ne ussi ko khuda banaya tha
mujhe khabar thi wo mera nahi paraaya tha

Tera kasooor nahi jaaaan meri tanhaayi
ye rog maine hi khud jaan ko lagaaya tha
par dhadkano ne ussi ko khuda banaaya tha
mujhe khabar thi wo mera nahi paraaya tha

Tamaam shaher me ek wo ajnabee mujhse
ke jisne geet mera shaher ko sunaaya tha
par dhadkano ne ussi ko khuda banaaya thaa
mujhe khabar thi wo mera nahi paraaya thaaaa..... tearyeyed

From: Lata Mageshkar
Logged
Talat
Guest
«Reply #216 on: September 18, 2009, 12:10:16 PM »
Very nice songs
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #217 on: September 18, 2009, 06:53:10 PM »
Beautiful songs thanx 4 sharing Khushi ji,Roja ji n bbl ji. Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #218 on: September 18, 2009, 11:32:25 PM »
Thx madhu jii and talat aapi happy3
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #219 on: September 18, 2009, 11:35:02 PM »
Arre waaaaaah pari ji bahut hi badhiya gana hai thnx alot for sharing... Applause Applause Applause Applause

thnx celmira ji n madhuji... notworthy notworthy
Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #220 on: September 19, 2009, 12:35:22 AM »
thxxx dear love4
Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #221 on: September 19, 2009, 12:48:46 AM »
Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkeel pad jaaye
tum dena saath mera o humnawaaaa
naa koi hai naa koi thaa
zindagi me tumare sivaa
tum dena saath mera o humnawaaaa

Ho chandani jab tak paas deta hai har koi saath
tum magar andhero me naa chorna mera haath
jab koi baat bigar jaaye jab koi mushkeel pad jaaye
tum dena saath mera o humnawaa

Wafadaari ki wo rasme nibhayege hum tum kasme
ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bass me
jab koi baat bigar jaaye jab koi mushkeel pad jaaye
tum dena saath mera o humnawaa

Dil ko mere hua yakeen hum pehle bhi mile kahin
silsila ye sadiyo kaaa koi aaj ki baat nahi
jab koi baat bigar jaaye jab koi mushkeel pad jaye
tum dena saath mera o humnawaaaa

Naa koi hai naa koi thaa zindagi me tumare sivaaaaa
tum dena saath mera o humnawaa.......

From: Jurm

Logged
thegrimreaper
Guest
«Reply #222 on: September 19, 2009, 05:52:10 PM »
Ek Raadhaa, Ek Meera Donon Ne Shyaam Ko Chaaha
Antar Kya Donon Ki Chaah Mein Bolo
Ik Prem Deewaani, Ik Daras Deewaani
Ek Raadhaa, Ek Meera ...

Raadha Ne Madhuban Mein Dhoondha
Meera Ne Man Mein Paaya
Raadha Jise Kho Baithi
Vo Govind Aur Daras Dikhaaya
Ek Murali Ek Paayal, Ek Pagali, Ek Ghaayal
Antar Kya Donon Ki Preet Mein Bolo
Ek Surat Lubhaanee, Ek Murat Lubhaani
Ik Prem Deewaani, Ik Daras Deewaani ...

Meera Ke Prabhu Giridhar Naagar
Raadha Ke Manamohan
Raadha Din Shringaar Kare
Aur Meera Ban Gayi Jogan
Ek Raani Ek Daasee, Donon Hari Prem Ki Pyaasi
Antar Kya Donon Ki Tripti Mein Bolo
Ek Jeet Na Maanee, Ek Haar Na Maani
Ik Prem Deewaani, Ik Daras Deewaani

Movie:Ram Teri Ganga Maili (1985)
Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #223 on: September 19, 2009, 08:48:50 PM »
wow love this song very nice sharing thxx....
Logged
thegrimreaper
Guest
«Reply #224 on: September 19, 2009, 08:56:46 PM »
wow love this song very nice sharing thxx....

thanks but dnt mention
Logged
Pages: 1 ... 11 12 13 14 [15] 16 17 18 19 ... 58
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 15, 2024, 04:08:57 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer