Songs close to my heart..

by brokenbyluv on August 14, 2009, 06:36:29 PM
Pages: 1 ... 19 20 21 22 [23] 24 25 26 27 ... 58
Print
Author  (Read 44795 times)
amarhellboy
Guest
«Reply #330 on: November 01, 2009, 03:05:56 PM »
kisa
paani re paani tera rang roja jaisa jisme milado uske rang jaisa
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Song lyRiCs cLoSe 2 our heaRT.... by sanju in Songs & Lyrics « 1 2 ... 6 7 »
My fav lyrics N songs which touches my heart ! by Delicate_Doll in Songs & Lyrics « 1 2 ... 6 7 »
ghazals.........close to my heart by aaina in Ghazals « 1 2 ... 9 10 »
Touching heart all Songs..............Rishi by Rishi Agarwal in Songs & Lyrics « 1 2 ... 9 10 »
poetry on current scenerio:close to my heart by rahul sengar in Shairi - E - Zindagi
brokenbyluv
Guest
«Reply #331 on: November 01, 2009, 03:08:29 PM »
ur most welcome roja ji...amr ji yahan aap bhi apni pasand k gaane post kar sakte hai..mujhe khushi hogi..
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #332 on: November 01, 2009, 03:16:14 PM »
Baaki Sab Sapne Hote Hain
Apne Toh Apne Hote Hain - 2
Channa Ve Ja Ke Juldi Chale Aana
Jaanewaale Tenu Binatiya, Galiya Pukaarengi
Jaanewaale Tenu Baaga Vich Kaliya Pukaarengi

Mujhse Tera Moh Na Chhute, Dil Ne Banaaye Kitne Bahaane
Duja Koyi Kya Pehchaane, Jo Tan Laage So Tan Jaane
Bite Gujre Lamho Ki Saari Baatein Tadpaati Hain
Dil Ki Surkh Deewaaron Pe Bas Yaadein Reh Jaati Hain
Baaki Sab Sapne Hote Hain
Apne Toh Apne Hote Hain - 2
Channa Ve Ja Ke Juldi Chale Aana
Jaanewaale Tenu Binatiya, Galiya Pukaarengi
Jaanewaale Tenu Baaga Vich Kaliya Pukaarengi
Tere Sang Laad Lagaava Ve, Tere Sang Laad Lagaava
Tere Sang Pyaar Nibhaava Ve, Tere Sang Pyaar Nibhaava
Tere Sang Laad Lagaava Re, Tere Sang Laad Lagaava
Tere Sang Pyaar Nibhaava Re, Tere Sang Pyaar Nibhaava


Meri Duwaayon Mein Itana Asar Ho
Har Dard Gum Se Tu Bekhabar Ho
Ummide Tute Na Mere Aashiyaane Ki
Khushiya Mile Tujhko Saare Jamaane Ki
Tere Sang Laad Lagaava Re, Tere Sang Laad Lagaava
Tere Sang Pyaar Nibhaava Re, Tere Sang Pyaar Nibhaava
Bite Gujre Lamho Ki Saari Baatein Tadpaati Hain
Dil Ki Surkh Deewaaron Pe Bas Yaadein Reh Jaati Hain
Baaki Sab Sapne Hote Hain
Apne Toh Apne Hote Hain - 2

Teri Meri Raahon Mein Chaahe Duriya Hain
Inn Faasalon Mein Bhi Nazadikiya Hain
Saari Ranjishon Ko Tu Pal Mein Mita Le
Aaja Aa Bhi Ja Mujhko Galein Se Laga Le
Tere Sang Laad Lagaava Re, Tere Sang Laad Lagaava
Tere Sang Pyaar Nibhaava Re, Tere Sang Pyaar Nibhaava
Bite Gujre Lamho Ki Saari Baatein Tadpaati Hain
Dil Ki Surkh Deewaaron Pe Bas Yaadein Reh Jaati Hain
Baaki Sab Sapne Hote Hain
Apne Toh Apne Hote Hain - 4
Channa Ve Ja Ke Juldi Chale Aana
Jaanewaale Tenu Binatiya, Galiya Pukaarengi
Jaanewaale Tenu Baaga Vich Kaliya Pukaarengi

Apne Toh Apne Hote Hain


Movie :- Apne
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #333 on: November 01, 2009, 03:20:10 PM »
maula mere, maula mere maula mere, maula mere - 4
aankhein teri - 2, kitni haseen
ki inkaa aashiq, mein ban gayaa hoon
mujhako basaa le, iname tu
(ishq hai
maula mere, maula mere maula mere, maula mere - 2) - 3

ki inakaa aashiq, mein ban gayaa hoon
mujhako basaa le, iname tu

mujhase yeh har ghadi, meraa dil kahe
tum hi ho usaki aarzoo
mujhase yeh har ghadi, mere lab kahe
teri hi ho sab guftagoo
baatein teri itni haseen, main yaad inko jab kartaa hoon
phoolon si aaye, khushaboo

rakh loon chhupaa ke main kahin tujhako
saayaa bhi teraa naa main doon
rakh loon banaa ke kahin ghar, main tujhe
saath tere, main hi rahoon
julfen teri, itni ghani
dekh ke inako, yeh sochataa hoon
saaye me, inake main jiyoon
(ishq hai
maula mere, maula mere maula mere, maula mere - 2) - 3

(meraa dil yahi bolaa, meraa dil yahi bolaa,
yaara raaj yeh usane hai mujh par kholaa
ki hai ishq mohabbat, jiske dil mein
usko pasand karta hai maulaa) - 3


Movie :- Anwar
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #334 on: November 01, 2009, 03:22:47 PM »
Hmm
Aate Jaate Khubsurat Awara Sadkon Pe
Kabhi Kabhie Ittefaq Se
Kitne Anjaan Log Mil Jaatein Hain
Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain
Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain

Aawaz Ki Duniya Ke Doston
Kal Raat Kisi Jagah Mujhko

Kis Kadar Yeh Haseen Khayal Mila Hain
Raah Mein Ek Reshmi Rumal Mila Hain
Jo Giraya Tha Kisine Jaankar
Jiska Ho Le Jaaye Wo Pehchankar
Warna Main Rakh Loonga Ussko Apna Jaankar
Kisi Husn Wale Ki Nishani Maankar
Nishaani Maankar

Hanste Gaate Logon Ki Baaton Hi Baaton Mein
Kabhi Kabhie Ek Mazaaq Se
Kitne Jawaan Kisse Ban Jaate Hain
Un Kisso Mein Chund Bhool Jaate Hain
Chund Yaad Reh Jaate Hain
Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain

Taqdeer Mujhpe Meherbaan Hai
Jis Shaukh Ki Yeh Daastaan Hai

Usne Bhi Shaayad Yeh Paighaam Suna Ho
Mere Geeton Mein Apna Naam Suna Ho
Door Baithi Yeh Raaz Wo Jaan Le
Meri Aawaz Ko Pehchaan Le
Kaash Phir Kal Raat Jaisi Barsaat Ho
Aur Meri Uski Kahin Mulaqaat Ho
Mulaaqat Ho

Lambi Lambi Raaton Mein Neend Nahin Jab Aayen
Kabhi Kabhie Iss Firaaq Se
Kitne Haseen Khwab Ban Jaate Hain
Unn Mein Se Kuch Khwab Bhool Jaate Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain
Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain

Aate Jaate Khubsurat Awara Sadkon Pe
Kabhi Kabhie Ittefaq Se Kitne Anjaan Log Mil Jaatein Hain
Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain



Movie :- ANURODH
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #335 on: November 01, 2009, 03:26:33 PM »
Tere Bina Zindagi Se Koyi, Shikwa, To Nahi, Shikwa Nahi, Shikwa Nahi, Shikwa Nahi
Tere Bina Zindagi Bhi Lekin, Zindagi, To Nahi, Zindagi Nahi, Zindagi Nahi, Zindagi Nahi
Tere Bina Zindagi Se Koyi, Shikwa, To Nahi
         
Kaash Aisa Ho Tere Qadmo Se, Chun Ke Manzil Chale Aur Kahi Door Kahi - 2
Tum Gar Saath Ho, Manzilo Ki Kami To Nahi
Tere Bina Zindagi Se Koyi, Shikwa, To Nahi

         
Jee Mein Aata Hai, Tere Daaman Mein, Sar Jhuka Ke Ham Rote Rahe, Rote Rahe - 2
Teri Bhi Aankho Mein, Aansuo Ki Nami To Nahi

Tere Bina Zindagi Se Koyi, Shikwa, To Nahi,
Shikwa Nahi, Shikwa Nahi, Shikwa Nahi
Tere Bina Zindagi Bhi Lekin, Zindagi, To Nahi,
Zindagi Nahi, Zindagi Nahi, Zindagi Nahi
         
Tum Jo Keh Do To Aaj Ki Raat, Chaand Doobega Nahi, Raat Ko Rok Lo -2
Raat Ki Baat Hai, Aur Zindagi Baaki To Nahi

Tere Bina Zindagi Se Koyi, Shikwa, To Nahi,
Shikwa Nahi, Shikwa Nahi, Shikwa Nahi
Tere Bina Zindagi Bhi Lekin, Zindagi, To Nahi,
Zindagi Nahi, Zindagi Nahi, Zindagi Nahi


Movie :- Aandhi
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #336 on: November 01, 2009, 03:28:20 PM »
Tum Aa Gaye Ho Noor Aa Gaya Hai - 2
Nahi To Charaago Se Lau Jaa Rahi Thi
Jeene Ki Tumse Wajeh Mil Gayi Hai
Badi Bewajeh Zindagi Jaa Rahi Thi
Tum Aa Gaye Ho Noor Aa Gaya Hai
           
Kaha Se Chale Kaha Ke Liye Ye Khabar Nahi Thi Magar
Koi Bhi Seera Jaha Jaa Mila Wahi Tum Miloge
Ke Ham Tak Tumhaari Duwa Aa Rahi Thi
Tum Aa Gaye Ho Noor Aa Gaya Hai
Nahi To Charaago Se Lau Jaa Rahi Thi
Tum Aa Gaye Ho Noor Aa Gaya Hai
         
Din Dooba Nahi Raat Doobi Nahi Jaane Kaisa Hai Safar
Khwaabo Ke Diye Aankho Mein Liye Wahi Aa Rahe The
Jaha Se Tumhaari Sada Aa Rahi Thi
Tum Aa Gaye Ho Noor Aa Gaya Hai
Nahi To Charaago Se Lau Jaa Rahi Thi
Tum Aa Gaye Ho Noor Aa Gaya Hai


Movie :- Aandhi
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #337 on: November 01, 2009, 03:30:54 PM »
Aayegi Har Pal Tujhe Meri Yaad - 2
Haan Is Mulaakaat Ke Baad - 2
Milane Ko Dil Bhi Karega Fariyaad - 2
Haan Is Mulaakaat Ke Baad - 2
Aayegi Har Pal

Ek Dil Hai Ek Jaan Hai Ek Duje Ki Pahachaan Hai
Ek Dil Hai
Aa Paas Tera Didaar Karu Dil Mein Rakh Luun Tujhe Pyaar Karu
Main Tujhase Ikaraar Karu Teri Chaahat Pe Etabaar Karu - 2
Aayegi Har Pal Tujhe
Haan Is Mulaakaat Ke

Kuchh Paana Hai Kuchh Khona Hai Milake Na Juda Ab Hona Hai
Kuchh Paana Hai
Ik Pal Ji Lein Ek Pal Mar Lein Aaja Mil Ke Vaada Kar Lein
Duniya Mein Jab Tak Honge Ham Todenge Na Ulfat Ki Kasam - 2
Aayegi Har Pal Tujhe Meri Yaad - 2


Movie :- Aandolan
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #338 on: November 01, 2009, 03:32:48 PM »
Dil To Khoya Hai Yahin Pe Kahin Pe - 2
Tu Zara Bata - 2 - 2
Dil Tera Hai Rangila O Sajan - 2
Mujhako Kya Pata - 2 - 2
Dil To Khoya Hai



Dekhuun Tera Chehara Hasin Baahon Mein Aa Ja Hamanashin
Jhuthi Lagein Baatein Teri Mujhako Nahin Aata Yaqin
Kaise Dikhaayun Main Chir Ke Jaan-E-Jaanaan Apana Jigar
Main Sachcha Aashiq Huun Bharosa Zara Mujh Pe Kar
Jaane De Jaane De Bhanvara Tu Harajaayi
Baat Na Bana - 2
Dil To Khoya Hai

Aisi Ada Ke Dilaruba Tune Mera Dil Le Liya
Dil Ka Sila Mere Sanam Maine Tujhe Dil Hai Diya
Chhodungi Na Saath Tera Ye Maine Bhi Vaayada Kiya
Teri Huun Teri Rahungi Hamesha Maana Tujhe Apana Piya
Aa Meri Baahon Mein Aisi Sharm Se Ai Tu - 2
Palakein Na Jhuka - 2
Dil Tera Hai Rangila

Movie :- Aandolan
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #339 on: November 01, 2009, 03:36:37 PM »
Kitane Dinon Ke Baad Mile Ho Zara Bataavo Mujhe Sanam - 2
Itane Din Tum Kahaan Rahe - 2
Kitane Dinon Ke Baad Mile Ho Puchh Raha Hai Ye Mausam - 2
Itane Din Tum Kahaan Rahe - 2

Ek Din Bhi Aisa Na Gaya Maine Tujhe Yaad Na Kiya Ho - 2
Ek Pal Aisa Na Raha Jo Maine Tera Dard Na Liya Ho
Ab Mujhase Dur Na Jaana
Kitane Dinon Ke Baad
Kitane Dinon Ke Baad

Meri To Subah Aur Shaam Tere Intazaar Mein Kati Hain
Tanha Judaayi Ki Ghadi Tere Hasin Pyaar Mein Kati Hai
Saathiya Phir Mujhe Na Yuun Tadapaana
Kitane Dinon Ke Baad
Kitane Dinon Ke Baad


Movie :- Aandolan
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #340 on: November 01, 2009, 03:41:18 PM »
Karvatein Badalte Rahe Saari Raat Hum
Aap Ki Kasam ...

Gham Na Karo Din Judaai Ke Bahut Hain Kum
Aap Ki Kasam ...

Yaad Tum Aate Rahe Ek Hook Si Uthti Rahi
Neend Mujhse Neend Se Maein Bhaagti Chhupti Rahi
Raat Bhar Bairan Nigodi Chandni Chubhti Rahi
Aag Si Jalti Rahi Girti Rahi Shabnam
Aap Ki Kasam ...

Jheel Si Aankhon Mein Aashiq Doobke Kho Jayega
Zulf Ke Saaye Mein Dil Armaan Bhara So Jayega
Tum Chale Jaao Nahin To Kuchh Na Kuchh Ho Jayega
Dagmaga Jayenge Aise Haal Mein Kadam
Aap Ki Kasam ...

Rooth Jaayen Hum To Tum Humko Mana Lena Sanam
Door Hon To Paas Humko Tum Bula Lena Sanam
Kuchh Gila Ho To Gale Humko Laga Lena Sanam
Toot Na Jaye Kabhi Yeh Pyar Ki Kasam
Aap Ki Kasam ..


Movie:- Aap Ki Kasam

Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #341 on: November 01, 2009, 03:43:33 PM »
Zindagi Ke Safar Mein Guzar Jaate Hain Jo Makaam
Vo Phir Nahin Aate, Vo Phir Nahin Aate

Phool Khilte Hain, Log Milte Hain
Phool Khilte Hain, Log Milte Hain Magar
Patjhad Mein Jo Phool Murjha Jaate Hain
Vo Baharon Ke Aane Se Khilte Nahin
Kuchh Log Ik Roz Jo Bichhad Jaate Hain
Vo Hazaron Ke Aane Se Milte Nahin
Umra Bhar Chahe Koi Pukaara Kare Unka Naam
Vo Phir Nahin Aate, Vo Phir Nahin Aate
Zindagi Ke Safar Mein...


Aankh Dhokha Hai, Kya Bharosa Hai
Aankh Dhokha Hai, Kya Bharosa Hai Suno
Doston Shaq Dosti Ka Dushman Hai
Apne Dil Mein Ise Ghar Banane Na Do
Kal Tadapna Pade Yaad Mein Jinki
Rok Lo Rooth Kar Unko Jaane Na Do
Baad Mein Pyaar Ke Chahe Bhejo Hazaron Salaam
Vo Phir Nahin Aate, Vo Phir Nahin Aate
Zindagi Ke Safar Mein...

Subah Aati Hai, Shaam Jaati Hai
Subah Aati Hai, Shaam Jaati Hai Yunhi
Vaqt Chalta Hi Rehta Hai Rukta Nahin
Ek Pal Mein Ye Aage Nikal Jaata Hai
Aadmi Theek Se Dekh Paata Nahin
Aur Pardey Pe Manzar Badal Jaata Hai
Ek Baar Chale Jaate Hain Jo Din-Raat Subah-O-Shaam
Vo Phir Nahin Aate, Vo Phir Nahin Aate
Zindagi Ke Safar Mein..


Movie:- AAP KI KASAM
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #342 on: November 01, 2009, 04:10:45 PM »
Sajan Re Jhooth Mat Bolo
Khuda Ke Paas Jaana Hai
Na Haathi Hai Na Ghoda Hai
Wahan Paedal Hi Jana Hai

Tumhare Mehel Chaubaare
Yahin Reh Jayenge Saare
Akad Kis Baat Ki Pyaare
Yeh Sar Phir Bhi Jhukaana Hai
Sajan Re Jhooth...

Bhalaa Kije Bhalaa Hoga
Buraa Kije Buraa Hoga
Wahi Likh-Likh Ke Kya Hoga
Yahin Sab Kuch Chukana Hai
Sajan Re Jhooth...

Ladakpan Khel Mein Khoya
Jawaani Neend Bhar Soya
Budhaapa Dekhkar Roya
Wahi Kissa Purana Hai
Sajan Re Jhooth...



Movie :- Teesri Kasam
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #343 on: November 01, 2009, 04:12:48 PM »
(chalat musafir moh liyo re
pinjade wali muniya ) - 4

udd udd baithi halvaiya dukaniya - 2
he rama!!!
udd udd baithi halavaiya dukaniya
aare!
(barafi ke sab ras le liyo re
pinjade wali muniya ) - 2

aa he aa he ... he raama

udd udd baithi bajajava dukaniya - 2
aahaa!!!
udd udd baithi bajajava dukaniya
aare!
(kapda ke sab ras le liyo re
pinjade wali muniya ) - 3

jiyo jiyo palakdas jiyo!

udd udd baithi panvadiya dukaniya - 2
he raamaa!!!
udd udd baithi panavadiya dukaniya
aare!
(beeda ke sab ras le liyo re
pinjade wali muniya ) - 3



Movie :- Teesri Kasam
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #344 on: November 01, 2009, 04:14:15 PM »
Duniya Bananewale Kya Tere Man Mein Samaayi
Kaaheko Duniya Banayi
Toone Kaaheko Duniya Banayi

Kahe Banaye Toone Maati Ke Putle
Dharti Yeh Pyari Pyari
Mukhde Yeh Ujle
Kahe Banaya Toone Duniya Ka Khela
Usme Lagaya Jawaani Ka Mela
Gup-Chup Tamasha Dekhe, Wah Re Teri Khudaai
Kahe Ko Duniya...

Preet Banaake Toone Jeena Sikhaaya
Hansna Sikhaaya, Rona Sikhaaya
Jeevan Ke Path Par Meet Milaye
Meet Milake Toone Sapne Sajaaye
Sapne Sajaake Toone Kahe Ko De Di Judaai
Kahe Ko Duniya...


Movie :- Teesri Kasam
Logged
Pages: 1 ... 19 20 21 22 [23] 24 25 26 27 ... 58
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 24, 2024, 12:57:58 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.148 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer