Songs close to my heart..

by brokenbyluv on August 14, 2009, 06:36:29 PM
Pages: 1 ... 40 41 42 43 [44] 45 46 47 48 ... 58
Print
Author  (Read 44298 times)
brokenbyluv
Guest
«Reply #645 on: March 09, 2010, 10:44:32 AM »
bahut bahut shukriya rajesh ji...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Song lyRiCs cLoSe 2 our heaRT.... by sanju in Songs & Lyrics « 1 2 ... 6 7 »
My fav lyrics N songs which touches my heart ! by Delicate_Doll in Songs & Lyrics « 1 2 ... 6 7 »
ghazals.........close to my heart by aaina in Ghazals « 1 2 ... 9 10 »
Touching heart all Songs..............Rishi by Rishi Agarwal in Songs & Lyrics « 1 2 ... 9 10 »
poetry on current scenerio:close to my heart by rahul sengar in Shairi - E - Zindagi
madhuwesh
Guest
«Reply #646 on: March 10, 2010, 08:18:50 PM »
Beautiful song Shihab ji.thanks for sharing.aap sabhi ke collection bahut achi hai. Thumbs UP Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #647 on: March 11, 2010, 03:20:18 AM »
Beautiful song Shihab Ji
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #648 on: March 11, 2010, 05:37:10 AM »
thnx madhuji..n thnx shihab ji for shring this lovely song...
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #649 on: March 12, 2010, 09:10:42 AM »
thnx for sharing shihab ji...
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #650 on: March 13, 2010, 09:13:55 PM »
तेरा मेरा प्यार अमर, फिर क्यों मुझको लगता है डर
मेरे जीवन साथी बता, क्यों दिल धड़के रह-रह कर

क्या कहा है चाँद ने, जिसको सुनके चाँदनी
हर लहर पे झूमके, क्यों ये नाचने लगी
चाहत का है हरसू असर, फिर क्यों मुझको लगता है डर
तेरा मेरा प्यार अमर....

कह रहा है मेरा दिल, अब ये रात न ढले
खुशियों का ये सिलसिला, ऐसे ही चला चले
तुझको देखूँ, देखूँ जिधर, फिर क्यों मुझको लगता है डर
तेरा मेरा प्यार अमर......

है शबाब पर उमंग, हर खुशी जवान है
मेरी दोनों बाहों में, जैसे आस्मान है
चलती हूँ मैं तारों पर, फिर क्यों मुझको लगता है डर
तेरा मेरा प्यार अमर.......


From: Asli naqli...
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #651 on: March 13, 2010, 09:23:54 PM »
Kitana Pyaar Tumhein Karate Hain
Aaj Hamein Maaloom Hua
Jite Nahin Tum Par Marate Hain
Aaj Hamein Maaloom Hua,

Idhar Aao Ki Diwaana Tumhaara
Hamako Banana Hai
Ham In Baanhon Mein Kho Jaaein
Hamaari Bhi Tamanna Hai
Isake Lie Ab Tak Tarase Hain Aaj
Hamein Maaloom Hua,

Wahi Tum Ho Magar Kyon Tumpe
Itana Pyaar Aaya
Tumhaare Paas Main Bhi
Aaj Kitana Beqaraar Aaya
Isake Lie Maare Phirate Hain
Aaj Hamein Maaluum Hua......

From: Ek ladka ek ladki...
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #652 on: March 14, 2010, 02:44:44 AM »
Nice songs shared Geet JI
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #653 on: March 14, 2010, 09:34:42 PM »
Bahut achi pasand hai aapke Shihab ji,very touching and beautiful song.thanks for sharing. Thumbs UP
Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #654 on: March 14, 2010, 09:58:39 PM »
Tu ne jo naa kaha main wo sunta raha
khamakhaa bewajah khuwaab bunta raha
jaane kiski hume lag gayi hai nazar
is shehar me naa apna thikana raha
dur chahat se main apni chalta raha
khamakha bewajah khuwaab bunta raha

Dard pehle se hai ziyada
khud se phir ye kiya waada
khamosh nazre rahe bezubaan
ab naa pehle see baate hai
bolo to lab thar tharate hai
raaz ye dil ka naa ho bayaan

Hoga ab asar koi hum pe nahi
hum safar me to hai humsafar hai nahi
dur jaata raha paas aata raha
khamakhaa bewajah khuwaab bunta raha

Aaya woh phir nazar aise
baat chidne lagi phir se
aankho me chubta kal dhua
Haal tera naa humsa hai
is khushi me kyun ghumsa hai
basne laga kyun phir woh jahan

Woh jahan dur jis se gaye the nikal
phir se yaado me kardi hai jaise pahel
lamha beeta hua dil dukhata raha
khamakhaa bewajah khuwaab bunta raha

Tu ne jo naa kaha main wo sunta raha
khamakhaa bewajah khuwaab bunta raha
jaane kiski hume lag gayi hai nazar
is shehar me naa apna thikana raha
dur chahat se main apni chalta raha
bujh gayi aag thi daag jalta raha... tearyeyed tearyeyed

Movie: New york

Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #655 on: March 14, 2010, 10:09:45 PM »
Terii duniyaa se duur, chale hoke majabuur, hame.n yaad rakhanaa
Jaao kahii.n bhI sanam, tumhe.n itanI qasam, hame.n yaad rakhanaa

Aae.ngI bahaare.n to tere hii fasaane sunaae.ngI hame.n
Hogii tanhaaI to aake terii yaade.n rulaae.ngI hame.n
Rulaae.ngI hame.n, ta.Dapaae.ngI hame.n
Kabhii dekhii thI bahaar, kabhI ham se thaa pyaar
hame.n yaad rakhanaa,
jaao ...

Lejaa jaanevaale duaae.n mere dil kI kisI se kyaa gilaa
Terii hI khataa hai naa merI hI khataa hai jo honaa thaa huaa
Jo honaa thaa huaa, hai kisI se kyaa gilaa
Dekho roe meraa pyaar, kahe dil kI pukaar hame.n yaad rakhanaa,
terI ...


# Movie: Zabak
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #656 on: March 18, 2010, 07:41:35 PM »
thnx for sharing luvly songs rajesh ji,pari ji n shihab ji...
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #657 on: March 18, 2010, 09:27:54 PM »
Shukariya Aapki Nawaazsih Ka
Gham Ki Daulat Mujhe Ata Kardi

Tumne Has Haske Ibtida Ki Thi
Maine Ro Roke Intiha Kar Di...






Tujhey Chandi Mubaaraq Mujhey Raat Ki Siyahi
Tujhey Chandi Mubaaraq Mujhey Raat Ki Siyahi
Mera Saath De Rahi Hain Teri Di Hui Tabaahi


Tujhe yChandi Mubaaraq Mujhey Raat Ki Siyahi
Mera Saath De Rahi Hain Teri Di Hui Tabaahi


Tujhey Chandi Mubaaraq Mujhey Raat Ki Siyahi


Tere Pyaar Ki Badaulat Kabhi Ghamse Munh Na Moda
Tere Pyaar Ki Badaulat Kabhi Ghamse Munh Na Moda
Teri Justaju Ki Khatir Kabhi Maut Bhi Na Chahi.


Tujhey Chandi Mubaaraq Mujhey Raat Ki Siyahi
Mera Saath De Rahi Hain Teri Di Hui Tabaahi


Tujhey Chandi Mubaaraq Mujhey Raat Ki Siyahi


Hain Qadam Qadam Pe Dushman Yahan Meri Zindagi Ke
Hain Qadam Qadam Pe Dushman Yahan Meri Zindagi Ke
Meri Aah Sunke De De Mujhey Maut Ya Ilaahi


Tujhey Chandi Mubaaraq Mujhey Raat Ki Siyahi
Mera Saath De Rahi Hain Teri Di Hui Tabaahi


Tujhey Chandi Mubaaraq Mujhey Raat Ki Siyahi


Meri Zindagi Tabaah Ki Teri Berukhi Ne Zaalim
Meri Zindagi Tabaah Ki Teri Berukhi Ne Zaalim
Sar-e-Hasra Degi Duniya Tere Zulm Ki Gawaahi.


Tujhey Chandi Mubaaraq Mujhey Raat Ki Siyahi
Mera Saath De Rahi Hain Teri Di Hui Tabaahi
 

Tujhey Chandi Mubaaraq Mujhey Raat Ki Siyahi


Mera Dil Ujhad Kar Yun Tujhey Kya Mila Hai Ishrat
Mera Dil Ujhad Kar Yun Tujhey Kya Mila Hai Ishrat
Tujhey Phir Fanaa Na Karden Kahin Meri Begunaahi

Tujhey Chandi Mubaaraq Mujhey Raat Ki Siyahi
Mera Saath De Rahi Hain Teri Di Hui Tabaahi

Tujhey Chandi Mubaaraq Mujhey Raat Ki Siyahi
Tujhey Chandi Mubaaraq Mujhey Raat Ki Siyahi.


Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #658 on: March 22, 2010, 10:15:01 PM »
Shihab ji ye konsi movie ka song hai?aap plzz movie ka naam bhi likha kare ke jisse search karne me asaani ho...
Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #659 on: March 22, 2010, 10:32:57 PM »
Rabba mere rabba ye kya ho gaya hai
mera yaar mujhse juda ho gaya hai...juda ho gaya hai

Dil apna dena khata ho gaya hai
tujhe pyaar karna saza ho gaya
tujhe is tarah se yaad karne lage hai
lahu ban ke aansu baras ne lage hai

Mohabbat se hum bhi ab to darne lage hai
lahu ban ke aansu baras ne lage hai...

Ye judai beqaraari haaye ye majbooriya
har kadam par saath hogi ab meri tanhaayiya
Ab zamaana jaan lega pyaar ki dushwaariya
meri dushman ban gayi hai meri hi parchhaayiya

Khushi ke liye hum ab taras ne lage hai
lahu ban ke aansu baras ne lage hai....

Ho gaye hum kitne tanha pyaar me dil haar ke
dass rahi hai ye judai bin sajan bin pyaar ke
Yaad humko aarahe hai chaar din wo pyaar ke
Wo adaaye wo sharaarat haaye jalwe yaar ke

Judai ke ghum bhi mujh pe hansne lage hai
lahu ban ke aansu baras ne lage hai

Dil apna dena khata ho gaya hai
tujhe pyaar karna saza ho gaya hai
tujhe is tarah se yaad karne lage hai
lahu ban ke aansu baras ne lage hai..lahu ban ke aansu baras ne lage hai... tearyeyed tearyeyed

Movie: Mujhse shadi karogi
Logged
Pages: 1 ... 40 41 42 43 [44] 45 46 47 48 ... 58
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 15, 2024, 04:04:10 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.146 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer