Songs close to my heart..

by brokenbyluv on August 14, 2009, 06:36:29 PM
Pages: 1 ... 44 45 46 47 [48] 49 50 51 52 ... 58
Print
Author  (Read 44772 times)
khushi4pari
Guest
«Reply #705 on: April 16, 2010, 08:18:21 PM »
Ur welcome Shihab ji...aap ne jo song likha hai ye mera bhi fav hai...thxxx for sharing
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Song lyRiCs cLoSe 2 our heaRT.... by sanju in Songs & Lyrics « 1 2 ... 6 7 »
My fav lyrics N songs which touches my heart ! by Delicate_Doll in Songs & Lyrics « 1 2 ... 6 7 »
ghazals.........close to my heart by aaina in Ghazals « 1 2 ... 9 10 »
Touching heart all Songs..............Rishi by Rishi Agarwal in Songs & Lyrics « 1 2 ... 9 10 »
poetry on current scenerio:close to my heart by rahul sengar in Shairi - E - Zindagi
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #706 on: April 17, 2010, 10:48:52 AM »
Nice Song Khushi Ji
Thanks For Sharing...



Shikayat Hai, Shikayat Hai, Shikayat Hai.
Mujhko Dil Se Yahi, Shikayat Hai,Shikayat Hai
Mujhko Dil Se Yahi, Shikayat Hai,Shikayat Hai
Jo Usko Mil Nahi Sakta,2, Kyun Uski Chahatt Hai
 
Mujhko Dil Se Yahi, Shikayat Hai,Shikayat Hai.
 
Yeh Teri Zulfein Teri Aankhein, Uf Yeh Tera Perhan,
Aur Khooshbooh Se, Mehakta Hua, Yeh Gora Sa Badan
Janta Hoon Main Yeh Ke, Kisi Gair Ki Amanat Hai
 
Mujhko Dil Se Yahi, Shikayat Hai,Shikayat Hai.
 
Bin Tere Mujhko Zinndagi Se, Khauf Lagta Hai
Qishton Qishton Mein Mar Raha Hun, Roz Lagta Hai Yeh
Isliye Mujhko Apni, Zindagi Se Nafrat Hai.
 
Mujhko Dil Se Yahi, Shikayat Hai,Shikayat Hai
 
Shikayat Hai, Shikayat Hai, Shikayat Hai.



         ~Movie... Jism~


Beautiful Track...

One Of my Fav's..Thanks For Sharing majid Bhai.. Usual Smile
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #707 on: April 17, 2010, 11:12:38 AM »
I Just Loved This Song...Beautiful Lyrics And Music..

Woh jo Bekhauf mohabbat ka Hunar Deta hai
Haan Hunar Deta hai
Haan Wahi shaks bichadne ka bhi Darr Deta hai
Haan Darr  deta hai
Woh jo bekhauf mohabbat ka hunar deta hai
haan hunar  deta hai.....

One Life, one love, two hearts, feeling together
One Life , one love, two hearts, together forever

Pyaar bhar deta hai udne ki Tamanna dil mein
Pyaar bhar deta hai udne ki Tamanna dil mein
Aur mere Pankh bhi Pathar ke woh kar deta hai
Woh jo bekhauf mohabbat ka hunar deta hai
haan hunar deta hai....

Mere Hisse ke Khuda, Ghum To Mujhe milte hain
Mere hisse ke Khuda,  Ghum To Mujhe milte hain
Mere Hisse ki tu Sab khushiyan kidar Deta hai
Woh jo Bekhauf mohabbat ka Hunar Deta hai
haan Hunar Deta hai.....

One love, one life, one word and thats what it is
Two hearts, two lives, together

Rishta Hi pyaar ka Hota hai yeh kaisa Rishta
Rishta Hi pyaar ka Hota hai yeh kaisa Rishta
Tanha Duniya se jo Ladhne ka Jigar Deta hai
Woh jo bekhauf mohabbat ka Hunar Deta hai
haan Hunar  Deta hai
Haan wahi shaks bichadne ka bhi Darr Deta hai
haan darr deta hai.....


One Life, one love, two hearts, feeling together
One Life, one love, two hearts, together forever....
Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #708 on: April 17, 2010, 09:32:03 PM »
Nice song...Thxx for sharing
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #709 on: April 17, 2010, 10:34:13 PM »
Nice sharings everyone
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #710 on: April 20, 2010, 08:24:46 PM »
Thnx madhu ji..

nice sharings shihab ji,pariji n khwaish ji....
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #711 on: April 20, 2010, 08:37:23 PM »
Tere Bina Jiya Na Jaye, Socha Na Jaye Tere Bina, Tere Bina
Tere Bina Jiya Na Jaye, Socha Na Jaye Tere Bina, Tere Bina
Dil De Ke Jaana, Jaan De Ke Jaana
Kurbat Kya Hai, Mohabbat Kya Hai
Duniya Ki Daulat Mil Bhi Jaye To
Tu Na Mila, To Kuch Na Mila
Meri Wafa Ko Na Aazmaana, Ye Na Bhool Jaana
Ki Main Hoon Tera, Tera Apna
Tere Bina Jiya Na Jaye, Socha Na Jaye Tere Bina, Tere Bina
Milna Hamara, Iss Zindagi Mein
Sapna Nahi, Haqeeqat Hai Ye
Tum Jo Na Jeeto, Kuch Bhi Nahi Hai
Ye Jaan Lo, Ye Maan Lo
Meri Wafa Ko Na Aazmaana, Ye Na Bhool Jaana
Ki Main Hoon Tera, Tera Apna
Tere Bina Jiya Na Jaye, Socha Na Jaye Tere Bina......

Movie: Shaapit...
Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #712 on: April 21, 2010, 08:49:23 PM »
Geet and Shihab ji aap dono ne bohat hi ache songs share kiye hai ye dono songs mujhe bohat pasand hai...thxx for sharing
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #713 on: April 22, 2010, 07:03:36 PM »
Beautiful songs thanks for sharing,Shihab ji,aap sabne achi sharing kya. Thumbs UP
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #714 on: April 22, 2010, 08:49:33 PM »
bahut bahut shukriya shihab ji pari ji n madhu ji n nice song shihab ji...
Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #715 on: April 22, 2010, 09:13:17 PM »
Thxx to all of u
Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #716 on: April 22, 2010, 09:48:56 PM »
Tujhe rab ne banaya kis liye..kis liye
Oh tujhe rab ne banaya kis liye..kis liye
Tu akela naa reh jaaye...tu akela naa reh jaaye
Iss liye..iss liye..iss liye...iss liye

Tujhe rab ne banaya kis liye..kis liye...

Mandir mandir masjid masjid dil ye dua maange
Dil kya dua maange humraahi dil kya dua maange
Toote naa saanso ka bandhaan ho naa hum juda

Hume usne milaya kis liye..kis liye
Hume usne milaya kis liye..kis liye
Kabhi bichde naa hum dono..Kabhi bichde naa hum dono
Iss liye...iss liye...iss liye...iss liye

Chhor ke tujhko beech safar me
Main jo bichad jaau
Aag laga du is dunia ko
Jal ke main marr jau
Yaad karegi dunia humdum
Apne pyaar ko

Main dharti pe aaya kis liye..kis liye
Main dharti pe aaya kis liye..kis liye
Main ghut ke naa marr jau...Main ghut ke naa marr jau
Iss liye..iss liye..iss liye..iss liye..

Oh tujhe rab ne banaya kis liye..kis liye..
Tu akela naa reh jaaye
Iss liye..iss liye..iss liye..iss liye...

Movie: Yaad rakhegi dunia


Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #717 on: April 26, 2010, 07:55:53 PM »
Bahut Shukariya..Madhuwesh Ji Aur Geet Ji

Aur Khushi Ji Muhammad Aziz Sahab.
Mere Fav8 Singers Men Se Ek Hain
Unki Aawaz Hai Hi Itni Pyari Ki Kya Kahun
Bahut Achcha Lagta Hai Unko Sunke....
Main To Bhool Hi Gaya Tha Is Song Ko
Bahut Bahut Shukariya Yaad Dilane Ke Liye...

Muhammad Aziz Sahab Ka Ek Aur Song Hain
Jo Ki Mere Dil Ke Bahut Hi Qareeb Hai
Alka Ji Aur Aziz Sahab Ne Gaya Hai Isse
Geet Ke Bol Hai... Dil Na Tadpaya Karo Yun Na Yaad Aaya Karo
Movie Ka Naam Hai...Badi Baahen.
Suniyega Shayad Aapko Bhi Achcha Lagega...


Khush Rahiye...


~Shihab~


Its my pleasure Shihab ji ye song mere dil ke bohat qareeb hai...aur aap ne jo song bataya hai wo maine suna its very nice thxxx...Allah aap ko bhi hamesha khush rakhe aamin...
Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #718 on: April 26, 2010, 07:56:34 PM »
Nice song Shihab ji...
Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #719 on: April 26, 2010, 08:06:04 PM »
Khushbu ke jhonke ek pal theher ke
kaise hawaao me kho jaate hai
dilchasap lamhe aksar guzar ke
khuwaabo ke jaise hi ho jaate hai...ho jaate hai

Hum kabhi phir mil sakte hai
tum kabhi alvida naa kehna
kabhi alvida naa kehna..kabhi alvida naa kehna..kabhi alvida naa kehna...

Movie: Kabhi alvida naa kehna
Logged
Pages: 1 ... 44 45 46 47 [48] 49 50 51 52 ... 58
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 11:00:27 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.144 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer