Songs close to my heart..

by brokenbyluv on August 14, 2009, 06:36:29 PM
Pages: 1 ... 47 48 49 50 [51] 52 53 54 55 ... 58
Print
Author  (Read 45380 times)
KOYAL46
Guest
«Reply #750 on: May 16, 2010, 04:56:23 PM »
Nice song Geet-di.....
Must be true to every word of it......
But how many man realise this is the sad part....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Song lyRiCs cLoSe 2 our heaRT.... by sanju in Songs & Lyrics « 1 2 ... 6 7 »
My fav lyrics N songs which touches my heart ! by Delicate_Doll in Songs & Lyrics « 1 2 ... 6 7 »
ghazals.........close to my heart by aaina in Ghazals « 1 2 ... 9 10 »
Touching heart all Songs..............Rishi by Rishi Agarwal in Songs & Lyrics « 1 2 ... 9 10 »
poetry on current scenerio:close to my heart by rahul sengar in Shairi - E - Zindagi
Rajesh Harish
Guest
«Reply #751 on: May 16, 2010, 06:14:04 PM »
Nice song Koyal Ji, Very good one shard by you Geet Ji and
nice one by Qadeer Ji
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #752 on: May 16, 2010, 06:41:55 PM »
Dhalne Lagee Hai Rat Koyee Bat Kijiye


dhalne lagee hai rat koyee bat kijiye, badhne lagee hai bat koyee bat kijiye
hai jindagee kaa sath koyee bat kijiye, kat jayegee yeh rat koyee bat kijiye
jane tanhayee ham se kya kah rahee hai
dil kee gahrayee ham se kya kah rahee hai
ek ek pal ke sath koyee bat kijie, ban kar rahegee bat koyee bat kijiye
o dhalne lagee hai rat koyee bat kijiye, badhne lagee hai bat koyee bat kijiye

jitanee hade hain sab tod dale, bato hee bato me ham
ho honto ke rang se honto pe likh de, baate dilo kee sanam
bat chahat kee roshane ban ke aaye, bat sun sun ke bat bhee muskuraye
yu sadagee ke sath koyee bat kijiye, ban ke rahegee bat koyee bat kijiye
o dhalne lagee hai rat koyee bat kijiye, badhne lagee hai bat koyee bat kijiye

pighleinge ham iss chandnee me, kab tak khuleinge badan
ho pyasa hai dil pyasee yeh rut hai, chubhne lagee har kiran
gungunatee hai kya javanee sunenge
aankho aankho me har kahanee sunenge
honto pe rakh ke hath koyee bat kijiye, ban kar rahegee bat koyee bat kijiye
o dhalne lagee hai rat koyee bat kijiye, badhne lagee hai bat koyee bat kijiye

dhalne lagee hai rat koyee bat kijiye
badhne lagee hai bat koyee bat kijiye
hai jindagee kaa sath koyee bat kijiye
kat jayegee yeh rat koyee bat kijiye
jane tanhayee ham se kya kah rahee hai
dil kee gahrayee ham se kya kah rahee hai
ek ek pal ke sath koyee bat kijie
ban kar rahegee bat koyee bat kijiye
dhalne lagee hai rat koyee bat kijiye
badhne lagee hai bat koyee bat kijiye

jitanee haden hain, sab tod dale, bato hee bato me ham
ho honto ke rang se honto pe likh de, baate dilo kee sanam
bat chahat kee roshnee ban ke aaye
bat sun sun ke bat bhee muskuraye
yu sadgee ke sath koyee bat kijiye
ban ke rahegee bat koyee bat kijiye
dhalne lagee hai rat koyee bat kijiye
badhne lagee hai bat koyee bat kijiye

Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #753 on: May 20, 2010, 11:32:34 AM »
thnx for sharing qadeer ji n koyal...

thnx madhuji,pariji n sweetu koyal..i knw its an awesome sone n thts also true its really difficult to say how many mens realize the fact tht they have to love their women deeply n unconditionally b4 expecting smthing frm them...
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #754 on: May 20, 2010, 01:51:53 PM »
Very funny song....not at all close to my heart...
Just a reaction to your comment Geet-di....The Man's..mentelity

Kya baat hai kay cheez hai paisa
Kya baat hai kay cheez hai paisa
Kya baat hai kay cheez hai paisa
Kya baat hai kay cheez hai paisa
Kya baat hai kay cheez hai paisa
Kya baat hai kay cheez hai paisa
Hooooo!!!!
Kyun paisa paisa karti hain
Kyon paise pe tu marti hain
Kya baat hai kay cheez hai paisa
Kya baat hai kay cheez hai paisa
Ek baat mujhe batla de tu
Us rab se kyun nahi darti hai
Kya hota hai paise ka
Paise ki laga doondheri
De dana dan paisa paisa
De dana dan
Mein barish kar doon paise ki
Jo tu ho jaye meri
Mein barish kar doon paise ki
Jo tu ho jaye meri
(My lover why cant you see
I am not the girl you want me to be
My love is priceless baby
No money can buy me) -2
Na haske kadi bolti
Paise ko pyaar se tolti
Kya baat hai kay cheez hai paisa
Kya baat hai kay cheez hai paisa
Har baar tera ek roop naya
Na bhed dilo ke kholti
Paisa paisa
Rab kehta hai dilwalon se
Na kar hera pheri
Paisa paisa
Mein barish kar doon paise ki
Jo tu ho jaye meri
Paisa
Mein barish kar doon paise ki
Jo tu ho jaye meri
Paisa
Paisa paisa
Paisa paisa
My lover why cant you see
I am not the girl you want me to be
My love is priceless baby
No money can buy me
Hai sona bangla car bhi soni
Aish baohut dil karta hain
Kya baat hai kay cheez hai paisa
Kya baat hai kay cheez hai paisa
Mujhe ek baat ki samaj na aaye
Dil tera pe kyon marta hai
Paisa paisa
Ab jaan nikalegi tu meri
Kya neeyat hai teri
De dana dan
De dana dan
Mein barish kar doon paise ki
Jo tu ho jaye meri
Paisa
Mein barish kar doon paise ki
Jo tu ho jaye meri
Paisa
My lover why cant you see
I am not the girl you want me to be
My love is priceless baby
No money can buy me
Paisa aavee paisa jaavee
Ek ka hokar tikta nai
Kya baat hai kya cheez hai paisa
Kya baat hai kya cheez hai paisa
Ek pyaar hi sacha duniya mein
Bazaron mein jo bikta nai
Paisa paisa
Sach maan ke kehta daulat
Na teri na meri
Paisa paisa
De dana dan
dan de dana dan
Mein barish kar doon paise ki
Jo tu ho jaye meri
Mein barish kar doon paise ki
Jo tu ho jaye meri
 
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #755 on: May 20, 2010, 03:13:53 PM »
he he he gud 1...
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #756 on: May 21, 2010, 11:22:48 AM »
Wah Shihab ji great sharing,bahut pasand aayi.nice choice,thanks for sharing Thumbs UP Usual Smile
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #757 on: May 21, 2010, 11:50:48 AM »
thnx for sharing shihab ji..
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #758 on: May 21, 2010, 10:26:57 PM »
Ho Qissa Hum Likhenge, Dil-e-Beqarar Ka
Khat Mein Saja Ke Phool Hum Pyaar Ka
Lafzon Men, Likh Denge Apna Haal-e-Dil
Dekhenge, Kya Jawaab Aata Hai Phir Yaar Ka

Qissa Hum Likhenge Dil-e-Beqarar Ka
Khat Mein Saja Ke Phool Hum Pyaar Ka
Lafzon Men, Likh Denge Apna Yeh Haal-e-Dil
Dekhenge Kya Jawaab Aata Hai Phir Yaar Ka

Qissa Hum Likhenge, Dil-e-Beqarar Ka
Khat Mein Saja Ke Phool Hum Pyaar Ka

Dil Ka Deewanapan, Kehta Hai Yeh Sajan
Qadmon Mein Aapke Loota Dun Apni Jaan
Jaan Humaari Ho Jaan Se Bhi Pyaari Ho
Aapke Pyaar Ki To Dil Mein Hai Jagah
Ho Dil Mein Hi Basa Ke Rakhna Tum Sada
Hum To Na Chhodenge Yeh Sath Kabhi Dildar Ka

Qissa Hum Likhenge Dil-e-Beqarar Ka
Ho Khat Mein Saja Ke Phool Hum Pyaar Ka
Lafzon Men, Likh Denge, Apna Yeh Haal-e-Dil
Han Dekhenge Kya Jawaab Aata Hai Phir Yaar Ka

Qissa Hum Likhenge, Dil-e-Beqarar Ka
Ho Khat Mein Saja Ke Phool Hum Pyaar Ka

Hmmm Chanda Sa Chehra Jo, Aata Hai Yaad To
Din Mein Bhi Chha Jata Hai Raat Ka Shamaa
Haan Raaten Behaal Hai Sona Muhaal Hai
Aankhon Mein Aap Hain Ji Neenden Hai Kahan
Meri Bhi Neenda Ha Ka Suniye Ab Sawaal
Puchhti Hai Kab Aayega Tohfa Bhi Tere Deedar Ka

Qissa Hum Likhenge, Dil-e-Beqarar Ka
Khat Mein Saja Ke Phool Hum Pyaar Ka
Lafzon Men, Likh Denge Apna Yeh Haal-e-Dil
Dekhenge Kya Jawaab Aata Hai Phir Yaar Ka.


Qissa Hum Likhenge Dil-e-Beqarar Ka
Ho Khat Mein Saja Ke Phool Hum Pyaar Ka.



   Movie  Doli Sajake Rakhna
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #759 on: May 22, 2010, 12:18:18 PM »
thnx for sharing this lovely song humdum ji...
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #760 on: May 22, 2010, 12:21:15 PM »

Teri yaad bahut ab aane lagi hain
ek jaan hain ab woh jaane lagi hain
tanha tanha ham rehne lage hain
tanhaai bada tadpaane lagi hain
teri yaad bahut ab aane lagi hain
ek jaan hain ab woh jaane lagi hain
tanha tanha ham rehne lage hain
tanhaai bada tadpaane lagi hain

yeh pal jaane kyon aate hain
woh pal jaane kyon jaate hain
yaadon ka yeh kaisa dariya
ham pal mein hi beh jaate hain
maaloom nahi saahil hai kahaan
maaloon nahi manzil hai kahaan
iss haal mein jeena mushkil hain
har saans tujhe hi bulaane lagi hain
teri yaad bahut ab aane lagi hain
ek jaan hain ab woh jaane lagi hain

kabhi milte ho tum khwaabon mein
kabhi milte ho tum yaadon mein
apana bankar kyon rehte ho dilbar mere inn aankhon mein
har waqt mere nazdeek raho kuchh meri suno kuchh apani kaho
teri yaadon pe jo khushbu hain meri saanson ko mehkaane lagi hain
teri yaad bahut ab aane lagi hain
ek jaan hain ab woh jaane lagi hain
tanha tanha ham rehne lage hain
tanhaai bada tadpaane lagi hain.........

From: Eight-shani...
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #761 on: May 22, 2010, 12:23:27 PM »
Hum Aapke Hain Kaun  
Bechain Hai, Meri Nazar  
Hai Pyar Ka, Kaisa Asar  
Na Chup Raho, Itna Kaho  
Hum Aapke, Aapke Hain Kaun  

Khud Ko Sanam, Roka Bada  
Aakhir Mujhe, Kehna Pada  
Khwaabon Mein Tum, Aate Ho Kyon  
Hum Aapke, Aapke Hain Kaun  

Bechain Hai, Meri Nazar  
Hai Pyar Ka, Kaisa Asar  
Hain Hosh Gum, Poocho Na Tum  
Hum Aapke, Aapke Hain Kaun  

Kaise Kahun, Dil Ki Lagi  
Chehra Mera, Padh Lo Kabhi  
Yeh Sharm Ki, Surkhi Kahe  
Hum Aapke, Aapke Hain Kaun.........

From: hum apke hain kaun...
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #762 on: May 22, 2010, 12:36:43 PM »
I LOVE THIS SONG..

Are Aankh Se Boond Gira Koi
Chingari Ka Tukda Jala Koi
Umeed Ko Aag Laga Zara
Sehra Ki Pyaas Bujha Zara
Umeed Ko Aag Laga Zara
Sehra Ki Pyaas Bujha Zara
Ghan Itna Baras Ke Galne Lagoon
Mein Paani Ke Upar Tarne Lagoon
Behene De Mujhe Behene De Mujhe
Behene De Mujhe Behene De
Ohhh
Behene De Mujhe Behene De Mujhe
Behene De Mujhe Behene De
Behene De Ghangor Ghata
Behene De Paani Ki Tarah
Saagar Mein Jaa Girna Hai
Behene De Nadiyaan Ki Tarah
Shart Lagi Hai Mar Jaane Ki
Jeena Hai Toh Pyaar Mein
Dil Kahin Bhi Ho Mera
Jaan Rakhi Hai Yaar Mein
Behja Behja Hai Saagar Ka Kehna
Behja Behja Hai Nadiyaan Ko Behna
Patte Se Tapakti Boond Ki Awaaz Sunai Di Thi
Nadiyaan Mein Tapak Aur Gum Ho Ja
Beh Gaya Beh Gaya Jo Reh Gaya Reh Gaya
Beh Gaya Beh Gaya Jo Reh Gaya Reh Gaya
Behene De Mujhe Behene De Mujhe
Behene De Mujhe Behene De
Ohhh
Behene De Mujhe Behene De Mujhe
Behene De Mujhe Behene De
Behene De Ghangor Ghata
Behene De Paani Ki Tarah
Saagar Mein Jaa Girna Hai
Behene De Nadiyaan Ki Tarah
Mera Pal Pal Ang Ang Bhar Diya
Tune Jaan Pe Junoon Saa Kar Diya
Mera Hai Kya Jo Mein Haar Du
Jaan Teri Hai Tujh Pe Vaar Du
Doob Gaye Jo Suna Hai Saare
Tere Dere Aatey Hai
Dil Ko Chulu Mein Bechare
Doobkiyan Ghante Khaate Hain
Beh Ja Behja Chal Todh Kinaare Ko
Behja Behja Dhar Le Majhdhaare Ko
Chingari Udha Ke Raakh Se
Ek Boond Gira Ke Aankh Se
Chalne Ka Ishaara Kar Gaya
Kar Gaya Kar Gaya Sab Bhar Gaya Bhar Gaya
Kar Gaya Kar Gaya Sab Bhar Gaya Bhar Gaya
Behene De Mujhe Behene De Mujhe
Behene De Mujhe Behene De
Ohhh
Behene De Mujhe Behene De Mujhe
Behene De Mujhe Behene De
Behene De Ghangor Ghata
Behene De Paani Ki Tarah
Saagar Mein Jaa Girna Hai
Behene De Nadiyaan Ki Tarah
Behene De Mujhe Behene De Mujhe
Behene De Mujhe Behene De
Ohhh
Behene De Mujhe Behene De Mujhe
Behene De Mujhe Behene De
Behene De Ghangor Ghata
Behene De Paani Ki Tarah
Saagar Mein Jaa Girna Hai
Behene De Nadiyaan Ki Tarah.........

From: Raavan....
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #763 on: May 22, 2010, 12:38:09 PM »
Lovely song...

Mora Piya Mo Se Bolat Naahin
Mora Piya Mo Se Bolat Naahin
Nothing Without You, Just Look At Me Please, Say Something
Dawar Jiya Ke
Why Don't You Speak To Me, You Are All Like Me
Ooo Dawar Jiye Ke Kholat Naahin
Mora Piya Mo Se Bolat Naahin
Mora Piya Mo Se Bolat Naahin
Darpan Dekhun, Roop Niharun
Hoo Darpan Dekhun, Roop Niharun
Aur Sola Shringaar Karun
Phir Nazariya Baitha Bairi
Kaise Ankhiyan Chaar Karoon
Koi Jatan Ab, Hoo Oi Jatan Ab Kaam Na Aave
Uss Kach Sohat Naahin
Mora Piya Mo Se Bolat Naahin
Mora Piya Mo Se Bolat Naahin
Hamari Ik, Muskaan Pe Woh Toh
Haan Hamari Ik, Muskaan Pe Woh Toh Apni Jaan Lutaata Tha
Jag Bisra Ke Aanthon Pehariya, More Hi Gun Gata Tha
Baagai Ka Oo Baagai Ka Koyi Sautan Ho Ke Mora Kuch Baawat Naahin
Mora Piya Mo Se Bolat Naahin
Say Something, Why Don't Youspeak To Me, Look At Me
Mora Piya Mo Se Bolat Naahin
Dawar Jiya Ke
Just Speak To Me Please
Ooo Dawar Jiye Ke Kholat Naahin
Don't You Know I Just Can't Live Without You
Mora Piya Mo Se Bolat Naahin.........

From: Rajneeti...
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #764 on: May 22, 2010, 12:41:39 PM »
My all time fav...


Tere liye saari umar jaagooN
main to yahi rab se duaa maaNgooN
naam tere likh de meri baaqi zindagi
nainaa o meri nainaa
tere liye saari umar jaagooN
main to yahi rab se duaa maaNgooN
naam tere likh de meri baaqi zindagi
nainaa o meri nainaa

dard ke zahar sabhi haNs ke pi gayaa
dekhaa jo tujhe to main mar ke jee gayaa
zulf ko sanvaar dooN, roop ko nikhaar dooN
Gham tere main leke tujhe, de dooN har Khushi
tere liye saari umar jaagooN
main to yahi rab se duaa maaNgooN
naam tere likh de meri baaqi zindagi
nainaa o meri nainaa

main yahaaN pe aayaa hooN bas tere liye
saath jeene marne ke vaade ham kiye
honge kaise ham judaa, jaantaa hai vo Khudaa
uski nahin maine ki hai teri bandagi
tere liye saari umar jaagooN
main to yahi rab se duaa maaNgooN
naam tere likh de meri baaqi zindagi
nainaa o meri nainaa.........

From: Yad rakhegi duniya...
Logged
Pages: 1 ... 47 48 49 50 [51] 52 53 54 55 ... 58
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 09:35:02 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer