Songs that I Like......

by natural on November 28, 2005, 10:21:24 AM
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 24
Print
Author  (Read 25840 times)
natural
Guest
Like all the other friends I too will post the songs that I like....... although most of the songs of my choice have already been posted by other friends.... but just to make all the songs of my choice at one place, I will post here....

Yeh Jeevan Hai, Is Jeevan Ka
Yahi Hai - Yahi Hai - Yahi Hai Rang roop
Thode Ghum Hain, Thodi Khushiyan
Yahi Hai - Yahi Hai - Yahi Hai Chaon Dhoop
Yeh Jeevan Hai..........

Yeh Na Socho Isme Apni Haar Hai Ke Jeet Hai
usey Apna Lo Jo Bhi Jeevan Ki Reet Hai
Yeh Zid Chodo, Bandhan Yuh Na Todo
Har Pal Ek Darpan Hai
Yeh Jeevan Hai.......

Dhan Se Na Duniya Se, Ghar Se Na Dwar Se
Saason Ki Dor Bandhi Hai, Preetam Ke Pyar Se
Duniya Choote, Par Na Toote, Yeh Aisa Bandhan Hai
Yeh Jeevan Hai...
Yeh Jeevan Hai, Is Jeevan Ka
Yahi Hai - Yahi Hai - Yahi Hai Rang roop
Thode Ghum Hain, Thodi Khushiyan
Yahi Hai - Yahi Hai - Yahi Hai Chaon Dhoop
Yeh Jeevan Hai...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
fun with songs by mudassirali in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Some My Fav. Songs.................... by waheed_rose2004 in Songs & Lyrics « 1 2 ... 6 7 »
songs.... by desikurri in Songs & Lyrics
:: songs i like / my favorite songs :: by myheart_ursonly in Songs & Lyrics « 1 2 3  All »
~I LIKE THESE SONGS~ by bhambra in Songs & Lyrics « 1 2 ... 33 34 »
natural
Guest
«Reply #1 on: November 28, 2005, 10:25:34 AM »
Chhoti si kahani se baarishon ke paani se
Saari vaadi bhar gayi
Na jaane kyuuun.... dil bhar gaya
Na jaane kyun aankh bhar gayi

Shakho pe patte the patto pe
Boonde thi boondo mein paani tha
Paani mein aaso thhey
Aa …..aa………aa

Chhoti si kahani se…………………………
Rukti hai thamti hai kabhi barasti hai
Baadal mein paav rakhke baarish machalti hai
La….la…………..la

Chhoti si kahani se…………………………..
Dil mein gile bhi the pahle mile bhi thhey
Milke paraaye the do hum saaye the
aa…aa..aaaa…………

Chhoti si kahani se baarisho ke paani se
Saari vaadi bhar gayee
na jaane kyun dil bhar gaya
na jaane kyun aankh bhar gayee
Logged
natural
Guest
«Reply #2 on: November 28, 2005, 10:44:08 AM »
Honton se chhoo lo tum
Mera geet amar kar do - 2
Ban jaao meet mere
Meri preet amar kar do
Honton se chhoo lo tum
Mera geet amar kar do

Na umr ki seema ho
Na janm ka ho bandhan - 2
Jab pyaar kare koi
To dekhe keval mann
Nayi reet chalaakar tum
Yeh reet amar kar do - 2

Mere tanha mann mein - 2
Paayal chhankaati tum
Aa jaao jeevan mein
Saansein dekar apni
Sangeet amar kar do
Sangeet amar kar do
Mera geet amar kar do

Jag ne chheena mujhse
Mujhe jo bhi laga pyaara - 2
Sab jeet gaye mujhse
Main har dam hi haara
Tum haarke dil apna
Meri jeet amar kar do - 2
Honton se chhoo lo tum
Mera geet amar kar do
[/color]
Logged
natural
Guest
«Reply #3 on: November 28, 2005, 10:49:26 AM »
Na jaane kyun hota hai ye zindagee ke saath
Achaanak ye mann kisi ke jaane ke baad
Kare fir uski yaad chhoti chhoti si baat
Na jaane kyun…………………………

Jo anjaan pal dhal gaye kal
Aaj woh rang badal badal
Mann ko machal machal
Rahe hai chall
Na jaane kyun  na jaane kyun………..jo anjaan pal
Saje bina mere naino
Toote haai re sapno ke mahal
Na jaanu kyun…………………………….

Wahi hai safar wahi hai dagar
Hai nahi saath mere magar ab mera humsafar
Dhoonde nazar idhar udhar
wahi hai safar…………….
Kaha gayee shaame madbhari
woh mere mere woh din gaye kidhar
Na jaane kyun………………………
Logged
natural
Guest
«Reply #4 on: November 28, 2005, 10:56:24 AM »
Aanewala Pal Jaanewala Hai (2)
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai Ho Ho

Aanewala Pal Jaanewala Hai
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai......

Ek Baar Yoon Mili Maasoom Si Kali (2)
Ho Khilte Hue Kahaan Pushpaash Mein Chali
Dekha To Yahin Hai Dhundha To Nahin Hai Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai Ho Ho

Aanewala Pal Jaanewala Hai
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai.......

Ek Baar Waqt Se Lamha Gira Kahin (2)
Wahaan Dastan Mili Lamha Kahin Nahin
Thoda Sa Hasaake Thoda Sa Rulaake Pal Ye Bhi Jaanewala
Hai Ho Ho........
Aanewala Pal Jaanewala Hai
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai Ho Ho
Aanewala Pal Jaanewala Hai (2)
Logged
natural
Guest
«Reply #5 on: November 28, 2005, 11:01:55 AM »
Aur kya ahd-e-wafa hote hai
log milte hai....
log milte hai juda hote hain
aur kya ahd-e-wafa hote hain

Kab bichhar jaye hum safar hi to hai
kab badal jaye ek nazar hi to hai
Jaan-o-dil jis pe
Jaan-o-dil jis pe fida hote hai
aur kya ahd-e-wafa hote hai

Baat nikli thi ek zamane ki
jis ko aadat hai bhool jaane ki
Aap kyu hum se
Aap kyu hum se khafa hote hai
aur kya ahd-e-wafa hote hai

Jab rula lete hai jee bhar ke hume
Jab sata lete hai jee bhar ke hume
Tab kahi khush woh
Tab kahi khush woh zara hote hai
Aur kya ahd-e-wafa hote hai..........
Logged
natural
Guest
«Reply #6 on: November 28, 2005, 11:05:43 AM »
Ehsaan tera hoga mujhpar dil chahta hai jo usey kahne do
Mujhe tumse mohabbat ho gaye hai mujhe palko ki chaav mein rahne do
Ehsaan tera……………………………………………..

Tumne mujhko hasna shikhya rone kahoge rolenge ab …
Rone kahoge rolenge ab
Aaso ke humaare gum na karo ye bahte to bahne do
Mujhe tujhse mohabbat ho gaye hai mujhe palo ki chaav mein rahne do
Ehsaan tera …………………………………

Chaahe bana do chaahe mita do
Mar bhi gaye to denge duae………..2
Ud ud ke kahegi khaak sanam
Ye darde mohabbat sahne do
Mujhe tumse mohabbat ho gaye hai mujhe palko ki chaav mein rahne do
Ehsaan tera………………………
Logged
natural
Guest
«Reply #7 on: November 28, 2005, 11:10:52 AM »
Logged
natural
Guest
«Reply #8 on: November 28, 2005, 11:15:48 AM »
Sach Mere Yaar Hai, Bas Wohi Pyaar Hai
Jiske Badle Mein Koi To Pyaar De
Baaqi Bekaar Hai, Yaar Mere....

Jis Haath Mein Ik Haath Hai
Us Haath Ki Kya Baat Hai
Kya Manzilein Kya Faasle
Ik Humsafar Gar Saath Hai
Jiski Qismat Koi Yoon Sanvaar De
Vo Hi Dildaar Hai, Yaar Mere....

Jhoome Zameen Jhoome Gagan
Tere Liye Hoke Magan
Khilti Rahein Khushiyaan Teri
Mehka Rahe Dil Ka Chaman
Zindagi Tujhko Aisi Bahaar De
Dilki Pukaar Hai, Yaar Mere....

Sunte The Hum Yeh Zindagi
Gham Aur Khushi Ka Mel Hai
Humko Magar Aaya Nazar
Yeh Zindagi Voh Khel Hai
Koi Sab Jeete Sab Koi Haar De
Apni To Haar Hai, Yaar Mere....
Logged
natural
Guest
«Reply #9 on: November 28, 2005, 11:25:47 AM »
dil dhoondta hai phir wohi fursat ke raat din...(2)
baithe rahe tasabre jaana kiye hue...
dil dhoondta hai phir wohi phursat ke raat din.....
 
jaado ki narm dhoop aur aangan mein let kar...(2)
aankho se khinch kar tere daaman ke saaye ko...(2)
aaundhe pade rahe kabhi karwat liye hue...
dil dhoondta........
ya garmiyo ki raat jo purwaiya chale..(2)
thandi safed chadore pe jaage der tak..(2)
taaro ko dekhte rahe chhat par pade hue....
dil dhoondta hai phir wohi.....
 
barfile sardiyo mein kisi bhi pahad par...(2)
waadi mein goonjti huyi khamoshiya sune...(2)
aankho mein bheege bheege se lamhe liye hue....
dil dhoondta hai phir wohi........
Logged
natural
Guest
«Reply #10 on: November 28, 2005, 11:27:38 AM »
hum ne dekhee hai, un aakhon kee mahakatee khushaboo
haath se chhuke ise, rishto kaa ilzaam naa do
sirf ehasaas hai ye, ruuh se mahasoos karo
pyaar ko pyaar hee rahane do koee naam naa do

pyaar koee bol nahee, pyaar aawaaz naheen
ek khaamoshee hai sunatee hai, kahaa karatee hain
na ye bujhtee hai, na rukatee hai, na thhaharee hain kaheen
noor kee boond hai, sadiyon se bahaa karatee hain

muskuraahat see khilee rahatee hain aankho mein kaheen
aaur palakon pe ujaale se jhuke rahate hain
honth kuchh kahate nahee, kaapate hothhon pe magar
kitane khaamosh se afasaane ruke rahate hain
sirf ehasaas hai ye, ruuh se mahasoos karo
pyaar ko pyaar hee rahane do koee naam naa do.........
Logged
natural
Guest
«Reply #11 on: November 28, 2005, 11:35:42 AM »
Madhuban Khushboo Deta Hai,
Saagar Saawan Deta Hai.
Jeena Uss Ka Jeena Hai,
Jo Auron Ko Jeevan Deta Hai...
Madhuban Khushboo Deta Hai.
[/b]
Suraj Na Bann Paaye Toh,
Ban Ke Deepak Chalta Chal.
Phool Mille Ya Angaare, Sach Ki Raahon
Pe Chalata Chal.......

Pyar Dilon Ko Deta Hai,
Ashqon Ko Daaman Deta Hai.
Jeena Uss Ka Jeena hai,
Jo Auron Ko Jeena Deta Hai..........

Madhuban Khushboo Deta Hai,
Saagar Saawan Deta Hai.
[/color]
Logged
natural
Guest
«Reply #12 on: November 28, 2005, 11:48:20 AM »
Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi, shikwa nahi, shikwa nahiiii, shikwaaa nahi
Tere bina zindagi bhi lekin, zindagi, to nahi, zindagi nahi, zindagi nahiiiii, zindagi nahi
Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi
         
Kaash aisa ho tere kadmo se, chun ke manzil chale aur kahi door kahi - 2
Tum gar saath ho,  manzilo ki kami to nahi
Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi

     
Jee mein aata hai, tere daaman mein, sar jhuka ke ham rote rahe, rote rahe - 2
Teri bhi aankho mein, aansuo ki nami to nahi

Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi,
shikwa nahi, shikwa nahi, shikwa nahi
Tere bina zindagi bhi lekin, zindagi, to nahi,
zindagi nahi, zindagi nahi, zindagi nahi
         
Tum jo keh do to aaj ki raat, chaand doobega nahi, raat ko rok lo -2
Raat ki baat hai, aur zindagi baaki to nahi

Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi,
shikwa nahi, shikwa nahi, shikwa nahi
Tere bina zindagi bhi lekin, zindagi, to nahi,
zindagi nahi, zindagi nahi, zindagi nahi...........
Logged
natural
Guest
«Reply #13 on: November 28, 2005, 11:53:10 AM »
Aaj Purani Rahon Se
Koi Mujhe Aawaz Na De
Dard Mein Dubey Geet Na De
Gham Ka Sisakta Saz Na De

Beete Dinon Ki Yaad Thi Jinmein
Maein Woh Tarane Bhool Chuka
Aaj Nai Manzil Hai Meri,
Kal Ke Thikaane Bhool Chuka
Na Woh Dil Na Sanam,
Na Woh Deen Dharam
Ab Door Hoon Sare Gunahon Se
Aaj Purani Rahon Se .........

Toot Chuke Sab Pyar Ke Bandhan
Aaj Koi Zanjeer Nahin,
Sheesha-E-Dil Mein Armaanon Ki,
Aaj Koi Tasveer Nahin
Ab Shaad Hoon Maein Aazad Hoon Maein,
Kuch Kaam Nahin Hai Aahon Se,
Aaj Purani Rahon Se .........

 
Jeewan Badalaa, Duniyaan Badalee,
Man Ko Anokhaa Gyaan Milaa
Aaj Muze Apane Hee Dil Me, Ek Nayaa Insaan Milaa
Pahuchaa Hoo Wahaa, Naheen Door Jahaa
Bhagawaan Bhee Meree Nigaahon Se
Aaj Purani Rahon Se .........
Logged
natural
Guest
«Reply #14 on: November 28, 2005, 11:58:45 AM »
Rooth ke humse kahin jab chale jaoge tum
Rooth ke humse kahin jab chale jaoge tum
Ye na socha tha kabhi itna yaad aaoge tum
Rooth ke humse kahin jab chale jaoge tum
Rooth ke humse kahin

Main to na chala tha do kad bhi tum bin
Phir bhi mera bachpan yehi samjhe har din
Chhod ke mujhe bhala ab kahan jaoge tum
Chhod ke mujhe bhala ab kahan jaoge tum
Ye na socha tha kabhi itna yaad aaoge tum
Rooth ke humse kahin jab chale jaoge tum
Rooth ke humse kahin

Baaton kabhi haathon se bhi maara hai tumhein
Sada yehi kehki hi pukaara hai tumhein
Kya kar loge mera jo bigad jaoge tum
Kya kar loge mera jo bigad jaoge tum
Ye na socha tha kabhi itna yaad aaoge tum
Rooth ke humse kahin jab chale jaoge tum
Rooth ke humse kahin

Dekho mere aansoo yehi karte hain pukaar
Aao chale aao mere bhai mere yaar
Poochne aansoo mere kya nahin aaoge tum
Poochne aansoo mere kya nahin aaoge tum
Ye na socha tha kabhi itna yaad aaoge tum
Rooth ke humse kahin jab chale jaoge tum
Rooth ke humse kahin
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 24
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 11:28:16 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.137 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer