Songs that I Like......

by natural on November 28, 2005, 10:21:24 AM
Pages: 1 ... 17 18 19 20 [21] 22 23 24
Print
Author  (Read 26059 times)
Talat
Guest
«Reply #300 on: February 22, 2008, 08:54:28 PM »
Toota toota ek parinda aise toota
Ki phir ud na paaya
Ho..loota loota kisne usko aise loota
Phir jud na paata
girta hua wo aasman se
aa kar gira zameen par
aankhon main phir bhi
badal hi the
wo kehta raha magar
Ki Allah ke bande hans de...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
fun with songs by mudassirali in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Some My Fav. Songs.................... by waheed_rose2004 in Songs & Lyrics « 1 2 ... 6 7 »
songs.... by desikurri in Songs & Lyrics
:: songs i like / my favorite songs :: by myheart_ursonly in Songs & Lyrics « 1 2 3  All »
~I LIKE THESE SONGS~ by bhambra in Songs & Lyrics « 1 2 ... 33 34 »
Pooja
Guest
«Reply #301 on: February 22, 2008, 08:55:41 PM »
dil ka khilona haaye toot gaya
koi lutera ake loot gaya
hu akay akasoor aisa
saiya humara
jaate hue jo tune hume na pukara...
Logged
Talat
Guest
«Reply #302 on: February 22, 2008, 09:06:17 PM »
Phoolon Ke Rang Se Dil Ki Kalam Se Tujhko Likhi Roz Paati
kaise Bataaoon Kis Kis Tarah Se Pal Pal Mujhe Tu Sataati
tere Hi Sapne Lekar Ke Soya Teri Hi Yaadon Mein Jaaga
tere Khayaalon Mein Uljha Raha Yoon Jaise Ki Maala Mein Dhaaga
haan Badal Bijli Chandan Pani Jaisa Apna Pyar
lena Hoga Janam Humein Kayi Kayi Baar
haan Itna Madir Itna Madhur Tera Mera Pyar
lena Hoga Janam Hameh Kayi Kayi Baar

sanson Ki Sargam Dhadkan Ki Beena Sapnon Ki Geetanjali Tu
man Ki Gali Mein Mehke Jo Hardum Aisi Juhi Ki Kali Tu
chhota Safar Ho Lamba Safar Ho Sooni Dagar Ho Ya Mela
yaad Tu Aaye Man Ho Jaaye Bheed Ke Beech Akela
haan Badal Bijli Chandan Pani Jaisa Apna Pyar
lena Hoga Janam Humein Kayi Kayi Baar
haan Itna Madir Itna Madhur Tera Mera Pyar
lena Hoga Janam Hameh Kayi Kayi Baar

purab Ho Paschim Uttar Ho Dakshin Tu Har Jagah Muskuraye
jitna Hi Jaoon Main Door Tujhse Utni Hi Tu Paas Aaye
aandhi Ne Roka Pani Ne Toka Duniya Ne Hanskar Pukara
tasveer Teri Lekin Liye Main Kar Aaya Sab Se Kinara
haan Badal Bijli Chandan Pani Jaisa Apna Pyar
lena Hoga Janam Hume Kayi Kayi Baar
haan Itna Madir Itna Madhur Tera Mera Pyar
lena Hoga Janam Hameh Kayi Kayi Baar
kayi Kayi Baar
kayi Kayi Baar
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #303 on: February 22, 2008, 09:12:52 PM »
SHIKWA KARO YA SHIKAYAT KARO
PAR MAIN TUJHI SE MOHABBAT KAROON
BAAGHI BANU YA BHAGAWAT KAROON
PAR MAIN TUJHSI SE MOHABBAT KAROON





Logged
Pooja
Guest
«Reply #304 on: February 22, 2008, 09:32:08 PM »
hi allah yah ladka kaisa hai deewana
kitna mushkil hai touba isko samjhana
Logged
Talat
Guest
«Reply #305 on: February 22, 2008, 09:44:48 PM »
Mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi
tere Naseeb Mein Main Hoon Ke Nahi
mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi
tere Naseeb Mein Main Hoon Ke Nahi
yeh Hum Kya Jaane, Yeh Wahi Jaane, Jisne Likha Hai Sab Ka Naseeb
mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi
tere Naseeb Mein Main Hoon Ke Nahi
mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi
tere Naseeb Mein Main Hoon Ke Nahi

ek Din Khwab Mein, Woh Mujhe Mil Gaya
ek Din Khwab Mein, Woh Mujhe Mil Gaya
dekhkar Jo Mujhe, Phool Sa Khil Gaya
sharma Gayi Main Haye Haye, Ghabra Gayi Haye Haye Haye
sharma Gayi Main Haye Haye, Ghabra Gayi Haye Haye Haye
sharma Gayi Main, Ghabra Gayi Main
kehne Laga Woh Aakar Kareeb
mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi
tere Naseeb Mein Main Hoon Ke Nahi
mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi
tere Naseeb Mein Main Hoon Ke Nahi

baat Yeh Khwab Ki, Sacch Magar Ho Gayi
baat Yeh Khwab Ki, Sacch Magar Ho Gayi
naujawan Main Tujhe, Dekh Kar Ho Gayi
aankhen Mili Hain Haye Haye, Dil Bhi Mile Haye Haye Haye
aankhen Mili Hain Haye Haye, Dil Bhi Mile Haye Haye Haye
aankhen Mili Hain, Dil Bhi Mile Hain
dekhe Mile Kab Apne Naseeb
mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi
tere Naseeb Mein Main Hoon Ke Nahi
mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi
tere Naseeb Mein Main Hoon Ke Nahi

hum Kahin Phir Mile, Ek Hasin Raat Mein
hum Kahin Phir Mile, Ek Hasin Raat Mein
baat Yeh Aa Gayi, Phir Kisi Baat Mein
ab Ke Hua Yeh Haye Haye, Maine Kaha Haye Haye Haye
ab Ke Hua Yeh Haye Haye, Maine Kaha Haye Haye Haye
ab Ke Hua Yeh, Maine Kaha Yeh
mujhko Bataa De Mere Habeeb
mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi
tere Naseeb Mein Main Hoon Ke Nahi
yeh Hum Kya Jaane, Yeh Wahi Jaane, Jisne Likha Hai Sab Ka Naseeb
everybody Come On
mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi
tere Naseeb Mein Main Hoon Ke Nahi
mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi
tere Naseeb Mein Main Hoon Ke Nahi
mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi
tere Naseeb Mein Main Hoon Ke Nahi
mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi
tere Naseeb Mein Main Hoon Ke Nahi
Logged
Pooja
Guest
«Reply #306 on: February 22, 2008, 09:54:04 PM »
ek daal per tota bole
ek daal per maina
Logged
Talat
Guest
«Reply #307 on: February 23, 2008, 12:28:19 PM »
Meri aawaaz suno, pyaar ke raaz suno
maine ek phool jo seene pe sajaa rakhaa tha
uske parade main tumhein dil se lagaa rakhha tha
tha judaa sabase mere ishq ka andaaz suno
Meri aawaaz suno..

Zindagi bhar mujhe nafarat si rahi ashkon se
mere khwaabon ko tum ashkon mein dubote kyon ho
jo meri tarah jiyaa karate hain kab marate hain
thak gayaa hoon mujhe so lene do rote kyon ho
so ke bhi jaagate hi rahate hain jaanbaaz suno
Meri aawaaz suno..

Meri duniya mein na poorab hai na pashchim koi
saare insaan simat aaye khulee baahon mein
kal bhatakataa tha main jin rahon main tanhaa tanhaa
kaafile kitane mile aaj unheen rahon main
aur sab nikale mere humadard mere humaraz suno
Meri aawaaz suno..

Naunihaal aate hain arathi ko kinaare kar lo
main jahaan tha inhein jaanaa hai vahaan se aage
aasamaan inakaa zameen inaee zamaanaa inakaa
hain kai inake jahaan mere jahaan se aage
inhein kaliyaan nA kaho hain ye chumanasaaz suno
Meri aawaaz suno..

Kyon sanvaree hai ye chandan ki chitaa mere liye
main koi jism nahin hoon ke jalaaoge mujhe
raakh ke saath bikhar jaaoongaa main duniya mein
tum jahaan khaaoge thokar vaheen paaoge mujhe
har kadam par hai nae mod ka aagaaz suno
Meri aawaaz sunopyaar ke raaz suno
maine ek phool jo seene pe sajaa rakhaa tha
uske parade main tumhein dil se lagaa rakhha tha
tha judaa sabase mere ishq ka andaaz suno
Meri aawaaz suno..
Logged
khushi4all
Guest
«Reply #308 on: February 25, 2008, 03:16:38 PM »
Dikhai diye Yu....
~~~~~~~~~~~~~~~~~~

dikhai diye yu ki bekhud kiya  -2
hamein aap se bhi juda kar chale
dikhaai diye yu

jabeen sajda karte hi karte gayi  -2
haq-e-bandagi yu adaa kar chale
dikhaai diye yu

parastish ki yaan tak ki aai but tujhe  -2
nazar mein sabhon ki khuda kar chale
dikhaai diye yu

bahut aarzu thi gali ki teri  -2
so yaas-e-lahu mein naha kar chale


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
[/font]
Logged
Talat
Guest
«Reply #309 on: February 25, 2008, 03:21:35 PM »
Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi, shikwa nahi, shikwa nahi, shikwa nahi
Tere bina zindagi bhi lekin, zindagi, to nahi, zindagi nahi, zindagi nahi, zindagi nahi
Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi
         
Kaash aisa ho tere qadmo se, chun ke manzil chale aur kahi door kahi - 2
Tum gar saath ho, manzilo ki kami to nahi
Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi
         
Jee mein aata hai, tere daaman mein, sar jhuka ke ham rote rahe, rote rahe - 2
Teri bhi aankho mein, aansuo ki nami to nahi

Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi,
shikwa nahi, shikwa nahi, shikwa nahi
Tere bina zindagi bhi lekin, zindagi, to nahi,
zindagi nahi, zindagi nahi, zindagi nahi
         
Tum jo keh do to aaj ki raat, chaand doobega nahi, raat ko rok lo -2
Raat ki baat hai, aur zindagi baaki to nahi

Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi,
shikwa nahi, shikwa nahi, shikwa nahi
Tere bina zindagi bhi lekin, zindagi, to nahi,
zindagi nahi, zindagi nahi, zindagi nahi
Logged
Pooja
Guest
«Reply #310 on: February 25, 2008, 05:28:47 PM »
Samaa hai suhaana suhaana
Nashe main jahaan hai
Kisi ko kisi ki, khabar hi kahaan hai
Har dil mein dekho, mohabbat jawaan hai
Hm mm mm, hmm mm mm
Samaa hai suhaana suhaana

Hm mm mm, hmm mm, hm mm mm, hm mm mm
Keh rahi hai nazar nazar se afsaane
Hm mm mm
Keh rahi hai nazar nazar se afsaane
Ho raha hai asar ke jisko dil jaane
Dekho yeh dil ki ajab dastaan hai
Nazar bolti hai, dil bezubaan hai
Hm mm mm, hmm mm mm
Samaa hai suhaana suhaana

Ho gaya milan dilon ka mastaana
Hm mm mm
Ho gaya milan dilon ka mastaana
Ho gaya hai koi kisi ka deewana
Jahaan dilruba hai, dil bhi wahaan hai
Jise pyaar kahiye, wahi darmiyaan hai
Hm mm mm, hmm mm mm
Samaa hai suhaana suhaana
Nashe main jahaan hai
Kisi ko kisi ki, khabar hi kahaan hai
Har dil mein dekho, mohabbat jawaan hai
Hm mm mm..
Logged
natural
Guest
«Reply #311 on: March 06, 2008, 11:50:05 AM »

Thanks for sharing such sweet songs Talat & Pooja....
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #312 on: March 06, 2008, 12:02:37 PM »
raat aaur din diyaa jale, mere man mein fir bhee andhiyaaraa hai
jaane kahaa hai, o saathee, too jo mile jeewan ujiyaaraa hai

pag pag man meraa thhokar khaaye, chaand sooraj bhee raah naa dikhaaye
ayesaa ujaalaa koee man mein samaaye, jis se piyaa kaa darshan mil jaaye

gaharaa ye bhed koee muz ko bataaye, kisane kiyaa hain muzapar anyaay
jis kaa ho dip wo sukh naheen paaye, jyot diye kee duje ghar ko sajaaye

khud naheen jaanoo dhoondhe kis ko najar, kaun dishaa hain mere man kee dagar
kitanaa ajab ye dil kaa safar, nadiyaan mein aaye jaaye jaise lahar
Logged
Pooja
Guest
«Reply #313 on: March 06, 2008, 09:10:27 PM »
Bindiya chamkegi, choodi khankegi -2
Teri neend ude te ud jaaye
Kajra behkega, gajra mehkega -2
Maahi rus daaye te rus jaaye
Bindiya chamkegi..

Maine maana hua tu diwaana, zulaam tere saath hua -2
Main kahan le jaaoo apne laung ka lashkaara
Is lashkaare se, aake dwaare se -2
Chal mud daaye te mud jaaye
Bindiya chamkegi..

Bole kangna kiseeka oh sajnaa, jawaani pe. zor nahin -2
Laakh manaa karle duniya kehte hain mere ghungroo
Paayal baajegi, gori naachegi -2
Chhat tut deeye te tut jaaye
Bindiya chamkegi..

Maine tujhse mohabbat ki hain, ghulaami nahin ki balmaa -2
Dil kisi ka toote chaahe koi mujhse roothhe
Main to kheloongi, main to chhedoongi -2
Yaari tut deeye te tut jaaye
Bindiya chamkegi..

Mere aangan baraat leke saajan, tu jis raat aayega -2
Main na baithhoongi doli mein keh doongi baabul se
Main na jaaoongi, main na jaaoongi -2
Gaddi tur deeye te tur jaaye
Bindiya chamkegi..


Logged
Talat
Guest
«Reply #314 on: March 07, 2008, 01:06:13 PM »
aeenaa wo hee rahataa hai, chehare badal jaate hai
aankhon mein rukate naheen jo, aansoo nikal jaate hai

pahalee mulaakaat kee, tobaa wo pahalee najar
kyaa ho gayaa, kab huaa, hotee naheen kuchh khabar
kitanaa bhee dil ko sanbhaaloo, aramaa machal jaate hai

gulashan mein foolon ke saath khilate hain dil mein gulaab
hotaa hain jab pyaar to, lagataa hain paanee sharaab
do ghoont peete hee lekeen ye honthh jal jaate hai

bekhabar, bekadar, pyaar sach hain agar
dekhanaa yek din royegaa mere been
raah mein chhodakar, meraa dil todakar
muz ko tadapaayaa kyo, too bhee tadapegaa yoo
yaad rakh bewafaa, ye meree baddoowaan
toone jisake liye, muz ko dhokhe diye
wo teree dilarubaa, legee badalaa meraa
mai ye gam humanashee, bhool sakatee nahee
wo iraade tere, zoothhe waade tere
jab yaad aate hai, dil par bas teer chal jaate hai
Logged
Pages: 1 ... 17 18 19 20 [21] 22 23 24
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 06:32:31 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.147 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer