Touching heart all Songs..............Rishi

by Rishi Agarwal on October 11, 2009, 09:01:04 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 10
Print
Author  (Read 10842 times)
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #45 on: November 07, 2009, 02:41:32 PM »
Falak Tak Chal Saath Mere
Falak Tak Chal Saath Chal
Falak Tak Chal Saath Mere
Falak Tak Chal Saath Chal
Yeh Badal Ki Chaadar
Yeh Taaro Ke Anchal
Mein Chup Jaye Hum, Pal Do Pal
Hooo..Oo..
(Falak Tak Chal Saath Mere
Falak Tak Chal Saath Chal) — (2)

Dheko Kahan Aa Gaye Hum Sanam Saath Chalte
Jahan Din Ki Bahon Mein Rathon Ke Saaye Hai Dhalte
Chal Woh Chowbare Dhonde, Gin Mein Chahat Ki Boonde
Sach Kar De Sapno Ko Sabhi
Hooo..
Aankho Ko Neeche Neeche, Mein Tere Peeche Peeche
Chal Du Jo Keh De Tu Abhi
Bahron Ke Chaat Ho, Dua Oon Ka Haat Ho
Padthe Rahe Yeh Gazal
Hoo..Ohh


(Falak Tak Chal Saath Mere
Falak Tak Chal Saath Chal) —- (2)

Dheka Nahin Mein Ne Pehle Kabhi Yeh Nazara
Badla Huwa Sa Lage Mujhko Aalam Yeh Sara
Suraj Ko Huyi Hai Rarat, Raaton Ko Kare Shararat
Bheita Hai Khidki Pe Teri
Haaannnn
Is Baat Pe Chand Bhi Bigda, Kathra Kathra Woh Pigla
Bhar Aaya Aankho Mein Meri
Toh Suraj Bhuja Doon, Tujhe Mein Saja Doon
Savera Ho Tujh Se Hi Kal
Hooo…Oo.
(Falak Tak Chal Saath Mere
Falak Tak Chal Saath Chal) — (2)

Yeh Badal Ki Chaadar
Yeh Taaro Ke Anchal
Mein Chup Jaye Hum, Pal Do Pal
Hooo..Oo..
(Falak Tak Chal Saath Mere
Falak Tak Chal Saath Chal) — (4)


Movie :- Tashan
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #46 on: November 07, 2009, 02:48:57 PM »
Tum aaye to aaya mujhe yaad, gali mein aa chaand nikla
Jaane kitne dinon ke baad gali mein aa chaand nikla - 2
Gali mein aa chaand nikla - 2
Tum aaye to aaya mujhe yaad, gali mein aa chaand nikla
Jaane kitne dinon ke baad gali mein aa chaand nikla - 2
Gali mein aa chaand nikla - 2
Tum aaye to aaya mujhe yaad, gali mein aa chaand nikla
Yeh naina bin kaajal tarse
Baara mahine baadal barse
Suni rab ne meri fariyaad
Suni rab ne meri fariyaad, gali mein aa chaand nikla
Gali mein aa chaand nikla - 2
Tum aaye to aaya mujhe yaad, gali mein aa chaand nikla
Aaj ki raat jo main so jaati
Khulti aankh subah ho jaati
Main to ho jaati bas barbaad
Main to ho jaati bas barbaad, gali mein aa chaand nikla
Gali mein aa chaand nikla - 2
Jaane kitne dinon ke baad gali mein aa chaand nikla
Maine tumko aate dekha
Apni jaan ko jaate dekha
Jaane phir kya hua nahin yaar
Jaane phir kya hua nahin yaar, gali mein aa chaand nikla
Gali mein aa chaand nikla - 2
Jaane kitne dinon ke baad gali mein aa chaand nikla


Movie :- Zakham
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #47 on: November 07, 2009, 07:44:47 PM »

really bahut hi badhiya collection hai rishi ji...abhi tou merree zehen mein koi song aa nhi raha per jaise hi aye ga main yahan zarur share karungi...
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #48 on: November 07, 2009, 07:51:23 PM »
erii duniyaa se ho ke majabuur chalaa
mai.n bahut duur, bahut duur, bahut duur chalaa
terii duniyaa se ...

is qadar duur huu.N mai.n lauT ke bhii aa na sakuu.N
aisii ma.nzil ki jahaa.N khud ko bhii mai.n paa na sakuu.N
aur majabuurii hai kyaa, itanaa bhii batalaa na sakuu.N
terii duniyaa se ...

aa.Nkh bhar aayii agar, ashqo.n ko mai.n pii luu.Ngaa
aah nikalii jo kabhii, ho.nTho.n ko mai.n sii luu.Ngaa
tujhase vaadaa hai kiyaa, is liye mai.n jii luu.Ngaa
terii duniyaa se ...

khush rahe tuu hai jahaa.n le jaa duaa_e.n merii
terii raaho.n se judaa ho gayii raahe.n merii
kuch nahii.n paas mere, bas hai.n khataa_e.n merii
terii duniyaa se ...


# Movie: Pavitra Papi
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #49 on: November 08, 2009, 10:29:32 AM »

really bahut hi badhiya collection hai rishi ji...abhi tou merree zehen mein koi song aa nhi raha per jaise hi aye ga main yahan zarur share karungi...

Thnx Geet Ji Aur Ha koi bat nahi Geet Ji Jab bhi aapko koi accha sa sweet sa song yaad aaye to jarrrur share krna agar koi aapka sabse acccha fav. song ho jisse sunne ko dil aapka bar bar kare to jarrur shar krna humse frnd
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #50 on: November 08, 2009, 10:30:05 AM »
Nice Song Rajesh Thnx for Sharing This Song
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #51 on: November 08, 2009, 03:29:33 PM »
Jo Kwaabo Khayaloon Mein Socha Nahin Tha
Tu Ne Mujhe Itna Pyaar Diya
Mein Jab Bhi Jahan Bhi Kadi Dhoop Mein Tha
Teri Zulf Ne Mujh Pe Saya Kiya

Haann…
Jo Kwaabo Khayaloon Mein Socha Nahin Tha
Tu Ne Mujhe Itna Pyaar Diya
Mein Jab Bhi Jahan Bhi Kadi Dhoop Mein Tha
Teri Zulf Ne Mujh Pe Saya Kiya

(Haan Tu Hai Haan Tu Hai
Meri Baaton Mein Tu Hai
Meri Kwaabo Mein Tu Yaadon Mein Tu
Irradon Mein Tu Hai) ……2
Irradon Mein Tu Hai

Yehhh…We Could Fall In Love
I Say… I Could Fall In Love
Yehhh…We Could Fall In Love
And I Say… I Could Fall In Love With You


Koi Bhi Aaisa Lamha Nahin Hai
Jisme Mere Tu Hota Nahin Hai
Mein So Bhi Jaao Raathon Mein Lakin
Tu Hai Ki Mujhmein Sotha Nahin Hai
Tu Hai Ki Mujhmein Sotha Nahin Hai

(Haan Tu Hai Haan Tu Hai
Meri Baaton Mein Tu Hai
Meri Kwaabo Mein Tu Yaadon Mein Tu
Irradon Mein Tu Hai) ……2
Irradon Mein Tu Hai

Yeehh…
Ohh…

Hai Teri Innayat Tujhse Mili Hai
Hoonto Pe Mere Hasi Jo Khili Hai
Usse Mera Chehra Chupa Bhi Na Paye
Tujhe Paake Hasil Huye Jo Khushi Hai
Tujhe Paake Hasil Huye Jo Khushi


Haan Tu Hai Haan Tu Hai
Meri Baaton Mein Tu Hai
Meri Kwaabo Mein Tu Yaadon Mein Tu
Irradon Mein Tu Hai

Jo Kwaabo Khayaloon Mein Socha Nahin Tha
Tu Ne Mujhe Itna Pyaar Diya
Mein Jab Bhi Jahan Bhi Kadi Dhoop Mein Tha
Teri Zulf Ne Mujh Pe Saya Kiya

(Haan Tu Hai Haan Tu Hai
Meri Baaton Mein Tu Hai
Meri Kwaabo Mein Tu Yaadon Mein Tu
Irradon Mein Tu Hai) ……2
Irradon Mein Tu Hai



Movie :- Jannat

Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #52 on: November 08, 2009, 03:31:30 PM »
Zara Si Dil Mein De Jagah Tu
Zara Sa Apna Le Bana
Zara Sa Khawbon Mein Saja Tu
Zara Sa Yaadhon Mein Basa

Mein Chahun Tujhko
Meri Jaan Bepanah
Fida Hoon Tujhpe
Meri Jaan Bepanah

Wooooo Hhhhooo Ooohhhh Hooo…

Zara Si Dil Mein De Jagah Tu
Zara Sa Apna Le Bana
Zara Sa Khawbon Mein Saja Tu
Zara Sa Yaadhon Mein Basa

Mein Chahun Tujhko
Meri Jaan Bepanah
Fida Hoon Tujhpe
Meri Jaan Bepanah

Wooooo Hhhhooo Ooohhhh Hooo…

Zara Si Dil Mein De Jagah Tu
Zara Sa Apna Le Bana
Zara Sa Khawbon Mein Saja Tu
Zara Sa Yaadhon Mein Basa

Mein Tere Mein Tere
Kadmoon Mein Rakh Du Yeh Jahan
Mera Ishq Deewangi

Ohhhhoo..

Hai Nahi Hai Nahi
Aashiq Koi Mujhsa Tera
Tu Mere Liye Bandagi

Mein Chahun Tujhko
Meri Jaan Bepanah
Fida Hoon Tujhpe
Meri Jaan Bepanah


Zara Si Dil Mein De Jagah Tu
Zara Sa Apna Le Bana
Zara Sa Khawbon Mein Saja Tu
Zara Sa Yaadhon Mein Basa

Keh Bhi De Keh Bhi De
Dil Mein Tere Jo Hai Chupa
Kwahish Jo Hai Teri

Rakh Nahi Rakh Nahi
Parda Koi Mujhse Aye Jaan
Kar Le Tu Mera Yakeen

Mein Chahun Tujhko
Meri Jaan Bepanah
Fida Hoon Tujhpe
Meri Jaan Bepanah



Movie :- Jannat
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #53 on: November 08, 2009, 03:33:12 PM »
Hm hm hm hm, hm hm mm hm hm
Hey hey hey hey, aa aa ha haa

Deewane ho ke ham milne lage sanam
Jab se jude hain silsile
Aankhon se ruth kar neendein chali gayeen
Na jaane kaise gul khile
Na jaane kaise pyaar hua na jaane kab iqraar hua
Ke apni baat ban gayi
Deewane ho ke ham milne lage sanam
Jab se jude hain silsile

Dhadakta hai dil tumhaare liye
Aey husn-e-jaan zara sochiye
Haan yeh kya dillagi yeh kya hai sitam
Aaye abhi abhi chal diye
Mithenge kaise yeh faasle
Deewane ho ke ham milne lage sanam
Jab se jude hain silsile
Aankhon se ruth kar neendein chali gayeen
Na jaane kaise gul khile

Muqaddar mera sanwar jaane do
Dil jo kahe woh kar jaane do
Ho meri baahon mein chale aao tum
Had se mujhe guzar jaane do
Ke aao laga loon tumko gale
Deewane ho ke ham milne lage sanam
Jab se jude hain silsile
Aankhon se ruth kar neendein chali gayeen
Na jaane kaise gul khile
Na jaane kaise pyaar hua na jaane kab iqraar hua
Ke apni baat ban gayi
Hm hm hm hm, hey la la la
Ho ho ho ho, la la la la


Album :- Jaan { Sonu Nigam }
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #54 on: November 08, 2009, 03:34:12 PM »
Tu har pal aane lagi hain nazar
Deewanapan is kadar
Mein aksar darta hoon yeh sochkar
Deewanapan is kadar
Yeh kaisa tera pyaar hain -6
Tu har pal aane lagi hain nazar
Deewanapan is kadar
Mein aksar darta hoon yeh sochkar
Deewanapan is kadar

Nadan shayad hua hain yeh dil
Maane na kyun baat meri
Jo chahata hai woh kar jaata hai
Jab yaad aati hai teri
Yun to kabhi pehle na thi haalat meri humsafar
Tu har pal aane lagi hain nazar
Deewanapan is kadar
Mein aksar darta hoon yeh sochkar
Deewanapan is kadar
Yeh kaisa tera pyaar hain -6
Tu har pal aane lagi hain nazar
Deewanapan is kadar

Har saans mein ghulti khushboo hai tu
Hota hai mehsoos mujhko
Us pal meri jaan nikalne lagi
Jis pal mein dekhoon na tujhko
Khwaabon mein tu yaadon mein tu
Aankhon mein tu tu hi tu
Tu har pal aane lagi hain nazar
Deewanapan is kadar
Mein aksar darta hoon yeh sochkar
Deewanapan is kadar
Yeh kaisa tera pyaar hain -6
Tu har pal aane lagi hain nazar
Deewanapan is kadar
Mein aksar darta hoon yeh sochkar
Deewanapan is kadar



Album :- Jaan { Sonu Nigam }
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #55 on: November 08, 2009, 03:36:58 PM »
Bechainiya Hai Saansein Ruki Hai, Tanhaiyon Mein Teri Kami Hai

Bechainiya Hai Saansein Ruki Hai, Tanhaiyon Mein Teri Kami Hai
Aankhon Mein Aansu Thamte Nahi Hai, Kaise Hai Yeh Pal Kathe Nahi Hai
(Dard-E-Tanhai Mein)- 4


Phulon Ki Yeh Shaakhi Hai Kaanton Se Saji
Mitane Se Na Mitegi Dil Ki Yeh Bebasi
Jo Hum Pe Gujari Hai Beetein Tum Pe Kabhi
Tumko Bhi Yaad Aaye Beeti Baatein Sabhi
Mushkil Hai Khushiyon Se Ghum Ka Milna Yahaan
Sholo Mein Lipata Hai Mere Dil Ka Jahaan
(Dard-E-Tanhai Mein)- 4

Aise Bhi Hum Jiyenge Kabhi Socha Hi Nahi
Jo Sapne Tut Jaaye Woh Judte Phir Nahi
Dasati Hai Yaadon Ki Parchhayiya Teri
Aawaara Iss Dil Ki Koi Manzil Hi Nahi
Saahil Se Yeh Lehare Kyun Hoti Hai Juda
Aankhon Ke Yeh Aansu Tujhe Dete Hai Sada
(Dard-E-Tanhai Mein)- 6



Movie :- Jashn
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #56 on: November 08, 2009, 03:38:16 PM »
(Ishq Ka Hai Kaam Puraana, Chain Banake Chain Churaana) - 2

(Najare Kaha Soti Hai, Ninde Dhuaan Hoti Hai) - 2
Jab Din Yeh Dhale Palkon Ke Tale, Koyi Saanse Le Ohh Jaana
Khaamosh Rahe Kabhi Chupke Se, Koyi Baat Kare Koyi Ohh Jaana
(Ishq Ka Hai Kaam Puraana, Chain Banake Chain Churaana) - 2
Najare Kaha Soti Hai, Ninde Dhuaan Hoti Hai
Jab Din Yeh Dhale Palkon Ke Tale, Koyi Saanse Le Ohh Jaana
Khaamosh Rahe Kabhi Chupke Se, Koyi Baat Kare Koyi Ohh Jaana
(Ishq Ka Hai Kaam Puraana, Chain Banake Chain Churaana) - 2

Uski Hi Yaado Ke Lamaho Ki Aahat Hai, Khwaabo Khayaalo Ki Raaho Mein
Milke Woh Jaaye Toh Rang Uski Khushbu Ke Bikhre Hi Rehte Hai Baho Mai
(Koyi Jaadu Chaahat Pe Kar Leta Hai Kaabu) - 2
Jab Din Yeh Dhale Palkon Ke Tale, Koyi Saanse Le Ohh Jaana
Khaamosh Rahe Kabhi Chupke Se, Koyi Baat Kare Koyi Ohh Jaana
(Ishq Ka Hai Kaam Puraana, Chain Banake Chain Churaana) - 2

Chain Banake Chain Churaana

Aankho Me Padhlo Tum Ya Sun Lu Hotho Se, Uske Hi Chehare Ki Bate Hai
Guzare Yeh Din Saare Uske Hi Saaye Me, Uski Panaaho Me Raate Hain
(Dil Aaye Dil Pe Toh Waapas Na Jaa Paaye) - 2
Jab Din Yeh Dhale Palkon Ke Tale, Koyi Saanse Le Ohh Jaana
Khaamosh Rahe Kabhi Chupke Se, Koyi Baat Kare Koyi Ohh Jaana
(Ishq Ka Hai Kaam Puraana, Chain Banake Chain Churaana) - 2



Movie :- Jashn
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #57 on: November 08, 2009, 03:41:55 PM »
Log barson juda hoke jeete hai - 2
magar apana to (ye haal hai) - 3 ke
ek pal ek din (jee sakenge na hum ek duje ke bin)- 2
log barson juda hoke jeete hai - 2
magar apana to (ye haal hai) - 3 ke
ek pal ek din (jee sakenge na hum ek duje ke bin)- 2

(hum deewane hain ishq karte hai bekarari mein jeete marte hain) - 2
kya hasi dilnashi ab ye aalam lage (pyar ke vaaste zindagi kam lage) - 2
ashke dard-e-judaai ka peete hai
log barson juda hoke jeete hai
magar apana to (ye haal hai) - 3 ke
ek pal ek din (jee sakenge na hum ek duje ke bin)- 2

(iss zamane ko hum bhulayenge dil ke darya mein duub jayenge) - 2
hum mile gul khile aashiyana bana (dosti ka naya ek phasana bana) - 2
zakhmi dil ko javaose seeke hai
log barson juda hoke jeete hai
magar apana to (ye haal hai) - 3 ke
ek pal ek din (jee sakenge na hum ek duje ke bin)- 2
ek pal ek din (jee sakenge na hum ek duje ke bin)- 2


Movie :- Jigar
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #58 on: November 08, 2009, 03:49:32 PM »
Chaahe tum kuchh na kaho maine sun liya
Ki saathi pyaar ka mujhe chun liya
Chun liya
Maine Sun liya

Pehla nasha
Pehla khumaar
Naya pyaar hai naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekaraar
Mere dil-e-bekaraar
Tu hi bata

Pehla nasha
Pehla khumaar

Udta hi firoon in hawaon mein kahin
Ya main jhool jaoon in ghataon mein kahin
Udta hi firoon in hawaon mein kahin
Ya main jhool jaoon in ghataon mein kahin
Ek kar doon aasmaan zameen
Kaho yaaron kya karoon kya nahin

Pehla nasha
Pehla khumaar
Naya pyaar hai naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekaraar
Mere dil-e-bekaraar
Tu hi bata

Pehla nasha
Pehla khumaar

Usne baat ki kuchh aise dhang se
Sapne de gaya vo hazaaron range ke
Usne baat ki kuchh aise dhang se
Sapne de gaya vo hazaaron range ke
Reh jaoon jaise main haar ke
Aur choome vo mujhe pyaar se

Pehla nasha
Pehla khumaar
Naya pyaar hai naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekaraar
Mere dil-e-bekaraar


Movie :- Jo Jeeta Wohi Sikander
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #59 on: November 08, 2009, 03:52:09 PM »
Kehne Ko Jashan-E-Bahara Hai
Ishq Yeh Dekhke Hairaan Hai

Kehne Ko Jashan-E-Bahara Hai
Ishq Yeh Dekhke Hairaan Hai

Phool Se Khusboo Khafa Khafa Hai Gulsan Mein
Chupa Hai Koi Ranj Fiza Ki Chilman Mein

Sare Sehmein Nazare Hain
Soye Soye Vaqt Ke Dhare Hain
Aur Dil Mein Koi Khoyi Si Baatein Hain

Kehne Ko Jashan-E-Bahara Hai
Ishq Yeh Dekhke Hairaan Hai


Phool Se Khusboo Khafa Khafa Hai Gulsan Mein
Chupa Hai Koi Ranj Fiza Ki Chilman Mein

Kaise Kahen Kya Hai Sitam
Sochte Hai Abb Yeh Hum
Koi Kaise Kahen Woh Hai Ya Nahi Humare
Karte To Hai Saath Safar
Fasle Hain Phir Bhi Magar
Jaise Milte Nahi Kisi Dariya Ke Do Kinare

Pass Hain Phir Bhi Paas Nahi
Humko Yeh Gum Raas Nahi
Seeshe Ki Ek Diware Hai Jaise Darmiyan


Sare Sehmein Nazare Hain
Soye Soye Vaqt Ke Dhare Hain
Aur Dil Mein Koi Khoyi Si Baatein Hain

Kehne Ko Jashan-E-Bahara Hai
Ishq Yeh Dekhke Hairaan Hai

Phool Se Khusboo Khafa Khafa Hai Gulsan Mein
Chupa Hai Koi Ranj Fiza Ki Chilman Mein


Humne Ne Jo Tha Nagma Suna
Dil Ne Tha Usko Chuna
Yeh Dastan Humen Vaqt Ne Kaise Sunai

Humjo Agar Hai Gumgin
Woh Bhi Udhar Khush To Nahi
Mulakato Mein Jaise Ghul Si Gai Tanhai

Milke Bhi Hum Milte Nahi
Khilke Bhi Gul Khilte Nahi

Aankhon Mein Hai Baharein Dil Mein Khilza

Sare Sehmein Nazare Hain
Soye Soye Vaqt Ke Dhare Hain
Aur Dil Mein Koi Khoyi Si Baatein Hain

O Hoo Kehne Ko Jashan-E-Bahara Hai
Ishq Yeh Dekhke Hairaan Hai

Phool Se Khusboo Khafa Khafa Hai Gulsan Mein
Chupa Hai Koi Ranj Fiza Ki Chilman Mein



Movie :- Jodha Akbar
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 10
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 11:19:51 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer