~~~~**Wat song R U listenin to Right Now!!!!**~~~~~

by Aarzuu on June 09, 2005, 08:09:42 AM
Pages: 1 ... 73 74 75 76 [77] 78 79 80 81 ... 112
Print
Author  (Read 50094 times)
Shikha12
Guest
«Reply #1140 on: November 24, 2007, 08:52:36 AM »
Chehra kya dekhte ho..
Dil mein utar kar dekho naa...

Mausam pal mein badal jaayega,
Pathhar dil bhi pighal jaayega...
Meri muhabbat mein hai...
Kitna asar dekho naa...
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #1141 on: November 24, 2007, 12:06:12 PM »
Movie: Sehra

pankh hote to ud aatee re, rasiyaa o jalimaa
tujhe dil kaa daag dikhalaatee re

yaadon mein khoyee pahuchee gagan me, panchhee ban ke sachchee lagan mein
door se dekhaa, mausam hasee thaa, aanewaale tu hee naheen thaa
rasiyaa, o jalimaa, tujhee dil kaa daag dikhalaatee re

kirane ban ke baahe failaayee, aas ke badal pe jaa ke lahaaraayee
jhool chookee main waade kaa jhoolaa, too to apanaa waadaa bhee bhoolaa
rasiyaa, o jalimaa, tujhe dil kaa daag dikhalaatee re :D
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #1142 on: November 24, 2007, 12:54:35 PM »
Movie: Aankhen (old)

Gairon pe karam, apano.n pe sitam...mmm
Ae jaan-e-vafaa, ye zulm na kar
Gairon pe karam, apano.n pe sitam
Ae jaan-e-vafaa, ye zulm na kar
Gairon pe karam, apano.n pe sitam
Ae jaan-e-vafaa, ye zulm na kar
Rehne de abhii, thoda sa bharam
Ae jaan-e-vafaa, ye zulm na kar
Gairon pe karam, apano.n pe sitam


Hum chaahanewaale hai.n tere, yuu.n hum ko jalaana thiik nahi.n
Mehfil main tamaasha ban jaaye, is darjaa sataana thiik nahi.n
Is darjaa sataana thiik nahi.n
Mar jaayenge hum, mit jaayenge hum
Ae jaan-e-vafaa, ye zulm na kar

Gairon pe karam, apano.n pe sitam
Ae jaan-e-vafaa, ye zulm na kar
Ye zulm na kar

Gairon ke thirakte shaanepar, ye haath ganwaara kaise kare.n?
Gairon ke thirakte shaanepar, ye haath ganwaara kaise kare.n?
Har baat ganwaara hain lekin, ye baat ganwaara kaise kare.n
Yeh baat ganwaara kaise kare.n
Tujhko teri bedardi ki kasam, ae jaan-e-vafaa, ye zulm na kar

Gairon pe karam, apano.n pe sitam
Ae jaan-e-vafaa, ye zulm na kar
Ye zulm na kar

Hum bhi the tere manzoor-e-nazar, ji chaahe to ab ikaraar na kar
Sau teer chalaa seene pen magar, begaano.n se mil kar waar na kar
Begaano.n se mil kar waar na kar
Be maut kahi.n mar jaaye na hum, ae jaan-e-vafaa, ye zulm na kar

Gairon pe karam, apano.n pe sitam
Ae jaan-e-vafaa, ye zulm na kar
Rehne de abhii, thoda sa bharam
Ae jaan-e-vafaa, ye zulm na kar

Ye zulm na kar
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #1143 on: November 30, 2007, 06:53:40 AM »
Toota Toota Ek Parinda Aise Toota,
Ke Phir Jud Naa Paaya...
Loota Loota Kisne Usko Aise Loota,
Ke Phir Udd Naa Paaya...
Girta Hua Woh Aasma Se,
Aakar Gira Zameen Par,
Khwabon Mein Phir Bhi Baadal Hi Thhe,
Woh Kehta Raha Magar....
Ke Allah Ke Bande Hasde Allah Ke Bande
Allah Ke Bande Hasde Jo Bhi Ho Kal Phir Aayega
Allah Ke Bande Hasde Allah Ke Bande...
Logged
niraj_191
Guest
«Reply #1144 on: November 30, 2007, 10:23:16 AM »
hmm hmm hmm hmmm la la la
hey hey hey hey ah ha
subhaan allaah subhaan allah subhaan allah
subhaan allaah subhaan allah subhaan allah
valle valle
valle valle
valle valle
chaand sifarish jo karta hamari deta woh tumko bata
sharm-o-haya pe parde gira ke karni hain hamko khata
zidd hain ab toh hain khud ko mitana hona hain tujhmein fanaa
chaand sifarish jo karta hamari deta woh tumko bata
sharm-o-haya pe parde gira ke karni hain hamko khata

valle valle
valle valle
teri adaa bhi hain jhonke wali chhu ke gujar jaane de
teri lachak hain ke jaise daali dil mein utar jaane de
aaja baahon mein karke bahana hona hain tujhmein fanaa
chaand sifarish jo karta hamari deta woh tumko bata
sharm-o-haya pe parde gira ke karni hain hamko khata

subhaan allaah subhaan allah subhaan allah
subhaan allaah subhaan allah subhaan allah
hain jo iraaden bata doon tumko sharma hi jaaogi tum
dhadakanen jo suna doon tumko ghabraa hi jaaogi tum
hamko aata nahi hain chhupana hona hain tujhmein fanaa
chaand sifarish jo karta hamari deta woh tumko bata
sharm-o-haya pe parde gira ke karni hain hamko khata
zidd hain ab toh hain khud ko mitana hona hain tujhmein fanaa
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #1145 on: December 01, 2007, 07:15:53 PM »
Movie: Aaja Nachle

Is Pal main hoon ya tum bhi ho
Ya dono hoke bhi na hain
Kyun ho kya ho
Ho bhi ki na ho
Ya kehna sunna mana hai

Tumhein dekhke yaad aayi
wohi bisri kahani
Deewane ka kissa
Ya phir ik deewani

Dono sang sang rehte har dum
Aisa yeh maine suna hai

Is Pal main hoon ya tum bhi ho
Ya dono hoke bhi na hain
Kyun ho kya ho
Ho bhi ki na ho
Ya kehna sunna mana hai

Ishq hua

Tum bata do yaad koyi
Kya purani leke aaoon
Ya nishani deti jau
Ya kahani leke jau
Ya ki mann chod doon jaye
Yeh jata ,jata jahan hai

Is Pal main hoon ya tum bhi ho
Ya dono hoke bhi na hain
Kyun ho kya ho
Ho bhi ki na ho
Ya kehna sunna mana hai

Is pal main hoon
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #1146 on: December 13, 2007, 06:10:58 PM »
Movie: Sur

(Kabhi shaam dhale to mere dil mein aa jaana
Kabhi chaand khile to mere dil mein aa jaana) - 2
Magar aana is tarha tum ke yahan se phir na jaana
Kabhi shaam dhale to mere dil mein aa jaana
Kabhi chaand khile to mere dil mein aa jaana

Tu nahin hai magar phir bhi tu saath hai
Baat ho koi bhi teri hi baat hai
Tu hi mere andar hai, tu hi mere baahar hai
Jab se tujhko jaana hai, maine apna maana hai
Magar aana is tarha tum ke yahan se phir na jaana
(Kabhi shaam dhale to mere dil mein aa jaana
Kabhi chaand khile to mere dil mein aa jaana) - 2

Raat din ki meri dilkashi tumse hai
Zindagi ki kasam zindagi tumse hai
Tum hi meri aankhen ho sooni tanha raahon mein
Chaahe jitni doori ho, tum ho meri baahon mein
Magar aana is tarha tum ke yahan se phir na jaana

Kabhi shaam dhale, aah
Kabhi chaand khile, aah
Kabhi shaam dhale to mere dil mein aa jaana
Kabhi chaand khile to mere dil mein aa jaana
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #1147 on: December 13, 2007, 06:21:25 PM »
 Saawariya - movie


Saawariya.. hha hha haa, Saawariya.. hha hha haa,
Saawariya, ohhhh Saawariya

Oh dholi mein bhitake, sitrao se sajaa ke
Zaamane se churake le jaye ga
Saawariya.. hha hha haa, Saawariya.. hha hha haa,
Saawariya, ohhhh Saawariya

Ohhh dholi mein bhitake, sitrao se sajaa ke
Zaamane se churake le jaye ga
ek rooz tera udake jiya
Ohh Saawariya.. hha hha haa, ohh Saawariya.. hha hha haa,
yehey Saawariya, ohhhh Saawariya

udley he he, odley he he
uudrdr hey he he, ohhhdrdr he he

Palko ke shaamiyane mein, kwaboon ke har tikane mein
Teri hi parchaiya hai, tu tho har lamha yaadon mein hai
Teri khamosh pehali nazar ka deewana bana
Saawariya.. hha hha haa, Saawariya.. hha hha haa,
Saawariya, ohhhh Saawariya

Oh dholi mein bhitake, sitrao se sajaa ke
Zaamane se churake le jaye ga
Saawariya..(I wanna be your date tonight) hha hha haa,
Saawariya.. (You wanna be my princess of night) o hha hha haa,
Saawariya, (I wanna love you my love at first sight, will you be my date tonight) ohhhh Saawariya
Logged
punam
Guest
«Reply #1148 on: December 23, 2007, 11:52:34 AM »
o o
megha re megha re
mat pardes jaa re
aaj tu prem ka sandes barsa re
o o~
megha re megha re

kaha se tu aaya kaha jaayega tu
ke dil ki agan se pighal jaayega tu
duaan ban gayi hai khayalon ki mehfil
meri pyar ki jaane kaha hogi manzil
o o~
megha re megha re
mere gam ki tu dawa de
aaj tu prem ka sandes barsa re
o o~
megha re megha re

barasne lagi hai bunde
tarasne laga hai mann
ho..
jara koi bijli chamki
narajne laga hai mann
aur na dara tu mujhako
o kale kale ghan
mere tann ko chhu rahi hai
preet ki pehli pawan
o o~
megha re megha re - 2
meri sun le tu sada re
aaj tu prem ka sandes barsa re
o o~
megha re megha re - 2

mann ka mayura aaj magan ho raha hai
muhje aaj yeh kya sajan ho raha hai
umangon ka saagar umadne laga hai
baabul ka aangan bichhadne laga hai
na jaane kaha se hawa aa rahi hai
udaake yeh humko liye jaa rahi hai
yeh ruut bheegi bheegi bheegone lagi hai
ke meethe se naksar chubhone lagi hai
chalo aur duniya basayenge hum tum
yeh janmon ka naata nibhaayenge hum tum
o o
megha re megha re
dekh humko tu duan de
aaj tu prem ka sandes barsa re
o o~
megha re megha re ...
Logged
~princess~
Guest
«Reply #1149 on: December 23, 2007, 01:22:20 PM »
Baap re pehle to khabi saari lyrics nai daali


Aaoge Jab Tum Saajna…..
Aaoge Jab Tum Saajna
Angana phool khilege……….

Barsega saawan,
barsega saawan…..
Jhoom jhoom ke…
Do dil aise milenge

Aaoge Jab Tum Saajna.
Angana phool khilege

Naina tere kajrare..
Naino pe hum dil hare hai

Anjane hi tere naino ne..
Waade kiye kayi saare hai
Saanso he leher..maddam chale..
To se kahe..

Barsega saawan
Barsega saawan….
Jhoom jhoom ke…
Do dil aise milenge

Aaoge Jab Tum Saajna..
Angana phool khilege..

Chanda ko uta raton mein……
Hai zindagi tere haton mein..
Palko pe jhil mil tare hai……
Aana bahri barsato me..
Sapno ka jahan…
Hoga khila khila……..

Barsega saawan,
barsega saawan………
Jhoom jhoom ke……..
Do dil aise milenge
Logged
baadal102
Guest
«Reply #1150 on: December 23, 2007, 01:37:17 PM »
bahut aacha punam ji
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #1151 on: January 01, 2008, 08:48:29 PM »
Movie: My Name is Anthony Gonsalves

tum mile jaane dil ko mere kya hua
jaane mere dil ko kya hua
bekhabar har dhadkan tadapane lagi
jaane mere dil ko kya hua
tum mile jaane dil ko mere kya hua
jaane mere dil ko kya hua

main toh hua khudse juda hai tera kaisa asar
hai bheed mein tanhaaiyan hoon main yeh kis mod par
meri nazar ko iss tarah teri nazar ne chuaa
bechainiyan aisi badhi mera sukoon gum hua
har ghadi ek ajab sa hai chhaya nasha
jaane mere dil ko kya hua

hum dono toh chup hain magar
bole hain khamoshiyan
aate nahi hum hosh mein
kaisi yeh madhoshiyaan
hum ko nahi kuch bhi pata
kaise deewane hain hum
roke se bhi ab na ruke
deewanagi mein kadam
na thamein dhadkanon ka haseen silsila
jaane mere dil ko kya hua
tum mile jaane dil ko mere kya hua
jaane mere dil ko kya hua
Logged
~princess~
Guest
«Reply #1152 on: January 02, 2008, 12:39:41 AM »
Lyrics - Jadoo Bhari
Movie-Dastak


Mujhko jab aise dekhti ho tum
Rang bhar jaate hai fizaaon mein
Kasmasaati hai aarzoo dil mein
Geet ghul jaate hai hawaaon mein
Jaadu bhari aankhon waali suno - 2
Tum aise mujhe dekha na karo - 2
Jaadu bhari aankhon waali suno - 2
Tum aise mujhe dekha na karo - 2

(Phir main koi umeed karoon
Phir mujhe koi armaan ho) - 2
Tum shaayad meri ban jaao
Phir dil ko aisa gumaan ho
Par aisa na hota achha hai
In baaton mein kya rakha hai
Mujhko aisi umeed na do
Jaadu bhari aankhon waali suno - 2
Tum aise mujhe dekha na karo - 2

(Phir dhadkan mein tum bas jaao
Phir koi ghazal main gaaoon) - 2
Phir chaand mein tumko main dekhoon
Phoolon mein tumko paaoon
Par aisa na hota achha hai
Iska anjaam jo hota hai
Voh dard hi deta hai dil ko
Jaadu bhari aankhon waali suno - 2
Tum aise mujhe dekha na karo - 2
Logged
saleem khan
Guest
«Reply #1153 on: January 02, 2008, 02:44:28 AM »
Movie : Aakhiri Dhav (Old)
Sangeet : Madan Mohan sb

Tujhe kya sunau mai dilruba tere samne mera haal hai
Teri ek nigaah ki baat hai
Meri zindagi ka sawal hai tujhe kya sunau mai?

Meri her khushi tere gam se hai
Meri zindagi tere dam se hai tere dard se bekaber
Mere dil ki kab ye mazal hai, tujhe kya sunau mai

Tere husn per hai meri nazar mujhe subaho shaam ki kya kaber
Meri shaam hai teri justaju
Meri subah tera kayal hai, tujhe kya sunau mai

Mere dil jigar main sama bhi ja
Rahe kyu nazar ka bhi faasla
Ki tere bigair to jan-e-jaan mujhe zindagi bh muhaal hai, tujhe...


Logged
Pooja
Guest
«Reply #1154 on: January 07, 2008, 05:56:15 AM »
tum apanaa ranj-o-gam, apani pareshaani mujhe de do
tumhen gam ki kasam, is dil ki virani mujhe de do

ye maanaa main kisi kaabil nahin huun in nigaahon men - 2
buraa kyaa hai agar, ye dukh ye hairaani mujhe de do
tum apanaa

main dekhuun to sahi, duniyaa tumhen kaise sataati hai - 2
koi din ke liye, apani nigahabaani mujhe de do
tum apanaa

vo dil jo maine maangaa thaa magar gairon ne paayaa - 2
badi inaayat hai agar, usaki pashemaani mujhe de do
tum apanaa
Logged
Pages: 1 ... 73 74 75 76 [77] 78 79 80 81 ... 112
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 03:26:23 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.208 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer