~~~~**Wat song R U listenin to Right Now!!!!**~~~~~

by Aarzuu on June 09, 2005, 08:09:42 AM
Pages: 1 ... 79 80 81 82 [83] 84 85 86 87 ... 112
Print
Author  (Read 50078 times)
khushi4all
Guest
«Reply #1230 on: February 27, 2008, 08:45:42 AM »
chan se toote koi sapna...
jag soona soona lage ....
jag soona soona lage....
koi rahe na jab apna...
jag soona soona lage..
jag soona soona lage....
ye to kyu hota hai...
jab ye  dil rota hai...
roye sisak ke hawaye.....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #1231 on: February 28, 2008, 06:58:26 PM »
Dil lagaakar hum ye samjhe, zindagi kya cheez hai -2
Ishq kehte hain kise aur aashiqui kya cheez hai

Haay ye rukhsaar ke shole ye baahen marmari -2
Aap se mil kar ye do baatein samajh mein aa gayi
Dhoop kis ka naam hai aur chaandni kya cheez hai
Dil lagaakar hum ye samjhe

Aap ki shokhi ne kya kya roop dikh laaye hamein -2
Aap ki aankhon ne kya kya jaam pilwaaye hamein
Hosh kho baithhe to jaana bekhudi kya cheez hai
Dil lagaakar hum ye samjhe, zindagi kya cheez hai
Dil lagaakar hum ye samjhe

Aap ki raahon mein jabse hamne rakha hai qadam -2
Hamko ye mehsoos hota hai ki hain manzil pe hum
Koyi kya jaane mohabbat ki khushi kya cheez hai
Dil lagaakar hum ye samjhe
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #1232 on: February 28, 2008, 07:47:18 PM »
DUSRA AUR KOI YAHAN KYON RAHE
HUSN AUR ISHQ KE DARMIYAAN KYON RAHE
YEH YAHAN KYON RAHE
HAAN JI HAAN YAHA KYON RAHE
YEH JO AANCHAL HAI SHIKWA HAI HUMARA
KYON CHUPATA HAI CHEHRA YEH TUMHARA...

YEH JO CHILMAN HAI DUSHMAN HAI HUMARA...

KAISE DEEDAR AASHIQ TUMHARA KARE
RUKHE ROSHAN KA KAISE NAZAARA KARE
ISHAARA KARE,HAAN PUKAARA KARE
YEH JO KHESU HAI BAADAL HAI KASAM SE
KAISE BIKHRE HAI GAALON PAR SANAM KE

RUUKH SE PARDA ZARA JO SARAKNE LAGA
UFF YEH KAMBAKT DIL KYON DHADKANE LAGA
HAAN BHADAKNA LAGA,DAM ATAKNE LAGA
YEH JO DHADKAN HAI DUSHMAN HAI HUMARI
KAISE DIL SAMBHALE ULJHAN HAI HUMARI

YEH JO CHILMAN HAI,DUSHMAN HAI HUMARI...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #1233 on: February 28, 2008, 08:03:02 PM »
dil to hain dil  dil kaa ayetabaar kyaa kije
aa gayaa jo kisee pe pyaar kyaa kije

yaadon mein teree khoyee, raaton ko main naa soyee
haalat ye mere dil kee jaane naa jaane koee
baraso hain tarasee aankhe, jaagee hain pyaasee raate
aayee hain aate aate, hothhon pe dil kee baate
pyaar mein tere, dil kaa mere kuchh bhee ho anjaam
bekaraaree mein hain karaar kyaa kije

chhaye hain man pe mere, madahosh nainaa tere
ghere hain tan ko mere teree baahon ke ghere
dooree sahee naa jaaye, chain kahee naa aaye
chalanaa hain ab to teree palakon ke saaye saaye
bas naa chale re, shaam sawere le ke teraa naam
dil dhadakataa hain baar baar kyaa kije
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #1234 on: February 28, 2008, 08:08:08 PM »
DIL NAUMEED TO NAHI, NAKAAM HI TO HAI
LAMBI HAI GHAM KI SHAAM MAGAR SHAAM HI TO HAI...

YEH SAFAR BAHUT HAI KHATIN MAGAR
NAA UDAAS HO MERE HUMSAFAR


YEH SITAM KI RAAT HAI DHALNE KO
HAI ANDHERA GHAM PIGALNE KO
ZARA DER ISME LAGE AGAR
NAA UDAAS HO MERE HUMSAFAR
YEH SAFAR BAHUT HAI KHATIN MAGAR
NAAA UDAAS HO MERE HUMSAFAR...

NAHI REHNE WALI HAI YEH MUSHKILE
KE HAI AGLE MOD PAR HAI MANZILE
MERI BAAT KA TU YAKEEN KAR
NAAA UDAAAS HO MERE HUMSAFAR..

YEH SAFAR BAHUT HAI KHATIN MAGAR
NAAA UDAAS HO MERE HUMSAFAR...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #1235 on: February 28, 2008, 08:20:20 PM »
(dil lena khel hai dildaar ka
bhule se naam na lo pyaar ka
pyaar bhi ruutha yaar bhi ruutha
dekho mujhko dilawaalon ha
khaaya hai dhokha ho maine yaar kaa)  -2

vaadon pe inke na jaana
baaton mein inki na aana
are, vaadon pe inke na jaana
baaton mein inki na aana
inki mithi baaten ye matvaali aankhein
zehar hai pyaar ka
dil lena khel hai ...
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #1236 on: March 22, 2008, 04:39:52 PM »
Movie: Jannat
Song: Zara sa

zara si dil mein de jagaah tu…
zara sa apna le banaa…
zara sa khaabon mein sajaa tu…
zara sa yaadon mein basaa…
main chaahun tujhko meri jaan bepanaah
fidaa hoon tujhpe meri jaan bepanaah

wo-o-o … o-o-o…..

zara si dil mein de jagaah tu…
zara sa apna le banaa…
zara sa khaabon mein sajaa tu…
zara sa yaadon mein basaa…

main tere, main tere
kadmon mein rakh dun yeh jahaan
mera ishq dewaangi…

hai nahi, hai nahi
aashiq koi mujhsa tera
tu mere liye bandagi
main chaahun tujhko meri jaan bepanaah
fidaa hoon tujhpe meri jaan bepanaah

wo-o-o … o-o-o…..

zara si dil mein de jagaah tu…
zara sa apna le banaa…
zara sa khaabon mein sajaa tu…
zara sa yaadon mein basaa…

kehe bhi de, kehe bhi de
dil mein tere jo hai chhupaa
khwaahish hai jo teri

rakh nahi, rakh nahi
parda koi mujhse eh jaan
karle tu mera yakeen
main chaahun tujhko meri jaan bepanaah
fidaa hoon tujhpe meri jaan bepanaah

wo-ho… o-o-o-o…

wo-o-o … o-o-o…..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #1237 on: March 22, 2008, 05:48:07 PM »
Mere Mehboob Qayamat Hogi
Aaj Rusva Teri Galiyon Mein Mohabbat Hogi
Meri Nazrein To Gila Karti Hain
Tere Dil Ko Bhi Sanam Tujhse Shikayat Hogi
Mere Mehboob...

Teri Gali Maein Aata Sanam
Nagma Wafa Ka Gaata Sanam
Tujhse Suna Na Jaata Sanam
Phir Aaj Idhar Aaya Hoon Magar Yeh Kehne Maein Deewana
Khatm Bas Aaj Yeh Vehshat Hogi
Aaj Rusva Teri Galiyon Mein Mohabbat Hogi
Mere Mehboob...

Meri Tarah Tu Aahen Bhare
Tu Bhi Kisise Pyar Kare
Aur Rahe Voh Tujhse Parey
Toone O Sanam Dhaye Hain Sitam To Yeh Tu Bhool Na Jaana
Ki Na Tujhse Bhi Inayat Hogi
Aaj Rusva Teri Galiyon Mein Mohabbat Hogi
Mere Mehboob...


Mere Mehboob Qayamat Hogi
Aaj Rusva Teri Galiyon Mein Mohabbat Hogi
Naam Niklega Tera Hi Lab Se
Jaan Jab Iss Dil-E-Nakam Se Rukhsat Hogi
Mere Mehboob...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #1238 on: March 26, 2008, 08:45:27 PM »
husn haazir hai muhabbat ki saza paane ko
koi patthar se na maare mere deevaane ko

mere deevaane ko itana na sataao logon
ye to vahashi hai tumheen hosh mein aao logon
bahut ranjoor hai ye, gamon se choor hai ye
kuda ka kauf uthaao bahut majaboor hai ye
kyon chale aaye ho bebas pe sitam dhaane ko
koi patthar se na maare ...

mere jalavon ki khata hai jo ye deevaana hua
main hoon mujarim ye agar hosh se begaana hua
mujhe sooli chadha do ya sholon pe jala do
koi shiqava nahi hai jo ji chaahe saza do
baksh do is ko main taiyaar hoon mit jaane ko
koi patthar se na maare ...

pattharon ko bhi vafa phool bana sakati hai
ye tamaasha bhi sar-e-aam dikha sakati hai
lo ab patthar uthaao, zamaane ke kudaaon
main tum ko aazamaaoon, mujhe tum aazamaao
ab dua arsh pe jaati hai asar laane ko
koi patthar se na maare ...
Logged
punam
Guest
«Reply #1239 on: May 06, 2008, 04:25:39 PM »
Bejaan Dil Ko
Bejaan Dil Ko
Bejaan Dil Ko Tere Ishq Ne Zinda Kiya
Phir Tere Ishq Ne Hi Is Dil Ko Tabah Kiya

Tadap Tadapke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi Hai
Mujhko Saza Di Pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya
To Lut Gaye Haan Lut Gaye
To Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein

Tadap Tadapke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi Hai
Mujhko Saza Di Pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya
To Lut Gaye Haan Lut Gaye
To Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein....
Logged
syednaami
Guest
«Reply #1240 on: May 06, 2008, 05:07:00 PM »
raat abhi baaki hai, raat abhi baaki hai
dil ko qaraar aayaa nahi, chhed de haaye woh naghma;
tu ne jo gaayaa nahi¦ raat abhi baaki hai

nas nas mein bas gaye woh, aansoo mein woh samaaye;
tum hi kaho ke zaalim, neend abhi kis ko aaye;
chaaro taraf khushee ke saamaan juthey hay
raat abhi baaki hai, raat abhi baaki hai

shabnami aankho mein dil hay, aur hum teri aaghosh mein;
zindagi ek geet ban ke, aa gayee aaghosh mein;
jo mujhe kehni hai tum se, who baat abhi baaki hai;
raat abhi baaki hai, raat abhi baaki hai


(Hota hai zamaana hai, chalta hai, bye)
Logged
punam
Guest
«Reply #1241 on: May 06, 2008, 05:30:39 PM »
aaj ki raat yeh kaisi raat ke humko neend nahin aati
meri jaan aao baitho paas ke humko neend nahin aati)

aaj ki raat

aye yeh aaj tumhe kya ho gaya hai
ufff to apne dil ko samjaao na

machal utha yeh dil nadan bada ziddi badi mushkil
khuda ko bhi manalu mein magar mane na rutha dil
tumhi dekho karo koi baat ke humko neend nahin aati
meri jaan aao baitho paas ke humko neend nahin aati
aaj ki raat

suno meri ek baat maanoge?
maanoge na!
tumhe andhere mein neend nahin aati to..
to main roshni kiye deti hoon...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #1242 on: May 06, 2008, 10:03:07 PM »
Ruk Ja Raat Thehar Ja Re Chanda, Beete Na Milan Ki Bela
Aaj Chandni Ki Nagri Mein, Armaanon Ka Mela

Pehle Milan Ki Yaadein Le Kar Aayi Hai Ye Raat Suhani
Dohrate Hain Fir Ye Sitare, Meri Tumhari Prem Kahani

Kal Ka Darna, Kaal Ki Chinta, Do Tan Hain, Man ek Humare
Jeewan Seema Ke Aage Bhi, Aaoongee Main Sang Tumhare
Logged
punam
Guest
«Reply #1243 on: May 10, 2008, 03:27:35 PM »
aakhon hee aakhon mein ishaaraa ho gayaa
baithhe baithhe jeene kaa sahaaraa ho gayaa

gaate ho geet kyo, dil pe kyo haath hai
khoye ho kis liye, ayesee kyaa baat hai
ye haal kab se tumhaaraa ho gayaa

chalate ho zoom ke, badalee hain chaal bhee
naino mein rang hai, bikhare hain baal bhee
kis dilarubaa kaa najaaraa ho gayaa

apanaa wo jor hai, apanaa wo shor hai
hum ko hain sab pataa, dil mein jo chor hai
ye chor kaise gawaaraa ho gayaa

kaisaa ye pyaar hai, kaisaa ye naaj hai
hum bhee to kuchh sune, hum se kyaa raaj hai
achchhaa to ye dil humaaraa ho gayaa...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #1244 on: May 14, 2008, 10:02:15 PM »
Rangeelaa Re, Tere Rang Mein, Yoo Rangaa Hain, Meraa Man
chhaliyaa Re, Naa Buze Hain, Kisee Jal Se Ye Jalan

palakon Ke Zoole Pe, Sapano Kee Doree
pyaar Ne Baandhee Jo, Too Ne Wo Todee
khel Ye Kaisaa Re, Kaisaa Re Saathee
diyaa To Zoomei Hain, Roye Hain Baatee
kahee Bhee Jaaye Re, Roye Yaa Gaaye Re
chain Naa Paaye Re Hiyaa, Waah Re Pyaar Waah Re Waah

dukh Meraa Dulhaa Hain, Birahaa Hain Dolee
aansoo Kee Saadee Hain, Aahon Kee Cholee
aag Main Peeoo Re, Jaise Ho Paanee
naa Re Deewaanee Hoon, Peedaa Kee Raanee
manawaa Ye Jale Hain, Jag Saaraa Chhale Hain
saans Kyon Chale Hain Piyaa, Waah Re Pyaar Waah Re Waah
Logged
Pages: 1 ... 79 80 81 82 [83] 84 85 86 87 ... 112
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 07:13:27 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.16 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer