~~~~**Wat song R U listenin to Right Now!!!!**~~~~~

by Aarzuu on June 09, 2005, 08:09:42 AM
Pages: 1 ... 84 85 86 87 [88] 89 90 91 92 ... 112
Print
Author  (Read 50066 times)
k.shael
Guest
«Reply #1305 on: June 24, 2008, 06:23:20 AM »
LAAYI WI NA GAYI TE NIBHAYI WI NA GAYI,
MENE MARDA JAHAN MENU SARA -SARA,
TERI MERI TERI MERI YU TUT GAYI SOHNIYA
JIWE TUTIYA AMBER TO TARA....
BY. K.SHAEL
Logged
k.shael
Guest
«Reply #1306 on: June 24, 2008, 06:33:29 AM »
CHITHI NA KOI SANDESH,JANE WO KAUN SA
DES JAHA TUM CHALE GAYE,JAHA TUM CHALE GAYE,
ISS DIL PE LAGA KE THES JANE WO KAUN SA DES
JAHA TUM CHALE GAYE,
Logged
punam
Guest
«Reply #1307 on: June 24, 2008, 06:43:21 AM »
Dekho Inhein Yeh Hain Aas Ki Boondein
Patton Ki God Mein Aasmaan Se Koodein
Aandayee Lein Phir Karwat Badal Kar
Nazuk Se Moti Hans De Phisal Kar

Kho Na Jaaye Ye Taare Zameen Par

Yeh To Hain Sardi Mein Dhoop Ki Kirane
Utarein Jo Aangan Ko Sunhera Sa Karne
Mann Ke Aandheron Ko Roshan Sa Kar Dein
Thithurti Hatheli Ki Rangat Badal Dein

Kho Na Jaaye Ye Taare Zameen Par

Jaise Aankhon Ki Dibiya Mein Nindiya
Aur Nindiya Mein Meetha Sa Sapna
Aur Sapne Mein Mil Jaaye Farishta Sa Koi
Jaise Rangon Bhari Pichkari
Jaise Titliyan Phoolon Ki Kyari
Jaise Bina Matlab Ka Pyara Rishta Ho Koi...
Logged
Sammual
Guest
«Reply #1308 on: June 25, 2008, 07:41:48 PM »
Soniye Hiriye Teri Yaad Ayundi e
Seene Vich Tadpda Hai Dil Jaan Jandi e
Soniye Hiriye Teri Yaad Ayundi e
Seene Vich Tadpda Hai Dil Jaan Jandi e

To hi jind meriye dil da karar ni
Tu Aaj Tenu Raab Da Wasta
Udikda Main Tera Rasta

Kinna Tenu Chava Eh Na Samjhi Tu Tere Naam Kitti Zindi
Jado Tu Milegi Tenu Dassage Tere Naal Meri Har Khushi
To hi jind meriye dil da karar ni Tu Hi JInd Meriye Dil Da Karar
Tu Aaj Tenu Raab Da Wasta,tu Aaja Tenu Raab Da Wasta
Udikda Main Tera Rasta
Soniye Hiriye Teri Yaad Ayundi e
Seene Vich Tadpda Hai Dil Jaan Jandi e

Suna Suna Dil Da Ashiyana Hai Suni Zamin Aur Asmman
Khoya Khoya Rehnda Mera Pagal Dil Aaja Laut Ke Aa bhi Ja
To hi jind meriye dil da karar ni Tu Hi JInd Meriye Dil Da Karar
Tu Aaj Tenu Raab Da Wasta,tu Aaja Tenu Raab Da Wasta
Udikda Main Tera Rasta
Soniye Hiriye Teri Yaad Ayundi e
Seene Vich Tadpda Hai Dil Jaan Jandi e
Soniye Hiriye Teri Yaad Ayundi e
Seene Vich Tadpda Hai Dil Jaan Jandi e
Logged
Sammual
Guest
«Reply #1309 on: June 25, 2008, 08:06:07 PM »
Zindagi Mein Koyi Kabhi Aaye Na Rabba
Aaye Jo Koyi Toh Phir Jaaye Na Rabba
Dene Ho Gar Mujhe Baad Mein Aansoo
Toh Pehele Koyi Hasaaye Na Rabba

Zindagi Mein Koyi Kabhi Aaye Na Rabba
Aaye Jo Koyi Toh Phir Jaaye Na Rabba
Dene Ho Gar Mujhe Baad Mein Aansoo
Toh Pehele Koyi Hasaaye Na Rabba
Toh Pehele Koyi Hasaaye Na Rabba

Jate Jate Koi Meri Khushiyo Ko Le Gaya
Suni Suni Akhiyo Ko Gham Koi De Gaya
Jate Jate Koi Meri Khushiyo Ko Le Gaya
Suni Suni Akhiyo Ko Gham Koi De Gaya
Aas Jo Lagai Hai Ankh Bhar Ayi Hai
Itna Bhi Koi Sataye Na Rabba
Zindagi Mein Koyi Kabhi Aaye Na Rabba
Aaye Jo Koyi Toh Phir Jaaye Na Rabba
Dene Ho Gar Mujhe Baad Mein Aansoo
Toh Pehele Koyi Hasaaye Na Rabba

Logged
Pooja
Guest
«Reply #1310 on: June 26, 2008, 08:51:04 PM »
Rooth ke humse kahin jab chale jaoge tum
Rooth ke humse kahin jab chale jaoge tum
Ye na socha tha kabhi itna yaad aaoge tum
Rooth ke humse kahin jab chale jaoge tum
Rooth ke humse kahin

Main to na chala tha do kad bhi tum bin
Phir bhi mera bachpan yehi samjhe har din
Chhod ke mujhe bhala ab kahan jaoge tum
Chhod ke mujhe bhala ab kahan jaoge tum
Ye na socha tha kabhi itna yaad aaoge tum
Rooth ke humse kahin jab chale jaoge tum
Rooth ke humse kahin

Baaton kabhi haathon se bhi maara hai tumhein
Sada yehi kehki hi pukaara hai tumhein
Kya kar loge mera jo bigad jaoge tum
Kya kar loge mera jo bigad jaoge tum
Ye na socha tha kabhi itna yaad aaoge tum
Rooth ke humse kahin jab chale jaoge tum
Rooth ke humse kahin

Dekho mere aansoo yehi karte hain pukaar
Aao chale aao mere bhai mere yaar
Poochne aansoo mere kya nahin aaoge tum
Poochne aansoo mere kya nahin aaoge tum
Ye na socha tha kabhi itna yaad aaoge tum
Rooth ke humse kahin jab chale jaoge tum
Rooth ke humse kahin
Logged
punam
Guest
«Reply #1311 on: June 27, 2008, 10:19:07 AM »
palakon ke peechhe se kyaa tum ne kah daalaa, fir se to faramaanaa
nainon ne sapanon kee mahafil sajaayee hain, tum bhee jarur aanaa

tobaa meree tobaa, mushkil thaa yek to pahale hee dil kaa bahalanaa
aafat fir us pee lat mein tumhaaraa mukhadaa chhipaa ke chalanaa
ayese naa bolo, pad jaaye muz ko sharamaanaa

duniyaan naa dekhe dhadake meraa man  rastaa sajan meraa chhodo
tan tharatharaye ungalee humaaree dekho piyaa naa marodo
yoon naa sataao, muz ko banaa ke diwaanaa

bach bach ke hum se, o matawaalee hain ye kahaa kaa iraadaa
naajook labon se fir karatee jaao, milane kaa koee waadaa
dil ye meraa ghar hain tumhaaraa, aa jaanaa...
Logged
Sammual
Guest
«Reply #1312 on: June 28, 2008, 07:44:22 PM »
ye Just Move It,Everybody In The Party
Just Move It,If You Feeling The Spark
Just Hands Up,If You Wanna Get Down
Just Hands Up,One Charm Let Me See You To
Ye Just Move It,Everybody In The Party
Just Move It,If You Feeling The Spark
Just Hands Up,If You Wanna Get Down



Tauba Main Pyar Karke, Tauba Main Pyar Karke Pachtaya
Tauba Main Pyar Karke, Tauba Main Pyar Karke Pachtaya
Maine Socha Ek Akela. Main Rahoonga Kitna Re
Dil Kabutar Ud Gaya Mera Dekh Ke Chehra Chikna Ve
Phitte Muan, Phitte Muan, Phitte Muan, Dil Ne Bura Fasvaya
Tauba Main Pyaar Karke, Tauba Main Pyar Karke Pachtaya
Tauba Main Pyaar Karke, Tauba Main Pyar Karke Pachtaya
Tauba Main Pyaar Karke, Tauba Main Pyar Karke Pachtaya
Logged
Talat
Guest
«Reply #1313 on: June 28, 2008, 07:49:20 PM »
 ya ali reham ali
ya ali yaar pe qurbaan hai sabhi
ya ali madad ali
ya ali yeh meri jaan yeh meri zindagi
ishq pe mita doon luta doon
main apani khudi
yaar pe haan luta doon mita doon
main yeh hasti
ya ali reham ali
ya ali yaar pe qurbaan hai sabhi
ya ali madad ali
ya ali yeh meri jaan yeh meri zindagi

mujhe kuchh pal de qurbat ke
fakir hum teri chahat ke
rahe bechain dil kab tak
milen kuchh pal toh raahat ke
chahat pe ishq pe haa mita doon luta doon
main apani khudi
yaar pe ha luta doon mita doon
main yeh hasti
ya ali reham ali
ya ali yaar pe qurbaan hai sabhi
ya ali madad ali
ya ali yeh meri jaan yeh meri zindagi

bina tere na ek pal ho na bin tere kabhi kal ho
yeh dil ban jaaye pathhar ka na ismein koi hulchul ho
sanam pe ha ishq pe ha mita doon luta doon
main apani khudi
kasam se ha luta doon mita doon
main yeh hastii
ya ali reham ali
ya ali yaar pe qurbaan hai sabhi
ya ali madad ali
ya ali yeh meri jaan yeh meri zindagi
Logged
Sammual
Guest
«Reply #1314 on: June 28, 2008, 08:04:27 PM »
Tumhare Siva Kuch Na Cahat Karenge
Ke Jab Tak Jiyenge Muhobatt Karenge
Tumhare Siva Kuch Na Caha Karenge
Ke Jab Tak Jiyenge Muhobatt Karenge

Nazar Cahti Hai Deedar Karna
Ye Dil Cahta Hai Tumhe Pyar Karna
Tumhari Waffa Main Dube Rahain Hum
Hai Kya Haal Dil Ka Ye Kaise Kahe Hum
Mahakne Lagega Hoooooooo
Mahakne Lagega Baddan Ye Tumhara
Hum Ankho Se aise Shararat Karenge
Ke Jab Tak Jiyenge Muhobatt Karenge

Hamain Apne Dil Main Basaya Hai Tumne
Muhobbat Ke Kabil Banaya Hai Tumne
Aggar Tum Na Milte To Hum Jee Na Pate
Kise Apna Kehte Kahan Dil Lagate
Saza Rab Jo Dega Woh Manzoor Humko
Ke Ab Hum Tumhari Ibaadt Karenge
Tumhare Siva Kuch Na Cahat Karenge
Ke Jab Tak Jiyenge Muhobatt Karenge.
Logged
Talat
Guest
«Reply #1315 on: June 28, 2008, 08:11:54 PM »
Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi Woh Barsaat Ki Raat
Ek Anjaan Haseena Se Mulaqaat Ki Raat
Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi

Hai Woh Reshmi Zulfon Se Barasta Paani
Hai Woh Reshmi Zulfon Se Barasta Paani
Phool Se Gaalon Pe Rukhne Ko Tarasta Paani
Dil Mein Toofan Utha Thay Huye
Dil Mein Toofan Utha Thay Huye Jazbaat Ki Raat
Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi

Darr Ke Bijli Se, Achanak, Woh Lipatna Uska
Aur Phir Sharm Se, Balkha Ke, Simatna Uska
Kabhi Dekhi Na Suni Aaisi Ho
Kabhi Dekhi Na Suni Aaisi Tilismat Ki Raat
Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi

Surkh Aanchal Ko Daba Kar Jo Nichoda Usne
Surkh Aanchal Ko Daba Kar Jo Nichoda Usne
Dil Pe Jalta Hua Ek Teer Sa Chhoda Usne
Aag Paani Mein Lagate Huye
Aag Paani Mein Lagate Huye Halaat Ki Raat
Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi

Mere Naghmo Mein Jo Basti Hai Vo Tasveer Thi Woh
Naujawani Ke Haseen Khwab Ki Tabeer Thi Vo
Aasmaanon Se Uttar Aayi Ho
Aasmaanon Se Uttar Aayi Thi Jo Raat Ki Raat
Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi Woh Barsaat Ki Raat
Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi
Logged
Sammual
Guest
«Reply #1316 on: June 28, 2008, 08:44:56 PM »
Najane Kab Se Umeede Kuch Baki Hai
Mujhe Phir Bhi Teri Yaad Kyun Aati Hai
Nazane Kab Se.....

Door Jitna Bhi Tum Mujhse Paas Tere Main
Ab To Aadat Si Hai Mujhko Aise Jeene Main
Zindgi Se Koi Shikwa Bhi Nahin Hai
Ab To Zinda Hoon Main Is Neele Asmman Main

Chahat Aisi Hai Yeh Teri Bhadti Jaye
Aahat Aisi Hai Yeh Teri Mujhko Sattaay
Yaadain Gehri Hai Itni Dil Doob Jaye
Aur Anlho Main Te Gham Nam Ban Jaye
He Heeeeeeeeooooooooooooo

Ab To Aadat Si Hai Mujhlo Aise Jeene Main
He Heeeee Hooooooooo
Sabhi Raatain Hain Sabhi Baatain Hain
Bhula Do Unhe Mita Do Unhee

Ab TO Aadat Si Hai Mujhko.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #1317 on: June 30, 2008, 03:08:47 PM »
Rangeelaa Re, Tere Rang Mein, Yoo Rangaa Hain, Meraa Man
chhaliyaa Re, Naa Buze Hain, Kisee Jal Se Ye Jalan

palakon Ke Zoole Pe, Sapano Kee Doree
pyaar Ne Baandhee Jo, Too Ne Wo Todee
khel Ye Kaisaa Re, Kaisaa Re Saathee
diyaa To Zoomei Hain, Roye Hain Baatee
kahee Bhee Jaaye Re, Roye Yaa Gaaye Re
chain Naa Paaye Re Hiyaa, Waah Re Pyaar Waah Re Waah

dukh Meraa Dulhaa Hain, Birahaa Hain Dolee
aansoo Kee Saadee Hain, Aahon Kee Cholee
aag Main Peeoo Re, Jaise Ho Paanee
naa Re Deewaanee Hoon, Peedaa Kee Raanee
manawaa Ye Jale Hain, Jag Saaraa Chhale Hain
saans Kyon Chale Hain Piyaa, Waah Re Pyaar Waah Re Waah


mainne To Sinchee Re, Teree Ye Raahen
baahon Mein Teree Kyon, Aauron Kee Baahen
kaise Too Bhoolaa Wah, Foolon See Raaten
samazee Jab Aankho Ne, Anakhon Kee Baaten
gaaw Har Chhootaa Re, Sapanaa Har Tootaa Re
fir Bhee Too Ruthhaa Re, Piyaa, Waah Re Pyaar Waah Re Waah
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #1318 on: July 01, 2008, 03:40:35 PM »
Movie : Gambler
Singer: Kishore Kumar

Dil Aaj Shayar Hai, Gum Aaj Nagma Hai, Shab Yeh Ghazal Hai Sanam
dil Aaj Shayar Hai, Gum Aaj Nagma Hai, Shab Yeh Ghazal Hai Sanam
gairon Ke Sheron Ko O Sunnewale, Ho Is Taraf Bhi Karam

aake Zara Dekh To Teri Khatir, Hum Kis Tarah Se Jiye
aake Zara Dekh To Teri Khatir, Hum Kis Tarah Se Jiye
aansoo Ke Dhage Se Seete Rahe Hum Jo Jakhm Tune Diye
chahat Ki Mehfil Mein Gum Tera Lekar Kismat Se Khela Juwa
duniya Se Jeete, Par Tujhse Haare, Yun Khel Apna Hua

hai Pyaar Humne Kiya Jis Tarah Se, Uska Na Koi Jawab
hai Pyaar Humne Kiya Jis Tarah Se, Uska Na Koi Jawab
zarraat Hai Lekin Teri Lau Mein Jalkar, Hum Ban Gaye Aaftaab
hum Se Hai Zinda Wafa Aur Humhi Se Hai Teri Mehfil Jawan
hum Jab Na Honge To Ro Ro Ke Duniya Dhundhegi Mere Nishan

ye Pyaar Koi Khilauna Nahin Hai, Har Koi Le Jo Kharid
ye Pyaar Koi Khilauna Nahin Hai, Har Koi Le Jo Kharid
meri Tarah Zindagi Bhar Tadap Lo, Phir Aana Uske Karib
hum To Musafir Hain, Koi Safar Ho, Hum To Guzar Jayenge Hi
lekin Lagaya Hai Jo Danw Humne, Woh Jeetkar Aayenge Hi
woh Jeetkar Aayenge Hi
woh Jeetkar Aayenge Hi
Logged
Pooja
Guest
«Reply #1319 on: July 02, 2008, 04:48:48 PM »
MERA KUCH SAMAAN TUMHARE PAAS PADA HAI
SAWAAN KE KUCH BHIGE-BHIGE DIN RAKHE HAI
AUR MERE EK KHAT MEIN LIPTI EK RAAT PADHI HAI
WOH RAAT  BHUJA DO
MERA WOH SAMAAN LAUTA DO

PATHJHAD HAI KUCH HAI NAA?
PATJHAD MEIN KUCH PATO KE GIRNE KI AAHAT
KAANO MEIN EK BAAR PEHAN KAR LAUT AAYI THI
PATJHAD KI WOH SHAANK ABHI TAK KAAMP RAHI HAI
WOH SHAANK GIRA DO,MERA WOH SAMAAN LAUTA DO

EK AKELI CHATRI MEIN JAB AADHE-AADHE BHIG RAHE THE
AADHE SUKHE AADE GILE SUHAGATO MEIN LE AAYI THI
GILA MAN SHAYAD BISTAR KE PAAS PADA HO
WOH BHIJWA DO MERA WOH SAMAAN LAUTA DO

MERA KUCH SAMAAN TUMHARE PAAS PADA HAI
MERA WOH SAMAAN LAUTA DO....
 
Logged
Pages: 1 ... 84 85 86 87 [88] 89 90 91 92 ... 112
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:00:47 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.208 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer