~~~~**Wat song R U listenin to Right Now!!!!**~~~~~

by Aarzuu on June 09, 2005, 08:09:42 AM
Pages: 1 ... 105 106 107 108 [109] 110 111 112
Print
Author  (Read 49910 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #1620 on: October 05, 2010, 09:51:15 AM »
Apne Haathon ki Lakeeron mein basa le Mujhko
Main Hoon Tera Tu naseeb Apna bana Le Mujhko

Mujhse Tu puchne aaya hai waffa Ke Maane
Yeh Teri Saada-Dilli Maar naa Daale Mujhko..

Apne Haathon ki lakeeron mein Basa le mujhko...

Khud Ko Main Baant naa daaloon kahi Daaman-Daaman
kar diya tune agar mere hawale mujhko

apne haathon ki lakeeron mein basa le mujhko

Waada phir waada hai main Zehar Bhi pee jaau "Qateel"
shart yeh hai ke Koi Baahon mein Sambhaale Mujhko

Apne Haathon Ki Lakeeron Mein Basa le Mujhko
Main Hoon Tera, Tu Naseeb Apna Bana Le Mujhko
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #1621 on: October 05, 2010, 09:55:35 AM »
heyyyyyyyy khwaish ji my fav gazal of jagjit ji...........

mujhe abhi send karo mail me jaldi
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #1622 on: October 07, 2010, 02:22:16 PM »
Haath Chute Bhi To Rishte Nahi Choda Karte
Waqt ki Shaak se lamhe nahi toda karte

jiski awaaz mein silwat ho,
nigaaho mein shikanj
aisi tasveer ke tukde nahi joda karte

haath chute bhi to Rishte nahi choda karte...

Shehad Jeene ka mila karta hai Thoda-Thoda
Jaane walo ke liye dil nahi thoda karte..

Haath chute bhi to rishte nahi choda karte....

Lagkar saahil se jo behta Hai usse behne do
aisi dariya ka kabhi rukh nahi moda karte...

haath chute bhi to rishta nahi choda karte...
waqt ke shaak se lamhe nahi thoda karte...

Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #1623 on: October 07, 2010, 02:26:29 PM »
khwaish ji...mastammmmmmmmm song par aap akele kyun sun rahe ho...hume bhi sunao na
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #1624 on: October 08, 2010, 10:23:07 AM »
Pyaar Ke Liye
Char Pal Kam Nahin The
Pyaar Ke Liye
Char Pal Kam Nahin The
Kabhi Tum Nahin The
Kabhi Hum Nahin The
Kabhi Tum Nahin The
Kabhi Hum Nahin The
Pyaar Ke Haseen
Kab Ye Mausam Nahin The
Kabhi Tum Nahin The
Kabhi Hum Nahin The
Kabhi Tum Nahin The
Kabhi Hum Nahin The...
Ye Din Barsoon Ke Baad Aaya
Kuch Tumhein, Kuch Humein, Yaad Aaya
Kasak Phir Ye Dil Mein Uthi Hai
Honton Pe Baat Aa Ke Ruki Hai
Kabhi Itne Majboor To Hum Nahin The
Kabhi Itne Majboor To Hum Nahin The
Pyaar Ke Liye
Char Pal Kam Nahin The
Pyaar Ke Haseen
Kab Ye Mausam Nahin The
Kabhi Tum Nahin The
Kabhi Hum Nahin The
Kabhi Tum Nahin The
Kabhi Hum Nahin The...
Agar Tum Ye Dil Maang Le Te
Jaan-e-man, Hum Tumhein Jaan De Te
Tumhein Kaise Hum Bhool Jaate
Mar Ke Bhi Tum Hamein Yaad Aate
Tumhein Hai Pataa Bewaffa Hum Nahin The
Tumhein Hai Pataa Bewaffa Hum Nahin The
Pyaar Ke Liye
Char Pal Kam Nahin The
Pyaar Ke Liye
Char Pal Kam Nahin The
Kabhi Tum Nahin The
Kabhi Hum Nahin The
Kabhi Tum Nahin The
Kabhi Hum Nahin The
Pyaar Ke Haseen
Kab Ye Mausam Nahin The
Kabhi Tum Nahin The
Kabhi Hum Nahin The
Kabhi Tum Nahin The
Kabhi Hum Nahin The...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #1625 on: October 08, 2010, 10:38:24 AM »
Pyaar Ke Liye
Char Pal Kam Nahin The
Pyaar Ke Liye
Char Pal Kam Nahin The
Kabhi Tum Nahin The
Kabhi Hum Nahin The
Kabhi Tum Nahin The
Kabhi Hum Nahin The
Pyaar Ke Haseen
Kab Ye Mausam Nahin The
Kabhi Tum Nahin The
Kabhi Hum Nahin The
Kabhi Tum Nahin The
Kabhi Hum Nahin The...
Ye Din Barsoon Ke Baad Aaya
Kuch Tumhein, Kuch Humein, Yaad Aaya
Kasak Phir Ye Dil Mein Uthi Hai
Honton Pe Baat Aa Ke Ruki Hai
Kabhi Itne Majboor To Hum Nahin The
Kabhi Itne Majboor To Hum Nahin The
Pyaar Ke Liye
Char Pal Kam Nahin The
Pyaar Ke Haseen
Kab Ye Mausam Nahin The
Kabhi Tum Nahin The
Kabhi Hum Nahin The
Kabhi Tum Nahin The
Kabhi Hum Nahin The...
Agar Tum Ye Dil Maang Le Te
Jaan-e-man, Hum Tumhein Jaan De Te
Tumhein Kaise Hum Bhool Jaate
Mar Ke Bhi Tum Hamein Yaad Aate
Tumhein Hai Pataa Bewaffa Hum Nahin The
Tumhein Hai Pataa Bewaffa Hum Nahin The
Pyaar Ke Liye
Char Pal Kam Nahin The
Pyaar Ke Liye
Char Pal Kam Nahin The
Kabhi Tum Nahin The
Kabhi Hum Nahin The
Kabhi Tum Nahin The
Kabhi Hum Nahin The
Pyaar Ke Haseen
Kab Ye Mausam Nahin The
Kabhi Tum Nahin The
Kabhi Hum Nahin The
Kabhi Tum Nahin The
Kabhi Hum Nahin The...

Wowwwwwwwwwwwwwwwwww..bahut Hi Pyaara song suun rahe ho aap..
Thanks For sharing..anu plz iss movie ka naam bataiyega.. icon_flower
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #1626 on: October 08, 2010, 11:41:45 AM »
is movie ka naam hai DIL KYA KARE
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #1627 on: October 11, 2010, 04:08:39 AM »
Kiski Khusboo Hai
Meri Saanson Mein
Mehki Mehki Si
Jaani Jaani Si
Dil Tha Abhi Seene Mein
Isko Churaya
Jaane Kisne


Kiski Surat Hai
Meri Aakhon Main
Halki Halki Si
Pyari Pyari Si
Dil Tha Abhi Seene Main
Isko Churaya
Jaane Kisne

Woh Kaun Hai Jiske Aakhon Ko Takti Hai Nazar
Woh Kaun Hai Jisne Kiya Hai
Mujhko Khud Se Bekhaabar
Woh Kaun Hai Hai Mere Pal Pal Mein Shamil Hai
Woh Kaun Hai Jo Meri Manzil Hai
Woh Kaun Hai Jise Mein Sunna Chahta Hoon
Dekhna Chahta Hoon.

Mere Kaano Main
Goonjti Hai Jo
Meethi Meethi Si
Kiski Boli Hai
Dil Tha Abhi Seene Main
Isko Churaya
Jaane Kisne

Kiski Khusboo Hai
Meri Saanson Mein
Mehki Mehki Si
Jaani Jaani Si
Dil Tha Abhi Seene Mein
Isko Churaya

Ban Ke Saaya Mere Sang Rehta Hai Kaun
Maine Ye Na Jana Kabhi
Aisa Na Tha Haal Mera Pehle
Haal Ye Mera Hua Hai Abhi
Woh Khwab Hai Ya Haqeeqat Hai
Woh Jo Bhi Hai Meri Zaroorat Hai
Zaroorat Hai

Kiski Khushbo Hai
Mehki Mehki Si
Jaani Jaani Si
Dil Tha Abhi Seene Mein
Isko Churaya
Pyari Pyari Si
Dil Tha Abhi Seeney Main
Isko Churaya Jaane Kisne
Jaane Kisne
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #1628 on: October 23, 2010, 01:54:04 PM »
Sadma To hai Mujhe Bhi Ke Tujhse Juda Hoon Main
Lekin yeh Sochta Hoon Ke Ab Tera Kya Hoon Main...

Bikhra Pada Hai tere Hi Ghar mein Tera Wajood!!
Bekaar Mehfilon mein Tujhe Dhoondhta Hoon Main..

Sadma To hai mujhe Bhi Ke Tujhse Juda Hoon Main...

Naa Jaane Kis Ada Se Liya Tune Mera Naam!!
Duniya Samaj Rahi hai Ke sab Kuch Tera Hoon Main

Sadma To Hai Mujhe Bhi Ke tujhse Juda Hoon Main...
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #1629 on: October 23, 2010, 02:18:03 PM »
yaar aapki aur meri choice in gazals to sach me comon hai yaar....
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #1630 on: November 28, 2010, 02:44:18 AM »
Bahut achchhe Ghazals aap ne post ki hai Khwaish Ji
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #1631 on: December 04, 2010, 05:00:19 AM »
i love this song.....

Thodi thodi guzre pakad kabhi taaza si hawayein
Saate saate se yeh rishte apni baahon ko filayein
Mera mann, toh bas gungunana chahe
Uska mann, khul ke geet gaana chahe
Muskuraun, main woh bas khilkhilana chahe
Hai ziddi yeh badi majbooriyan bhi
Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zarooriiii
Zaroori hai yeh dooriyannnnnn

Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zarooriiiii
Zaroori hai yeh dooriyannnnnn

Zyada nazdeekyon mein dooriyon ke hote hain ishaare
Hum toh leheron ko chakhna na meethay nahi paani hai yeh khaare
Love kahe, mere paas tum na aana
Door se, accha hai timtamana
Varna bad mein hoga dard-e-jaana
Hai ziddi yeh badi majbooriyan bhi
Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zarooriiii
Zaroori hai yeh dooriyannnnnn

Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zarooriii
Zaroori hai yeh dooriyannnnnn

Main toh aisi baarish hoon
Jo teen ki chhat pe kud ke barse
Woh fuhaar hai dheemi rut ki
baras na paaye Chhod ke tarse,
dono barse Par sang sang kahan hai,
thodi doori se Zindagi aasan hai,
meri duniya aur uska bhi jahan hai
Hai ziddi yeh badi majbooriyan bhi


Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
Zaroori hai yeh dooriyan, yeh dooriyan
Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
Zaroori hai yeh dooriyan
Logged
AbhiTamrakar
Guest
«Reply #1632 on: December 04, 2010, 06:04:44 AM »
film: kanyadan
lyrics : hasrat jaipuri
song : meri jindagi me aate
singer; Rafi:                     Romance ka naam Rafi ....truely


unakii zulfe.n unake chehare se haTaa sakataa nahii.n
dil kii betaabii kisii suurat chhupaa sakataa nahii.n
kitanii dilakash hai.n muhabbat kii javaa.N majabuuriyaa.N
saamane ma.nzil hai aur paa.Nv ba.Dhaa sakataa nahii.n...

merii zindagii me.n aate ( to kuchh aur baat hotii ) -2
ye nasiib jagamagaate ( to kuchh aur baat hotii ) -2

ka_ii baar mil chukii hai.n ye hasii.n-hasii.n nigaahe.n -2
vo hii beqaraariyaa.N hai.n na milii Kushii kii raahe.n
mere dil se dil milaate ( to kuchh aur baat hotii ) -2
merii zindagii me.n ...

mujhe kyaa Garaz kisii se ha.Nse phuul yaa sitaare -2
hai.n merii nazar me.n phiike ye javaa.N-javaa.N nazaare
agar aap muskaraate ( to kuchh aur baat hotii ) -2
merii zindagii me.n ...

ye Kushii rahe salaamat yuu.N hii jashn ho suhaanaa -2
jise sun rahii hai duniyaa mere dil kaa hai taraanaa
mere saath tum bhii gaate ( to kuchh aur baat hotii ) -2
merii zindagii me.n ...
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #1633 on: December 04, 2010, 06:08:24 AM »
wowwwwwwwwwwwwwwwww............superb song abhi ji...........
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #1634 on: December 06, 2010, 09:55:42 PM »
baar baar dekho, hazaar baar dekho
ke dekhane kii chiiz hai, hamaaraa dilarubaa, Taalii ho
Taalii ho, Taalii ho

(haa.N jii haa.N, aur bhii ho.nge diladaar yahaa.N
laakho.n dilo.n kii bahaar yahaa.N
par ye baat kahaa.N ) - 2
ye bemisaal husn, laajavaab ye aadaa, Taalii ho
Taalii ho, Taalii ho

(dil milaa, ek jaan-e-mahafil milaa
yaa chiraaG-e-ma.nzil milaa
ye na puuchho ke kahaa.N ) - 2
nayaa nayaa ye aashiqii kaa raaz hai merA, Taalii ho
Taalii ho, Taalii ho

(balle balle, uThake misTar kyo.n chale
pyaar pe mere kaho kyo.n jale
baiTh bhii jaao meharabaa.N ) - 2
duaa karo mile tumhe.n bhii aisaa dilarubaa, Taalii ho
Taalii ho, Taalii ho
Logged
Pages: 1 ... 105 106 107 108 [109] 110 111 112
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 21, 2024, 03:44:41 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.811 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer