Aadmi.............( Ghayel )

by Sajid_Ghayel on April 22, 2010, 05:20:43 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1471 times)
Sajid_Ghayel
Guest
«Reply #15 on: August 02, 2010, 10:46:56 PM »
Reply with quote
bahut khoobsurat likha hai aapne Sajid ji....!!!

Sab aapki zarra nawazi hai mere bhai........badi meharbani jo aapne apna waqt diya.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
PUNJABI GHAZAL - AADMI HI AADMI NU KHAN LAG PAYE - SARVESH RASTOGI by SARVESH RASTOGI in Ghazals
AADMI by @kaash in Shairi - E - Zindagi
~Har Aadmi Hai~ by majid in Shayri-E-Dard
Maghruri Ka Badal Chhatne Se Hi Aadmi Aadmi Banta Hai by @kaash in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
kyon aadmi se zalta hai aadmi by sunildehgawani in Shayri-E-Dard
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #16 on: August 03, 2010, 04:31:46 AM »
Reply with quote
Apne is naye safar shuruaat is naye Tanziyaa kalam se kar raha hu, ummeed hai aapko pasand aaye......apni ray zarur dijiyega.


Khokhli bato sa, khokhla hai aadmi
Jaan pe ban aaye, to doghla hai aadmi

Busdil bana jo dekhe, mazloom zamane ko
Kehte hai sabhi usko, bhala hai aadmi

Tanhaieeyaa.N safar ki, maar deti hai
Sath kab kisi ke, chala hai aadmi

Kare parsaiee* sabki, huro ki tamanna
Rab janta hai kitna, manchala hai aadmi

Dhoondne jo nikle, usool ke mutabik
Kaha koi aisa, mila hai aadmi

Zulm nafratein bhookh muflisi
Sharmindgi ka ek, silsila hai aadmi

Sabne ne hai yaha bati, hisse ki aag apni
Apni hi aag me, jala hai aadmi

Q tajjub kare hai, Ghayel ki madhoshi par
Jo mukhtalif nasho me, mubtila hai aadmi

Sajid Ghayel

* Good Deeds

dil ki gehraai se ...likhi rachna  hai ye ghayal ji....
har ek lafz apne aap me pura sa laga...
kitne kum lafzon me aap ek insaan ki fitrat samjha gaye.

bhttttt khubbbb.....
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #17 on: August 24, 2010, 07:53:30 PM »
Reply with quote
Sajid Ghayal Sahab Aadaab O Salam

Aapki aur ek kalaam se rubaru ho liye...
Aur aadmi ki fitrat per aapki yeh kalam bhi umdaa lagi...

Dil se daad janab...



Apne is naye safar shuruaat is naye Tanziyaa kalam se kar raha hu, ummeed hai aapko pasand aaye......apni ray zarur dijiyega.


Khokhli bato sa, khokhla hai aadmi
Jaan pe ban aaye, to doghla hai aadmi

Kia Baat hai Janab, Bahut karaara tamacha mara hai insaani fitrat ko...


Buzdil bana jo dekhe, mazloom zamane ko
Kehte hai sabhi usko, bhala hai aadmi

Bahut sahiN lajawaab...


Tanhaieeyaa.N safar ki, maar deti hai
Sath kab kisi ke, chala hai aadmi

Achcha khayaal hai ... Kuch bayaani meiN kamzor lag raha hai.....
Abhi to koi surat humare zahen meiN nahi ban rahi hai..



Kare parsaiee* sabki, huro ki tamanna
Rab janta hai kitna, manchala hai aadmi

He heheheh he ... Kia janab aap bhi.. Bahut khoob.. Bahut umdaa


Dhoondne jo nikle, usool ke mutabik
Kaha koi aisa, mila hai aadmi

Khayaal achcha hai... Baat banti bhi nazar aa rahi hai per bayaani meiN kamzori rahi.


Zulm nafratein bhookh muflisi
Sharmindgi ka ek, silsila hai aadmi

YahaaN kuch kahna munaseeb hi nahi... Ek tarfa pahelu rakha hai aapne... So baat durust hai...


Sabne ne hai yaha bati, hisse ki aag apni
Apni hi aag me, jala hai aadmi

Sher behad kamzor hai... Khayaal khul nahi paya......         


Q tajjub kare hai, Ghayel ki madhoshi par
Jo mukhtalif nasho me, mubtila hai aadmi

Baat pate ki kahi hai janab... Maqta achcha raha... Dil se daad Hazir hai..         


Sajid Ghayel

* Good Deeds

Umdaa Kalaam per dil se daad kabool kijiye....

Likhate rahiye...
khush rahiye....
Khuda Hafez         

Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #18 on: August 24, 2010, 07:55:46 PM »
Reply with quote
parwaz ji mujhe aapka ye style bada hi achch alagta hai kisi kalaam ko padhne ka
har sher ki jis tarah aap tareef karte hain wahhhhhhh
Logged
sbechain
Guest
«Reply #19 on: September 05, 2011, 08:50:15 AM »
Reply with quote
Apne is naye safar shuruaat is naye Tanziyaa kalam se kar raha hu, ummeed hai aapko pasand aaye......apni ray zarur dijiyega.


Khokhli bato sa, khokhla hai aadmi
Jaan pe ban aaye, to doghla hai aadmi

Busdil bana jo dekhe, mazloom zamane ko
Kehte hai sabhi usko, bhala hai aadmi

Tanhaieeyaa.N safar ki, maar deti hai
Sath kab kisi ke, chala hai aadmi

Kare parsaiee* sabki, huro ki tamanna
Rab janta hai kitna, manchala hai aadmi

Dhoondne jo nikle, usool ke mutabik
Kaha koi aisa, mila hai aadmi

Zulm nafratein bhookh muflisi
Sharmindgi ka ek, silsila hai aadmi

Sabne ne hai yaha bati, hisse ki aag apni
Apni hi aag me, jala hai aadmi

Q tajjub kare hai, Ghayel ki madhoshi par
Jo mukhtalif nasho me, mubtila hai aadmi

Sajid Ghayel

* Good Deeds

bahut bahut khoob...............!
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 11:07:23 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.138 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer