abdulqadeer
Guest
|
Uski baten na karo mujhe bhool jane do !! Raath gaheri ho gayi ab so jane do !! Na karo hamdardi mere ashiyane se doosto !! Aag maine khud laga-e- hai jal jane do !!
Mujhe maar na hi samandaron ki khuesh agar !! To chin lo fatwar mujhe doob jane do !!
Na mai totonga kabhi na mere hausle !! Karne do sitam usse hadh se guzar jane do !!
Ladengi fir meri tanha-e-yan uski yadoon se !! Hone do sham zara suraj ko dhal jane do !!
Naye zakham dene ki khuesh rakhte ho agar !! To math khuredo mere purene zakhmo ko bhar jane do !!
tumhari har khushi se unhe narfath hai Qadeer !! Apne armanoo ko toot ke bhikar jane do !!
Qadeer Toopchi
From Dubai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
amarhellboy
Guest
|
|
«Reply #1 on: January 12, 2009, 06:55:35 AM » |
|
YAAR KASAM SE KYA LIKHA HAI JITNI YARIF KARU KAM HAI YUNHI LIKHATE RAHO
|
|
|
Logged
|
|
|
|
abdulqadeer
Guest
|
|
«Reply #2 on: January 12, 2009, 07:06:56 AM » |
|
YAAR KASAM SE KYA LIKHA HAI JITNI YARIF KARU KAM HAI YUNHI LIKHATE RAHO
Shukriya mere bhai apne izzath bakshi mere kalam ko ahesan mand hon janab apka !! Qadeer toopchi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Shikha12
Guest
|
|
«Reply #3 on: January 12, 2009, 07:10:11 AM » |
|
Uski baten na karo mujhe bhool jane do !! Raath gaheri ho gayi ab so jane do !! Na karo hamdardi mere ashiyane se doosto !! Aag maine khud laga-e- hai jal jane do !!
Mujhe maar na hi samandaron ki khuesh agar !! To chin lo fatwar mujhe doob jane do !!
Na mai totonga kabhi na mere hausle !! Karne do sitam usse hadh se guzar jane do !!
Ladengi fir meri tanha-e-yan uski yadoon se !! Hone do sham zara suraj ko dhal jane do !!
Naye zakham dene ki khuesh rakhte ho agar !! To math khuredo mere purene zakhmo ko bhar jane do !!
tumhari har khushi se unhe narfath hai Qadeer !! Apne armanoo ko toot ke bhikar jane do !!
Qadeer Toopchi
From Dubai
Bahut Bahut aur Bahut hi khoob kalaam Qadeer Ji..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
abdulqadeer
Guest
|
|
«Reply #4 on: January 12, 2009, 07:47:14 AM » |
|
Bahoth Bahoth Shukriya mahiya ji apne meri ghazal ko apna waqath diya !! Qadeer toopchi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
abdulqadeer
Guest
|
|
«Reply #5 on: January 12, 2009, 07:51:37 AM » |
|
Wah Wah Qadeer Bhai Kya Baat Hai Ek Ek Shabd Dard Mein Dooba Hua Hau Jaise Khaskar Ye Lines To Dil Mein Utar Gayi Bohat Khoob Keep It Up.... Shukriya Shihab bhai apne jo izzath di hai mere kalam ko usko ahesan rahega hum per bhai !! allah apko khush rakhe shihab!! Qadeer toopchi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
salil2002
Guest
|
|
«Reply #6 on: January 12, 2009, 07:56:32 AM » |
|
bahut achche qadeerbhai
kii dekho hai oonka ghar andhere main dooba hua jala do mere ghar ko aur roshni kar jaane do dekha hai maine jalte huye patango ko shama kii khatir aaj na roko mujhe bhi jal jaane do...........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
abdulqadeer
Guest
|
|
«Reply #7 on: January 12, 2009, 07:58:47 AM » |
|
bahut achche qadeerbhai
kii dekho hai oonka ghar andhere main dooba hua jala do mere ghar ko aur roshni kar jaane do dekha hai maine jalte huye patango ko shama kii khatir aaj na roko mujhe bhi jal jaane do...........
Shukriya bhai salil aur wah apne bhi qoob likha hai dost !! Qadeer toopchi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
abdulqadeer
Guest
|
|
«Reply #8 on: January 12, 2009, 08:51:54 AM » |
|
Qadeer Saheb Waise Hum Aap Ustadon Ke Aage Kich Bhi Nahi Hai Phir Bhi Ek Chhoti Si Koshish Ki Hai Galti Maf Ho....
Hijar Ki Aag Mein, Mujhe Sulag Jaane Do Uske Intazaar Mein Hi Mujhe Mar Jaane Do.
Ek Tamanna Hai Faqat Meharbaan Rahe Khuda Baaki Duniyan Ko Mujhse Khafaa Ho Jaane Do.
Aarzoo Hai Ki Har Pal Usko Dekhta Rahun Me Kuch Derr Mujhe Khwabon Mein Kho Jaane Do.
Mein Seh Lunga Haste Hue Saare Dard.o.Ghum Ko Gar Woh Khush Hai To Usse Kissi Ka Ho Jaane Do.
Muddat Se Ghutan Si Ho Rahi Hai Dil Ko Seeney Me Aaj Mujhe Har Baat Ko Lafzon Mein Keh Jaane Do
Bahot bahot qoob mere bhai acha likha kya kya kahene !! yunhi likhte raho !! umar mujhe itni izzath bakashne ka shukriya bhai. Qadeer toopchi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
abdulqadeer
Guest
|
|
«Reply #9 on: January 13, 2009, 08:53:46 AM » |
|
Bohat Bohat Shukariya Qadeer Bhai
Shukriya ki kya bath hai yaar mere bhai bus likhte raha !! Qadeer Toopchi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #10 on: January 13, 2009, 04:39:22 PM » |
|
Bahoot khoob Qadeer ji...
Good work Shihab ji!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
abdulqadeer
Guest
|
|
«Reply #12 on: January 14, 2009, 03:18:10 AM » |
|
Wonderful creation Toopchi ji...and majid ji..
Thanks a lot roji ji !! Qadeer Toopchi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
Rau: 14
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.
Posts: 19903 Member Since: Feb 2006
|
|
«Reply #13 on: January 19, 2009, 01:13:24 PM » |
|
Bohat Badhiya Hai Bhaijaan,. Nice Ome Again,. Sorry Zara Dair Se Pardha Maine Ise,.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
abdulqadeer
Guest
|
|
«Reply #14 on: January 20, 2009, 03:54:45 AM » |
|
Bohat Badhiya Hai Bhaijaan,. Nice Ome Again,. Sorry Zara Dair Se Pardha Maine Ise,.
Koi bath nahi mere bhai shukriya jo tum padli !! aur ahesan mand hon apka jo apne isse pasand kiya mere bhai !! Allah hum sub kamiyabi ata kare Ameen !! Qadeer Toopchi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|