AAJ KI AURAT

by javedarshad on February 02, 2007, 10:04:25 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2871 times)
javedarshad
Guest
Reply with quote
Woh
Bade faqr se kahti hai
Yeh khoobsurat nasheman
yeh cars ki fleet
Yeh malbusaat ki chamak damak (Kapde)
Meri apni kawish hai
Zindagi ki
Saree ra'naiyaan
Yeh aasaish
Kisi ki marhoone minnat nahin
Zindagi main koi ehsaan ka
Lamha nahin
Main khud main bilkul mukammal hun
Oonchi kursi per baith ker
Na jane kitni zindagiyoon ko
Sawarti aur bigaadti hun
Lekin
Is ke Bawajood
Aik Mazboot
Aur Mustahkam
Saahare ki justujoo main
Uski aankhain neend ko
Tarasti hain
Logged
Talat
Guest
«Reply #1 on: February 03, 2007, 06:54:28 PM »
Reply with quote
Bohot khoob !!!
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #2 on: February 03, 2007, 08:44:35 PM »
Reply with quote
Shukria khariayt to hai aap hain kahan
Logged
Talat
Guest
«Reply #3 on: February 04, 2007, 12:06:13 PM »
Reply with quote
Jee haan..bas mashghuliyat zyaada hai Usual Smile
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 9 hours and 8 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #4 on: February 06, 2007, 04:07:56 AM »
Reply with quote
bahut ache javed

keep writing

tc
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: February 17, 2007, 03:07:18 PM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Javed Ji,.. Kamaal Ka Likha hai,.
Logged
ranjeet_rp
Guest
«Reply #6 on: March 07, 2007, 07:46:10 AM »
Reply with quote
nice one
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #7 on: September 28, 2008, 02:25:46 PM »
Reply with quote
Shukria app logon ka



javed
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: September 29, 2008, 10:43:27 AM »
Reply with quote
Aurat Jaise Naik Aur Us Jaisi Koi Badd Nahi,.
uski Mohabbat Aur Nafrat Ki Koi Hadd Nahi,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #9 on: May 08, 2009, 05:48:01 PM »
Reply with quote
Aurat Jaise Naik Aur Us Jaisi Koi Badd Nahi,.
uski Mohabbat Aur Nafrat Ki Koi Hadd Nahi,.

Bahoot sahi kaha Lil bro....
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #10 on: May 08, 2009, 06:14:29 PM »
Reply with quote
Woh
Bade faqr se kahti hai
Yeh khoobsurat nasheman
yeh cars ki fleet
Yeh malbusaat ki chamak damak (Kapde)
Meri apni kawish hai
Zindagi ki
Saree ra'naiyaan
Yeh aasaish
Kisi ki marhoone minnat nahin
Zindagi main koi ehsaan ka
Lamha nahin
Main khud main bilkul mukammal hun
Oonchi kursi per baith ker
Na jane kitni zindagiyoon ko
Sawarti aur bigaadti hun
Lekin
Is ke Bawajood
Aik Mazboot
Aur Mustahkam
Saahare ki justujoo main
Uski aankhain neend ko
Tarasti hain
Bahut Khoob Javed Ji
Logged
junaidqadir
Guest
«Reply #11 on: May 14, 2009, 06:03:54 AM »
Reply with quote
bahoth qoob javed sahab ,, is daur ki subse baadi baath ko apne badi asani se bayan kar diya !!

aurath jahan pyaar o aqlaq ka mujjasima hai to dusri taraf dagabazi o gaddari ki murath bhi hai !! aurath ke inteqaam se shaitaan bhi ghabrata hai !! aurath ki aisi hazaroo sifaten aur kususiyaten hain jo shayad hi aaj ke daur ki ladkiyan samjhti hon !! qair dil se dad qubool karen kissi din hum bhi khuch likhen is mauzu per waqath band rakha hai jub bhi musrufiyath se ijazath milegi to hazir honge is mauzu pe khuch liye howe !!Allah apko qair de !! Ameen!!

Duvaun ka muntazir !!

Qadeer
Logged
pandit
Guest
«Reply #12 on: May 14, 2009, 06:12:04 AM »
Reply with quote
GUD ONE EVERYONE..
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #13 on: May 14, 2009, 06:40:42 AM »
Reply with quote
tx

rajesh ji




javed
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #14 on: May 14, 2009, 03:21:15 PM »
Reply with quote
tx pooja





javed
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:38:23 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.144 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer