Aakho ka Pani bohat hain.......( Ghayel )

by sajid_ghayel on May 13, 2009, 06:18:09 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2236 times)
sajid_ghayel
Guest
Reply with quote
Bohat sada hain mere dushman, unme nadani bohat hain
Ghayel q nahi paresha.N, bas unhe yeh pareshani bohat hain

Sar se chader nahi utri, rahi aakho ki sharam baki
Muflisi ne jise pala, ladki woh khandani bohat hain

Na mulk ke kam aaye, na bhoj apna utha paye
Kya fayda jo tujhme, Jawani bohat hain

Kaha mumkin hain karu mohabbat, Majnu-o-Farhad ke jaisi
In kisso me kaha haqeeqat,  kahani bohat hain

Ab bhi karti hain intezaar, hain ummeed abhi zinda
Mere bachpan ki mohabbat, ab bhi deewani bohat hain

Main firaun nahi meri zarurat hain bohat kam
Mere doobne ki khatir, teri aakho ka pani bohat hain

Har hath me hain khanjar, har dil me yaha nafrat
Apne irado se yaha duniya, khud anjani bohat hain...

-Sajid Ghayel-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
BOHAT KUCH HOTA.........(GHAYEL) by sajid_ghayel in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
Bohat Gussa Hain..........(Ghayel) by sajid_ghayel in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
Khushiyaa Bohat Manayee....(Ghayel) by sajid_ghayel in Shayri-E-Dard
Khuda bohat hai......( Ghayel ) by Sajid_Ghayel in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
Roti hui aakho ko......( Ghayel ) by Sajid_Ghayel in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #1 on: May 13, 2009, 06:29:23 AM »
Reply with quote
bohut khoob sajid ji Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #2 on: May 13, 2009, 06:38:16 AM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khoob Sajid Bhai..Waise To Har Ek Ashaar Bahut Khoob Hai Par Yeh Ashaar,

"kaha Mumkin Hai Karun Mohabbat, Majnu-o-Farhad Ke Jaisi,
In Kisso mein kaha Haqeeqat, Kahani Bahut Hai.."   

Lajawab hai.. Clapping Smiley Clapping Smiley  Clapping Smiley

Logged
honeyrose
Guest
«Reply #3 on: May 13, 2009, 06:49:45 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Wonderfull creation Bohat khoob Sajid ji G88 lines...
Logged
pandit
Guest
«Reply #4 on: May 13, 2009, 07:12:14 AM »
Reply with quote
Bohat sada hain mere dushman, unme nadani bohat hain
Ghayel q nahi paresha.N, bas unhe yeh pareshani bohat hain

Sar se chader nahi utri, rahi aakho ki sharam baki
Muflisi ne jise pala, ladki woh khandani bohat hain

Na mulk ke kam aaye, na bhoj apna utha paye
Kya fayda jo tujhme, Jawani bohat hain

Kaha mumkin hain karu mohabbat, Majnu-o-Farhad ke jaisi
In kisso me kaha haqeeqat,  kahani bohat hain

Ab bhi karti hain intezaar, hain ummeed abhi zinda
Mere bachpan ki mohabbat, ab bhi deewani bohat hain

Main firaun nahi meri zarurat hain bohat kam
Mere doobne ki khatir, teri aakho ka pani bohat hain

Har hath me hain khanjar, har dil me yaha nafrat
Apne irado se yaha duniya, khud anjani bohat hain...

-Sajid Ghayel-

GUD WORK SAJID....
Logged
Sonu
Guest
«Reply #5 on: May 13, 2009, 07:14:55 AM »
Reply with quote
bahut khoob sajid ji wonderful work... bahut acha likha hai apne yeo hi likhte rahow Usual Smile
Logged
Talat
Guest
«Reply #6 on: May 13, 2009, 09:59:24 AM »
Reply with quote
Bohot Khoob Sajid Ji
Logged
Pooja
Guest
«Reply #7 on: May 13, 2009, 05:33:56 PM »
Reply with quote
wah kaya baat hai, bahoot khoob Sajid!!
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #8 on: May 13, 2009, 11:42:59 PM »
Reply with quote
very very nice and too good sajid ji,
Logged
pandit
Guest
«Reply #9 on: May 13, 2009, 11:48:36 PM »
Reply with quote
Bohat sada hain mere dushman, unme nadani bohat hain
Ghayel q nahi paresha.N, bas unhe yeh pareshani bohat hain

Sar se chader nahi utri, rahi aakho ki sharam baki
Muflisi ne jise pala, ladki woh khandani bohat hain

Na mulk ke kam aaye, na bhoj apna utha paye
Kya fayda jo tujhme, Jawani bohat hain

Kaha mumkin hain karu mohabbat, Majnu-o-Farhad ke jaisi
In kisso me kaha haqeeqat,  kahani bohat hain

Ab bhi karti hain intezaar, hain ummeed abhi zinda
Mere bachpan ki mohabbat, ab bhi deewani bohat hain

Main firaun nahi meri zarurat hain bohat kam
Mere doobne ki khatir, teri aakho ka pani bohat hain

Har hath me hain khanjar, har dil me yaha nafrat
Apne irado se yaha duniya, khud anjani bohat hain...

-Sajid Ghayel-



WAAH SAJID KYA BAAT HAI....
Logged
Roja
Guest
«Reply #10 on: May 14, 2009, 02:30:01 AM »
Reply with quote
Bohat sada hain mere dushman, unme nadani bohat hain
Ghayel q nahi paresha.N, bas unhe yeh pareshani bohat hain

Sar se chader nahi utri, rahi aakho ki sharam baki
Muflisi ne jise pala, ladki woh khandani bohat hain

Na mulk ke kam aaye, na bhoj apna utha paye
Kya fayda jo tujhme, Jawani bohat hain

Kaha mumkin hain karu mohabbat, Majnu-o-Farhad ke jaisi
In kisso me kaha haqeeqat,  kahani bohat hain

Ab bhi karti hain intezaar, hain ummeed abhi zinda
Mere bachpan ki mohabbat, ab bhi deewani bohat hain

Main firaun nahi meri zarurat hain bohat kam
Mere doobne ki khatir, teri aakho ka pani bohat hain

Har hath me hain khanjar, har dil me yaha nafrat
Apne irado se yaha duniya, khud anjani bohat hain...

-Sajid Ghayel-

Nice creation Sajid ji  Thumbs UP
Logged
Sager4u
Guest
«Reply #11 on: May 14, 2009, 02:44:57 AM »
Reply with quote
Very well sajidji !
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #12 on: May 14, 2009, 03:34:33 AM »
Reply with quote
bohut khoob sajid ji Applause

Bohat bohat shukriyaa.N Dost..
Logged
junaidqadir
Guest
«Reply #13 on: May 14, 2009, 05:32:32 AM »
Reply with quote
assalamwalekum sahab sahab !!
ghazal ki jitni tareef ki jaye kam hi hogi subhan allah kya nayab chiz likh di apne ...muflisi ne jisse pala ,, ladki ho khandani bahoth hai ..ye ashar to kaleja hai apki ghazal ka allah apke kalamath ko miyar izzath bakshe mere bhai !!

Qadeer
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: May 14, 2009, 05:39:00 AM »
Reply with quote
Mashallah Har Ashaar Dil Par Gehra Asar Gar Gaya,.

Too Good Sajid Bhai,.
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:07:56 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.135 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer