Aakhri Safar,.

by Jaanasheen on January 24, 2009, 04:27:39 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2098 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Is Duniya Se Rishte Naate Tord Kar Chale,.
Apno Ko Begaano Ko, Sab Ko Chord Kar Chale,.

Nehlaa Rahe Hain Sab Milkar Meri Laash Ko,.
Pehnaa Rahe Hain Kafan Sab Meri Laash Ko,.

Ab Kuch Hi Dair Mein Janaaze Pe Daal Denge Mujhe,.
Mere Ghar Waale, Ab Ghar Se Nikaal Denge Mujhe,.

Phir Hoga Safar Mera, Bas Sawaari Badli Hui Hogi,.
Janaaza Wohi Hoga Masjid Ka,Laash Badli Hui Hogi,.

Pardhenge Sab Milkar Namaaz, Mujhe Widaa Karne Ki,.
Rishtedaar Padhenge Fateha Mujhpar,.
Darkhwast Karenge Maulvi Se Mere Liye Duaa Karne Ki,.

Ab Janaaza Uthaaya Jaayega Mera, Udaasi Ka Manzar Hoga..
Khabar Hi Meri Manzi Hogi, Khabar Hi Mera Ghar Hoga..

Phir Daal Denge Kabar Me Mujhe, Aur Mitti Mein Sulaa Denge,.
Aise Honge Chahne Waale Mere, Aakhri Waqt Pe Ye Silaa Denge,.

Sab Rishte Duniya Tak Ke Hi Hain, Koi Saath Nibhaata Nahi,.
Bhool Jaate Hain Kuch Hi Dino Mein, Baad Koi Milne Bhi Aata Nahi..

____________________________________-Jaanasheen-

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ek Aakhri Kaalaam Ek Aakhri Khitaab by Ghayal in Shayri for Dard -e- Judai
safar aakhri hai by muna massood in Occassion Specific Poetry
~~~Aakhri Safar~~~ by baadal102 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
KAHIN YE JINDGI KA AAKHRI SAFAR NA HO. by brij51 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Ek gumnaam ka aakhri safar ! by shara63 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Pooja
Guest
«Reply #1 on: January 25, 2009, 04:11:43 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

wah wah wah kaya baat hai lil bro..... hamesha khush raho.. kamal ka likha hai... sahi kaha.. bahoot khoob

Jeete je bhooljaati hai dunia, marne per kon yaad kare
matlab ke hai yah sari dunia, be-matlab kaise yaad kare
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #2 on: January 25, 2009, 04:17:58 AM »
Reply with quote
Subhan Allah Subhan Allah Subhan Allah Azeem Kya likha hai mere bhai ,Ajj tune is haqeeq shayar ko jhinjood diya ,Maut ka manzar dekha diya tone ajj is bade bhai ko !! Wah wah "Arif Rizwi Sahab bhi Eak baar sunlen ye Ghazal to tujhe Galle se laga lenge ..Ajj Tumne is Bade bhai ka dil jeet liye Azeem "Tumhari is Ghazal ke ye sher to sare riste natoon se parde uthate nazar ata hai azeem !! Ankh me pani la diya tone ajj ..

"Ab khuch hi der me mujhe Janaze pe daaldenge"
"Mere Ghar wale mujhe ghar se Nikal Denge "'

-----------------Azeem Bangalori..............

Allah Tumhe Khush Rakhe Azeem Ajj Dil se Ye duwa nikal ti hai !!

Qadeer Toopchi
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #3 on: January 25, 2009, 04:29:45 AM »
Reply with quote
Is Duniya Se Rishte Naate Tord Kar Chale,.
Apno Ko Begaano Ko, Sab Ko Chord Kar Chale,.

Nehlaa Rahe Hain Sab Milkar Meri Laash Ko,.
Pehnaa Rahe Hain Kafan Sab Meri Laash Ko,.

Ab Kuch Hi Dair Mein Janaaze Pe Daal Denge Mujhe,.
Mere Ghar Waale, Ab Ghar Se Nikaal Denge Mujhe,.

Phir Hoga Safar Mera, Bas Sawaari Badli Hui Hogi,.
Janaaza Wohi Hoga Masjid Ka,Laash Badli Hui Hogi,.

Pardhenge Sab Milkar Namaaz, Mujhe Widaa Karne Ki,.
Rishtedaar Padhenge Fateha Mujhpar,.
Darkhwast Karenge Maulvi Se Mere Liye Duaa Karne Ki,.

Ab Janaaza Uthaaya Jaayega Mera, Udaasi Ka Manzar Hoga..
Khabar Hi Meri Manzi Hogi, Khabar Hi Mera Ghar Hoga..

Phir Daal Denge Kabar Me Mujhe, Aur Mitti Mein Sulaa Denge,.
Aise Honge Chahne Waale Mere, Aakhri Waqt Pe Ye Silaa Denge,.

Sab Rishte Duniya Tak Ke Hi Hain, Koi Saath Nibhaata Nahi,.
Bhool Jaate Hain Kuch Hi Dino Mein, Baad Koi Milne Bhi Aata Nahi..

____________________________________-Jaanasheen-


Eak Ashar Tumhari Nazar karta hon Azeem "Tawajo Chahonga"

"YE badshahaun aur tawangaroon ki jhoti shaan hai "
Zara dekh qabarastan ki taraf Azeem sub eak saman hai"

Qadeer Toopchi
Logged
Roja
Guest
«Reply #4 on: January 25, 2009, 04:48:59 AM »
Reply with quote
Wah wah Jaanasheen brother... bahut bahut accha likha hai aapne.. Applause Applause Wah wah ji...
Logged
Roja
Guest
«Reply #5 on: January 25, 2009, 04:53:40 AM »
Reply with quote
Eak Ashar Tumhari Nazar karta hon Azeem "Tawajo Chahonga"

"YE badshahaun aur tawangaroon ki jhoti shaan hai "
Zara dekh qabarastan ki taraf Azeem sub eak saman hai"

Qadeer Toopchi

 Applause Bahut khoob
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #6 on: January 25, 2009, 05:27:10 AM »
Reply with quote
"Sab Rishte Duniya Tak Hi Hai,Koi Saath Nibhata nahi
Bhool Jate hai Kuch hi Dino mein,Bvaad Milne koi aata nahi.."

Wah Wah..Bahut Khoob Azeem Bro..Zindagi Ki Kadwi Haqeeqat se Rubaroo Karwaya Hai Aapne..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: January 25, 2009, 10:20:29 AM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

wah wah wah kaya baat hai lil bro..... hamesha khush raho.. kamal ka likha hai... sahi kaha.. bahoot khoob

Jeete je bhooljaati hai dunia, marne per kon yaad kare
matlab ke hai yah sari dunia, be-matlab kaise yaad kare


Shukriya Didijaan,.
Aameen,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: January 25, 2009, 10:22:49 AM »
Reply with quote
Subhan Allah Subhan Allah Subhan Allah Azeem Kya likha hai mere bhai ,Ajj tune is haqeeq shayar ko jhinjood diya ,Maut ka manzar dekha diya tone ajj is bade bhai ko !! Wah wah "Arif Rizwi Sahab bhi Eak baar sunlen ye Ghazal to tujhe Galle se laga lenge ..Ajj Tumne is Bade bhai ka dil jeet liye Azeem "Tumhari is Ghazal ke ye sher to sare riste natoon se parde uthate nazar ata hai azeem !! Ankh me pani la diya tone ajj ..

"Ab khuch hi der me mujhe Janaze pe daaldenge"
"Mere Ghar wale mujhe ghar se Nikal Denge "'

-----------------Azeem Bangalori..............

Allah Tumhe Khush Rakhe Azeem Ajj Dil se Ye duwa nikal ti hai !!

Qadeer Toopchi

Shukriya Abdul Qadeer Bhaiya,.
Bas Bhai, Aap Yun Hi Apna Haath Hamare Sar pe Rakhe,.
Shukriya Bhaijaan,.

May Allah Bless You Too,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: January 25, 2009, 10:23:23 AM »
Reply with quote
Wah wah Jaanasheen brother... bahut bahut accha likha hai aapne.. Applause Applause Wah wah ji...


Shukriya Roja Behna
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: January 25, 2009, 11:16:43 AM »
Reply with quote
"Sab Rishte Duniya Tak Hi Hai,Koi Saath Nibhata nahi
Bhool Jate hai Kuch hi Dino mein,Bvaad Milne koi aata nahi.."

Wah Wah..Bahut Khoob Azeem Bro..Zindagi Ki Kadwi Haqeeqat se Rubaroo Karwaya Hai Aapne..


Shukriya Khwaish Bhaiya,.
Bas Yaar Aap Bhi Kuch Likh Kar Jaate, To Achcha Lagta,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: January 25, 2009, 11:58:32 AM »
Reply with quote
Eak Ashar Tumhari Nazar karta hon Azeem "Tawajo Chahonga"

"YE badshahaun aur tawangaroon ki jhoti shaan hai "
Zara dekh qabarastan ki taraf Azeem sub eak saman hai"

Qadeer Toopchi

Waah Bhai, Kya Kahoon,.
Maine Pardha Ise, Magar Comments Na De Saka,.

Waise Bohat Achche Hai,.
Bas Main Bhi Yahan Do Lines Share Karna Chahoonga, Jo Mere Nanajaan ke Dost ne Banaai hai,.

Hazaaron Bastiyaan Aakar Bas Gayi Tujhme,.
Phir Bhi Aye, Khamosh-e-Jagaah Teri Viraani Nahi Jaati,.

Khamosh-e-Jagaah= Qabrastaan,.
Logged
Talat
Guest
«Reply #12 on: January 26, 2009, 11:04:46 AM »
Reply with quote
Bohot Khoob Azeem
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: January 26, 2009, 10:53:18 PM »
Reply with quote
Shukriya Talat Didi,.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #14 on: January 27, 2009, 04:09:43 AM »
Reply with quote
Wah Wah Wah Bahut Khoob Azeem,

Sorry Par sach kahoo isse padkar dil me dard bahut hua,

Shayad tumne jo likha wo shabd Waheed bhai ke dil
nikle honge aakhri waqt pe...

Khuda unhe jannat me ghar de...

Shally.
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:07:19 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.118 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer