Aakhri Safar,.

by Jaanasheen on January 24, 2009, 04:27:39 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2097 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: January 27, 2009, 10:36:51 AM »
Reply with quote
Wah Wah Wah Bahut Khoob Azeem,

Sorry Par sach kahoo isse padkar dil me dard bahut hua,

Shayad tumne jo likha wo shabd Waheed bhai ke dil
nikle honge aakhri waqt pe...

Khuda unhe jannat me ghar de...

Shally.


Aameen,.'
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ek Aakhri Kaalaam Ek Aakhri Khitaab by Ghayal in Shayri for Dard -e- Judai
safar aakhri hai by muna massood in Occassion Specific Poetry
~~~Aakhri Safar~~~ by baadal102 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
KAHIN YE JINDGI KA AAKHRI SAFAR NA HO. by brij51 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Ek gumnaam ka aakhri safar ! by shara63 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
shayari SRS
Guest
«Reply #16 on: February 03, 2009, 05:57:34 AM »
Reply with quote
Me Challa Gaya Duniya Se Piche Chode Gaya Ye Tanhaiyan,
Jab Tak Jiya Logo Ne Tane Kase, Marne Ke Baad Bhi Mili Mujhko Ruswayiyan.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #17 on: February 03, 2009, 06:01:35 AM »
Reply with quote
Me Challa Gaya Duniya Se Piche Chode Gaya Ye Tanhaiyan,
Jab Tak Jiya Logo Ne Tane Kase, Marne Ke Baad Bhi Mili Mujhko Ruswayiyan.

Bahut pyara likha hai SRS ji,

Na jinne diya khushi se mujhe na hi marne de rahe hai,
Ye kaise log hai jo rulane ke liye mujhe haste the aur
aaj mere hi liye ro rahe hai...
Logged
salil2002
Guest
«Reply #18 on: February 03, 2009, 07:36:29 AM »
Reply with quote
Is Duniya Se Rishte Naate Tord Kar Chale,.
Apno Ko Begaano Ko, Sab Ko Chord Kar Chale,.

Nehlaa Rahe Hain Sab Milkar Meri Laash Ko,.
Pehnaa Rahe Hain Kafan Sab Meri Laash Ko,.

Ab Kuch Hi Dair Mein Janaaze Pe Daal Denge Mujhe,.
Mere Ghar Waale, Ab Ghar Se Nikaal Denge Mujhe,.

Phir Hoga Safar Mera, Bas Sawaari Badli Hui Hogi,.
Janaaza Wohi Hoga Masjid Ka,Laash Badli Hui Hogi,.

Pardhenge Sab Milkar Namaaz, Mujhe Widaa Karne Ki,.
Rishtedaar Padhenge Fateha Mujhpar,.
Darkhwast Karenge Maulvi Se Mere Liye Duaa Karne Ki,.

Ab Janaaza Uthaaya Jaayega Mera, Udaasi Ka Manzar Hoga..
Khabar Hi Meri Manzi Hogi, Khabar Hi Mera Ghar Hoga..

Phir Daal Denge Kabar Me Mujhe, Aur Mitti Mein Sulaa Denge,.
Aise Honge Chahne Waale Mere, Aakhri Waqt Pe Ye Silaa Denge,.

Sab Rishte Duniya Tak Ke Hi Hain, Koi Saath Nibhaata Nahi,.
Bhool Jaate Hain Kuch Hi Dino Mein, Baad Koi Milne Bhi Aata Nahi..

____________________________________-Jaanasheen-

nice and a touching one azeem

aaye koi meri mazaar par tu oose yoon rukhsat karna
kii mehfil se jhoomta jaaye koi sharaabi jaise
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: February 03, 2009, 07:46:22 AM »
Reply with quote
Bohat Achche Salil Bhai, Nice One,.
And Nice One Shally Behan And SRS Ji,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #20 on: February 10, 2009, 02:47:44 PM »
Reply with quote
Is Duniya Se Rishte Naate Tord Kar Chale,.
Apno Ko Begaano Ko, Sab Ko Chord Kar Chale,.

Nehlaa Rahe Hain Sab Milkar Meri Laash Ko,.
Pehnaa Rahe Hain Kafan Sab Meri Laash Ko,.

Ab Kuch Hi Dair Mein Janaaze Pe Daal Denge Mujhe,.
Mere Ghar Waale, Ab Ghar Se Nikaal Denge Mujhe,.

Phir Hoga Safar Mera, Bas Sawaari Badli Hui Hogi,.
Janaaza Wohi Hoga Masjid Ka,Laash Badli Hui Hogi,.

Pardhenge Sab Milkar Namaaz, Mujhe Widaa Karne Ki,.
Rishtedaar Padhenge Fateha Mujhpar,.
Darkhwast Karenge Maulvi Se Mere Liye Duaa Karne Ki,.

Ab Janaaza Uthaaya Jaayega Mera, Udaasi Ka Manzar Hoga..
Khabar Hi Meri Manzi Hogi, Khabar Hi Mera Ghar Hoga..

Phir Daal Denge Kabar Me Mujhe, Aur Mitti Mein Sulaa Denge,.
Aise Honge Chahne Waale Mere, Aakhri Waqt Pe Ye Silaa Denge,.

Sab Rishte Duniya Tak Ke Hi Hain, Koi Saath Nibhaata Nahi,.
Bhool Jaate Hain Kuch Hi Dino Mein, Baad Koi Milne Bhi Aata Nahi..

____________________________________-Jaanasheen-


beyhud khoodsurat lihka hai, iss qadar suchai se haqeeqat ki c ne kabhie bayan nahi kee hai aaj tak... maine to nahi padra!!!! very very very beautiful!!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: February 10, 2009, 04:04:58 PM »
Reply with quote
beyhud khoodsurat lihka hai, iss qadar suchai se haqeeqat ki c ne kabhie bayan nahi kee hai aaj tak... maine to nahi padra!!!! very very very beautiful!!!!

Shukriya, Sidraah Ji, Bas Aapka Saath Hamaari Har Thread Mein Milta Rahe Hume Khushi Hogi,.

May Allah Bless you,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #22 on: February 11, 2009, 02:38:42 PM »
Reply with quote
Shukriya, Sidraah Ji, Bas Aapka Saath Hamaari Har Thread Mein Milta Rahe Hume Khushi Hogi,.

May Allah Bless you,.

aap beyfikar rahiye janaab!
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:05:23 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer