Achi maansikta Laayi nahi jati samajhne se aati hai

by khumaar on February 07, 2011, 08:37:28 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 2651 times)
khumaar
Guest
Reply with quote


Doston kai baar achi baat ko aadmi samajhke bhi nahi samjhta hai ya nahi samjhna chahta hai,yahan tak to theek hai lekin biased hoke baat karna ya ghalat baat rakhne se mudda mudda nahi rahta,well this poem is written on the basis of such a chat between me and a reader,he has come as a reader in this link/url

http://www.yoindia.com/shayariadab/tanziya-aur-tehreekbaksh-shayariyan/khraab-bolenge-sunenege-lekin-achi-baat-ko-bhi-acha-nahi-kahenge-t61577.0.html;msg1114452;topicseen#new

i thank him to make me write this poem


Achi maansikta laayi nahi jati samajhne se aati hai
Achi maansikta sabko acha samajhe se aati hai
Achi maansikta apne adhikaaron ka sahi upyog karne se badhti
Achi maansikta khud ke guno ko badhane se bhi badhti
Achi maansikta avgun nahi sabme gun hai dekhti
Achi maansikta samasya ke saath samadhaan bhi deti
Achi maansikta tyaag aur tapasya se aur hai badhti
Achi maansikta aatma me anand dhoondhne se aur badhti
Achi maansikta hamare baudhik istar ke saath charitrik istar bhi uthati hai
Achi maansikta ilzaam nahi lagati balki khud me sudhaar karti hai
Charitra upar uthega agar Sachhai se hum jeeyenge
Charitra upar uthta hai gar sachhai ko sachha samjhenge
Charitra ke uar uthne se hi hum samaaj ke zyada kaam aayenge
Charitra apna utha ke hi hum samaaj ko disha de payenge
Achi maansikta baaton ko ache dhang se kahne samajhne se badhti hai
Achi maansikta ache sidhaant banake un par amal karne se badhti hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ANKHON SY MERI IS LIYH LALI NAHI JATI..!!! by SADIQA JAWED in Shayri for Dard -e- Judai
*_^ Ek pal bhi teri yaad dil se jati nahi *_^ by Rancho-D-Idiot in Shayri-E-Dard
apki yaad aati hai to kabhi ankhein bheeg jati hai by irshad ahmed siddiqui in Shayri for Dard -e- Judai
bewafai ab teri mujhse sahi jati nahi by hameeda in Share: Poetry of Pain
AySï DosTî To aChî NaHî ...@aSIf@.... by Asif samani jaunpuri in Shairi - E - Zindagi
nirala
Guest
«Reply #1 on: February 07, 2011, 09:17:47 AM »
Reply with quote
hmm sahi baat.
aapke khayaal bhi kamaal hain
wo baate aap sochte hain jo
koi aur nahi sochta
hats off to u Bro--
achhi mansikta saada bhojan karne se bhi aati hai na.
mann aur dil ke saath sareer ko bhi pavitra rakhne se achhi mansikta aati hai.
aur sanskaar bhi chahiye achhi mansikta ke liye usspar achhi sangat bhi chahiye achhi mansikta ke liye.
achhi mansikta kya hai ye chij jo samjh jaye wo mahaan kahla jaye meri nazar me.
ab ye mansikta kahin baazar me to milti nahi.
achhi mansikta to amrit hai bro
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #2 on: February 07, 2011, 09:22:18 AM »
Reply with quote


Doston kai baar achi baat ko aadmi samajhke bhi nahi samjhta hai ya nahi samjhna chahta hai,yahan tak to theek hai lekin biased hoke baat karna ya ghalat baat rakhne se mudda mudda nahi rahta,well this poem is written on the basis of such a chat between me and a reader,he has come as a reader in this link/url

http://www.yoindia.com/shayariadab/tanziya-aur-tehreekbaksh-shayariyan/khraab-bolenge-sunenege-lekin-achi-baat-ko-bhi-acha-nahi-kahenge-t61577.0.html;msg1114452;topicseen#new

i thank him to make me write this poem


Achi maansikta laayi nahi jati samajhne se aati hai
Achi maansikta sabko acha samajhe se aati hai
Achi maansikta apne adhikaaron ka sahi upyog karne se badhti
Achi maansikta khud ke guno ko badhane se bhi badhti
Achi maansikta avgun nahi sabme gun hai dekhti
Achi maansikta samasya ke saath samadhaan bhi deti
Achi maansikta tyaag aur tapasya se aur hai badhti
Achi maansikta aatma me anand dhoondhne se aur badhti
Achi maansikta hamare baudhik istar ke saath charitrik istar bhi uthati hai
Achi maansikta ilzaam nahi lagati balki khud me sudhaar karti hai
Charitra upar uthega agar Sachhai se hum jeeyenge
Charitra upar uthta hai gar sachhai ko sachha samjhenge
Charitra ke uar uthne se hi hum samaaj ke zyada kaam aayenge
Charitra apna utha ke hi hum samaaj ko disha de payenge
Achi maansikta baaton ko ache dhang se kahne samajhne se badhti hai
Achi maansikta ache sidhaant banake un par amal karne se badhti hai

sahi farmaya huzur. lekin bahut mushkil hai aaj near 2 impossible
Logged
nirala
Guest
«Reply #3 on: February 07, 2011, 10:46:43 AM »
Reply with quote
ab kahan se ye mansikta laya jaye bro--
dharmik TV channels bhi sirf bhagwaan ko paane aur iss jewan se Mukti paane ki baat karte hain.
achhi mansikta kaise jagaya jaye wo bhagwa chole wale bhi nhi batate.
wese achhi mansikta meri nazar me wo hai jiss mansikta se dusre ka ahit na ho bas.
kisi ka bhala ho ya na ho lekin bura bhilkul na ho iska dhyan rakha jaye to achhi mansikta aaram se aa jayegi Usual Smile
thk kaha na mene bro???
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 08:58:07 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.098 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer