Aey Naadan Insaan.

by majid on June 29, 2009, 04:42:21 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1922 times)
Pooja
Guest
«Reply #15 on: July 10, 2009, 07:19:38 PM »
Reply with quote
Dosti Ka  Ab Sila Kuch nahi,
Gham Ke Siva Mujhe Mila Kuch Nahi,
Saari khwasihe Meri Jal Kar Raakh Ho Gayi,
 Par Log Kehte hai Ke Iss Mehfil Mein to Jala Kuch Nahi....


Jo dikhe mehfil main, wo tamsha hota hai
nadani kar jaata hai insaan, baad mai pachtana hota hai
samjh kar na dil jalaye jo, wo maaf kar jaana hota hai
dosti main gum bhi hai apno ke, yahi to dostana hota hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
:: insaan :: by myheart_ursonly in SMS , mobile & JOKES
Naadan hoon mein ..... by Satya.patel in Shayeri for Dard -e- Bewafai
zindagi hai naadan by ajay sharma in Shayeri for Dard -e- Bewafai
IS NAADAN DIL KO by saahill in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
YEH NAADAN DIL by saahill in Shayri for Khumar -e- Ishq
deepika_divya
Guest
«Reply #16 on: July 11, 2009, 02:38:15 PM »
Reply with quote
Wonderful Shihab Bahoot bahoot Khoob Likha hai.. Bahoot Khoob

Waah Waah Pooja di And Khwaish Ji Kya sama bandha hai.. Bahoot Bahoot Khoob!

Duniyaan ki Dastoor hi Aisi , Kab k yea Saath Hoti Hai
Manzil ho kareeb agar tho yea door ka rastha Dikha deti Hai
Hum tho Tehre ak Mamooli se Insaan , bas Apna karam karte hai
par yea Duniya Kambhakht , Karam ko bhi Adharam keh deti hai


Logged
SARVESH RASTOGI
Guest
«Reply #17 on: July 11, 2009, 04:31:31 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Shihab Ji
Wah Wah
SARVESH RASTOGI
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: July 12, 2009, 05:57:53 AM »
Reply with quote
       Muhabbat Karne Walon Ki Kaun Sunta Aawaz Hai.
       Do Dilon Se Badhkar To Is Duniya Ke  Riwaaz Hai.

       Koi Diljala  Tadap Raha Hai Aahein Bhar Raha Hai
       Kisi Ne Na Dekha, Log Kyun Is Qadar  ighmaz Hai

       Aaj Phir Soya  Koi Bhukhe Pet Aur Nange Badan
       Aur  Kisi Maaldar  Ko Apne Malozar  Pe Naaz Hai.

       Lut Rahi Hai Sareaam Maa Behno Ki Ijjate Shihab
       Kahaan So Raha Aakhir Mere Desh Ka Ainsaz Hai.

       Kyun Bhool Gaya Maut Ko  Duniya Ki Chaah Mein
       Aey Nadaan Insaan Tu Kyun Is Qadar Beniyaaz Hai.!!!


              

                         (Shihab)


Masahallah, Bohat Achcha LIkha Hai Tumne Bhai,.

Magar Ye LIne Dil Ko Bohat Achchi Aur Badi Sachchi Dikhi,.

Aaj Phir Soya, Koi Bhooke Pet Aur Nange Badan,.
Aur Kisi Maaldaar KO Apne Malozar Pe Naaz Hai,.


Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #19 on: July 18, 2009, 05:37:43 AM »
Reply with quote
 KYAA KHOOB SHIHAB JI Applause Applause
Logged
jagdish tapish
Guest
«Reply #20 on: January 09, 2010, 02:17:39 PM »
Reply with quote
aadmi ho to gam ko pee jao
varna gam aadmi ko peeta hai
log nafrat karen ya pyar karen
jine vala to phir bhi jita hai

jagdish tapish
Logged
shab
Guest
«Reply #21 on: January 10, 2010, 08:12:14 PM »
Reply with quote
aapka jawab nahi shihab ji
Logged
shab
Guest
«Reply #22 on: January 10, 2010, 08:39:51 PM »
Reply with quote
U R WELCUM JANAB...
AMEEN ALHAMDULILLAH AAPKE DUAO KA..
Logged
shabbir143
Guest
«Reply #23 on: January 23, 2010, 12:52:52 PM »
Reply with quote
       Muhabbat Karne Walon Ki Kaun Sunta Aawaz Hai.
       Do Dilon Se Badhkar To Is Duniya Ke  Riwaaz Hai.

       Koi Diljala  Tadap Raha Hai Aahein Bhar Raha Hai
       Kisi Ne Na Dekha, Log Kyun Is Qadar  ighmaz Hai

       Aaj Phir Soya  Koi Bhukhe Pet Aur Nange Badan
       Aur  Kisi Maaldar  Ko Apne Malozar  Pe Naaz Hai.

       Lut Rahi Hai Sareaam Maa Behno Ki Ijzzate Shihab
       Kahaan So Raha Aakhir Mere Desh Ka Ainsaz Hai.

       Kyun Bhool Gaya Maut Ko  Duniya Ki Chaah Mein
       Aey Nadaan Insaan Tu Kyun Is Qadar Beniyaaz Hai.!

              
                         (Shihab)



Oh Wow Kya Khoob Likha Hai Yaar
Lafzon Ko Bahot Khoob Pirote Ho Yaar
Sach Mein Tareef K Liye Shabd Nahi Mil Rahe
Aur Waise Bhi Main Iski Tareef Ke Kabil Nahi
Bahot Khoob Yaar... Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:08:52 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer