Ajj Ki Dunia Main

by Pooja on February 06, 2009, 01:11:53 AM
Pages: 1 2 3 4 [5]
ReplyPrint
Author  (Read 4759 times)
Prateek Mardia
Guest
«Reply #60 on: March 03, 2009, 02:43:55 AM »
Reply with quote
Agai, bahut he accha likha hai aapne..

prashansa ke liye dhanyawaad,pandit ji.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
**Dunia main Rahna** by yasir_sensitive in Shayri-E-Dard
*Chod Du Ye Dunia* by Roja in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
dunia ko uska chahera by arun_singh840 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Dunia.. by @kaash in Shairi - E - Zindagi
Dunia Sharam Kare To Thenge Se by Roja in Miscellaneous Shayri
salma786
Guest
«Reply #61 on: March 03, 2009, 03:46:47 AM »
Reply with quote
Bahot khoob Prateek ji Applause Applause
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #62 on: March 03, 2009, 05:26:32 PM »
Reply with quote
Bahot khoob Prateek ji Applause Applause


shukriya salma ji,aapne pasand kiya.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #63 on: March 03, 2009, 05:29:50 PM »
Reply with quote
Ek shandaar rachna....PAURUSH KO chamkane wali sabhi qualities ka jikra kar diya hai aapne..... Applause Applause Applause
Is yug k purush se kuchh jayada he apeksha kar li hai aapna....
Etihaas mai ek chehra nazar aata hai..."PRITHVIRAJ CHAUHAAN"
Jis mai ye sab gun thye...
Ab wo nasal kahan....wo DNA BACHA HE NAHI lagta hai...

DNA bhi hai aor Insaan bhi... magar Kismat bhi chaiye unhe paane ke liye... bas yahi per akar  baat thehar jaati hai !!!

bahoot bahoot Shukaria smardia ji apko meri kavita pasand aai!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #64 on: March 03, 2009, 07:00:14 PM »
Reply with quote

Likhe aksharon ko mita dene se haal-e-dil kabhi badalta nahi
Kuch sehma sehma hoga zaroor, pur aisa nahi ki machalta nahi.


Dimaagi fitraton ko chhodd kabhi dil ki tarango se kaam le dekho
Dekhe kaun woh shaksh hoga fir,paav jiska fisalta nahi.


Fir kabhi ki ummed se e dost aaj ki haqeeqatein behtar
Raaz jo gehra hota hai, aksar pehlu mein sambhalta nahi


Sawaalon ke jawaabon ki yahan hai khwaishein kisko
Baatein uthata hu mehaz parakhne ko,yaar woh kaun sa hoga jo pighalta nahi


Samundar ke ishaaron ko  maajhee ne khoob hai jaana
Chaar toofaan kya dekhe, lehron ki hulchalon se dil ub behalta nahi



Prateek ji, bahoot he khoob likha hai apne... apki kavita ki ek ek line laker kuch likhne ki koshish ki hai... apke jawab ka intzaar rahega,. Khumar-e-Ishaq ki tarah attka na dijiyega.. waha ajj bhi apke jawab ka intzaar ho raha hai...


Machlte hai bahoot shabd, magar lubo per simat jaate hai
Milati nahi hai wo Nigah, khud he khud main seham jaate hai

Deeamgi fidrat se nikal kar, dil talak chale ate hai
Kare kaise bayan, jab kisi ko iske layak nahi paate hai

Fislate hai khud he khud ke armmano main
Aor samjha khud ko, khud he sambhal jaate hai

Na jaane kitne raj bane khud he khud main
Aor armaan, ansuo main chalak jaate hai

Sawalo ke jawab dhunda kare kab tak koi dunia main
Jab pahle sawal main hum khud bhatak jaate hai

Pighalne ko to pathar bhi pidhal jaate the dunia main
Per wo madhur sangeet, kaha ab is dunia main hum paate hai

Samunder ke isharo ko khoob samjh kar manjhi chalta hai
Samunder phir bhi dekhon ushe duboye jaate hai

Machlte hai bahoot shabd, magar lubo per simat jaate hai
Milati nahi hai wo Nigah, khud he khud main seham jaate hai…

Logged
Pooja
Guest
«Reply #65 on: March 03, 2009, 07:05:35 PM »
Reply with quote
Wah wah kya baat hai. Bahut acche  Applause

Thanks Roja!!

Bohat Achche Prateek Mardia Ji,.

Thanks Li bro
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #66 on: March 03, 2009, 07:20:35 PM »
Reply with quote
Prateek ji, bahoot he khoob likha hai apne... apki kavita ki ek ek line laker kuch likhne ki koshish ki hai... apke jawab ka intzaar rahega,. Khumar-e-Ishaq ki tarah attka na dijiyega.. waha ajj bhi apke jawab ka intzaar ho raha hai...


Machlte hai bahoot shabd, magar lubo per simat jaate hai
Milati nahi hai wo Nigah, khud he khud main seham jaate hai

Deeamgi fidrat se nikal kar, dil talak chale ate hai
Kare kaise bayan, jab kisi ko iske layak nahi paate hai

Fislate hai khud he khud ke armmano main
Aor samjha khud ko, khud he sambhal jaate hai

Na jaane kitne raj bane khud he khud main
Aor armaan, ansuo main chalak jaate hai

Sawalo ke jawab dhunda kare kab tak koi dunia main
Jab pahle sawal main hum khud bhatak jaate hai

Pighalne ko to pathar bhi pidhal jaate the dunia main
Per wo madhur sangeet, kaha ab is dunia main hum paate hai

Samunder ke isharo ko khoob samjh kar manjhi chalta hai
Samunder phir bhi dekhon ushe duboye jaate hai

Machlte hai bahoot shabd, magar lubo per simat jaate hai
Milati nahi hai wo Nigah, khud he khud main seham jaate hai…



wah wah, kya baat hai JI, wah

jasbir singh
Logged
Pooja
Guest
«Reply #67 on: March 04, 2009, 05:42:17 AM »
Reply with quote
Shukaria Jasbir ji
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 07:59:12 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.184 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer