"amal karo"

by aaina on July 02, 2009, 05:25:13 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1668 times)
ParwaaZ
Guest
«Reply #15 on: August 08, 2011, 09:52:50 PM »
Reply with quote
Aslam Sahaab Aadaab!

Janab taweel arse bad aapki kisi kalaam par nazar padi
to khud ko iski tareef karne se nahi rok paaye.. Usual Smile

Behad pur asar khayaalaat aur umdaa ashaar kahe hai
janab... Sabhi ashaaroN meiN Masha Allah gazab ka yakeen
bharaa hai... Usual Smile

Is umdaa taqleeq par dil ki gehraai se hazaaroN daad
kabul farmaiye janab Usual Smile

Likhate rahiye... Bazm meiN aate rahiye... Usual Smile
Khush O aabaad rahiye...
Khuda Hafez Usual Smile           



Amal karo alambardaari nahi
Abhi bisaat choti hai abhi se fojdari nahi

Kia kahne janab behad pukhta baat kahi hai..
badi gehri geraaH lagaayi hai janab daad Usual Smile         


Is duniya ko badal doge theek hai mana
Ye akele tumhari to zimmedari nahi

Waah janab Bahut khoob bahut umdaa Usual Smile           

Jo kaho usi ko dil mai rakho
Chehra padlia jata hai karo adakari nahi

Kia kahne Aslam Sahaab bahut umdaa Usual Smile         

Khoobsurat hai zara nazr utha kar daikho
Ye dunaiya uski hai hamari tumhari nahi

Subhan Allah is sher ke kia kahne..
HazaaroN daad bhi kam hai is umdaa sher par Usual Smile
Applause Applause Applause
         


Bura kehne se behtar hai meetha bol kar daikho
Ada karni koi tumhay uski udari nahi

Oye hoye kia kaheN janab aapke husn e andaaz ko
bahut umdaa janab behad aalaa kaha hai daad Usual Smile         





Gazab ki Gazal par hazaaroN daad hazir hai
janab... Usual Smile

Phir se kaheNge ke likhte rahiye.. Aur is bazm ko bhi apna
thoda sa kimti waqt dekar .. Hum jaise adna kadardaano par
meharbaani kijiye.. Usual Smile

Allah kare zor e kalam aur zyaada Usual Smile
Khuda Hafez Usual Smile         

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
}"}"}AATE JAATE HUWE{"{"{ by Dr.Saira999 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
~~"TUM MUSKURAYA KARO"~~ by k.shael in Shayri for Khumar -e- Ishq
"hum se bhaga na karo" by aaina in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
""Hamein Jab Alwida Kehne Lago"" by angel4u in Shayri-E-Dard
--"TUM KARO NA KARO"--.....kamal by kamal aggarwal in Shayri for Khumar -e- Ishq
sbechain
Guest
«Reply #16 on: August 08, 2011, 09:56:55 PM »
Reply with quote
Amal karo alambardaari nahi
Abhi bisaat choti hai abhi se fojdari nahi

Is duniya ko badal doge theek hai mana
Ye akele tumhari to zimmedari nahi

Jo kaho usi ko dil mai rakho
Chehra padlia jata hai karo adakari nahi

Khoobsurat hai zara nazr utha kar daikho
Ye dunaiya uski hai hamari tumhari nahi

Bura kehne se behtar hai meetha bol kar daikho
Ada karni koi tumhay uski udari nahi



ek khoobsurat ghazal se bazm ko nawaza hai aaina ji


 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #17 on: August 16, 2011, 01:43:49 PM »
Reply with quote
Amal karo alambardaari nahi
Abhi bisaat choti hai abhi se fojdari nahi

Is duniya ko badal doge theek hai mana
Ye akele tumhari to zimmedari nahi

Jo kaho usi ko dil mai rakho
Chehra padlia jata hai karo adakari nahi

Khoobsurat hai zara nazr utha kar daikho
Ye dunaiya uski hai hamari tumhari nahi

Bura kehne se behtar hai meetha bol kar daikho
Ada karni koi tumhay uski udari nahi


Waah Waah Waah!!!!

Bahut bahut Khoooob Aslamji.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 23, 2025, 02:33:36 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer