Apne Andar Inquilaab Laaoonga,.

by Jaanasheen on February 04, 2009, 09:28:16 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 3072 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
Reply with quote
Bohat Seh Liya Sitam Maine, Apne Andar Inquilaab Laaoonga,.
Main Kya Hoon, Mera Wajood Kya Hai, Ye Duniya Ko Dikhaaoonga,.

Aasmaan Ko Chookar Taaron Ko, Main Zameen Par Laaoonga,.
Tootegi Na Himmat Meri, Pattharon Ko Laaton Se Hataaoonga,.

Padhaai Meri Poori Na Ho Saki, Zindagi Meri Phool Na Bo Saki,.
Kaaton Se Hi Lardoonga Main, Zindagi Mein Aage Bardoonga Main,.
Kaanton Ke Jahaan Mein Hi, Ek Gulistaan Banaaoonga,.
Apne Andar Inquilaab Laaoonga,.

Dekhegi Duniya Rang Mera, Tarrakhi Ke Rang Mein Dhal Jaaoonga,.
Mehnat Karoonga Dil Lagaake, Khudaa Se Kamiyaabi Main Chaahoonga,.
Apne Andar Inquilaab Laaoonga,.

Shikayaat Na Karoonga Zamaane Se, Bhaard Mein Jaaye Zamaana,.
Mujhse Jo Kuch Bhi Hoga, Zamaane Ke Liye Kar Jaaoonga,.
Apne Andar Inquilaab Laaoonga,.

Duaaein Karo Sab Mere Liye, Raahein Meri Aasaan Ho,.
"Azeem, Ki Sirf Ghar Mein Nahi, Saari Duniya Mein Pehchaan Ho,.
Hausle Hain Mere Bulaand, Khwaabon Ko Haqeeqat Banaaoonga,.
Apne Andar Inquilaab Laaoonga,.

_____________________________-Jaanasheen-,.

Doston Mere Liye Duaa Karo, Ke Main Kamyaab Rahoon Apne Har Kadam Mein,.
Thank U,.
Logged
Talat
Guest
«Reply #1 on: February 04, 2009, 09:42:22 PM »
Reply with quote
Ye hui na baat.....Bohot achcha likha hai Azeem..aur bohot achcha ahad liya hai....Khuda aapko bohot saari khushian aur kaamyaabi de.....Aap ki raah asaan ho aur manzil qadam choome.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #2 on: February 04, 2009, 09:45:13 PM »
Reply with quote
Ye hui na baat.....Bohot achcha likha hai Azeem..aur bohot achcha ahad liya hai....Khuda aapko bohot saari khushian aur kaamyaabi de.....Aap ki raah asaan ho aur manzil qadam choome.

Aaameen,.

Thank U Behna, And Sorry Meri Taraf Se Takleef Hui Aapko,.
Aur Bas Isi Taraah Duaaein Dete Rahe, Allah Aapko Bhi KHush Rakhe,.
Logged
SairaKhan
Guest
«Reply #3 on: February 04, 2009, 10:25:11 PM »
Reply with quote
Thank You Very Much. I am very happy that you liked the poetry that i have posted.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #4 on: February 04, 2009, 10:28:33 PM »
Reply with quote
Thank You Very Much. I am very happy that you liked the poetry that i have posted.

U Are Welcome, Magar Saira Ji, Aapne Jahaan Likhi Hai Poetry Apni, Aapko Waheen Pe Hi Jawaab Dena Hai, Samjhe Miss Saira,.

And Welcome Again To Yoindia, Khush Raho,.
Logged
SairaKhan
Guest
«Reply #5 on: February 04, 2009, 11:01:48 PM »
Reply with quote
Im so sorry i really dont know how all this works. I have just joined today. It will take me a while to get familiar with this.
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #6 on: February 05, 2009, 04:42:20 AM »
Reply with quote
Bohat Seh Liya Sitam Maine, Apne Andar Inquilaab Laaoonga,.
Main Kya Hoon, Mera Wajood Kya Hai, Ye Duniya Ko Dikhaaoonga,.

Aasmaan Ko Chookar Taaron Ko, Main Zameen Par Laaoonga,.
Tootegi Na Himmat Meri, Pattharon Ko Laaton Se Hataaoonga,.

Padhaai Meri Poori Na Ho Saki, Zindagi Meri Phool Na Bo Saki,.
Kaaton Se Hi Lardoonga Main, Zindagi Mein Aage Bardoonga Main,.
Kaanton Ke Jahaan Mein Hi, Ek Gulistaan Banaaoonga,.
Apne Andar Inquilaab Laaoonga,.

Dekhegi Duniya Rang Mera, Tarrakhi Ke Rang Mein Dhal Jaaoonga,.
Mehnat Karoonga Dil Lagaake, Khudaa Se Kamiyaabi Main Chaahoonga,.
Apne Andar Inquilaab Laaoonga,.

Shikayaat Na Karoonga Zamaane Se, Bhaard Mein Jaaye Zamaana,.
Mujhse Jo Kuch Bhi Hoga, Zamaane Ke Liye Kar Jaaoonga,.
Apne Andar Inquilaab Laaoonga,.

Duaaein Karo Sab Mere Liye, Raahein Meri Aasaan Ho,.
"Azeem, Ki Sirf Ghar Mein Nahi, Saari Duniya Mein Pehchaan Ho,.
Hausle Hain Mere Bulaand, Khwaabon Ko Haqeeqat Banaaoonga,.
Apne Andar Inquilaab Laaoonga,.

_____________________________-Jaanasheen-,.

Doston Mere Liye Duaa Karo, Ke Main Kamyaab Rahoon Apne Har Kadam Mein,.
Thank U,.

Allah tumhe kamiyaab kare azeem !! Bahoth waza aa raha hai aj kal shayari me azeem !! kya baath hai han !! acha ahed kiya hai !! allah tumhe nek mansobon me kamiyab kare !! rub qair kare chute !!

Qadeer Toopchi

Logged
Pooja
Guest
«Reply #7 on: February 05, 2009, 04:53:15 AM »

bahoot acha likha hai lil bro... shabashi us din doogi jis din isse poora kar ke dikhaoge... didi ki dua hamesha apke sath hai...
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #8 on: February 05, 2009, 05:39:17 AM »
Reply with quote
azeem eak ashar nazar karta hon jo bahoth be misaal duniya jabtak rahegi ye ashar rahega !! likhne wali khuch qususiyath hi aisi hai !! aur ashar apne app me kai falsafe aur misalen rakhta hai !! samjh jaoge to samjho inqalab ayega apke ander

Girte hain shah-a-sawar maidan-a-jung me !!
wo tifl kya gire jo gutno ke bal chale !!

....................Marhom Allama Eqbal sahab............

Qadeer Toopchi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #9 on: February 05, 2009, 11:09:59 AM »
Reply with quote
Allah tumhe kamiyaab kare azeem !! Bahoth waza aa raha hai aj kal shayari me azeem !! kya baath hai han !! acha ahed kiya hai !! allah tumhe nek mansobon me kamiyab kare !! rub qair kare chute !!

Qadeer Toopchi

Aameen
Shukriya Bhai, Bas Aapke Sohbat Ka Asar Hai ye,.
Aur Inshallah Main Kamyaab Ragoonga, Aap Bhi Duaa Karein,.

May Allah Bless you Too,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #10 on: February 05, 2009, 11:13:59 AM »
Reply with quote

bahoot acha likha hai lil bro... shabashi us din doogi jis din isse poora kar ke dikhaoge... didi ki dua hamesha apke sath hai...

Inshallah Didi, Main In Sab Ko Haqeeqat Mein Karoonga, Apne Andar Inquilaab Laaoonga,.
Aap Bas Is Bhai Ke Liye Duaaein Dete Rehne, Taaki Raahein Aasaan Ho,.

Thank U,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #11 on: February 05, 2009, 11:16:49 AM »
Reply with quote
azeem eak ashar nazar karta hon jo bahoth be misaal duniya jabtak rahegi ye ashar rahega !! likhne wali khuch qususiyath hi aisi hai !! aur ashar apne app me kai falsafe aur misalen rakhta hai !! samjh jaoge to samjho inqalab ayega apke ander

Girte hain shah-a-sawar maidan-a-jung me !!
wo tifl kya gire jo gutno ke bal chale !!

....................Marhom Allama Eqbal sahab............

Qadeer Toopchi

Allah Inhe Jannat Bakshe,.
Wakhaai Bhai Iqbal Sahab, Ka Jawaab Nahi,.

Thnks For Sharing,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008

View Profile
«Reply #12 on: February 05, 2009, 01:02:22 PM »
Reply with quote
karam maantee hoon, ata maangtee hoon, elaahee main tuhjse duwa maangtee hoon,

unko har modr pe kamyaabi haasil ho, unpe kabhie ruswaee ka saaya na padre, upne farishto se kahen, khuda, k unpe khaas nazar-e-karam rahkaen! Ameen!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #13 on: February 05, 2009, 01:07:13 PM »
Reply with quote
karam maantee hoon, ata maangtee hoon, elaahee main tuhjse duwa maangtee hoon,

Meray azeem kee har raha unhe meray kareeb layem, unko har modr pe kamyaabi haasil ho, unpe kabhie ruswaee ka saaya na padre, upne farishto se kahen, khuda, k unpe khaas nazar-e-karam rahkaen! Ameen!

Aameen,.
Thank U Dear, Thank U Very Much, Ab Inshallah Main Khoob Changes Laaoonga,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008

View Profile
«Reply #14 on: February 05, 2009, 02:24:46 PM »
Reply with quote
Aameen,.
Thank U Dear, Thank U Very Much, Ab Inshallah Main Khoob Changes Laaoonga,.

Dny Say Thank u NA!!!!
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 05:05:34 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer