Aye Muflisi Rahem Kar ( Qadeertoopchi )

by qadeer_junaid on April 27, 2010, 12:24:05 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2809 times)
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
Reply with quote
kal raath khuch ajeeb se qayalon me gum tha ,na jane kyun khuch qayal umadd aye ..khuch ashar ussi pasmanzar me eak dam naye qayal liye howe .. pasand aye to nawaz dena ..

arzh kiya hai ke ,,,


Jane kya suncha tha kal raath sote howe !!
Khuch qaub mile hain bistar pe tote howe !!

Beti ki qamushi ne aqri kahe diya mujhe se !!
Muddath howi abbu ko ghar laute howe !!

Aye muflisi ab to rahem kar mujh per !!
Dekh meri beti ke sub kapde chute howe !!

samander pe nahi khuda pe bharosa hai qadeer !!
Mai pahonch jaunga kinare tak bahete howe !!

qadeertopchi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
MAA KA SAYA !!( Qadeertoopchi ) by junaidqadir in Miscellaneous Shayri
muflisi by EK LAMHA HOON MAIN in Share: Poetry of Pain
Khamosh Muflisi............( Ghayel ) by Sajid_Ghayel in Shayri-E-Dard
Beta bhi muflisi ko samjhne laga hai ab ( Qadeertoopchi) by qadeer_junaid in Ghazals « 1 2  All »
Muflisi by sudheermaurya in Shayeri for Dard -e- Bewafai
cara
Guest
«Reply #1 on: April 27, 2010, 12:54:59 PM »
Reply with quote
Wah kya baat hai     Qadeer_junaid ji.....


Ya mallik ab toh rahem kar
bitiya jawan hogayi hai
samajhdar hogayi hai
kaheti kuch bhi nahi hai par
khamoshi uski sab bayan kar rahi hai
ab toh jaana hi padega mujhko apne ghar.....
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #2 on: April 27, 2010, 02:01:44 PM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bahut Bahut Aur Bahut Khoooob mere Bhai..

Doosre Aur teesre Ashaar Ne To Aankhon Ko Shabnami Kar diya..

Dil Ki Jhanjod Dene wale jazbaat pesh kiye hai aapne..Jo Log pardes mein apne Bachon se door rehte hai woh aur kareeb se iss Jazbaat Ko samaj paayenge..Bahut hi khoobsurat Peshkah icon_salut icon_salut icon_salut
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #3 on: April 27, 2010, 02:57:31 PM »
Reply with quote
bahut khoobsurat likha hai aapne Qadeer ji... bahut dard hai isme... bahut khoob likha hai...!!!
Logged
Sajid_Ghayel
Guest
«Reply #4 on: April 27, 2010, 03:53:52 PM »
Reply with quote
Marhaba Marhaba Marhaba..............apni to itni hasiyat bhi nahi Abdul Qadeer Saheb jo hum aapki is peshkash ke bare me kuch kahe...........bas aapke teesre sher sara wajood mano hila ke rakh diya........is nacheeze ki daad kabool kare mere bhai.

Makhta bhi khoob raha yu laga mano bohat bade daiee ne din ki dawat di ho sach hain saheb uparwale ki zaat se insaan ko kabhi naummeed nahi hona chahiye.....

Bas aapse yeh guzarish hai aap Roman Urdu par thodi mehnat kare, doosra sher intehaiee khoobsurat hone ke bavjood spelling error ki wajah se bemaza ho raha hai.

Logged
neelgold
Guest
«Reply #5 on: April 27, 2010, 09:25:05 PM »
Reply with quote
Wah Wah Kya baat keh di aap ne

Bhut hi khoob !!!!!!!!!!!!!!


 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
aaina
Guest
«Reply #6 on: April 27, 2010, 10:52:23 PM »
Reply with quote
Qadeer bhai jawaab nahi hai aapki is takhleeq ka matla aur uske baad ka sher bhut hi khoob rahe mashallah se jab khwaabo.n mai is bala ka sher keh rahe hain to haqeeqat mai kya hashr barpa karnge?? aapke is matle pe ek shayr azm behzaad sahab ka sher yaad aa rha hai apki nazr

bistar se karwat ka rishta toot gaya ek yaad ke saath
khaab sarhaane se uth baitha takiye ko sarkaane mai

likhte rahiye aur mehfil ki shan badhaate rahiye, dua mai yaad rakhiyega


aslam
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #7 on: April 28, 2010, 10:13:28 AM »
Reply with quote
Aslam bhai jab apne kaha hai to acha hi hoga ,, apki dad hamare liye kissi tabaruk se kamm nahi .. ap jaisa shayar jo ke mushaire suna chuka ho eak adna si koshish ko is tarhan nawaze to waqai me hum jaise talib a ilm ke liye faqar ki baath hai bhai .. ye apka badtpan hai aslam sahab jo is tarhan se nawazte ho .. allah apko khush rakhe .. yun hi hausla afzai karte rahen to likhne ko himmat  o hausla ata ho ..

Apka bhai
qadeertoopchi
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #8 on: April 28, 2010, 10:15:57 AM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bahut Bahut Aur Bahut Khoooob mere Bhai..

Doosre Aur teesre Ashaar Ne To Aankhon Ko Shabnami Kar diya..

Dil Ki Jhanjod Dene wale jazbaat pesh kiye hai aapne..Jo Log pardes mein apne Bachon se door rehte hai woh aur kareeb se iss Jazbaat Ko samaj paayenge..Bahut hi khoobsurat Peshkah icon_salut icon_salut icon_salut


bhai khawish sahab sab apki mahobbath hai bhai ,, apki faraq dili jo is tarhan se nawazte ho .. hausla afzai ka shukriya ..allah apko hamesha khush rakhe ..


khadim

qadeertoopchi
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #9 on: April 28, 2010, 10:16:21 AM »
Reply with quote
wah bahut khoob icon_flower icon_flower icon_flower qadeer ji.
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #10 on: April 28, 2010, 12:51:24 PM »
Reply with quote
qadeer bhai bbbbbbbbbbbehtreen Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #11 on: April 28, 2010, 02:37:27 PM »
Reply with quote
qadeer bhai bbbbbbbbbbbehtreen Applause Applause Applause Applause Applause Applause

karam nawazi hai bhai apki .. shukriya huzoor.. allah apko khush rakhe ..


qadeertoopchi
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #12 on: April 29, 2010, 01:04:50 AM »
Reply with quote
Marhaba Marhaba Marhaba..............apni to itni hasiyat bhi nahi Abdul Qadeer Saheb jo hum aapki is peshkash ke bare me kuch kahe...........bas aapke teesre sher sara wajood mano hila ke rakh diya........is nacheeze ki daad kabool kare mere bhai.

Makhta bhi khoob raha yu laga mano bohat bade daiee ne din ki dawat di ho sach hain saheb uparwale ki zaat se insaan ko kabhi naummeed nahi hona chahiye.....

Bas aapse yeh guzarish hai aap Roman Urdu par thodi mehnat kare, doosra sher intehaiee khoobsurat hone ke bavjood spelling error ki wajah se bemaza ho raha hai.



bahoth bahoth shukriya mere bhai .. allah tumhe khush rakhe..


qadeertoopchi
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #13 on: April 30, 2010, 05:40:46 AM »
Reply with quote
Wah Wah Kya baat keh di aap ne

Bhut hi khoob !!!!!!!!!!!!!!


 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
bahoth bahoth shukria ..allah apko khush rakhe ,,


qadeertoopchi
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #14 on: April 30, 2010, 06:05:10 AM »
Reply with quote
Qadeer Sahab Jawab nahi aapka...... Applause Applause Applause
bahut bahut bahut khoob..... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:28:42 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer