BAAT BARABAR HAIN.........(GHAYEL)

by sajid_ghayel on November 17, 2008, 08:55:02 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2510 times)
sajid_ghayel
Guest
«Reply #15 on: November 21, 2008, 09:15:48 AM »
Reply with quote
yeh to tumhara badappan hain taheer warna hum is kabil kaha bohat shukriya hausla afzayee ke liye
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tere Aansuon Se Ghayel Hain.. by Aryaan in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4  All »
SAB POOCHTE HAIN...........(GHAYEL) by sajid_ghayel in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry) « 1 2  All »
KUCH TO BAAT HAIN........(GHAYEL) by sajid_ghayel in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Bohat Gussa Hain..........(Ghayel) by sajid_ghayel in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
Koi aur baat kar..........(Ghayel) by sajid_ghayel in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
Prateek Mardia
Guest
«Reply #16 on: November 24, 2008, 12:33:52 PM »
Reply with quote
bahut khoob saajid jee,accha likha he aapney.

swaabhimaan mera choota nahi aur ehum tera toota nahi
baat barabar hain,baat mukhtasar hain.

faisla mein badal na saka aur tum bhee zid pur adi rahi
baat barabar hain,baat mukhtasar hain.

ghut gayi meri khwaishey,tere armaano ki immaratey bhee deh gayi
baat barabar hein, baat mukhtasar hain.

mere upar hansi duniya, tujh per bhee kase taane
baat barabar hain,baat mukhtasar hain.

tere bina bhee hu main zinda,mere bina tune bhee seekh liya jeena
baat barabar hain, baat mukhtsar hain.

Prateek
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #17 on: November 24, 2008, 12:44:49 PM »
Reply with quote
bahut khoob saajid jee,accha likha he aapney.

swaabhimaan mera choota nahi aur ehum tera toota nahi
baat barabar hain,baat mukhtasar hain.

faisla mein badal na saka aur tum bhee zid pur adi rahi
baat barabar hain,baat mukhtasar hain.

ghut gayi meri khwaishey,tere armaano ki immaratey bhee deh gayi
baat barabar hein, baat mukhtasar hain.

mere upar hansi duniya, tujh per bhee kase taane
baat barabar hain,baat mukhtasar hain.

tere bina bhee hu main zinda,mere bina tune bhee seekh liya jeena
baat barabar hain, baat mukhtsar hain.

Prateek
Khud ko behtar kahu main tujhse, Tujhe mujse behtar kahe zamana
Baat barabar hain, Baat mukhtasar hain
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: November 24, 2008, 02:36:04 PM »
Reply with quote
Bahot Badhiya Prateek Ji,.
Nice One,.
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #19 on: November 24, 2008, 02:48:18 PM »
Reply with quote
bahut shukriya saajid ji aur bahut shukriya aazeem bhai.

mujhey yaad tera hur sitam, jaise yaad hoga tujhe mera deewanapun
baat baraabar hain, baat mukhtasar hain.

khalish uthti mere seene mey reh reh kar,tujhey aanso aatey hey
baat baraabar hain, baat mukhtasar hain.

kabhi hichki aati hey mujhko,kabhi bedardi ko yaad karta hu
baat baraabar hain, baat mukhtasar hain.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #20 on: November 26, 2008, 05:21:58 AM »
Reply with quote
wah wah wah kaya baat hai Prateek ji.. bahoot khoob likha hai apne..
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #21 on: November 26, 2008, 05:33:34 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob Ghayel Ji

Maut ka intezaar may ne kiya aur tumne kiya
Maut tumhe bhi na aayee aur na hume maut aayee
Maut ne tum se aur hum se dono se ki bewafai
Baat baraabar hain, baat mukhtasar hain.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #22 on: November 26, 2008, 05:39:51 AM »
Reply with quote
bahoot khoob rajesh ji
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #23 on: November 26, 2008, 05:57:37 AM »
Reply with quote
Thanx Pooja Ji
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #24 on: November 26, 2008, 08:50:05 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob Ghayel Ji

Maut ka intezaar may ne kiya aur tumne kiya
Maut tumhe bhi na aayee aur na hume maut aayee
Maut ne tum se aur hum se dono se ki bewafai
Baat baraabar hain, baat mukhtasar hain.

Kya khoob kahi rajesh

Meri maut pe na aasoo bahaye koi, teri maut pe hasne laga zamana
Baat Barabar hain baat mukhtasar hain
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #25 on: November 28, 2008, 03:56:58 AM »
Reply with quote
Kya khoob kahi rajesh

Meri maut pe na aasoo bahaye koi, teri maut pe hasne laga zamana
Baat Barabar hain baat mukhtasar hain


Good one SG

Meri maut se khush hoye koi teri maut par na roye koi
Teri maut se na gharaye koi meri maut par jasan manaye koi
Baat Barabar hain baat mukhtasar hain
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #26 on: November 28, 2008, 07:44:13 AM »
Reply with quote
Na doli uthi teri, reh gaya main bhi kuwara
baat barabar hain baat mukhtasar
Logged
Pooja
Guest
«Reply #27 on: November 28, 2008, 07:46:56 AM »
Reply with quote
Na doli uthi teri, reh gaya main bhi kuwara
baat barabar hain baat mukhtasar

 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Logged
aamna_zoya
Guest
«Reply #28 on: November 30, 2008, 08:56:12 AM »
Reply with quote
 :clap:excellent....baat barabar hain,, Thumbs UP bahut kaamal ka likha aapne......
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #29 on: November 30, 2008, 09:04:39 AM »
Reply with quote
:clap:excellent....baat barabar hain,, Thumbs UP bahut kaamal ka likha aapne......
Thanks aamna aap bhi Kuch likhe ek hi line to likhni hain baki to "baat barabar hain, baat mukhtasar hain"
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:34:33 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer