harashmahajan
Guest
|
«Reply #15 on: March 18, 2008, 03:28:41 AM » |
|
Kya khoob badnaamm Gali se Guzar rahe haiN aap.....per ye galiyaaN bahoot si roohoN ko andere ki zindagi jeene ko mazboor ker rahihaiN....Roja wrote:- Jab mehfil main aap aaye Tab gungroo baand ke aana pada
Armaan hamare khak huwe Jab mehfil hame zajana pada Kitne hi imtihaan se ab Guzri hai aaj zindagi Baloo maiN padi naav si thheri hai aaj zindagi
Aayega inklaab yahaaN sunte rahe ab talak yahaN apne hi khwaab bun rahi shehri hai zindagi
Paiband lagati rahi aisi badnam galyaaN yahaaN Ahsaan maiN unke yahaN pali sanwari hai zindagi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Roja
Guest
|
|
«Reply #16 on: March 23, 2008, 04:47:27 PM » |
|
Kya khoob badnaamm Gali se Guzar rahe haiN aap.....per ye galiyaaN bahoot si roohoN ko andere ki zindagi jeene ko mazboor ker rahihaiN....Roja wrote:- Jab mehfil main aap aaye Tab gungroo baand ke aana pada
Armaan hamare khak huwe Jab mehfil hame zajana pada Kitne hi imtihaan se ab Guzri hai aaj zindagi Baloo maiN padi naav si thheri hai aaj zindagi
Aayega inklaab yahaaN sunte rahe ab talak yahaN apne hi khwaab bun rahi shehri hai zindagi
Paiband lagati rahi aisi badnam galyaaN yahaaN Ahsaan maiN unke yahaN pali sanwari hai zindagi Nice lines....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Roja
Guest
|
|
«Reply #17 on: March 23, 2008, 04:57:36 PM » |
|
In badnaam gali ke liye kaun karega Inqalaab ? Yahan dil ke saat saat jism ka sauda hota hai Is sauda ka Anjaam ke liye kaun karega Inqalaab? Jo is gali main aa jaati hai, kafan baandkar Wo sirf inqalabi ki parwah nahi karte...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
harashmahajan
Guest
|
|
«Reply #18 on: March 23, 2008, 05:06:51 PM » |
|
In badnaam gali ke liye kaun karega Inqalaab ? Yahan dil ke saat saat jism ka sauda hota hai Is sauda ka Anjaam ke liye kaun karega Inqalaab? Jo is gali main aa jaati hai, kafan baandkar Wo sirf inqalabi ki parwah nahi karte... Waah Roja ji ..bahoot dil ko peeRha dene wala likha aapne.....Badi be-adab hai duniyaN tawayfoN ki tarah HameshaaN chahne wale hi badalti rehti hai
Harash
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Roja
Guest
|
|
«Reply #19 on: March 23, 2008, 05:15:43 PM » |
|
Thank you Harash ji....
In galiyon ka dard kaun janta? Zakhmon se bara dil kaun janta? Raat ke mehfil sajte rehta hai Aashiq ka badalta tevar kaun janta?
|
|
|
Logged
|
|
|
|
harashmahajan
Guest
|
|
«Reply #20 on: March 23, 2008, 05:19:31 PM » |
|
Thank you Harash ji....
In galiyon ka dard kaun janta? Zakhmon se bara dil kaun janta? Raat ke mehfil sajte rehta hai Aashiq ka badalta tevar kaun janta? Ab kya kahooN..In galioN maiN koi na pahoonche yahi dua kerta hooN khuda se...bade badnaseeb haiN hawaale badalti rehti haiN Musafiraat haiN apne chhale badalti rehti haiN
Harash
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Roja
Guest
|
|
«Reply #21 on: March 23, 2008, 05:28:42 PM » |
|
Again nice reply Harash ji...
Hum yahan baite hai kothhe main Bachakar bahu betiyon ko Hamari gali badnam hokar Rakha hai mehfooz, bahu betiyon ko
|
|
|
Logged
|
|
|
|
harashmahajan
Guest
|
|
«Reply #22 on: March 23, 2008, 05:33:20 PM » |
|
Again nice reply Harash ji...
Hum yahan baite hai kothhe main Bachakar bahu betiyon ko Hamari gali badnam hokar Rakha hai mehfooz, bahu betiyon ko bahoot khoob...Zindagi Tujhe kab tak bacha ke rakhegi Mout toh roz niwaale badleti rehti hai
Harash
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Roja
Guest
|
|
«Reply #23 on: March 23, 2008, 05:52:38 PM » |
|
Badnam gali ki kali hu mai, Baiti hu chahat ke do bol ke liye Aaj mai surahi utati hu Jalao surahi ko b dil ke liye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
harashmahajan
Guest
|
|
«Reply #24 on: March 23, 2008, 05:55:17 PM » |
|
Badnam gali ki kali hu mai, Baiti hu chahat ke do bol ke liye Aaj mai surahi utati hu Jalao surahi ko b dil ke liye achha likha dostIn GaliyoN ki daastaaN hi ajeeb hai Har koi lagta yahaaN kareeb hai
harash
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Roja
Guest
|
|
«Reply #25 on: March 23, 2008, 05:59:10 PM » |
|
Yahan kareebi ka kuch nahi hota Jo hota sab vasna ka mela hota
|
|
|
Logged
|
|
|
|
harashmahajan
Guest
|
|
«Reply #26 on: March 23, 2008, 06:01:22 PM » |
|
GireiN na bijaliyaaN chahat pe unki Kutch aisa ahsaas unhe kera diya hota
harash
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Roja
Guest
|
|
«Reply #27 on: March 23, 2008, 06:08:32 PM » |
|
In galiyon se guzarne se daag lag jati hai Yahan chahat ka koyi mol nahi hoti hai Aiyashiyon ko pyar ka naam dete hai Magar Pyar ka ehsaas in bedilon k pass hota nahi hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
harashmahajan
Guest
|
|
«Reply #28 on: March 23, 2008, 06:10:25 PM » |
|
Fitrat kya teri re insaan GaliyoN maiN bikta hai imaan Dil ik ik toota pada idher ab na bacha koi inka armaaN
Harash
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Roja
Guest
|
|
«Reply #29 on: March 23, 2008, 06:15:03 PM » |
|
hmm bahut fast reply and that too cool and nice 1 Harash ji... [
Na manzil ki tamanna hai Na tikane ki hai talash Jeena hai is badnam gali main Merna bhi yahi hai[/color]
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|