Bande Hi mile sub kissi me bandagi nahi mili !!

by abdulqadeer on January 19, 2009, 10:22:04 AM
Pages: [1] 2 3 4 5 6
ReplyPrint
Author  (Read 6203 times)
abdulqadeer
Guest
Reply with quote
ghazal ke isharoon ko samjah gaye to daad se nawaz dena !!

Dhondte rahe umra bhar manzil nahi mili !!
Charagon ki sarparasti me raushni nahi mili !!
Tera har zulm sar ankhoon pe utha lete !!
Manga  bahoth khuda se magar zindagi nahi mili !!

Muddath tak tere shaher me dhoondte rahe hum !!
Bande hi mile sub kissi me bandagi nahi mili !!

Umra bhar apne begunha hone ki saza kati humne !!
Gunha hoga jo mustaqbil ko maazi ki haqiqath nahi mili !!

Gali ke har nukkad pe maine maa-baap ki laash dekhi !!
Shayad kissi bete ko daulath-a- wasihath nahi mili !!

Kab tak khush bahali ki baten karke tassali doge !!
Aj bhi mere desh me kissi bhuke ko rooti nahi mili !!

Waqath ne hame  kuch is qadar badal diya !!
Aine hazaro dekhe  apni surath nahi mili !!

Aur un parindoon ki bagawath jaiz hai Qadeer !!
Jinhe raath guzarne apne hi paid ki shaaqen nahi mili !!

Qadeer Toopchi
From India !!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
khawab jhootay kissi ko dikhaya nahi kertay by Dewana_Badal in Shayri-E-Dard
mohabbat nahi mili........ by nice_off_me in Shayri-E-Dard
Apne Gam khud Jhilte hain kissi se Gila nahi Karte by abdulqadeer in Ghazals
Kissi Ki AQri Hichki kissi ki dil laggi hogi !! by abdulqadeer in Ghazals
Azadi nahi mili........( Ghayel ) by sajid_ghayel in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: January 19, 2009, 10:27:43 AM »
Reply with quote
Waah Bhaijaan,.
waah,.
Subhan Allah,.

Bohat Hi Badhiya Hai.
Aapne To Haqeeqar Bayaan Kardi,.
Pehli Bar Mujhe Kisi Shayar Se Itni Mohabbat Hui Hai,.
May Allah Bless You,.

Khush Raho Aabaad raho,.
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #2 on: January 19, 2009, 11:16:00 AM »
Reply with quote
Waah Bhaijaan,.
waah,.
Subhan Allah,.

Bohat Hi Badhiya Hai.
Aapne To Haqeeqar Bayaan Kardi,.
Pehli Bar Mujhe Kisi Shayar Se Itni Mohabbat Hui Hai,.
May Allah Bless You,.

Khush Raho Aabaad raho,.


Shukriya Mere Dost Tumne Itni Izzath dedi Ke Ap Qalam Ko Sunch Samajh ke Chalana Padega !! Tumhari ye Izzath Afza-e-ka Tahe dil se Shukriya Ada karta hon Azeem !!

Qadeer Toopchi
Logged
salma786
Guest
«Reply #3 on: January 19, 2009, 11:21:50 AM »
Reply with quote
Bahoot khoob abdul ji!
Logged
Great_N
Guest
«Reply #4 on: January 19, 2009, 11:29:09 AM »
Reply with quote
Little late aa, i sleep latenight,i woke kup late,i found u late, ifriend on u late, but.....I early receive, i receive SMS earyly, i miss earlly..... Good monring
 happy3
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #5 on: January 19, 2009, 11:41:24 AM »
Reply with quote
Bahoot khoob abdul ji!
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #6 on: January 19, 2009, 11:49:56 AM »
Reply with quote
Bahoot khoob abdul ji!

Bahoth Bahoth shukriya Janab ap ne meri Ghazal ka apna waqath diya !!

Qadeer Toopchi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: January 19, 2009, 12:07:39 PM »
Reply with quote
Shukriya Mere Dost Tumne Itni Izzath dedi Ke Ap Qalam Ko Sunch Samajh ke Chalana Padega !! Tumhari ye Izzath Afza-e-ka Tahe dil se Shukriya Ada karta hon Azeem !!

Qadeer Toopchi

Bhaijaan,.
Sharminda Kyun Karte Ho,.
Ye Hamaari Khushnaseebi Hai, Ke Hum Aap Jaise Bade Shayaron ke Beech Mein Hain,.
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #8 on: January 19, 2009, 12:45:02 PM »
Reply with quote
Bhaijaan,.
Sharminda Kyun Karte Ho,.
Ye Hamaari Khushnaseebi Hai, Ke Hum Aap Jaise Bade Shayaron ke Beech Mein Hain,.

shukriya azeem ye apka badath pan hai jo ap hame itni izzath de rahe hain !!

Qadeer Toopchi
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #9 on: January 19, 2009, 01:23:26 PM »
Reply with quote
Dhondte rahe umra bhar manzil nahi mili !!
Charagon ki sarparasti me raushni nahi mili !!

Tera har zulm sar ankhoon pe utha lete !!
Manga  bahoth khuda se magar zindagi nahi mili !!

Muddath tak tere shaher me dhoondte rahe hum !!
Bande hi mile sub kissi me bandagi nahi mili !!

Umra bhar apne begunha hone ki saza kati humne !!
Gunha hoga jo mustaqbil ko maazi ki haqiqath nahi mili !!

Gali ke har nukkad pe maine maa-baap ki laash dekhi !!
Shayad kissi bete ko daulath ki wasihath nahi mili !!

Kab tak khush bahali ki baten karke tassali doge !!
Aj bhi mere desh me kissi bhuke rooti nahi mili !!

Waqath ne hame  kuch is qadar badal diya !!
Aine hazaro dekhe magar apni surath nahi mili !!

Aur un parindoon ki bagawath jaiz hai Qadeer !!
Jinhe raath guzarne apni hi paid ki shaaqen nahi mili !!

Qadeer Toopchi
From India !!
The thoughts have been very well executed! The poet appears to be struggling to find his rightful place in the society, in his beloved's heart, in the world at large and in the cosmos as well! Keep it up!
                    - abd bundeli
Logged
fairy2633
Guest
«Reply #10 on: January 19, 2009, 02:13:49 PM »
Reply with quote
bahut khoob qadeer ji.........keep it up... Clapping Smiley
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #11 on: January 20, 2009, 03:34:26 AM »
Reply with quote
The thoughts have been very well executed! The poet appears to be struggling to find his rightful place in the society, in his beloved's heart, in the world at large and in the cosmos as well! Keep it up!
                    - abd bundeli


Bahoth bahoth shukriya janab yo india pe ap jaise senior aur eak majhle howe shayar ki agar daad mil jaye to qamayabi nazar ane lagti hai !! shukriya abd ji ke apne meri ghazal pe miyari nazar dali ahesan mand hain hum apke !! Allah hum sub ko khush rakhe !!

Qadeer Toopchi
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #12 on: January 20, 2009, 04:26:48 AM »
Reply with quote
bahut khoob qadeer ji.........keep it up... Clapping Smiley

Shukriya Fairy Ji Apne Hamari Ghazal Ko Waqath Diya Janab !!

Qadeer Toopchi
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #13 on: January 20, 2009, 04:28:59 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob Qadeer Ji
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #14 on: January 20, 2009, 05:00:45 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob Qadeer Ji

Bahoth Bahoth Shukriya Rajesh Ji apne ne meri Ghazal ko pada aur pasand kiya !!

Qadeer Toopchi
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5 6
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 04:23:16 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.134 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer