Bande Hi mile sub kissi me bandagi nahi mili !!

by abdulqadeer on January 19, 2009, 10:22:04 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6
ReplyPrint
Author  (Read 6205 times)
Pooja
Guest
«Reply #15 on: January 20, 2009, 05:11:56 AM »
Reply with quote
bahoot khoob qadeer ji
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
khawab jhootay kissi ko dikhaya nahi kertay by Dewana_Badal in Shayri-E-Dard
mohabbat nahi mili........ by nice_off_me in Shayri-E-Dard
Apne Gam khud Jhilte hain kissi se Gila nahi Karte by abdulqadeer in Ghazals
Kissi Ki AQri Hichki kissi ki dil laggi hogi !! by abdulqadeer in Ghazals
Azadi nahi mili........( Ghayel ) by sajid_ghayel in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
abdulqadeer
Guest
«Reply #16 on: January 20, 2009, 05:15:06 AM »
Reply with quote
bahoot khoob qadeer ji

Bahoth Bhaoth Shukriya Pooja Ji !!

Qadeer Toopchi

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #17 on: January 20, 2009, 06:23:38 AM »
Reply with quote
"Waqt Ne Hume Kuch Iss Kadar Badal Diya
Aine hazaro dekhe magar apni surat nahi mili.."

Bahut Bahut Khoob Qadeer Saheb,Bahut Hi Khoobsurat Aur sachai ki Tavseer Hai Aapki yeh Nazm..Bahut Khoob Applause Applause Applause
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #18 on: January 20, 2009, 06:27:09 AM »
Reply with quote
"Waqt Ne Hume Kuch Iss Kadar Badal Diya
Aine hazaro dekhe magar apni surat nahi mili.."

Bahut Bahut Khoob Qadeer Saheb,Bahut Hi Khoobsurat Aur sachai ki Tavseer Aapki yeh Nazm..Bahut Khoob Applause Applause Applause


Shukriya Janab Ahesand mandhhain apke jo apne ghazal ko samjha aur saraha isko !! shukriya janab apka yahi pyar hai jo likhne pe majboor karta hai !!

Qadeer Toopchi
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #19 on: January 20, 2009, 08:02:26 AM »
Reply with quote
Bahoth bahoth shukriya janab yo india pe ap jaise senior aur eak majhle howe shayar ki agar daad mil jaye to qamayabi nazar ane lagti hai !! shukriya abd ji ke apne meri ghazal pe miyari nazar dali ahesan mand hain hum apke !! Allah hum sub ko khush rakhe !!
Qadeer Toopchi
You're welcome Qadeer ji! And, Aameen!
                      - abd bundeli
Logged
salil2002
Guest
«Reply #20 on: January 20, 2009, 08:22:37 AM »
Reply with quote
abdul bhai
Qasam se aisi gazal aaj tak nahin padi na hi kisi ki kalam ne is qadar haqeeqat ka ehsaas dilaaya .........in my views u r the greatest shayar on yo India hats off to u brother

kabhi gardish mein ghoom kar dekho
haqeeqat ka pata maloom hoga
qaid ho tum sheeshon main
khud ka pata na maloom hoga
dekho jara jehan mein ooth rahi hai tasveer kiski
jara pyaar se dekho kissii apne ka pata maloom hoga
Logged
cara
Guest
«Reply #21 on: January 20, 2009, 08:26:29 AM »
Reply with quote
kya baat hai qadeerji......

yun toh desh roshan hai sansaar mein,
par desh ke beetar, kahin roshni nahin mili.
yun toh log,zinde mile yahan par,
par kisi mein zindagi nahin mili.
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #22 on: January 20, 2009, 08:35:31 AM »
Reply with quote
abdul bhai
Qasam se aisi gazal aaj tak nahin padi na hi kisi ki kalam ne is qadar haqeeqat ka ehsaas dilaaya .........in my views u r the greatest shayar on yo India hats off to u brother

kabhi gardish mein ghoom kar dekho
haqeeqat ka pata maloom hoga
qaid ho tum sheeshon main
khud ka pata na maloom hoga
dekho jara jehan mein ooth rahi hai tasveer kiski
jara pyaar se dekho kissii apne ka pata maloom hoga

Yaar Apka Kaise Shukriya Ada karon salil alfaaz hi nahi hain mere paas ye app logon ka badath pan hai jo mujhe ye darja de rahe ho inshallah mai ap logon ka vishwas qayal rakhson to khushnasib mahesoos karonga khud ko !!! Allah sub kamiyab kare !!

Qadeer Toopchi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: January 20, 2009, 08:37:52 AM »
Reply with quote
abdul bhai
Qasam se aisi gazal aaj tak nahin padi na hi kisi ki kalam ne is qadar haqeeqat ka ehsaas dilaaya .........in my views u r the greatest shayar on yo India hats off to u brother

kabhi gardish mein ghoom kar dekho
haqeeqat ka pata maloom hoga
qaid ho tum sheeshon main
khud ka pata na maloom hoga
dekho jara jehan mein ooth rahi hai tasveer kiski
jara pyaar se dekho kissii apne ka pata maloom hoga

I Agree With U Salil Bhai,.
Abdul Qadeer Bhaijaan,.
Yoindia Ke Bohat Achche Shayar Hai,,.
Main To Kehta Hoon, Abke Daur Ke Inshallah, Bohat Achche Shayar Hain,.
Logged
salma786
Guest
«Reply #24 on: January 20, 2009, 08:38:38 AM »
Reply with quote
Waah salil bahoot khoob Clapping Smiley
Nice one care Clapping Smiley
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #25 on: January 20, 2009, 08:58:05 AM »
Reply with quote
I Agree With U Salil Bhai,.
Abdul Qadeer Bhaijaan,.
Yoindia Ke Bohat Achche Shayar Hai,,.
Main To Kehta Hoon, Abke Daur Ke Inshallah, Bohat Achche Shayar Hain,.

Shukriya Azeem apne izzath bakshi is nachiz ko faqar hai mujhe ke mai aise qadardanoo ke bich apni ghazalen pesh kar raha hon !!

allah hum sub ko khush rakhe Ameen !! Sum Ameen !!

Qadeer Toopchi
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #26 on: January 20, 2009, 09:19:57 AM »
Reply with quote
kya baat hai qadeerji......

yun toh desh roshan hai sansaar mein,
par desh ke beetar, kahin roshni nahin mili.
yun toh log,zinde mile yahan par,
par kisi mein zindagi nahin mili.


Bahot Bahoth Shukriya Cara Ji !! Aur Apne Bhi bahoth acha likha hai !!

Qadeer Toopchi
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #27 on: January 20, 2009, 10:22:29 AM »
Reply with quote
Waah salil bahoot khoob Clapping Smiley
Nice one care Clapping Smiley

Thanks for appriciating them !!

Qadeer Toopchi
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #28 on: January 20, 2009, 01:25:34 PM »
Reply with quote
Pyare dost ki pyari si farmaish thi ke main yeh ghazal miss na karu aur Qurban jaoo us farmaish pe warna itni achchi peshkash shayed miss ho jati.
Bohat khoob Qadeer Jab aakhe ek manzar dekhti hain dimag me aur rooh jab us manzar ko mehsoos karti hain tab dil se jo aawaz nikalti hain kasam khuda ki ya to SHAYRI ho sakti hain ya DUA.

Ghayel tumhare is kalam ko dil se salam karta hain Qadeer  Clapping Smiley

Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #29 on: January 20, 2009, 01:49:29 PM »
Reply with quote

Qadeer khud ko rok nahi paya aur kisi tarah time nikal ke kuch likha hain bas yu samajhna aapne hi likha hain.....

Woh shehar bohat dhoondha, jaha thoda ho andhera
Jalti na ho koi, woh basti nahi mili !!

Izzat se uthe doli, khushiyo ki mile sej
Gareeb beti ke baap ko, aisi koi khushi nahi mili !!

Do roti ki hain ghulamai, do saso ki hain ghulami
Desh azad to hain mera, q muje azadi nahi mili !!

Woh kitna zaheen tha, tha ghar me sabka ladla
Mar gaya woh bhookhe pet, par naukri nahi mili !!

Q meri sune koi, GHAYEL me khas kya hain
Jab dhoondta raha khuda bhi, use bandagi nahi mili !!

                           -Sajid Ghayel-
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:38:42 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer