Beti Hoon Main , Koi Paap Nahi

by songwriter_123 on August 16, 2011, 11:09:39 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1645 times)
songwriter_123
Guest
Reply with quote


  Beti Hoon Main ,Koi Paap Nahi


Ek hai taare , dekho woh ek se saare
Beta-beti bhi ek hai , phir kyu betiyaan marti jaa rahe
Khuda bhi ro raha hai, Maa bhi ro rahi hai
Aankhon mein gumm bhare hai , ro rahe hai nazaare


Yaha aane se pehle beti, puchti hai khuda se
Sansaar tune banaya , ya banaya hai insaan ne
Maare woh humko jaise, hum unki santaan nahi hai
Darr lag raha hai , kahi waapas bhej na dey woh humhe yaha pe


Kaha phir us khuda ne , ki bhul gaya hai insaan
Jaha beti nahi hai , bata woh kaunsa hai jahaan
Waqt ek aisa aayega, “Aurat” shabd reh na jaayega
Phir puchuga insaan se , ab tu “Beta” laayega kaha se


Abhi bhi waqt hai , chodh do tum yeh tamaashe
Beti maarne se pehle , jara dekho tum ek maa ki nazar se
Nahi to main bula luga ,  ek bhi beti reh na jaayegi
Dharti khud narak ban jaayegi ,aur larkiyan sirf  rahegi swarg me


Ek hai taare , dekho woh ek se saare
Beta beti bhi ek hai , kaho ab tum bhi sab saath humhaare




Composed By Aamit
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #1 on: August 16, 2011, 11:24:33 AM »
Reply with quote


  Beti Hoon Main ,Koi Paap Nahi


Ek hai taare , dekho woh ek se saare
Beta-beti bhi ek hai , phir kyu betiyaan marti jaa rahe
Khuda bhi ro raha hai, Maa bhi ro rahi hai
Aankhon mein gumm bhare hai , ro rahe hai nazaare


Yaha aane se pehle beti, puchti hai khuda se
Sansaar tune banaya , ya banaya hai insaan ne
Maare woh humko jaise, hum unki santaan nahi hai
Darr lag raha hai , kahi waapas bhej na dey woh humhe yaha pe


Kaha phir us khuda ne , ki bhul gaya hai insaan
Jaha beti nahi hai , bata woh kaunsa hai jahaan
Waqt ek aisa aayega, “Aurat” shabd reh na jaayega
Phir puchuga insaan se , ab tu “Beta” laayega kaha se


Abhi bhi waqt hai , chodh do tum yeh tamaashe
Beti maarne se pehle , jara dekho tum ek maa ki nazar se
Nahi to main bula luga ,  ek bhi beti reh na jaayegi
Dharti khud narak ban jaayegi ,aur larkiyan sirf  rahegi swarg me


Ek hai taare , dekho woh ek se saare
Beta beti bhi ek hai , kaho ab tum bhi sab saath humhaare




Composed By Aamit

Bahut Khooooob!!!

Acha Likha Hai Aapne.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #2 on: August 16, 2011, 06:27:06 PM »
Reply with quote
Achhi Soch... Achhi Post...

Bahut achhe... Applause Applause Applause
Logged
khan hindustani
Guest
«Reply #3 on: August 20, 2011, 11:34:29 PM »
Reply with quote
bahut umadaaaaaaaaaaa
bahut bahatarin sach likha hai aapne

ALLAH-TALA kahta hai ki jis ghar me beti hoti hai waha noor barasata hai
is liye to maa ke kadamon me ZANNAT batai gai hai

bhai ke liye dua maa-baap ke chahare ka noor hai wo beti hai wo
bachcho ke liye zannat pati ke har sukh dukh ki sathi hai wo beti hai wo
Logged
rajjkamall
Guest
«Reply #4 on: September 07, 2011, 06:25:59 AM »
Reply with quote
kabhi kabhi mere dil me sawal uthtaa hai, k kya gunah kiya tha jo jindgi ye mili ! Abhi bhi hai kisi Khuda ko bandagi ki talab,abhi bhi aur hain dojakh tamaam mere liye !!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 06:48:20 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer