Bhujta Howa Charag !!

by abdulqadeer on February 02, 2009, 04:12:04 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 3249 times)
abdulqadeer
Guest
«Reply #15 on: February 02, 2009, 10:07:45 AM »
Reply with quote
Subhan allah , subhan allah , kya kahon is kalam ko talat ji ..eak aise sawgath de hai apne is nacheez ko kea b yoindia se khuch mangne ke qabil hi nahi rahe !! kya nazam nazar ki hai janab !! Allah apke sare ghazlon ko miyari izzath de ..aur janab apne eak baar fir se mera qalam ko rok diya janab !! Allah apko khush o qurram rakhe !! Ameen !!


Qadeer Toopchi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Anjaab tum howa ! by muneeb in Shayri-E-Dard
charag-e-shaam jalta raha by diajee in Shayri for Dard -e- Judai
dil jal kar khak howa by manoj. in SMS , mobile & JOKES
Yaadon ke charag by TOUSIFSHAIKHH in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ehad ka dar wa howa by Dr Maqsood Hasni in Shairi - E - Zindagi
Talat
Guest
«Reply #16 on: February 02, 2009, 10:31:03 AM »
Reply with quote
Bohot shukriya Qadeer Ji, ye to aapka badappan hai ki is choti si peshkash ko aapne itni izzat bakshi.....Aapki qalam koi rok de, aisi jurrat kaun kar sakta hai.
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #17 on: February 02, 2009, 11:49:09 AM »
Reply with quote
Bohot shukriya Qadeer Ji, ye to aapka badappan hai ki is choti si peshkash ko aapne itni izzat bakshi.....Aapki qalam koi rok de, aisi jurrat kaun kar sakta hai.

ur welcome talat ji !!

Qadeer Toopchi
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #18 on: February 02, 2009, 12:41:31 PM »
Reply with quote
Waah waah...jitni taareef ki jaaye kam hi hogi is kalaam ke liye.bohot khoobsurat..bohot khoob Qadeer Ji..  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Kuch likhne ki koshish ki hai aap ki tarz par,

Gar roshni ki chaah hai to aana na mere paas,
Andheron main lipti raat hoon, mahtaab nahin hoon main

Angaaron main har roz jalta hai mera wujood,
Tapti ret ki deewaar hoon, saraab nahin hoon main

Khol ke aankhain zara dekho meri jaanib,
Ek Talq haqeeqat hoon, khwaab nahin hoon main

Zamane ki aandhi ne sulga diya itna,
Ab aag ka shola hoon, aab nahin hoon main



Bahut-bahut khoob Dr. Talat! It's a lovely remarkable creation!
                                   - abd bundeli
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #19 on: February 02, 2009, 12:48:47 PM »
Reply with quote
Bahut-bahut khoob Dr. Talat! It's a lovely remarkable creation!
                                   - abd bundeli


Dili Khushi howi ye jaan ke talat jabeen Docter hain !! Mashallah !! talimi miyar bhi shayari ki tarah bahoth umda hai janab ka !! Allah unhe khush rakhe !!

Qadeer Toopchi
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #20 on: February 02, 2009, 05:00:39 PM »
Reply with quote

ghazal se mil jao agar to nawaz dena !! Tawajo chahonga !!

Muflisi ka badshah hon, ,sartaj nahi hon mai !!
Bhujhta howa charaq hon   aftaab nahi hon mai !!

Asolon pe ladna meri adath purani hai !!
Sacha-e-ki awaz hon , inqalaab nahi hon mai !!

Aur meri saqawath zamane ki har-yali se puchiye !!
jo apne hi gulistan ke liye gire wo barsath nahi hon mai !!

Mere bad bhi duniya meri tariq padegi !!
Jo asani se mit jaye wo itehas nahi hon mai !!

 meri tishnagi bhujana hai to samandaron ko bula lo !!
Jo qataron se mit jaye wo pyaas nahi hon mai !!

Aur apni tarraqi ke liye meri lambi umra ki duva manglo !!
Jo bin mange mil jaye wo sawgath nahi hon mai !!

Meri har ghazal yaad karegi duniya mere bad Qadeer!!
padke jise bhula sako wo kitaab nahi hon mai !!

Qadeer Toopchi

Bahut Bahut Khoob Qadeer saheb!!
Ab Aapki Tareef Mein Mujhe Naye Lafz Dhoondne Padhenge..
Behetereen Ghazal Pesh Ki Hai Aapne..Bahut Ache.. Applause Applause Applause
Logged
Talat
Guest
«Reply #21 on: February 02, 2009, 07:27:38 PM »
Reply with quote
Sahi Kaha Aapne Talat Didi,.
Ye Ghazal Bohat Hi Badhiya Hai,.

Waise Aapne Bhi Kamaal Ka Likha Hai,.'
Nice One,.
Shukriya Janasheen
Logged
Talat
Guest
«Reply #22 on: February 02, 2009, 07:30:42 PM »
Reply with quote
Bahut-bahut khoob Dr. Talat! It's a lovely remarkable creation!
                                   - abd bundeli


Thank You Abd Ji for always encouraging me with your sweet words.

Dili Khushi howi ye jaan ke talat jabeen Docter hain !! Mashallah !! talimi miyar bhi shayari ki tarah bahoth umda hai janab ka !! Allah unhe khush rakhe !!

Qadeer Toopchi

Shukriya Qadeer Ji iss qadar izzat-afzaai ka...bas Maan Baap ki duaain hain aur Allah ka karam.
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #23 on: February 03, 2009, 03:58:45 AM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khoob Qadeer saheb!!
Ab Aapki Tareef Mein Mujhe Naye Lafz Dhoondne Padhenge..
Behetereen Ghazal Pesh Ki Hai Aapne..Bahut Ache.. Applause Applause Applause


shukriya kuwish sahab is nacheez ko itni izzath dene ke liye !!tahe dil se shukar guzar hon apka janab !! waise tarif karne ka ye andaz hi bada nirala hai janab apka !! allah apko khush rakhe !!

Qadeer Toopchi
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #24 on: February 03, 2009, 04:02:30 AM »
Reply with quote
Bahut hi umdah hai yah sher:

meri tishnagi bhujana hai to samandaron ko bula lo !!
Jo qataron se mit jaye wo pyaas nahi hon mai !!


Waah bhai waah!
               - abd bundeli

Bohat khoob Abd ji... Applause
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #25 on: February 03, 2009, 04:04:18 AM »
Reply with quote
Waah waah...jitni taareef ki jaaye kam hi hogi is kalaam ke liye.bohot khoobsurat..bohot khoob Qadeer Ji..  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Kuch likhne ki koshish ki hai aap ki tarz par,

Gar roshni ki chaah hai to aana na mere paas,
Andheron main lipti raat hoon, mahtaab nahin hoon main

Angaaron main har roz jalta hai mera wujood,
Tapti ret ki deewaar hoon, saraab nahin hoon main

Khol ke aankhain zara dekho meri jaanib,
Ek Talq haqeeqat hoon, khwaab nahin hoon main

Zamane ki aandhi ne sulga diya itna,
Ab aag ka shola hoon, aab nahin hoon main



 Applause

bohat khoob Celmira sis..
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #26 on: February 03, 2009, 06:37:33 AM »
Reply with quote

Shukriya Qadeer Ji iss qadar izzat-afzaai ka...bas Maan Baap ki duaain hain aur Allah ka karam.

Ur welcome talat Ji !!

Qadeer Toopchi
Logged
salma786
Guest
«Reply #27 on: February 03, 2009, 09:38:29 AM »
Reply with quote
Bahoot khoob abdul ji Clapping Smiley
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #28 on: February 03, 2009, 10:00:26 AM »
Reply with quote
Bahoot khoob abdul ji Clapping Smiley


Shukriya salma ji !! Apne hamari ghazal ko waqath diya !! allah apko khush rakhe !! Ameen !!

Qadeer Toopchi
Logged
fairy2633
Guest
«Reply #29 on: February 03, 2009, 01:41:11 PM »
Reply with quote
waah qadeer ji...subhanallah...bahut pyare lines hai...dil khush hogaya padkar... Applause
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 07:43:49 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.128 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer