dahej

by sakhi1909 on August 12, 2007, 12:02:32 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 5401 times)
sakhi1909
Guest
«Reply #15 on: December 23, 2007, 08:21:18 AM »
Reply with quote
mudssir ali ji....shurkiya apne gaur kiya mere khyaal par...aur apne sahi kaha hamien khud hi samaz ko badlna hoga...jahan dahej na maga jaye wahan apni beti ya bahan ka rista karke.

acha laga aapne pada aur samjha uar sabse badi baat is ke liye kuch socha aur likha..

regrds

sakhi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dahej Lena Aur Dena Band Karo by Devdas_online in Miscellaneous Shayri
DAHEJ---- jalaya hai~~~~ Saahil by salil2002 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
EK BAAP KA DARD (DAHEJ) by NETRAPAL in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2 3  All »
Dahej Pratha-Ek Abhishaap by Aakash16 in Hindi Poets
Dahej,. by Azeem Azaad in Miscellaneous Shayri
sakhi1909
Guest
«Reply #16 on: December 23, 2007, 08:26:36 AM »
Reply with quote
 
sakhi1909  kafi umda nazm hai balkey yoon kahey keh aajkal ki shaadiyon key haal ka ek manzar hai.mujhey khud soch kar dukh hota key log mangtey hai ghalat hain woh sub. aaj kal ki larhkiya self depend hain phir pata nahin kyon dahej mangney ki logon ki hammat hoti hai.mera ek khayal aur hai agar log chahtey hain key yeh dahej pratha band ho to larhkon ko khud aagey aana hoga larhkiyon ka haath thaam kar apni behnon key liyeh neik larhkey dhoond kar na key ammer log dhoond kar.

Nek kayalat hai ali ji... magar asal zindagi main koyi larka aage aata nahi hai larkiyon ke haat dhamne...
roja ji aur baadal ji

aap doino ne jo samjha hai wohi sahi hai...lekin agar dahej ko door karna hai to alil ji ne jo akhan wohi sabko sochana hoga..ki jo dahej mange uske yahan apni beti ya bahan ko de hi na tabhi kuch sudhar hoga...

shukriya aapne yahanani raai di.
regrds
sakhi
Logged
Roja
Guest
«Reply #17 on: December 24, 2007, 01:29:05 PM »

Sakhi..., Sorry mai fir b kahungi k humare bar bar Dehej k khilaf awaaz kitna b utalo, sunne waha koyi nahi hota... Hum aurtathein hi auraton ka dushman hai to fir kyu kahe larkhe ko dosh?[/color]
Logged
sakhi1909
Guest
«Reply #18 on: November 02, 2008, 07:16:51 PM »
Reply with quote
Nek kayalat hai ali ji... magar asal zindagi main koyi larka aage aata nahi hai larkiyon ke haat dhamne...

roja ji aur baadal ji

aap doino ne jo samjha hai wohi sahi hai...lekin agar dahej ko door karna hai to alil ji ne jo akhan wohi sabko sochana hoga..ki jo dahej mange uske yahan apni beti ya bahan ko de hi na tabhi kuch sudhar hoga...

shukriya aapne yahanani raai di.
regrds
sakhi

Sakhi..., Sorry mai fir b kahungi k humare bar bar Dehej k khilaf awaaz kitna b utalo, sunne waha koyi nahi hota... Hum aurtathein hi auraton ka dushman hai to fir kyu kahe larkhe ko dosh?[/color]

roja dear

sahi akha apne...ham aurte hi jab dahej ke liye teyar hai dene aur lene ko to kisis aadmi ko kya dosh dena.

love
sakhi
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 06:25:19 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.142 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer