Duniya Ka Alag Chehra,.

by Jaanasheen on January 21, 2009, 01:36:07 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2172 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
Reply with quote
Duniya Ka Ek Alag Hi Chehra Dekhaa Maine,.
Dekh Kar Bebasi Logon Ki, Ye Sochaa Maine,.

Sach Kaha Zamaane Ne Ke Duniya Ne Aasmaaan Ko Choo Liya,.
Shayad Isliye Dilon Ko, Taaron Ki Tarah Toot-te Dekhaa Maine,.

Sach Hai, Ke Duniya Ne Tarrakhi Kar Li "Azeem,.
Shayad Isliye Mohabbat Ko, Mit-te Dekhaa Maine,.

Bijli Ki Ab Kisi Ko Bhi Pareshaani Nahi Yahaan,.
Nafraton Ki Aag Se, Gharon Ko, Sulag-te Dekhaa Maine,.

Wo Daur Hi Kitna Pyaara Tha "Azeem, Jab Duniya Peeche Thi,.
Is Daur Mein, Bhai Ko, Bhai Ka Dushman Ban-te Dekhaa Maine,.

Bhale Aaj Duniya Mein Kami Nahi Paison Ki "Azeem,.
Magar Jagaah Jagaah, Insaanon Ko Bhook Se Mar-te Dekhaa Maine,.

__________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
GAreebon ki Alag duniya honi chaheye by kapil_boolani in Chit - Chat & General Discussion « 1 2  All »
naam alag alag hain by @kaash in Shayari-e-Parastish
ALAG ALAG..mb by marhoom bahayaat in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
alag-alag...........(K_A) by khamosh_aawaaz in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Yun hi nahi toh duniya ka chehra hain mera desh by livingbytheday in Shairy-E-Watan
cara
Guest
«Reply #1 on: January 21, 2009, 02:18:16 PM »
Reply with quote
kya baat hai jaanasheenji......bahut hi zorka likh diya hai....

aajkal bhai,bahen,bhookh -baahti kisko hai yeh baaten,
aajkal toh uthe subha zameen par,raat aasmaan par jaake kaaten.

yeh duniya ka hai alag chehra,jo le dubegaa ,sab ko bahut gehera,
ek din aisa yaigaa,apno ka toh kya,khud ka hi nahin pehechan payega chehra.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #2 on: January 21, 2009, 02:22:32 PM »
Reply with quote
kya baat hai jaanasheenji......bahut hi zorka likh diya hai....

aajkal bhai,bahen,bhookh -baahti kisko hai yeh baaten,
aajkal toh uthe subha zameen par,raat aasmaan par jaake kaaten.

yeh duniya ka hai alag chehra,jo le dubegaa ,sab ko bahut gehera,
ek din aisa yaigaa,apno ka toh kya,khud ka hi nahin pehechan payega chehra.

Shukriya Cara Ji,.
And Nice One From Ur Side,.
Logged
Jhuki Palkein
Guest
«Reply #3 on: January 21, 2009, 02:25:47 PM »
Reply with quote
Wah Azeem Jee,
Your poetry is really unique!

Waise To Poora Hi Shair Zaberdast Hai,
But I Just Loved These Sentences:

"Bhale Is Duniya Mein Paison Ki Na Kami Ho 'Azeem',
Magar Jagah Jagah, Insaanon Ko Bhook Se Marte Dekha Maine"

Allah Swt Aapko Khush Rakhe, Ameen.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #4 on: January 21, 2009, 02:41:24 PM »
Reply with quote
Wah Azeem Jee,
Your poetry is really unique!

Waise To Poora Hi Shair Zaberdast Hai,
But I Just Loved These Sentences:

"Bhale Is Duniya Mein Paison Ki Na Kami Ho 'Azeem',
Magar Jagah Jagah, Insaanon Ko Bhook Se Marte Dekha Maine"

Allah Swt Aapko Khush Rakhe, Ameen.

Shukriya,.
Ke Aapko Ye Pasand Aaya,.
May Allah SWT Bless You Too,.
Logged
Jhuki Palkein
Guest
«Reply #5 on: January 21, 2009, 02:45:54 PM »
Reply with quote
Azeem Jee,
Aapko Apne Sawalon Ka Jawab Shayad Meri Ek Post Mein Mil Jaye.
Check In The Topic "Fact About True.. Fake Friends"..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #6 on: January 21, 2009, 03:36:31 PM »
Reply with quote
Azeem Jee,
Aapko Apne Sawalon Ka Jawab Shayad Meri Ek Post Mein Mil Jaye.
Check In The Topic "Fact About True.. Fake Friends"..

Shukriya,.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #7 on: January 21, 2009, 07:07:59 PM »
Reply with quote
Duniya Ka Ek Alag Hi Chehra Dekhaa Maine,.
Dekh Kar Bebasi Logon Ki, Ye Sochaa Maine,.

Sach Kaha Zamaane Ne Ke Duniya Ne Aasmaaan Ko Choo Liya,.
Shayad Isliye Dilon Ko, Taaron Ki Tarah Toot-te Dekhaa Maine,.

Sach Hai, Ke Duniya Ne Tarrakhi Kar Li "Azeem,.
Shayad Isliye Mohabbat Ko, Mit-te Dekhaa Maine,.

Bijli Ki Ab Kisi Ko Bhi Pareshaani Nahi Yahaan,.
Nafraton Ki Aag Se, Gharon Ko, Sulag-te Dekhaa Maine,.

Wo Daur Hi Kitna Pyaara Tha "Azeem, Jab Duniya Peeche Thi,.
Is Daur Mein, Bhai Ko, Bhai Ka Dushman Ban-te Dekhaa Maine,.

Bhale Aaj Duniya Mein Kami Nahi Paison Ki "Azeem,.
Magar Jagaah Jagaah, Insaanon Ko Bhook Se Mar-te Dekhaa Maine,.

__________________________________________-Jaanasheen-

Nice one Chote Bhai
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #8 on: January 22, 2009, 05:32:19 AM »

Wah Wah Subhan Allah Mere Bhai Kya Likha hai tune bade bhai ka dil khush kar diya tone azeem subhan allah is sher pe qurbaan jaun !!

Jagha jagha insanoo ko bhool se maarte dekha maine !!

Kya tamacha diya hai duniya ke un rishwat quroon ko jo aise mahool ko janam dete hain !! wah azeem wah mere bhai jhinjood diye re tune ajj !!

allah tumhe khush rakhe !!

Qadeer Toopchi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #9 on: January 22, 2009, 08:51:49 AM »
Reply with quote
Wah Wah Subhan Allah Mere Bhai Kya Likha hai tune bade bhai ka dil khush kar diya tone azeem subhan allah is sher pe qurbaan jaun !!

Jagha jagha insanoo ko bhool se maarte dekha maine !!

Kya tamacha diya hai duniya ke un rishwat quroon ko jo aise mahool ko janam dete hain !! wah azeem wah mere bhai jhinjood diye re tune ajj !!

allah tumhe khush rakhe !!

Qadeer Toopchi

Shukriya Bhaijaan,.
Inkhilaabi Likhne Ki Koshish Kar Raha Hoon,.

Kya Ye Shayari Inkhilaabi Kehlaai Jaa Sakti Hai,.
Logged
diya786
Guest
«Reply #10 on: January 22, 2009, 09:18:02 AM »
Reply with quote
Duniya Ka Ek Alag Hi Chehra Dekhaa Maine,.
Dekh Kar Bebasi Logon Ki, Ye Sochaa Maine,.

Sach Kaha Zamaane Ne Ke Duniya Ne Aasmaaan Ko Choo Liya,.
Shayad Isliye Dilon Ko, Taaron Ki Tarah Toot-te Dekhaa Maine,.

Sach Hai, Ke Duniya Ne Tarrakhi Kar Li "Azeem,.
Shayad Isliye Mohabbat Ko, Mit-te Dekhaa Maine,.

Bijli Ki Ab Kisi Ko Bhi Pareshaani Nahi Yahaan,.
Nafraton Ki Aag Se, Gharon Ko, Sulag-te Dekhaa Maine,.

Wo Daur Hi Kitna Pyaara Tha "Azeem, Jab Duniya Peeche Thi,.
Is Daur Mein, Bhai Ko, Bhai Ka Dushman Ban-te Dekhaa Maine,.

Bhale Aaj Duniya Mein Kami Nahi Paison Ki "Azeem,.
Magar Jagaah Jagaah, Insaanon Ko Bhook Se Mar-te Dekhaa Maine,.

__________________________________________-Jaanasheen-

bahut khoob Azeem
kamaal likha hai aapne
Applause Applause
Logged
diya786
Guest
«Reply #11 on: January 22, 2009, 09:20:32 AM »
Reply with quote
kya baat hai jaanasheenji......bahut hi zorka likh diya hai....

aajkal bhai,bahen,bhookh -baahti kisko hai yeh baaten,
aajkal toh uthe subha zameen par,raat aasmaan par jaake kaaten.

yeh duniya ka hai alag chehra,jo le dubegaa ,sab ko bahut gehera,
ek din aisa yaigaa,apno ka toh kya,khud ka hi nahin pehechan payega chehra.

nice lines Cara Applause Applause
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #12 on: January 22, 2009, 09:21:23 AM »
Reply with quote
Duniya Ka Ek Alag Hi Chehra Dekhaa Maine,.
Dekh Kar Bebasi Logon Ki, Ye Sochaa Maine,.

Sach Kaha Zamaane Ne Ke Duniya Ne Aasmaaan Ko Choo Liya,.
Shayad Isliye Dilon Ko, Taaron Ki Tarah Toot-te Dekhaa Maine,.

Sach Hai, Ke Duniya Ne Tarrakhi Kar Li "Azeem,.
Shayad Isliye Mohabbat Ko, Mit-te Dekhaa Maine,.

Bijli Ki Ab Kisi Ko Bhi Pareshaani Nahi Yahaan,.
Nafraton Ki Aag Se, Gharon Ko, Sulag-te Dekhaa Maine,.

Wo Daur Hi Kitna Pyaara Tha "Azeem, Jab Duniya Peeche Thi,.
Is Daur Mein, Bhai Ko, Bhai Ka Dushman Ban-te Dekhaa Maine,.

Bhale Aaj Duniya Mein Kami Nahi Paison Ki "Azeem,.
Magar Jagaah Jagaah, Insaanon Ko Bhook Se Mar-te Dekhaa Maine,.

__________________________________________-Jaanasheen-

wah wah jahansheen. bahut kamaal ka likha hai aap neh

jasbir singh
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #13 on: January 22, 2009, 09:32:54 AM »
Reply with quote
Shukriya Bhaijaan,.
Inkhilaabi Likhne Ki Koshish Kar Raha Hoon,.

Kya Ye Shayari Inkhilaabi Kehlaai Jaa Sakti Hai,.

Han Yahi hai wo shayari jo jhinjood de subko lage raho azeem kamiyabi milegi tumhe !!

Qadeer Toopchi
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #14 on: January 22, 2009, 09:48:55 AM »
Reply with quote
jaanasheen ji aapki soch ka jawaab nahi
bohut dino k baad ham is site par aayei aur aapki ye rachna padhi
sach mei ek ek shabd sachaai ki karwahat se gunj raha hai agar har ek insaan ismei chipe pehluon ko samajh jaayei to sach mei fir wahi hindustaan hoga jo pehle kabhi hua karta tha
god bless u jaanasheen ji
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:29:08 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer